Brother,analia ke grah par hi toh pura second chapter tha.. COURIOUS grah..... analia wahi ladki hai jiske maadhyam se V.J ko COURIOUS ke baare me pata chala tha.....Bhai update ki taarif to kya kru shabd hi nhi hote h
Bs kuch puch rha h ye analia naam pehle bhi aaya tha na sayad V.J k muh se jab usko angel ki puri shakti mili thi