चुप हो जाओ बड़े भईया वर्ना मेरी भाभी जाग जाएगीBattiya bujhane wali jane kab ayegi..![]()
Badiya ho sarkarKaise ho devil
Badiya ho sarkar
Aap sunay aaj kuch naya naya dekha kya hua tha yaha pe![]()
Sawal ye nahi hai ke phool todna sahi hai ya galat sawal yaha niyat ka hai, us phool ke karm ka, beshak wadiya khubsurat hai aur unhe nuksan nahi pahuchaya jana chahiye kintu yadi koi phool ko uski jad se alag kar raha hai to uski niyat mayne rakhti hai ke wo kyun kar raha hai, wo use bhent karna chahta hai ya ishwar ke charno me chadhana chahata hai yaha us pushp ka karm sarthak haiPhool jaha hai waha se bhi apni khushbhu se sara jaha mehka sakte hai aur wahi se hi nazare ko khubsurat bana sakte hai agar tumhe iska ehsaas mehsus karna hai to waadiyo me jaao na ki waadiyo se tod kar unhe ghar le aao
Wah kya bat kahe hai Bade BhaiFir ye us gulab ke jivan ka apman hoga, Satya hai ke phool un pedo par Shobha dete hai kitnu waha se nikal kar wo duniya sawar dete hai ye bhi utna hi Satya hai
Wo us phool ka karm hai, usi wahi ped kar rehne Dena bhi kabhi kabhi sahi nahi

Bahut khoob aapne Sarakar wahPhool jaha hai waha se bhi apni khushbhu se sara jaha mehka sakte hai aur wahi se hi nazare ko khubsurat bana sakte hai agar tumhe iska ehsaas mehsus karna hai to waadiyo me jaao na ki waadiyo se tod kar unhe ghar le aao
Anand ke liye Tod Raha hai to galat hai, it's all about perspective.
Lekin mujhe jaan ke acha lag rha hai aapki baate Bade BhaiAakash. Mere se gehri gehri baate karwa le Raha wo bhi sadhe gyarah baje![]()