• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery Naukar ke bete ke sath nikkah

Which character do u like the most

  • Aryan

    Votes: 25 78.1%
  • Sana

    Votes: 17 53.1%
  • Karn

    Votes: 5 15.6%

  • Total voters
    32
  • Poll closed .

Aar am

Well-Known Member
4,546
2,537
159
Ab 5 round wali chudai dal sakte ho bhai majja aa jayega please bhai sex wala part dalo
 
nktubhg

Member
329
3,618
124
Update 67

Ab aryan sabse pehle andar aata hai aur shopping ka saara saman sana ne khud pakda hua tha .

Sana- apne bhai ki taraf dekho neha isko sharm nhi hai thodi si bhi meri thodi help hi kar de yeh kaisa pati hai yaar har chiz isko batani padti hai
Neha - mein kya karu apne hi isko sar par chara rakha hai bhabhi .

Aryan andar jaata hai aur dekhta hai ki suman ke sath koi ladki baithi hui hai jo koi aur nhi but hina thi .

Aryan man mein - aa gyi yeh ab hoga bawal .

Hina ab aryan ki taraf dekhti hai aur smile karti hai aur uske paas aane lagti hai aur aryan bhi uske sath hath milane ke liye hath aage badata hai par woh aryan ko ignore karte hue sidha neha ke gale lag jaati hai .

Aryan man mein - jhol ho gyi bhai mere sath mujhe laga mere paas aa rahi hai .

Hina- kaisi ho neha tujhe pta hai sana jab bhi mere sath baat karti hai toh tera zikar hamesha karti hai lagta hai bhabhi nanad ki achhe se jam rahi hai .

Neha - sach mein bhabhi woh bhi mera zikar mere bhai ka nhi karti kya

Hina- or isko baat kya karni hoti hai uski hi toh baatien karti hai waise yeh sab chorr ab 3- 4 din ke liye idhar hi khub maze karenge .

Neha- sach mein phir toh maza hi aa jayega or holi bhi toh aa rahi hai .

Sana tabhi andar aati hai aur woh hina ko dekhte hi Khush ho jaati hai .

Sana- are aa gyi tu mujhe laga tha kal aayegi .

Hina- kyu mujhe dekh kar khush nhi hui tu
Sana- are kaisi baat karti hai hina tu hi hai toh meri ek bestie tujhe dekh kar khush nhi hungi kya mein

Sana ab saara saman sofe par rakh kar hina ke gale lagti

Sana- or bta kaisi hai tujhe koi dikkat toh nhi hui safar mein
Hina- nhi sab thik raha are yaar tu toh badi sahi kismat wali hai
Sana- kyu kya hua
Hina- yaar teri saas toh bahut achhi tum jab nhi thi toh meri bade achhe se khatirdari ki inhone.
Sana- han woh toh hai

Suman - are bas karo ab gale hi lagte rahoge hai sabhi muh haat dholo aur aryan hina ji ka bag guest room mein rakh de .
Aryan- ji maa .

Aryan - waise hina ji mujhse toh mil lo aakhir end mein hi tumhare kaam aane wala hun yeh dono nhi aur jo apne mujhe jaan bhujkar ignore Kiya hai uski wajah se mein soch raha tha ki ab mein dusri party ki side lunga apki nhi .

Hina samajh jaati hai ki woh karn ke baare mein baat kar raha aur phir woh haste hue aryan ke paas aati hai .

Hina- are yaar mein Tere ko jaan bhukar thoda na ignore kar rahi thi bas maine tujhe notice hi nhi kiya.
Aryan - mere ko pta hai aap jhuth bol rahi ho
HIna ab aryan ka hath apne dono hathon se pakad leti hai .

Hina- sorry yaar please tu meri side hi lena mere se usne us din ke baad baat tak nhi ki dekh le mera bhai nhi hai tu aur ab toh mein teri waise bhi bhabhi ban ne wali hun.
Sana- tum meri bhabhi banogi ya nhi yeh karn bhai par depend karta hai par mere se maa ke samne tamiz se baat karo aur mujhe maa ke samne jiju kehna nhi toh baad mein puchengi.

Hina- achha thik hai mere jija ji par meri baat yaad rakhna .

Hina- waise apni biwi ka maza dekhega
Aryan- kaisa maza
Hina- ruk abhi batati hun.

Hina ab aryan ke kas ke gale lagti hai .
Aryan - yeh kya kar rahi ho aap chorro mujhe .

Suman aur sana is waqt hina ki Taraf hi dekh rahi thi par sana ko hina ka aisa karna bilkul bhi pasand nhi aata aur woh dhime si awaz mein usko dur hatne ko bolti hai .

imra-supergirl

Suman bhi sana ko aise karte hue notice kar leti hai aur mand mand muskane lagti hai .

Suman - dekh aryan hina ne tujhe gale lagaya toh sana kaise chirr si gyi hai are bahu hina toh aryan ki saali hi toh hai itna toh chalta hai aise gussa nhi karte.

Sana suman ki baat sunkar sharminda ho jaati hai aur apna sar niche kar leti hai .

Sana man mein - are gharbad ho gyi maa ji ne dekh liya lagta hai mujhe hina ko piche hatne ko kehte hue

Suman - ab sharma kyu rahi hai

Sana- nhi maa ji main bala kyu gussa karungi .( Bahut dhire aur dhabhi si awaz mein bolti hai )

Aryan- hina ji chorro mujhe nhi toh baad mein sana jhagda karegi .
Hina- are tu abhi dekha hi kya hai
(Hina ab aryan ko chorr deti hai )
Hina- kya sana tumne itni si baat ka gussa kar liya aakhir saali hu inki aur aakhir saali toh Aadhi gharwali hoti hai kyu hai na jija ji
Sana- nhi yeh sab bakwas baatien hai

Hina- dekha aryan kaise chirr gyi yeh .

Aryan- agar yeh chirr gyi hai toh mujhe dikkat hogi tumhe kya tum toh aram se so jayogi mujhe isko samajhana padega.

Hina- jijia ji please mujhe mera room dikha dijiye aur bag bhi le aana

Sana- aap rukiye ji mein chorr aati hun bag waise bhi aap bahut thak gye hai
Hina- are tum rehne do bahut baari hai jija ji ko uthane de .
Sana- chup kar aur chup chap chal tujhe tera room dikha deti hun aryan ji ko rehne de aaj kaam ki wajah se woh bahut thak gye hai

Hina- bye jija ji
Aryan- bye hina agar koi dikkat ho apko toh bta dena
Hina- han kyu nhi
(Sana jab aryan ki baat sunti hai toh gusse uski taraf mud ke dekhti hai )
Aryan man mein- yeh sana bhi na mujhe toh yeh dar lag raha hai ki sana ko pta hai hina ne toh sirf mazak Kiya phir iska yeh haal hai par aditi jab aayegi toh tab yeh kya karegi

Aryan - achha maa mein Zara upar jaa raha hu.
Suman- thik hai par aadhe ghante tak niche aa jaana dinner aaj sab sath mein karenge .
Aryan- thik hai

Aryan ab upar terrace par chala jaata hai .

Aryan - yaar kab zindagi mein meri thoda bahut paise aayega jab sana us lehnge ki taraf dekh rahi thi toh dil kar raha tha abhi usko yeh laakar de du par mein kar bhi kya sakta hun pehle bhi loser tha aaj bhi loser hun.

Sana ab hina ko thik thak baatein sunkar bahar aati hai .

Sana- maa ji yeh kaha par hai .
Suman - upar gya hai shayad room mein hoga
Sana - maa ji
Suman - hmm
Sana- aap na ab koi kaam na karna bas mein inko 10 min mein lekar niche aati hun aur khana mein bhi aaj khud pados dungi aur bartan bhi saaf kar dungi aap ab rest kijiyega.
Suman - idhar aakar baitho
(Sana ab suman ke paas aakar baith jaati hai)
Suman - woh sab toh thik hai pehle ek baat bta tujhe jab maine itni baar kaha ki khana kha le par tune ek baar bhi baat nhi maani aur upar se jhut bola ki mujhe bhuk nhi hai par jab yeh nalayak ne tujhe khana khane ko kaha toh tune jat se iski baat maan li .

Sana man mein - aaj maa ko ho kya gya hai ab mein kya bolu
Sana- ji maa inhone jabardasti khila di thi
Suman - chal jhuthi kahin ki sach bta
Sana- woh maa ji inse jhagda ho gya tha kal isliye inse thodi naraz thi isliye khana nhi kha rahi thi .
Suman - chal koi baat nhi ab toh sulah hi gyi hai na tumhari
Sana- ji
Suman - waise mujhe bura toh bahut laga ki tune meri baat nhi maani aur aryan ke ek baar kehne par tune bina kuch bole khana bhi kha liya aryan toh tak thik tha par tujhe bhi meri koi kadar nhi
Sana man mein - yaar maine toh khana kha ke hi galti kar di .
Sana- aisi koi baat nhi aap yeh kya bol rahe ho aap meri maa ho please dekhiye aisa mat boliye mujhe achha nhi lag raha hai aap aise mat bolo na please.
Suman - are tu pareshan kyo ho gyi hai mein mazak kar rahi hun aur tu yeh kya mere aage chup si ho jaati hai neha ke aage toh chabad chabad karti rehti hai .
Sana - nhi maa ji woh
Suman - achha ja ab tera intezar kar raha hoga woh
Sana suman ki baat sunkar sharma si jaati hai.
Sana ab wahan se uth jaati hai .

Sana- maa ji
Suman - hmm
Sana- maa ji woh jo apple pada hua hai table par le lu
Suman - mujhe pehle yeh bta ki tu kab tak aisa karogi mere aage dekho mujhse har baat puchne ki koi zarurat nhi hai tumhara bhi yeh hi hai Ghar hai tere jo man mein aata hai woh kara kar .
Suman - sun meri baat kab tak aise sharmati rahegi mere aage yeh tujhe ho kya jaata hai.

Sana man mein - aaj lagta hai maa se dant padegi.
Suman ab sana ka hath pakad ke usko phir table par bitha deti hai .
Suman - waise tum logo ka jhagda kis baat pe hua kuch kaha isne ulta sidha tumko isko abhi tak akal nhi aayi na
Sana- nhi maa ji darasal meri hi galti thi isliye yeh gussa ho gye ( sana aryan ko bachane ke liye jhuth bol deti hai )
Suman - teri galti thi sach mein main nhi manti hua kya tha waise aisi kya galti kar di tune .
Sana- woh maa ji press karte samay galti se inki shirt jala di thi
Suman - achha waise isme teri kya galti tune kon sa jaan bhujkar kiya tha usne tujhe kuch ulta sidha nhi kaha hath toh nhi uthata hai yeh tere upar
Sana- nhi maa ji yeh aise bilkul bhi nhi hai bahut care karte hai meri
Suman- chalo achhi baat hai waise agar teri galti bhi ho na toh koi baat nhi tu tension mat lena teri galti par bhi na kuttayi toh iski hi hogi .

(Sana ab suman baat sunkar muskra deti hai)
Suman - itni der se aise hi dhiri si awaz mein bol rahi thi aur pati ki kuttayi ki baat sunkar muskrane lag gyi ho waise lagta hai tum bhi kam shaitan nhi ho bas mere samne hi acting karti ho kyu
Sana- nhi nhi maa ji woh bas...
Suman - chal chorr yeh bta tum logo ne bacho ka kuch socha hai agar nhi toh soch le aakhir humko bhi pota poti ka sukh mil jaye .

Suman ki baat sunkar sana ke gaal phir tamatar ki tarah laal ho jaata hai
Suman - dekh phir sharmane lagi are bas kar ab aur kitna sharmayegi chal bta na bacho ke baare mein kya planning ki hai tum dono ne .
Sana- ma ...ji...woh
Suman- are aise ruk ruk kar kyo bol rahi hai chal bta na
Sana- maa ji mein keh rahi thi ki shayad jaldi hi apko koi khushkhabri sunane ko milegi
Suman - sach
(Sana apna sar sharam ke maare han mein milati hai )
Suman - yeh toh tune badi achhi khabar sunayi hai achha ja ab tera wait kar raha hoga .

Sana ab wahan se uthkar seb lekar khane lagti hai aur dhire dhire muskurate hue upar chali jaati hai par usko aryan room mein nhi milta tabhi usko terrace se aryan ke gaana gaane ki awaz aati hai toh woh upar chali jaati hai.

Sana man mein- yaar yeh toh bahut achha gaata hai

Sana ab terrace par jaati hai aur dekhti hai ki aryan gaana gaa raha hai akele hi aise baithe hue tab woh usko aise hi pyar se niharne lagti hai aur usko aryan ki awaz bhi bahut pasand aati hai.

Aryan-Tu ishq hai toh main baahon mein hoon

Baahon mein hoon toh panaahon mein hu

Kajal hoon toh main nigahon mein hoon

Tu hai toh main hu

Kasme vaade kyun tu hain toh main hoon

Bas main tera hoon tu hain toh main hoon

Seene pe likh loon tu hain toh main hoon

Tu hain toh main hoon

Aryan tabhi dekhta hai ki sana upar aa gyi hai aur usko hi dekh rahi hai sliye woh ab chup kar jaata hai aur uski taraf dekh kar usko paas aane ko kehta hai

Sana ab aryan ke paas aati hai aur aakar uske samne apni kamar par hath rakh kar khadi ho jaati hai

Sana- apne gaana kyu band kar diya apki awaz kitni achhi hai chalo na phir se gayo na kitna achha lag raha tha .
Aryan - nhi yaar bas ab ho gya
Sana- nhi kya are mein aayi toh apne gaana kyu band kar diya yeh bhi koi baat Hui

(Sana aisa bolkar aryan ki jhang par baith jaati hai )
Sana- Oye mere sona chalo gao na
Aryan - achha thik hai

Tu hai toh main hu.

Sana- ruko sath mein gaate hai

Aryan aur sana ab dono gaane lagte hai
Aryan x sana -Tu ishq hai toh main baahon mein hoon

Sana- wow Yaar kitna achha laga na sach mein

Sana notice karti hai ki aryan uski ankhon mein hi dekh raha hai aur woh bhi uski ankhon mein dekhne lagti hai dono ko ek dusre ki dhadkan thik se sunayi de rahi thi aur aryan is waqt bahut emotional lag raha tha.

love-intimate

dono bina kuch kahe ek dusre ko kiss karne lagte hai

passionate-kiss-kiss
Aryan- tum mere sath khush toh ha na
Sana- ab kya hua maine kuch galat kaha kya
Aryan- nhi jo pucha hai uska jawab do
Sana- bahut khush bahut zyada khus aur tumhari hi wajah se itna zyada pyar karne wala parivar bhi mila hai darling
Aryan- mere paas agar paise hote ho toh mein tumhe aur di ko achhe se shopping karata sana tumhe mere sath kisi chiz ki kami toh mehsoos nhi hoti na

Sana- are tum yeh kya bol rahe ho mr immature yeh lo apple khao aur chorro yeh baatein.
Aryan - nhi mujhe nhi khana mere swal ka jawab do
Sana toh pehle 2 min kuch nhi bolti
Aryan- rehne do tumhari chupi ne hi jawab de diya
Sana- are nhi tum yeh kya bol rahe suno meri baat mein tumhare sath bahut khush hun darling kuch ulta sidha mat socho aur ab toh tum kaam bhi karne lage ho sach kahu toh mujhse tumhe koi shikayat nhi hai chalo ab apna mood thik karo mere bholu

sad-couple-i-miss-you
Sana ab aryan ko kas ke gale lagati hai aur woh dono is time serious the tabhi aryan sana ko gaal par ek kiss karta hai aur sana uske sath chipak kar baith jaati tabhi un dono ko neha ki awaz aa jaati hai jo dono ko bula rahi thi .

Sana- niche chali dinner ka time ho gya hai papa bhi aa gye honge shayad
Aryan- hmm

Aryan aur sana ab ek dusre ki bahon mein bahein daalkar niche aane lagte hai
 
Last edited:

AGENT x SHADOW

Staff member
Moderator
4,668
6,124
144
Update 67

Ab aryan sabse pehle andar aata hai aur shopping ka saara saman sana ne khud pakda hua tha .

Sana- apne bhai ki taraf dekho neha isko sharm nhi hai thodi si bhi meri thodi help hi kar de yeh kaisa pati hai yaar har chiz isko batani padti hai
Neha - mein kya karu apne hi isko sar par chara rakha hai bhabhi .

Aryan andar jaata hai aur dekhta hai ki suman ke sath koi ladki baithi hui hai jo koi aur nhi but hina thi .

Aryan man mein - aa gyi yeh ab hoga bawal .

Hina ab aryan ki taraf dekhti hai aur smile karti hai aur uske paas aane lagti hai aur aryan bhi uske sath hath milane ke liye hath aage badata hai par woh aryan ko ignore karte hue sidha neha ke gale lag jaati hai .

Aryan man mein - jhol ho gyi bhai mere sath mujhe laga mere paas aa rahi hai .

Hina- kaisi ho neha tujhe pta hai sana jab bhi mere sath baat karti hai toh tera zikar hamesha karti hai lagta hai bhabhi nanad ki achhe se jam rahi hai .

Neha - sach mein bhabhi woh bhi mera zikar mere bhai ka nhi karti kya

Hina- or isko baat kya karni hoti hai uski hi toh baatien karti hai waise yeh sab chorr ab 3- 4 din ke liye idhar hi khub maze karenge .

Neha- sach mein phir toh maza hi aa jayega or holi bhi toh aa rahi hai .

Sana tabhi andar aati hai aur woh hina ko dekhte hi Khush ho jaati hai .

Sana- are aa gyi tu mujhe laga tha kal aayegi .

Hina- kyu mujhe dekh kar khush nhi hui tu
Sana- are kaisi baat karti hai hina tu hi hai toh meri ek bestie tujhe dekh kar khush nhi hungi kya mein

Sana ab saara saman sofe par rakh kar hina ke gale lagti

Sana- or bta kaisi hai tujhe koi dikkat toh nhi hui safar mein
Hina- nhi sab thik raha are yaar tu toh badi sahi kismat wali hai
Sana- kyu kya hua
Hina- yaar teri saas toh bahut achhi tum jab nhi thi toh meri bade achhe se khatirdari ki inhone.
Sana- han woh toh hai

Suman - are bas karo ab gale hi lagte rahoge hai sabhi muh haat dholo aur aryan hina ji ka bag guest room mein rakh de .
Aryan- ji maa .

Aryan - waise hina ji mujhse toh mil lo aakhir end mein hi tumhare kaam aane wala hun yeh dono nhi aur jo apne mujhe jaan bhujkar ignore Kiya hai uski wajah se mein soch raha tha ki ab mein dusri party ki side lunga apki nhi .

Hina samajh jaati hai ki woh karn ke baare mein baat kar raha aur phir woh haste hue aryan ke paas aati hai .

Hina- are yaar mein Tere ko jaan bhukar thoda na ignore kar rahi thi bas maine tujhe notice hi nhi kiya.
Aryan - mere ko pta hai aap jhuth bol rahi ho
HIna ab aryan ka hath apne dono hathon se pakad leti hai .

Hina- sorry yaar please tu meri side hi lena mere se usne us din ke baad baat tak nhi ki dekh le mera bhai nhi hai tu aur ab toh mein teri waise bhi bhabhi ban ne wali hun.
Sana- tum meri bhabhi banogi ya nhi yeh karn bhai par depend karta hai par mere se maa ke samne tamiz se baat karo aur mujhe maa ke samne jiju kehna nhi toh baad mein puchengi.

Hina- achha thik hai mere jija ji par meri baat yaad rakhna .

Hina- waise apni biwi ka maza dekhega
Aryan- kaisa maza
Hina- ruk abhi batati hun.

Hina ab aryan ke kas ke gale lagti hai .
Aryan - yeh kya kar rahi ho aap chorro mujhe .

Suman aur sana is waqt hina ki Taraf hi dekh rahi thi par sana ko hina ka aisa karna bilkul bhi pasand nhi aata aur woh dhime si awaz mein usko dur hatne ko bolti hai .

imra-supergirl

Suman bhi sana ko aise karte hue notice kar leti hai aur mandir mandir muskane lagti hai .

Suman - dekh aryan hina ne tujhe gale lagaya toh sana kaise chirr si gyi hai are bahu hina toh aryan ki saali hi toh hai itna toh chalta hai aise gussa nhi karte.

Sana suman ki baat sunkar sharminda ho jaati hai aur apna sar niche kar leti hai .

Sana man mein - are gharbad ho gyi maa ji ne dekh liya lagta hai mujhe hina ko piche hatne ko kehte hue

Suman - ab sharma kyu rahi hai

Sana- nhi maa ji main bala kyu gussa karungi .( Bahut dhire aur dhabhi si awaz mein bolti hai )

Aryan- hina ji chorro mujhe nhi toh baad mein sana jhagda karegi .
Hina- are tu abhi dekha hi kya hai
(Hina ab aryan ko chorr deti hai )
Hina- kya sana tumne itni si baat ka gussa kar liya aakhir saali hu inki aur aakhir saali toh Aadhi gharwali hoti hai kyu hai na jija ji
Sana- nhi yeh sab bakwas baatien hai

Hina- dekha aryan kaise chirr gyi yeh .

Aryan- agar yeh chirr gyi hai toh mujhe dikkat hogi tumhe kya tum toh aram se so jayogi mujhe isko samajhana padega.

Hina- jijia ji please mujhe mera room dikha dijiye aur bag bhi le aana

Sana- aap rukiye ji mein chorr aati hun bag waise bhi aap bahut thak gye hai
Hina- are tum rehne do bahut baari hai jija ji ko uthane de .
Sana- chup kar aur chup chap chal tujhe tera room dikha deti hun aryan ji ko rehne de aaj kaam ki wajah se woh bahut thak gye hai

Hina- bye jija ji
Aryan- bye hina agar koi dikkat ho apko toh bta dena
Hina- han kyu nhi
(Sana jab aryan ki baat sunti hai toh gusse uski taraf mud ke dekhti hai )
Aryan man mein- yeh sana bhi na mujhe toh yeh dar lag raha hai ki sana ko pta hai hina ne toh sirf mazak Kiya phir iska yeh haal hai par aditi jab aayegi toh tab yeh kya karegi

Aryan - achha maa mein Zara upar jaa raha hu.
Suman- thik hai par aadhe ghante tak niche aa jaana dinner aaj sab sath mein karenge .
Aryan- thik hai

Aryan ab upar terrace par chala jaata hai .

Aryan - yaar kab zindagi mein meri thoda bahut paise aayega jab sana us lenge ki taraf dekh rahi thi toh dil kar raha tha abhi usko yeh laakar de du par mein kar bhi kya sakta hun pehle bhi loser tha aaj bhi loser hun.

Sana ab hina ko thik thak baatein sunkar bahar aati hai .

Sana- maa ji yeh kaha par hai .
Suman - upar gya hai shayad room mein hoga
Sana - maa ji
Suman - hmm
Sana- aap na ab koi kaam na karna bas mein inko 10 min mein lekar niche aati hun aur khana mein bhi aaj khud pados dungi aur bartan bhi saaf kar dungi aap ab rest kijiyega.
Suman - idhar aakar baitho
(Sana ab suman ke paas aakar baith jaati hai)
Suman - woh sab toh thik hai pehle ek baat bta tujhe jab maine itni baar kaha ki khana kha le par tune ek baar bhi baat nhi maani aur upar se jhut bola ki mujhe bhuk nhi hai par jab yeh nalayak ne tujhe khana khane ko kaha toh tune jat se iski baat maan li .

Sana man mein - aaj maa ko ho kya gya hai ab mein kya bolu
Sana- ji maa inhone jabardasti khila di thi
Suman - chal jhuthi kahin ki sach bta
Sana- woh maa ji inse jhagda ho gya tha kal isliye inse thodi naraz thi isliye khana nhi kha rahi thi .
Suman - chal koi baat nhi ab toh sulah hi gyi hai na tumhari
Sana- ji
Suman - waise mujhe bura toh bahut laga ki tune meri baat nhi maani aur aryan ke ek baar kehne par tune bina kuch bole khana bhi kha liya aryan toh tak thik tha par tujhe bhi meri koi kadar nhi
Sana man mein - yaar maine toh khana kha ke hi galti kar di .
Sana- aisi koi baat nhi aap yeh kya bol rahe ho aap meri maa ho please dekhiye aisa mat boliye mujhe achha nhi lag raha hai aap aise mat bolo na please.
Suman - are tu pareshan kyo ho gyi hai mein mazak kar rahi hun aur tu yeh kya mere aage chup si ho jaati hai neha ke aage toh chabad chabad karti rehti hai .
Sana - nhi maa ji woh
Suman - achha ja ab tera intezar kar raha hoga woh
Sana suman ki baat sunkar sharma si jaati hai.
Sana ab wahan se uth jaati hai .

Sana- maa ji
Suman - hmm
Sana- maa ji woh jo apple pada hua hai table par le lu
Suman - mujhe pehle yeh bta ki tu kab tak aisa karogi mere aage dekho mujhse har baat puchne ki koi zarurat nhi hai tumhara bhi yeh hi hai Ghar hai tere jo man mein aata hai woh kara kar .
Suman - sun meri baat kab tak aise sharmati rahegi mere aage yeh tujhe ho kya jaata hai.

Sana man mein - aaj lagta hai maa se dant padegi.
Suman ab sana ka hath pakad ke usko phir table par bitha deti hai .
Suman - waise tum logo ka jhagda kis baat pe hua kuch kaha isne ulta sidha tumko isko abhi tak akal nhi aayi na
Sana- nhi maa ji darasal meri hi galti thi isliye yeh gussa ho gye ( sana aryan ko bachane ke liye jhuth bol deti hai )
Suman - teri galti thi sach mein main nhi manti hua kya tha waise aisi kya galti kar di tune .
Sana- woh maa ji press karte samay galti se inki shirt jala di thi
Suman - achha waise isme teri kya galti tune kon sa jaan bhujkar kiya tha usne tujhe kuch ulta sidha nhi kaha hath toh nhi uthata hai yeh tere upar
Sana- nhi maa ji yeh aise bilkul bhi nhi hai bahut care karte hai meri
Suman- chalo achhi baat hai waise agar teri galti bhi ho na toh koi baat nhi tu tension mat lena teri galti par bhi na kuttayi toh iski hi hogi .

(Sana ab suman baat sunkar muskra deti hai)
Suman - itni der se aise hi dhiri si awaz mein bol rahi thi aur pati ki kuttayi ki baat sunkar muskrane lag gyi ho waise lagta hai tum bhi kam shaitan nhi ho bas mere samne hi acting karti ho kyu
Sana- nhi nhi maa ji woh bas...
Suman - chal chorr yeh bta tum logo ne bacho ka kuch socha hai agar nhi toh soch le aakhir humko bhi pota poti ka sukh mil jaye .

Suman ki baat sunkar sana ke gaal phir tamatar ki tarah laal ho jaata hai
Suman - dekh phir sharmane lagi are bas kar ab aur kitna sharmayegi chal bta na bacho ke baare mein kya planning ki hai tum dono ne .
Sana- ma ...ji...woh
Suman- are aise ruk ruk kar kyo bol rahi hai chal bta na
Sana- maa ji mein keh rahi thi ki shayad jaldi hi apko koi khushkhabri sunane ko milegi
Suman - sach
(Sana apna sar sharam ke maare han mein milati hai )
Suman - yeh toh tune badi achhi khabar sunayi hai achha ja ab tera wait kar raha hoga .

Sana ab wahan se uthkar seb lekar khane lagti hai aur dhire dhire muskurate hue upar chali jaati hai par usko aryan room mein nhi milta tabhi usko terrace se aryan ke gaana gaane ki awaz aati hai toh woh upar chali jaati hai.

Sana man mein- yaar yeh toh bahut achha gaata hai

Sana ab terrace par jaati hai aur dekhti hai ki aryan gaana gaa raha hai akele hi aise baithe hue tab woh usko aise hi pyar se niharne lagti hai aur usko aryan ki awaz bhi bahut pasand aati hai.

Aryan-Tu ishq hai toh main baahon mein hoon

Baahon mein hoon toh panaahon mein hu

Kajal hoon toh main nigahon mein hoon

Tu hai toh main hu

Kasme vaade kyun tu hain toh main hoon

Bas main tera hoon tu hain toh main hoon

Seene pe likh loon tu hain toh main hoon

Tu hain toh main hoon

Aryan tabhi dekhta hai ki sana upar aa gyi hai aur usko hi dekh rahi hai sliye woh ab chup kar jaata hai aur uski taraf dekh kar usko paas aane ko kehta hai

Sana ab aryan ke paas aati hai aur aakar uske samne apni kamar par hath rakh kar khadi ho jaati hai

Sana- apne gaana kyu band kar diya apki awaz kitni achhi hai chalo na phir se gayo na kitna achha lag raha tha .
Aryan - nhi yaar bas ab ho gya
Sana- nhi kya are mein aayi toh apne gaana kyu band kar diya yeh bhi koi baat Hui

(Sana aisa bolkar aryan ki jhang par baith jaati hai )
Sana- Oye mere sona chalo gao na
Aryan - achha thik hai

Aryan-Tu ishq hai toh main baahon mein hoon

Baahon mein hoon toh panaahon mein hu

Kajal hoon toh main nigahon mein hoon

Tu hai toh main hu.

Sana- ruko sath mein gaate hai

Aryan aur sana ab dono gaane lagte hai
Aryan x sana -Tu ishq hai toh main baahon mein hoon

Baahon mein hoon toh panaahon mein hu

Kajal hoon toh main nigahon mein hoon

Tu hai toh main hu

Kasme vaade kyun tu hain toh main hoon

Bas main tera hoon tu hain toh main hoon

Seene pe likh loon tu hain toh main hoon

Tu hain toh main hoon

Sana- wow Yaar kitna achha laga na sach mein

Sana notice karti hai ki aryan uski ankhon mein hi dekh raha hai aur woh bhi uski ankhon mein dekhne lagti

love-intimate

dono bina kuch kahe ek dusre ko kiss karne lagte hai

passionate-kiss-kiss
Aryan- tum mere sath khush toh ha na
Sana- ab kya hua maine kuch galat kaha kya
Aryan- nhi jo pucha hai uska jawab do
Sana- bahut khush bahut zyada khus aur tumhari hi wajah se itna zyada pyar karne wala parivar bhi mila hai darling
Aryan- mere paas agar paise hote ho toh mein tumhe aur di ko achhe se shopping karata sana tumhe mere sath kisi chiz ki kami toh mehsoos nhi hoti na

Sana- are tum yeh kya bol rahe ho mr immature yeh lo apple khao aur chorro yeh baatein.
Aryan - nhi mujhe nhi khana mere swal ka jawab do
Sana toh pehle 2 min kuch nhi bolti
Aryan- rehne do tumhari chupi ne hi jawab de diya
Sana- are nhi tum yeh kya bol rahe suno meri baat mein tumhare sath bahut khush hun darling kuch ulta sidha mat socho aur ab toh tum kaam bhi karne lage ho sach kahu toh mujhse tumhe koi shikayat nhi hai chalo ab apna mood thik karo mere bholu

sad-couple-i-miss-you
Sana ab aryan ko kas ke gale lagati hai aur woh dono is time serious the tabhi aryan sana ko gaal par ek kiss karta hai aur sana uske sath chipak kar baith jaati tabhi un dono ko neha ki awaz aa jaati hai jo dono ko bula rahi thi .

Sana- niche chali dinner ka time ho gya hai papa bhi aa gye honge shayad
Aryan- hmm

Aryan aur sana ab ek dusre ki bahon mein bahein daalkar niche aane lagte hai
Mast update hai bhai 🎊🎊... Dono Miya biwi ka ek saath gaana ek alag level aj romance darsha rha hai , aur bich bich Mai Sana ka jalna jab Hina Aryan ko hug karti hai ye patni ka nature rehta hai hamesha aur yahi sa pta chalta haj ki dono mai pyaar kya hai 💗
 
AGENT x SHADOW

Staff member
Moderator
4,668
6,124
144
Baki comment mein bta dena ki story kaise chal rahi agar bekar lag rahi hai toh phir mein band kar dunga kyunki mere paas bhi time nhi hai jyada likhne ka .
Bhai story ekdam mast chal rhi hai , aap apna hisab sa continue rakho mast story hai PADHANE mai aisa lag rha hai ki relatable bahut hai kuch kuch jagaho pa toh continue rakhna Bhai ❤️
 
  • Like
Reactions: red_devil_98
Top