- 2,116
- 10,748
- 143
Update - 131
Ab tak aapne dekha Abhi aur Ritu ka milan ho gaya hai ...aur usse samriddhi shakti .....aur......Janalok ki urja prapt ho gayi hai ...
ab aagee......
Abhi brahma muhurta mein apne samay par utha .........Ritu Abhi ko pakad kar soyi hui thi ...jaane kya sapne mein dekh rahi thi ...jo uske chehre par ek halki si muskurahat thi .....Abhi ne uske mathe par kiss kiya .......aur dhire se uthkar ....kaksh ki gallery mein aagaya .....
Aakash mein yaha yaha taaro ki jagah brahmand k har aakash ganga ka pratibimb tha ......unn aakash gangao ko dekhte hue Abhi ki nazar humahare aakash ganga par pada ......jisse hum Milky way galaxy k naam se jaante hai .....
Jo hume aakash mein kabhi kabhi safed patti ki yarah nazar aati hai .....Iss galaxy mein 200 billion se bhi jayada taare hai .......Jo surya se ko 2000 billoin light year purane hai.......
Abhi ki nazar humari aakash ganga mein sthit saur mandal par padi .......Abhi ne uss pratibimb mein dekha k koi kaala saaya saur mandal ki ......urja ko soakh raha hai aur usmein burai ki kaali chaya phaila raha hai .......
Yeh dekhkar Abhi samaz gaya k ab aur der karna thik nahi .....isse pahele k Eblis ...kaale draogan ki urja se ...apna kaala samrajya phailaye ...usse rokna hoga.....
Abhi mahal mein sthit sananagar mein gaya.....aur fresh hua ........aur mahal k madhya hi dhyan yog sadhna k liye bane upavan ...mein baithkar dhyan karne laga .....
Dhyan mein Abhi k sabhi chakra jagrit hogye the .....Sabhi chakro mein sthit apni urja aur shaktiyo ko niyanyrit kiya ......
Dhyan karte hua Abhi ...brahama randhra meon pahuncha ..jaha k prakash mein ....usse satya ko shakti k saatha ...Satya dikhi .....Abhi ...ne ...Satya ki urja ko apne bhiter jagrit kiya ....
Dhyan karne k baad Abhi ne dekha ....k parakash ho chuka hai ......Ritu bhi uthkar snan kar chuki thi ....Abhi Ritu k saath ...RVS ...aur Naina ..k kaksh mein gaya aur unka aashirwad liya .......
Addu toh confuse thi k Ritu ko di kahe ya bhabi .....lekin khush bhi thi kyu ki ab woh Ritu ka sach jaanti thi.....
Abhi Ab Ritu k saath uss jagah gaya jaha 14 loko ki urja se paripurna 14 mani sthapit ki hui thi ......
yeh sthan 7 .....7...maniyo k do bhago mein bata hua tha .....
7 mani jo upper k loko k partik the waha ...ek ...ek divya prakash faila hua tha ......woh 7 Mani divya aabha se chamak rahe the .......
aur 7 mani jo niche k 7 loko k pratik the ......woh jagah kaali pad gayi thi ...waha k vatavarn mein Eblis k prabhav k kaaran nakaratmak urja phaili hui thi .....aur maniyo ki bhi chamak kam padti jaa rahi thi.......
Abhi aur Ritu k waha kadam rakhte hi .........waha jo adrishya roop mein safed dragon tha woh pargat hua .......woh abhi kamjor lag raha tha ......ebils k kaale dragon par prabhav k kaaran usspar bhi thoda asar ho raha tha ...jisase uski urja kam ho rahi thi .......
Abhi aur Ritu uss dragon k samip gaye ......woh vishalkaye dragon ....apna ...sir ...jameen par tikaye leta hua tha ......Abhi aur Ritu k waha pahunchne par usne halki si aankhien kholkar dekha .
toh usne uthne ka prayatna kiya ...lekin safal nahi hua ....woh bas thodi si aankhien kholkar ...dono ko dekh raha ....tha .....Uss dragon ne halki si aawaj nikali ...jaise dono ka abhivadan kar raha ho ......
Abhi ne apna haath ..dragon k sir par rakha ....uar pyar se sahlane laga .....Abhi ne satya ka smaran kiya toh Satya pragat hui .....Abhi ....k saath saath usne bhi dragon k sir par haath rakha jisase ek satya ki satvik urja uss dragon k bhiter pravesh karne lagi aur dekhte hi dekhte woh dragon swastha ho gaya .....aur satya wapas Abhi mein sama gayi .......
Dragon Abhi ko dekhkar bahut prasanna hua .....Apne swami ko itne varsho baad dekhkar khushi se uchalne laga .....uss visjalkaye dragon k aisa uchalne k kaaran waha ki bhumi hilne lagi ...
usne ab aakash mein ek unchi udan bhari ......aur Gol gol ghumte hue ..Abhi par pushpo ki varsha karne laga ......phiir niche aakar Abhi aur Ritu k saamne siir zhuka kar khada ho gaya ...
Ritu aur Abhi ne phir yske sir par pyar se haath phera ...
aur uss par sawar ho gaye .....Unke sawar hote hi uss dragon ne ek baar phir aakash mein udan bhari .....ab Abhi aur Ritu ....uss dragon par baithe hue ...kaale dragon k kshetra ki taraf bade ......
Jaise hi woh uss kshetra mein pahunche ...ek bhayankar aagka gola unki taraf aaya .......jisse Abhi ne apne paas pahunchne se pahele .....jaltatva ki urja se thanda kar diya .......
Abhi ne dekga k saamne apne pankh phaolaye ek vishalkaye kaala dragon khada tha .....ab uss dragon ne bhi aakash mein udan bhari .......aur niranter unpar aag k gole barsane laga
Abhi apni urja se uske har waar ko vifal kar raha tha .......Abhi ko uss kaale dragon ko bina nuksan pahunchaye uspar kaabu paana tha .......
Aaksh mein udte hue woh dragon ab Abhi par tez garam hawa ki aandhi ka waar karne laga .....Ritu ab safed dragon ka sanchalan karne lagi ...taaki kaale dragon ka taamsik urja se bhara koi bhi waar uss safed dragon par na lage ....
aur Abhi dragon k har waar ko rok raha tha ......ab uss dragon ne kaali shakti se bhara baingani rang ki urja ka vaar karna shuru kiya .......Ritu bakhabi uss waar se apne dragon ko bachane lagi ..
jisase woh waar niche aakar takrata .....Abhi ne dekha k jaha bhi uss urja ka waar girta waha ki jagah poori taraha kaali ho jaati .......
Dragon k iss waar ka uttar tha Abhi k paas ..
lekin uska ptayog karte hi woh niche jamin par girta .....jisase usase sambandhit 7 lok mein bhayankar vinash hota .....isiliye uss dragon ko niche laana awashyak tha .......
Abhi ne uske liye naagshakti ka prayog kiya ......aur vishal naag pash mein uss dragon ....ko bandh diya ...isase pahle woh naag paash mein bandkar ...dharti par girta ....Abhi ...ne aakash tatva aur Vaayu tava ...ki urja ka prayog karke usse aakash mein sthir kar diya .....
Aur dhire dhire niche le aaya.....usmein sthit Eblis ki urja k kaaran naag pash k vish ka Uss dragon par asar nahi hua woh bas pash mein bandha hua jameen par aaya .....
Jamin par aakar bhi kaala dragon pash se mukt hone k liye chatpata raha tha .....uske andar ki eblis ki chaya aur prabal roop dharan karne lagi .....
Aur uss dragon se bahut adhik maatra mein kasle rang ki urja nikalkar ek gole ka roop dharan karne lagi .....
Dragon k ander Eblis ki chaya apni haar bardasht nahi kar paa raha tha .....woh ab uss kasle dragon k adhin unn 7 maniyo par apni kaali urja ka prahar karna wala tha ....
Abhi ne jab uss kasli urja k gole ko dekha toh sab samaz gaya.......
yadi yeh urja unn saath maniyo par padti toh phir niche 7 lok poori tarah Eblis k adhikar mein ho jaate.......phir unn loko ka mukt karana bahut kathin hota ......
Jaise hi woh kaali urja ka gola unn 7 maniyo taraf bada .......Abhi ne Apni saatvik urja .....aur safed dragon ki divya urja ....se uss gole ko eok diya .....Safed dragon aur satya ki urja se woh kaala gola nishprabhav hogaya........
Abhi aur Ritu bhi ab apne dragon k saath niche aaye ......Abhi ko pata tha k apna waar vifal hote dekhkar .....Eblis ab kaali dragon ko hi nuksan pahuncha sakta hai .......
Isiliye usne ab Apni satya ki urja ......Aur uss safed dragon ki urja .....dono milakar ...ek prakash kiran ( Light beam ) kaale dragon par chodi .....jiske karan uss dragon mein shtit eblis ki chaya tadapne lagi ...aur isike kaaran woh dragon bhi tadapne laga......
Iska prabhav ..pritvi se lekar patal tak hua ...unn saato loko mein kai jagah bhukamp k zhatke mahsus hue ....
Naag paash mein bande hone k kaaran Eblis ki chaya mukt nahi ho paa rahi thi ....Abhi ne tirant Uss dragon ko naagpaash se mukt kiya ......
jisase uske ander ki eblis ki chaya bahar nikli aur bhayankar aawaj karte hue jana lok sw bahar chali gayi ......
Eblis uss kaale dragon ki bahut si urja ko soakh chuka tha jisase woh dragon kamjor hokar niche gir pada.....
jiska prabhav usase sambandhit loko mein hone laga ......waha ....k saare jeevo ka shwas rukne laga sabki sakti shithil padne lagi .....waha k saare aishwarya lupt hone lage ...
Abhi ..aur ..Ritu ...ne Samriddhi shakti ...ki ...urja...ka prayog ....uss kaale dragon ....par karne lage jisase uski shakti usse punah prapt hui ........aur saato loko urja aur Aishwarya se ek baar phir paripoorna ho gaye.......
Ab woh saat mani bhi jinki Ebils k prabhav k kaaran chamak chali gayi thi ...dubara chamakne lage.......
Kaala dragon ab shant ho gaya tha..... Abhi aur ritu k saamne woh bhi ab sir zhukaye khada tha.......Dono ne uske sir par haath phera .....ab Abhi us dragon par sawar hogaya .....aur aakash mein udan bharne laga.....
dono thodi der unn dragons k saath hi rahe .....
Abhi ne ab waha se gaon k dragon wale mandir tak banaya hua Eblis ka portal bandh kar diya aur satya ki urja ka kawch nirman karke uss jaha ko kasli shaktiyon k pravesh se surakshit kar diya....
Janalok ki asthirta ko punah Abhi ne sthir kar diya ...jisase 14 loko mein santulan banaye rakhe ..
yaha ka kaam abhi k liye samapt ho gaya tha Abhi ko ab patalok ki or jaana tha......
Abhi Rvs ..Naina ...aur Addu ko surakshit rakhna chahta tha ...isiliye jab tak KS ka khatma na ho jaaye ....woh unhe isi lok mein rakhne ka faisla leta hai ......
Teeno ab pritvi lok jaana chahte the ...apne paiwar se milna chahte the ...lekin Abhi k samzhane par unhe uski baad maanni padi .......
Abhi ab unhe wahi chodkar Ritu k saath .....nikal gaya Rasatal ....k naaglok mein ......
Yaha saato loko mein phaili burai phir khatam hone lagi ....pooja paath ...hawan yagya ...daan ....sab phir shuru hogaye .....logo k manobhav acvhe hone lage ....
jiske kaaran KS ko apni janalok ki yojna ki haar Aur Abhi k jeevit hone ka pata chala .......
Parantu iss baat ki pushti k liye woh puja mein baitha aur Eblis se sampark kiye .....lekin koi sampark nahi ho paaya ...
jisase usse apni iss morche par bhi haar ka pata chal gaya ...ab uska krodh saatve aasman tak pahunch gaya tha....
Abhi k liye itna hi .....
Agla update kal.....