- 17,009
- 42,446
- 259
dhanywad FF bhai
ye lollipop aur chusana chusane wala kaam aap hi karo , ye hamse na ho payega
apun ke liye to ye thik hai![]()

Update 66Rani ke bayan par bhabhi ko chhod diya gaya tha , main Neha , bhabhi, komal aur Bhuwan ke sath baitha hua tha ..
“beta akhir ye kya aur kaise ho gaya ??” Bhuwan ne bhabhi se prashn kiya
“papa asal me bat tab ki hai jab tiwari ka sabse khas sahyogi aur wafadar bhawani ek ladki ko utha kar le aaya tha , ladki ke ghar walo ne jab iska virodh kiya to uske ghar walo ko hi maar diya gaya , Tiwari ne sab chijo me parda dalne ke liye us ladki ki shadi bhawani se kar di , lekin wo mahaj naam ki bhawani ki bibi thi asal me wo bhawani aur Tiwari ke dost Malhotra ke liye mahaj ek sex slave bankar rah gayi thi ..
Neha ki maa mahima Tiwari ko pasand thi aur jab wo kareem ke sath musibat me fansi to Tiwari ne kareem ko ek nayi ladki dilwane ka wada kiya aur usne ye pareshani bhawani ko batai bhawani ne apni bibi ko hi le jane ko kaha, aise bhi wo log ab nayi ladki ke talash me the aur isse bor ho gaye the ..
Tiwari ne us ladki ko kareem ko soup diya aur Neha aur mahima ko bacha le aaya ..
Wo ladki koi aur nahi balki rani thi …
Kareem aur uske sathiyo ne rani ko noch dala tha , aur tabhi usne kasam kha li thi ki ager wo jinda bachi to wo un sabse badala legi jisne jisne uski jindagi ko barbad kiya hai …
Aur rani ki shayd bhagwan ne sun li kyoki tiwari jaise hi rani ko kareem ko soup kar aaya usne bhi kasam kha li thi ki wo kareem ko khatm karega ..
Mahima aur Neha ko safe jagah pahucha kar usne jiva ko phone laga diya aur kareem ka addressee dekar uske sath ek deal ki , is deal ke mutabik Tiwari apni rajneeti karega aur kereem ka ilaka aur dhandha jiva le lega , ye bhi Tiwari ki ek chal hi thi ..
Tiwari ne kareem ke kuchh logo ko bhi bhadka diya tha aur yahi samya tha jab jiva aur Tiwari ke log milkar kareem par hamla kar diye the aur kareem ko maar diya gaya ..
Rani ki kismat thi ki wo us nark se bach gayi , aur jab sampat ne use dekha to apne sath le gaya … bas aise rani sampat ke pas pahuch gayi ..
Jiva aur sampat ko laga tha ki ab wo log is shahar par raaj karenge lekin Tiwari ne kareem ke purane logo ko apne sath karke kareem ek murder wale gangwar ka iljaam jiva aur sampat ke sar par phod diya , apni rajneetik pahucha ka istmaal karke police se jiva ke uper dabaw banane laga …
Kuchh hi dino me hi jiva tut chuka tha , Tiwari ke paas bahut hi power aa chuki thi lekin ladai me kisi ka fayada hota nahi hai, aise hi Tiwari ko bhi bahut nuksaan ho raha tha , idhar jiva aur sampat dono hi gayab ho chuke the …
Tiwari bhi apne khetra me nikal gaya tha , kul milakar koi bhi ek dusare par hamla nahi karne ke ek moun sahmati se bandh chuke the ..
Lekin rani ke ander to Tiwari se badala lene ki aag jal hi rahi thi , wo bas mouke ke talash me thi , wo sampat ko bahdkaya karti thi lekin sampat use ye bolkar chup karwa deta tha ki sahi mouka aane de .. aise bhi jiva gang ko apna khud ka dhandha chalane me problem ho rahi thi ..
Rani ko ummid ki kiran tab dikhani shuru hui jab main(aarti) aur sonu unke pas pahuche …. Isse unke gang me bhi ek uttsah ka sanchaar ho raha tha , logo ko bharosha tha ki jaise komal ke rahte gang apne charam par pahucha waise hi aarati bhi gang ko udhdhar karegi , sabse jyda bharosha to sampat aur jiva ko tha ..
Fir sonu ki dosti Tiwari ki beti se ho gayi , isse sampat ko aur bhi bharosha ho gaya ki Tiwari se ye log jarur badala le payenge aur use khatm kar denge ..
Tabhi rani ko mouka mila , usne shuru se komal urf sakti ke kisse sun rakhe the , use pata tha ki aarti sakti ki beti hai , aur sath hi use ek naam bhi mil gaya tha wo tha Shiva ka naam …
Aur ab sampat us par jyda dhyan bhi nahi deta tha uska pura dhyan bas aarti ko uske pyar se milakar uski sakti ko jagana tha..
Rani ko pahla mouka tab mila jab bhawani ne mujhe(aarati ko) sampat ke sath dekh liya , bhawani ne mujhe maa(komal) samjh liya , lekin sampat ki najar bhawani par pad gayi , wo nahi chahta tha ki bhawani jakar Tiwari ko kuchh bhi bataye isliye apne logo ke sath milkar bhawani ka pichha kiya aur use kidnep kar liya ,rani ke kahne par bhawani ko rani ko soup diya gaya ,
Ab rani ke samne wo insasn tha jisne uski jindagi barbad ki thi , ek hasati khelti ladki ko utha kar apni rakhail bana liya tha ,
Rani ne use itminan se tadfa tadfa kar mara , lekin ab dikkat thi ki ager Tiwari ko pata chal jata ki sampat ne uske adami ko uthaya tha to Tiwari fir se bhadak jata isliye rani ne sampat ko dimag diya ki kyo na sakti ke marne ke style aur Shiva ka naam dono ko mix kar diya jaaye , isse Tiwari bhi confuse ho jayega … aur fir jo hua wo duniya ke samne tha , rani ne khoon se Shiva likh diya jo ki sakti ka style tha , Tiwari bhi dar gaya ki kahi sakti wapas to nahi aa gayi lekin wo confuse isliye tha ki akhir komal(sakti) uske adami ko kyo maar rahi hai , use laga ki ager ye sakti hoti to sakti likhti ye koi dusara hi hai , is tarah se Shiva naam ka safer shuru hua “
Kamre me santi chha gayi
“oooh to kya aapko ye pahle se pata tha “
Akhir maine punchh hi liya
“nahi ye to mujhe rani ne bad me bataya … “
“lekin rani ne vijay ko kyo mara ??” ye sawal Neha ka tha , ye Shiva ke naam se hua dusara katal tha
“asal me vijay usi Malhotra ka beta tha jisne bhawani ke sath milkar rani ke sath kai bar balatkar kiya tha , rani vijay ko nahi marna chahti thi lekin malhotra tak uski pahuch nahi thi ,na hi uski pahuch Tiwari tak thi , aur unke jigare me khouf badhane ke liye koi to chahiye hi tha …?? Aur vijay sahi mohra tha kyoki wo sus ka bf bhi tha , isse halchal aur tej hoti .. aise bhi wo apne baap ki tarah jism ka bhookha tha , aur jism ka nasha sare nashe ki tarah hi insan ko kamjor bana deta hai ,
Aise iski ek back story bhi hai aur wo ye hai ki vijay sus ke jism ke liye pagal tha , aur use ye bhi pata tha ki sager( sus ka bhai) ke sath sus ke najayaj rishte hai , asal me wo janta thaki sager sus ke sath jaberdasti karta hai , sager aur vijay dono hi dost the , aur vijay sus ko line mara karta tha , usse pahle hi rani ne vijay ko pata liya tha , vijay abhi abhi jawan hua ladka tha aur use bahkana rani ke liye baye hath ka khel tha, rani ke liye ye jankari ikaththa karne ka ek shrot bhi tha aur wo ye sampat ke ijajat se kar rahi thi …
Idhar sus bhi bigadne lagi thi aur vijay ko apne fuck buddy ke roop me apna chuki thi aur iska karn tha ki vijay uske bhai ka dost tha aur wo apne bhai sager ko jalana chahti thi , kyoki sager use sharirik aur mansik roop se pratadit kiya karta tha …
Vijay se hi rani ko sus aur sager ke bare me pata chala lekin rani ko sus ki majboori ki bhi samjh thi isliye usne ye bat sampat se chhupayi aur khud sus se ja mili tab tak sus ka dil Ankit se milkar thoda narm bhi ho chuka tha , usne apne bare me sus ko sab bataya , sus ne use khud ke sath jod kar dekha, jis tarah uske baap ne rani ki jindagi barbad ki thi waise hi sager ne sus ki jindagi ko kharab kar diya tha …
Thode dino bad sus ki madad se rani ne vijay ko rashte se hata diya “
“kya sus rani se mili hui hai ??” jaise mere uper boomb futa
Bhabhi mujhe dekhkar muskurai
“sager ka katl sus ne kiya hai , rani ne sus se wada kiya tha ki sus ko uske bhai ne jo mansik pratadana diya tha uska badala bhi wo legi aur sus ko apne bhai ko marne ka mouka degi ..”
Kamre me bas shanti hi shanti chha gayi , lekin bhabhi ne bolna jari rakha
“Shiva ke naam se kai katl hue hai lekin sabhi katl alag alag logo ne kiya hai … bhawani aur vijay ka katl rani ne kiya , fir ganw me hue katl maa (komal) ne , aur jiva gang ke kuchh logo aur jiva aur sampat ka katl maine kiya tha , Tiwari ka katl rani ne kiya aur sus ne apne bhai sagers ka katl kiya , sabhi katl ek hi naam se hue wo naam tha Shiva ka ……… to sabki jimmedari kisi ko to leni hi thi …
Rani ne to aatsamarpan kar diya hai, uske pas se hathiyar barramad honge jisse yahi lagega ki wahi Shiva hai lekin jo kahaniya wo sunayegi uspar police kabhi yakin nahi karegi …
Wo batayegi ki koi Shiva naam ka adami usse sammohit karwa kar ye sab karwata tha, isliye wo logo ko marne ke bad apna nahi balki uska naam likhti thi, jab wo in sabse pareshan ho gayi to khud ko police ke hawale kar diya kyoki in sabme uske boyfriend sampat ki bhi jaan chali gayi ……..”
“lekin police unki bato par yakin kyo karegi ????“
“wo sab karna wakil kaa kaam hai , jhuthe gawah se lekar baki ki story vakil hi banayege, kanoon is bat ko kabhi nahi manega lekin isse rani ko pagal to sabit kiya ja sakta hai , wo fansi se bach jaayegi aur shayd use ek achchi life bhi mil jaye ..
Usne ham logo ke liye khud ko police ke hawale kar diya , usne jivan me bahut dukh dekha hai , asal me bas dukh hi dekha hai … lekin wo hamari khushi ko chhinne nahi dena chahti thi , jab main hawli me ghus kar katleaam kar rahi thi tab wo bas khade hokar mujhe dekh rahi thi ,, jiva aur sampat ko marne ke bad main jab main shant hui tab maine use apne pas khade paya ..
Usne mujhe aaram se bithaya aur apni puri kahani sunai aur apna aage ka plan bataya , usne mujhe sochane ke liye samay bhi diya , usne kaha ki wo Tiwari ko bhi jaan se marna chahti hai , lekin Tiwari ki security tab tak tight rahegi jab tak Shiva pakd me naa aa jaye , mere pakde jane se Tiwari thoda shant ho jata …
Fir plan ke anusar sus ne Tiwari ko phone kiya ki use pata hai ki party me goli chalane ka plan kiska tha, aur usne uska naam bata diya sat hi addresse bhi janha wo milega …”
“what koun tha wo jisne party me Tiwari par goli chalwayi thi , wo to sampat tha na ???” mujhe yad aaya ki maine sampat ko dekha tha
“ha wo sampat hi tha lekin usne goli chalayi thi , chalwane wala to koi dusara hi tha , Tiwari ke ghar ke ander ka hi koi ..”
“koun sus??” Neha ne apni duvidha rakhi
“nahi .. sus nahi sus ka bhai sager ..”
“what ..??” ham sabhi ek bar chouk gaye
“ha asal me wo apne pita par goli chalwakar sympathy banana chahta tha , wo aise bhi apne baap se pareshan tha, Shiva ke naam ki dahsat ka fayada utha kar wo apne baap ko thoda aur darana chahta tha , pahle party ko goliya chalwakar sympathy batorkar chunaw jitna fir Shiva ke naam se apne baap ko maarwa dena … aur uski seat par khud baith jana , bas yahi plan tha , uske liye usne Tiwari ke sabse bade dushman sampat se hath milaya tha kyoki aur kisi ke ander is kaam ko karne ka guda bhi nahi tha , sampat ko unki purani takat loutane ka dawa bhi kiya gaya tha aur jiva ko politics me lane ka bhi plan tha un logo ka …
Sus ne sager ko bhi wahi bula liya tha , dono baap bete amne samne the .. tab sus ne apne baap ko apne bhai ke karname ke bare me bata diya , pahle dono me hi hathapayi hui aur dono hi jakhmi ho gaye the .. tab rani ne entry mari aur Tiwari ko uske karname ke bare me bataya , Tiwari gidgidaya lekin …
Rani sus ke samne uske pita ka katal nahi karna chahti thi , isliye sus ko sager ke sath akele chhod diya .. sus ne apna gussa sager par nikaal diya wahi rani bhi apna antim badla le chuki thi ………
Har bar ki tarah rani ne sabut safai se mitaye aur Shiva ka naam likh diya , sus ko ghar bhej khud police station chali gayi…..”
Ek bar maine rani ke chahre ko yad kiya , hansata hua khilkhilata hua chahra tha uska kisse pata tha ki wo ander kitana dard aur nafrat lekar chal rahi thi …………..
Note- dosto is tarah se mere taraf se story complete hoti hai ..
lekin main janta hu ki aap logo me se bahut log bolenge ki isme ye bhi hona tha wo bhi hona tha , isliye abhi ise officially complete ghosit nahi kiya hu , 2 din tak wait kar raha hu aaplogo ka koi suggetions ho to bata dijiyega , ager sahi laga to 2-4 update me use add kar lenge , uske bad ise proper complete ghosit kar denge![]()

Sorry doctor sahab.... Rani k bare mai kah raha tha. Galti se neha ka naam aa gaya.dhanywad sabhi bhai
neha kya kar rahi hai![]()
Aaj kal time ka bada locha hai dr sahab, is vajah se jaldi jaldi nahi padh pata, magar jaise hi time milta hai to padhta zarur hu,,,,dhanywad shubhamwa bhai
jaldi jaldi padha karo , ynaha 66 update dene wala hu aap abhi bhi 64 me latke ho![]()

Haan shayad isi liye mujhe pata bhi nahi chala, khair koi baat nahi ab dono update padhne ke baad hi comment karuga,,,,,
asal me index me dalna bhool gaya tha![]()
Awesome update.Update 66Rani ke bayan par bhabhi ko chhod diya gaya tha , main Neha , bhabhi, komal aur Bhuwan ke sath baitha hua tha ..