Update-9
Dophar ki bus se hum log gaaon pahuch gaye. Waha ab hamara ek purana ghar tha. Hamari family mai Tau Ji hai jinke do ladke hai, Vijay aur Ranjan. Vijay bhaiya ki shaadi ho gayi thi. Unki patni ka naam Veena
tha. Unka ek beta bhi tha 3 saal ka. Ranjan bhaiya abhi college mai tha, gaaon ek hi ek college se polytechnic kar rahe the. Vo mujhse 4 saal bade the lekin hamari achhi banti thi. Ek baar hum log chupan
chupayi khel rahe the. Tab unhone mujhe apna nunnu dikhya tha, pata nahi kuo. Maine yeh baat unki mummy ko bata di thi. Phir unki pitaayi hui thi. Mujhe bahot bura laga tabse mai poori kosish mai lag gaya tha,
unke saath achhi bonding banana mai. Yahi reason hai ki ab hum log bade bhai aur chote bhai se jada karib ke dost ban gaye hai. Veena Bhabhi ko Didi log peeth peeche lesbian kahte the, unki harkato ki wajah
se. Maine poocha ki Lesbian kya hota hai, to didi logo nai bass hass ke baat taal di. Lekin ab mujhe uska matlab pata tha, lekin ab mai yeh jaana chahta tha ki Bhabhi ko aakhir lesbian bulaate kuo the. Mere
ek chacha bhi the jinki ek beti thi, Pooja. Vo mujhse 2 saal badi thi lekin ghar mai vo bhi sabse choti thi, mere hone se Pehle isliye sab use Pooja bulaate the. To mai bhi use Pooja hi bulaata tha, bachpan
mai to Mein use shaadi karne ki zid karta tha. To yeh thi hamari poori family.
Ghar mai karme to theek thak the. Lekin phir bhi hum logo nai socha ki raat ko masti karenge isliye ek bade se kamre mai sabka bistar jameen pe faila diya gaya. Jaahir baat hai usme hum cousins hi sone waale
the. Bhaiya Bhabhi ko chord ke, yaani ki meri teen didiya, Mein, Ranjan aur Pooja. Ghar ko ache se saja diya gaya tha. Dinner ke baad Ranjan bhaiya nai kaha ki unhe porty lagi hai. Hum log raat mai hi torch
liye khet ki aur nikal pade. Jab hum wapas loute to Vijay bhaiya nai hume ek carton pakda diya jisme sharab ki bottles thi. Unhone kaha ki apne kamre mai chupa dena aur Bhabhi ko pata nahi chalne chaiye. Vo
haste hue bole.
Hum dono carton ko leke apne kamre ki taraf bhadne lage.
Mein: Bhaiya nai Bhabhi se chupaane ke liye kuo kaha, Bhabhi gussa karegi isliye
Ranjan Bhaiya: Nahi be, Bhabhi khud peene ka shoukh rakhti hai. Agar unhe bottles ka pata chal gaya to wahi gatak jaayegi
Mein: Haan sahi mai
Ranjan: Are Bhabhi bahot rangeen mijaj ki hai.
Hum log carton liye room mai pahuche. Waha koi aadmi pagdi pehne khada tha. Jab vo muda to pata chala bhabi nai hi aadmi ka dress pehan rakha hai. Vo log koi natak karne jaa rahe the. Choti Di nai bhi aadmi
ka dress pehna hua tha. Baaki Badi Di nai aaj saree pehani thi, peel rang ki. Majhli Di aur Pooja nai as usual salwar kamij pehni hui thi.
Bhabhi: Isme kya hai
Ranjan Bhaiya: Aapke kaam ki cheej nahi hai.
Bhabhi: Isme daaru hai na?
Ranjan Bhaiya: Nahi nahi
Bhabhi: Chup rahe, idhar laa ise.
Ranjan Bhaiya: Bhabhi, Bhaiya daat lagayenge mujhe.
Bhabhi: 2 bottle gayab ho bhi gayi to kya hi pata chalega. Laa idhar laa. Do bottle de de mujhe, baaki sleep pe rakh de.
Ranjan Bhaiya nai waisa hi kiya. Kamre mai neele rang ki light jala rakhi thi. Jiski wajah se kamra mai ujala kam tha. Rangeen maahol banana ke liye aisa kiya gaya tha.
Bhabhi: Ab tum dono jaao yaha se. Yaha bass ladkiya hi ruk sakti hai.
Ranjan Bhaiya: Aisa kya hi karoge aap log jo hume bhaga rahe ho.
Majhli Di: Ranjan Bhai, sorry hum bata nahi sakte. Yaha rukne ke liye aapko gender change karna padega. Aap ladki banne ko taiyaar ho to batao. Ghaagra choli hai hamare paas.
Ranjan Bhaiya: Mai marna pasand karunga
Bhabhi: Chalo ab tum dono jaao bahar khelo.
Me: 10 Baj rahe Bhabhi, sab so gaye hai apne kamre mai. Hum kaha jaayenge.
Tabhi Bade bhaiya aa gaye.
Vijay Bhaiya: Ranjan, aaja chal.
Ranjan Bhaiya: Taiyaari ho gayi hai kya.
Vijay Bhaiya: Haan ho gayi hai, tu bike nikaal mai change karke aata hun
Ranjan Bhaiya: Theek hai Bhabhi, aap log apna game khelo. Mai chalta hun
Mein: Mai bhi chal raha hun kya
Ranjan Bhaiya: Tu nahi jaa raha chotu. Waha bass mard hi jaa sakte hai
Mein: Mai bhi mard hun
Ranjan Bhaiya: Teri daadi bhi nahi aayi, kaisa mard hai be tu...haha.
Bhabhi: Haan tu mat jaa, Chotu. Inko jaane de, tu yahi ruk jaa.
Mein: Mai ghaagra choli nahi pahunga.
Bhabhi pyaar se mere gaal khichte hue.
Bhabhi: Tujhe nahi pehnaage bete, hum to mard ko ladki banana tha....haha.
To be continued....
Do comment, if you are enjoying the story.