ek movie yaad aa rahi hai bura na manana share karna chahta hun bohot acchi movie thi imran hasmi ki sayad murder 2 ya 3 yaad nahi usme ek thulla hota hai pura tharki hota hai apni tharak se paresan hoke ek din apna hathiyar katwa detta hai lekin nonsense tulla tha to usko samajh nahi aya ke sirf wo katwa dene se uski tharak nahi jayegi. ab wo apne tharak me pagal hogya or lardkiyo ko marne laga kyo ki katawa diya tha na to kuchh kar nahi pata tha thulla or uss frustration me larkiyo ko hi marne laga tha for NO REASON aaj raat dekho mast movie hai