- 1,131
- 4,396
- 144
Last edited:
Dhanyvad, Aur Main koshish kar raha hu jald se Update 5 post karu.Der se aye lekin durust aye bhai nice writing skills sir![]()
![]()
![]()
Kiya kar sakte hain, yehi ho raha yeha to. Kam se kam thoda update ke bare main bol sakte hai but nahi bas padh liya then gone.How these people? Koye review nahi dete bas update mangte hai.
Dhanyvad....Yeh update kahani ko ek aise gehre mod par le jata hai, jo padhne wale ko bhavnatmak aur rahasyamayi dono roop se bandh deta hai.
ThanksKahani ka narrative style itna prabhavshali hai ki har scene aankhon ke saamne jeevant ho uthati hai.
Yes, kucch to huya hai jo Ria apne bhai ko bas ek baar dekhne ke liya itna utsahit thi ab kaise badal gaye.Jyoti ke dard aur uske sapne ke saaye ko bayan karne ka tarika dil ko chhoo jata hai, jabki Ria ke thande aur teekhe vyavhaar se ek naye rahasya ka ehsaas hota hai. Ahir aisa kiya huya tha jo ria itna change ho gaye
Ankita Sirf ek noukrani hai iss parivar ki aur sabhi usse noutanki jaise hi behave karte hai to aise main woh chupchap hi apna darne chupayogi.Anita ka chupchap apna dard chhupana aur uski yaadon ka flashback kahani mein ek aur gehraayi jodta hai. Shanti ka gussa aur uska Jyoti ke saath confrontation ek purane raaz ki taraf ishara karta hai, again, akhir kiya huya tha?
Glad you catch itjo padhne wale ke man mein sawaal khade karta hai.
Yes! Dhire dhire hum Viraj Kapoor ko bhi janenge and uska mout ke peeche ka raaz bhi kholenge.Viraj Kapoor ki hatya ki khabar ka TV broadcast ek cinematic anubhav deta hai,
jo kahani ke tanav ko aur badha deta hai. News anchor aur reporter ke vivaran se ghatna ka bhayankar roop saamne aata hai, jo na keval kahani ke mahaul ko aur intense karta hai, balki characters ke reactions ke saath judkar ek naye plot twist ka sanket deta hai.![]()
Jyoti ka Shanti se sawal, "Uss din aap toh nahi dari thi?" ek bada khulasa hone ki sambhavna jata hai, jo kahani ko aur rochak banata hai.
Yes, Aryan Jinda hai. Usse jinda hona hi padta. Socho man woh kahani ka centre corrector hai aur wahi nahi Jinda rahega to kahani kaise chalegiEk mahine pehle wala flashback ek naye angle ko introduce karta hai, jisme Aryan ka naam dobara aata hai, jo ek bada twist hai kyunki pehle bataya gaya tha ki woh mar chuka hai. Yeh flashback naya nahi, balki kahani ke core mystery ko aur uljha deta hai.![]()
Dhanyvad...Ladki ka pyaar bhara vyavhaar aur Aryan ka sapna ek insani rishte ki gehraayi dikhata hai, jo padhne wale ko bhavuk kar deta hai.
Woh ladki ka naam naina hai waise, hum next update Main iss vishay ke upar baat karenge.Woh ladki sayadse woh Aryan ki bahan hogi, ho sakta hai jab Aryan ko ghar se nikala gaya tha tab uss ladki ke parivaar ne Aryan ko sahara diya.
Thanks.. keep supportingOverall update, mustry tha. Ab Next update ka intezaar hai coollog
Woh hum baad main janenge.Aisa kia ho gaya tha Jo Aryan maar dia gaya ya Apne aap mar gaya
Kuchh to huy hoga na, nahi to aise to kaise badal gaye.Or aisa kia huwa ki woh bahen Jo Apne Bhai ke Liye Kuch bhi Karne ke Liye tayyar Rehti thi aaj usse nafrat Karti h or use rakshash keh Rahi h
Iss Rahasya se bhi Ham jaldi parda uthaenge.Ab yeh Viraj ke jisne 2 tukde kar dye Badi khaternaak maut di jisne bhi di h
Jyoti kia yaad dila Rahi thi Shanti ko jisse uski Shanti bhang ho gayi
Yes Aryan Jinda hai.Naya twist Aryan zinda h tow fir yeh h kaha
Baherhal dekhte h aage kia hota h
Badhiya shaandar update
Dhanyvadभाई हमने तो दे दिया है आप कहो तो डबल देदे इसमें कोई पैसे नहीं लग रहे हैं हमें कहानी अछी लगी तो लाइक तो बनता है