JaideepRaj
𝙄'𝙢 𝙣𝙤𝙩 𝙂𝙤𝙙.𝙉𝙤𝙩 𝙮𝙚𝙩
- 6,745
- 2,889
- 174
Tab to tera patta bhi saaf karna hoga![]()
Tab to tera patta bhi saaf karna hoga![]()
To dekho fir vaha kitne hadse hone lage hai, insaan ki dikkat ye hai ke use har jagah gusna hai, yrr kuch jagah hamare liye nhi hai ye hame samjhna hoga...Ye Baat Rajasthan akele Ke Nahi Pura Country ke border ke Liye hai .
Himalaya kitna Sensitive Zone Hai Waha Border Secure ke Liye Bana Rahe Hai Na Roads
Rajasthan me forest area Udaipur, Pratapgarh, Banswara, Dungarpur inhi dist me sabse jyada hai...Industrial Revolution ke Baad Environment Ke concern possible Nahi
Yaha To Development Dekhe Ya Nature
Hamara State Bhi Issi Se Fasa Hai
30 Percent Forest cover hai Mp ka
Are dost apun ka birthday nahi hai, wo to bas majaak me dala mainJu ko Happy birthday To You
Abhi roj aisi hi chaleYes ah That Moment
Sahi Chal Rahi
Possible hai...Raat chhodo mere pas to parso din aur raat dono hi nahi chali 5-6 min. Me ek page khulasayad kuch network ka bhi locha ho sakta
Bhai food to ek number milega yrr...Sach Bolu Tari Poha Waigra Hamne Jyada Try Bhi Nahi kiya
Ju ke AJmer ka Kya Famous milega Kabhi waha Aana Hua Toh Choice Rahegi khane ki