- 5,745
- 16,517
- 174
Last edited:
intezaar rahega next update ka dhalchandarun bhai....4.2k words complete ho gaya hai.
Jaldi hi aayega bhai.intezaar rahega next update ka dhalchandarun bhai....
Intezar rahega update 165 and aage ke safar ka Arjun and uske sathio key.
Yes! Bilkul sahi brother abhi Raveena ka ghar se bhagne ka reason maine bataya hi nahi isliye abhi puri tarah se ye nahi ja sakta hai kaun galat hai aur kaun sahi.Aagya up to date. But kafi Sare doubts hai mujhe
1. Jab raveena ke ghar se bhagne ka reason clear nhi hai toh usko kaise judge kiya ja sakta hai. Aur agar raveena ko judge nhi kar sakte toh usse upendra ya jogendra ko kaise compare kar sakte hai? Isliye ye kaise kaha ja sakta hai ki kaun galat hai aur kaun sahi?
Yes! Bilkul wo photon ke roop mein hoti hai, yadi sach mein mere paas iska jawab hota main ek scientist nahi ban jata, isliye ye sirf ek fantasy hai aur kuchh nahi. Ab Threshold energy, activation energy ye sab rule ko main thode follow karunga, kuchh toh fantasy rakhna hi padega.2. Sun ki jo energy dharti pe aati hai woh photon particles ke roop mein aati hai. Agar zyada photon particles ek jagah par ate hai toh ultraviolet radiation hota hai.
Sabhi metal ki apni apni threshold energy hoti hai.Aur isko rokne ke liye shayad hi koi metal dharti par maujood hai. Jo solar panels hote hai unme silver ko use kiya jata hai as it is good conductor, lekin uska melting point bhi bohot kam hai. Toh aisa konsa metal hai jo ajooba jaisi energy ko apne andar sambhal sakta hai?
Kuchh dialogue samajh sakte ho lekin sach mein dono ko dardnak saja milne wala hai, ab wo dono ke paas kuchh khone ke liye nahi hai lekin sharirik peeda toh hogi hi.3. Arjun ne jo kaha hai ki dono ko woh 1000 times zyada saza dega woh usne aise hi dialogue mara ya sach me karega? Kyuki un dono ke paas zyada kuchh hai nhi khone ke liye. Toh unko itni taklif nahi hogi.
Pics situation ko explain nahi karta hai, isliye main koi bhi pics kahin bhi daal sakta hoon.Aur bhai woh jo update 163 mein pics use kiye hai tumne. Khaas kar sara ka. Waise pics dekh kar mujhe tragedy scenes bhi bohot funny lag rahe the. Kyuki mai unko uss situation mein waise expressions ke sath imagine kar rha tha.
Bhai previous time jab maine Ranjan ki death wala scene likha tha tab mujhe 2 injection lena pada tha isliye iss baar main wo mental situation tak nahi jaana chahta tha.Again woh jo arjun aur baaki sab ko death news pata chalta hai woh situation bhi thoda ajeeb laga. Sab ek dusre ko shock kar rahe the. Aisi situation mein bhi thodi hasi aa rahi thi. Kyuki aapne itne achhe se likha hai ki lagta hai sab aankhon ke samne ho rha hai.
Isliye apni id mein apna naam pagal rakh liya hai kya brother??? Hahaha.Lekin jab situation aisi hoti hai ki dukhi bhi ho aur sab shock bhi ho rahe tab thoda funny bhi lagta hai. Agar apko bura laga ho toh sorry. Shayad mai hi pagal hoon ya samay raina ki comedy ne mujhe pagal bana diya hai.
Yahi toh baat hai brother jab maine bahut sari stories incomplete padha tha tab mujhe unn writers par bahut gussa aata tha lekin ab samajh aa raha hai ki sabki apni pareshani aur professional life hota hai. Isliye story ki journey ko enjoy karte raho.Meri toh halat kharab ho gyi itna hi likhne mein. Aap pata nhi itna bada update kaise likh lete ho? And aapko toh pata hai mai zyada comment nhi karta hu. So now that I know how you feel writing this long, toh mere taraf se koi pressure nhi hai update ka. Aap ko jab likhne ka man kare aap tabhi update dena
ALL THE BEST!!
Raat mein deta hoon.waiting for the next update.....
intezaar rahega....Raat mein deta hoon.
Bas kuchh der mein de raha hoon.intezaar rahega....
intezaar rahega next update ka dhalchandarun bhai....Bas kuchh der mein de raha hoon.