Uski aankho na , dil ka andar ek ghera prabhao dala hai .
Uski baato na , dimag ko apna kabu mai kya hai .
Uski harkato na , chera par khusi le aayi .
Uski baato , na , zindagi zina ki wajah dikha di .
Ap koi itna pyaar kare toh , unse kaisa na pyaar ho .
Jo , aapka dil mai reh Raha ho , lekin bata nahi sakte , pyaar ek ehsaas , aashiq kasme khate hai ki woh ye kar denga , woh kar denga , lekin jab insaan asli pyaar mai hota hai woh sirf ek hi chahta hai , aur woh hai sukoon .
Sukkon aj kal kisi bhi chiz mai nahi hai ....