• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Thriller khaamoshiya...Ek Rahasya (Completed)

Ankitarani

Param satyagyani...
2,959
12,561
144
nice update ..maja aa gaya 😍😍😍..gajendra ne us editor ko maar diya usse sachchai jaankar ..

yaha gaon me sab ek family ki tarah reh rahe hai ..kuch gussa ,,,takrar ,,khana kaun banayega ,,,,bartan kaun dhoyega sab ek real pariwar ke jhagde aur pyar ki tarah lagta hai 🤩🤩..
chaku ki wajah se sabko kheer khane par ultiya karni padi 😁😁😁..
aur ab rohan ka call aane par sabko excitement ho gayi hai 🤩..ab lagta hai sabse pehla shikar rohan hi hoga ..
Thnks for coment...abhi to family ki trh rh rhe hai...pr shayad..inme aaps me dushmni bhi ho sakti hai...turning poit kahi bhi aa sakta hai...wo turning point kahani ko alg hi disha me le jayega..
 
kamdev99008

FoX - Federation of Xossipians
10,225
38,861
259
Update 48

Disha-are wahh....chaaku ne kha liya...dekho...uskne plate bhi kitni chakachak krri....chaatkr esi krdi jaisi dhui hui ho... ...
Sbbi hasne lgte hai..
Achank shweta ko kuchh yaad aata hai...

"Oyee ruko......"achank shweta khaati hui ruk jaati hai...
Disha-aree police madam...ab ruke nhi jayega.....bahut tasty bn rhi hai...

Shweta-rukna pdega....
Vijay-kyuu...
Shweta ankhe faade hue chaaku ki tarad dekhti hai...

Shweta-hm sbne apne apne bartan dhokar rkhe...prrrr...chaaku ki plate kisne dhoyi.....

Sbhi khaate khaate ruk jaate hai...
Vaishali hairani se-matlb...

Shweta-matlb...hmme se se koi ek...chaaku ki jhuuti ki plate me khaa rha hai.....isne plate chaatkr rkh di batn me...😁😁😂😂😂😂😂😂😂😂😂😂

"Kyaaaaa"ekdm sbhi ke muh se ek sath nikalta hai...
Rajveer ekdm bathroom ki taraf bhagta hai.....or uske pichhe vaishali,fir disha.,uske piche vijay ho jaata hai,or last me shweta...
Sbke sb ek sath bathroom me ghus jaate hai...or thuukne lgte hai...

"Uuuaaaeeee...". "aaakkkk thuuuuu"
Bathroom me guse hue sb yhi awaje nikal rhe the...koi muh me paani daalkr paani wapas thuk rha tha...to koi khaas rha tha...pr ab kya...ab to ho gya....
Krib 2min tk sbbu bathroom me guse hue apne muh ko saaf krte hai...kbhi koi kisi se pani ka mug chhenta hai...to kbhi koi kisi ko jagah km hone ki vajah se dhakka deta hai...

Kadi mashakkt krne ke bad sb baha nikalte hai...
Bahar aakr sbki najar samne bethe hue chaaki pr thi...
Sbki ankho me gussa tha.....
Chaaku bhi betha hua unhe dekh rha tha...
Disha chaku ke paaa saakr-chaku ke bachhe...tmeej nhi hai kya....

Rajveer-are uski kya glti...shweta ne rule bnaya tha ki...apni plates khud saaf krni hai...ab wo kya detergent se dhoyega...jo uska trika hai usne saaf krdi....

Shweta -ohhh goood....
Vijay ankhe bdi krta hua-lekin...uski plate ab wali kaha hai.....

Shweta apne maathe me hath marti hai-isne fir se brtno me rkh di....
Vaishali-or wo konsi plate hai...ye kisi ko nhi pta...
Disha-are brtn dobara dhone honge....uffffff...

Shweta chaaku ke paas jati hai...or hath jodkr-prabhu....apke lie ye niyam nhi hai...ap kripa krke apki plate ko side me rkh dijiyega...hm khud apki sewa me usko dho diya krege.....apko kasht uthane ki jrurt nhi hai...
Chaaku dono per upr krke khda ho jaata hai....

:roflol: :roflol: :roflol:
chaku ki self service :hehe:
 
  • Like
Reactions: SANJU ( V. R. )

Ankitarani

Param satyagyani...
2,959
12,561
144
Wha kai mandir the...sb dharmik karmkand me lge hue the...school tha to wha bhi dharm pr adharit shiksha di jaati thi...dharm se tatparya hindu ,muslim sikh isai se nhi. ...blki ishwariya shakti se hai...wha har trh yagya ,puja hoti rahti thi..kuch dharm ko bchane ke lie puja krte the,prakash ke lie achhai ke lie puja krte the....to kuch adharm ko failane ke lie,andhkaar or paap ke lie...ye pahchan pana mushkil tha ki...ki ...kon pap ka anuyayi hai or kon dharm ka rakshak....ek alg hi mahol tha wha....or us maahol me bahut ldkiya ,ldke sb puja path me vileen the...shayad wha koi nastik tha hi nhi...wo nagri hi aisi thi...ek ldka ....bhi wha...or ek ldki..wo ldki us ldke ko chahti thi...ye wo ladka bhi janta tha...lekin ldka use nhi chahta tha....wo ldki us ldke ko dekhkr hi khush ho jaati thi....wo ldka use ignore krts rhta tha

Whi kisi ke ghr me...ek bchha paida hua....us bachhe ke bap ne maata(wha ki sbse bdi devi jiski log puja krte the,or jispr sbka atoot vishwas tha)se prarthna ki....ki hey maata is bachho ko aisa bnana ki ye dharm ke khilaf jo bhi khda ho uska sr kaat de ye bchha....lekin ye baate bs dusro ko sunane ke liye thi...asal me wo khud adharm ka anuyayi tha...wo jaise hi us bchho ko maata ke charno me rakhta hai...wo bachha maata ka trishul uthaakr apne bap ke pet me maar deta hai...khun se latpath ho chuka uska baap bolta hai mujhe kyu maar diya isne...maata ki murti se awaj aati hai...ki tune hi kaha tha jo bhi dharm ke khilaf ko ye bchha use maar de...is ghatna jo wo ldka bhi dekh rha tha...wo ldka pahli bar khud ko nidar mahsus kr rha rha...kyuki use lga ki...maata kuch galat hone hi nhi degi...yha kuch log jo dharm ko bchane ki aad me paaap ko failana chahte hai.....wo bhi kuch nhi kr paayege...us ldke ko us ldki ki kuch kuch yaad aane lgi thi...bechain sa ho gya tha us ldki ko yad krke...idhar idhar dhundne lga use....ek bchhe se pucha to usne btaya ki aaj natak hai yha wo maata ka bhesh bnakr naatak kreg...wo ldka bola mujhe uske pas le chalo...ldka jaise hi ldki ke paas aya...ldki dekhkr bahut khush hui...jo ldka use ignore kr rha tha...wo khud uske paas aaya tha..pr wo thoda sa kaam me bsy thi...
Agli bar fir us ldke ne ldki se milne ke lie us bchho ko bola...wo bchha us ldke ko ek puja wali jagah le gya....us ldki ko awaj lgai to wo ldki uska nam sunkr bhagi hui aayi...uske hath me lddu the...

Ldke ne uske hatho ko pkda...
Ldki bhahut sharma rhi thi...
Ldka-kya hua...
Ladki sharmati hui-nhi kuch bhi nhi...
Ladka-i love you...
Ldki sharmakr kuch bol nhi paayi...bs idhar udhar dekhne lgi...
Ldka-agr yha sb nhi hote ,to tumhe gle se lga leta...
Ldki shrmakr-mujhe prashad baatna hai...

Ldka-thik hai jao...
Ladki andar chli jaati hai or sbko prashad baatne lgti hai...
Ladka dekhta hai wha ek aadmi yagy kr rha tha....or ulte sidhe mantra pdh rha tha...ldka smjh gya ki ye paap ke favour me hai...or wo ldka mata ki tasveer se talwar nikalkr us aadmi ki gardn udaa deta hai.
 
Last edited:

parkas

Well-Known Member
32,885
70,384
303

Ankitarani ji ye story next update hai ya kuch aur hai ?
 
Top