If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.
Ek uisfot ke sath Jab is galaxy ka nirman hua humare 9 grh bane Budh. Mangal. Hamara earth. Sukr. Brihaspati shani.Arun or yam Fir Devta bane Vishnu, mahadev Brahma Or Devta jinko alag alag kary sopa gaya Agni dev- ag ka kary Indra dev- bejli ka kary Varun dev- jal( pani) ka kary Pawan dev- hawa( wind) ka kary Dharti ma- miti ka kary Or bhi kai dev Par in sab mae ek yesa dev bhi tha jiski puja nahi ki jati par usko har koi pana chahta hai Chahe wo human ho, dev ho, nag ho yakch ho, jin ho, pari ho, janwar ho, har wo jo jivit hai or wo dev hai KAMDEV Inka ye nam inke kary ke karan hi rakha gay hai Kam ka matlab( pyaar hawas sex) iske kai rup hai alag alag tarha ke kam ka alag nam Kyuki jiso jesa kary diya gaya hai uski prakriti bhi usi tarha ka hai Agni - jalna or Roshni dena Pawan - chalna Jal- gila karna Usi tarha Kamdev bhi sirf pyaar hi karte kabhi apsara se to kabhi kisi or se Kyuki unko sammohan ki sakti prapat thi Ek din KAMDEV gumte gumte sawarg ke ek Sadhu ke kutiya ke bahar dekha ki ek sundar sadhu patni surajmuki ke Gardan thi Kamdev uski sundarta mae Mohit ho gaya or unhone apni mohani Sakti ka Istemal kiya or us sadhu patni ko apne saath Sambhog kar raha tha tabhi us kutiy Mae sadhu aa gae unhone dekha ki unki patni Kamdev ki ghod Mae bheti hai
unko dekh kar sadhu ne bola
Sadhu- y tum ky kar rahi ho
Par dono ko koi hos nahi tha donno apni kamkida mae lage the tab sadhu ne jal apne hath mae liya or kuch mantra bolte hai or unko sab kuch pata chal gaya
Wo jal sadhu ne un dono par feka jisse Sadhu patni hos mae aa gai fir unko bhi sab yad aa gya or sharm or gina ke karan unhone apna sarir jala liya
Ise dekh kar sadhu ko bahot gussa aya or Gusse se
Sadhu- are nich kam tumne apni vasna ke liye ek istri(woman) ka Dharm khatm kar diya or uske pran bhi isliye ja mai Tuje srap deta hu ki tu dharati lok par peda hoga ja or dharati Mae gir ja
Or KAMDEV ka ek ans surag lok Mae or dusra dharati lok Mae chala gya
Abhi maine aapki story ka update read kiya...story ka subject bahut achha hai bro,
Abhi to first update hi hai is liye story ke sambandh me jyada kuch nahi kah sakta but start achha hai....:biggboss:
Aapne likha ki ek devta aisa hai jiski puja nahi ki jati...KAMDEV....mera apna vichaar hai ki KAMDEV ek aisa character hai jiske kaary se sari srishti ka vistaar hota hai...fir chahe wo koi bhi praani ho...sur asur, yaha tak ki bhagwan khud, KAMDEV ki sabke jeewan me badi hi mahatwapoorn jagah hai, is liye aise Dev ki puja na hoti ho ye hajam nahi hota bro...baki aapki soch hai...aapko agar aisa lagta hai to yahi sahi :biggboss:
Ye mera apna vichar tha bro...i hope aap mind karenge,