Raghav1997
Banned
- 1,060
- 4,841
- 158
Laxman Ka hi Alag uchharan h Lichman..Aur ye litchman kaisa ajeebo gareeb naam hai ?
Nepali naam hoga Laxman ka litchman.Aur ye litchman kaisa ajeebo gareeb naam hai ?
Rudra ko jagayegi Aanchal par hone wali jyadati. Jaisa ki damini ne vinod se wada kiya ki arjun ke akhade me jate hi Aanchal usake neeche hogi.Kyonki waha niyam jo khudke hai bhai. Aakhir dikhana bhi toh hai ki baagh aaya hai. Lekin Rudra ko jagayega kaun waha?![]()
Bhai Sameer bhai ka kehne ka abhipraye hai ki ye wahi lathi hai jiske baare me Guddi kaaki ne Arjun ko bataya tha. Wo vyakti jo haveli par raat me aaya tha aur wapis bhi chala gaya.Ho skta hai lekin aise to fir par dada ji ki mojri bhi ho skti hai wo arjun ko kyu pehnayi wo bhi agle he din.
Aur sabse badi baat jab kal yahi mojri pehen ke RaajMata ji se bhet krne jayega to kya sandesh pahonchega RaajMata ko, aakhir kya sandesh dena chahte hai Rameshwar dada ji unko ?
Aka bhai maine abhi abhi ek Jawaab diya ye hai jara us par paini nazar daalne ki koshish kijiyega.Rudra ko jagayegi Aanchal par hone wali jyadati. Jaisa ki damini ne vinod se wada kiya ki arjun ke akhade me jate hi Aanchal usake neeche hogi.
To kya aanchal ke upper ho rahe atyachar ko dekh kar rudra bahar nahi ayega.?
Gaanv dehaat me naam ka uchharan thoda alag rehta hai. Lakshman ka litchmannAur ye litchman kaisa ajeebo gareeb naam hai ?
Enigma bhaiya abhi tak arjun chhote dada k ghar k har sadasy k kirdar se wakif ho chuka he wo to yahi jachne aaya he ki in kirdaro ki pakad kitani gahri he aur itihas me 2 bade ghatna kram hue he unme inka kya roll he. Chhote dada k bare me arjun pahle se hi bahut kuchh janta he so wo abhi kese pesh aa rahe he usse koi matlab nahi. Aaj wakayi ek bahut bada clue aapne dusri mahatvpurn ghatna se juda hua diya. Wo lathi par krishneshwar ji ko guddi kaki ne shadi me dekha hoga aur wahi par arjun ko bata bhi chuki hogi. Ghar k do sadasy hi arjun ki panah me aa chuke he so unka kayakalp to hona hi he. Rameshwar ji ne bahut kuchh aur pata lagane apne khoji ko bina bataye beja he yani limit less kar k so yah khoji bahut kuchh yaha se le jayega.Bhai Sameer bhai ka kehne ka abhipraye hai ki ye wahi lathi hai jiske baare me Guddi kaaki ne Arjun ko bataya tha. Wo vyakti jo haveli par raat me aaya tha aur wapis bhi chala gaya.
Enigma bhai Ajju chacha jis suchai tk pohanch chuky thy anjany mn us sy boht sy logo ka naam jura hoga oor bhaly hi ajju chacha k apny thy phir b os such ki wjah sy ajju chacha ki mout k kheel ka yaa too hisa bany yaa janty hoy b kamosh rhy jeesy choty dada ji yaa chandru dadiBhai Sameer bhai ka kehne ka abhipraye hai ki ye wahi lathi hai jiske baare me Guddi kaaki ne Arjun ko bataya tha. Wo vyakti jo haveli par raat me aaya tha aur wapis bhi chala gaya.