- 9,567
- 9,352
- 189
Insaani fitart , ya yeh kahi jaaye insaan ke dimag ki upoj hoti hai kuch cheeje jaise kaam vasna... iske chalte insaan kuch aise karya kar jate hai jishe akshar log manshik vikritiya kahte hain... lekin vasna mein lipte log is ek maza hi maante hai... jaise ki is kahani ke lag bhag sare kirdaaro ko udaharan ke roop mein le sakte hain.. Kash kar neel aur uske kamine crime partners.....
Insaan mein kayi dabi huyi ichchaye hoti hai.. par ghar pariwar, samaaj ka dar aur maryada ke chalte apne mann ki ichchaye mann mein hi daba lete hai.. lekin kayi log aise bhi hote hain joh chori chupke hi sahi apne mann ki ichchaye purti kar hi lete hain...yeh log mann ki ichchaye daba nahi pate... chahe iske liye apne jivan sathi ko dhokha hi kyun na dena pade..ya kisi masoom ko bali hi kyun na chadhani pare.. .jaise neel...
kaise Hawas ki aag mein jalte kaise havaniyat par utar aate hai,.. kaise maryada aur insaaniyat ka parwah kiye bagair kisi masoom ki ijjat ko tod madod ke potli mein bandhke bahti vasna ki dariya mein baha dete ush ko dikhane mein neel jaisa kamina kamyab raha..... Waise itni aag lagi thi to neel khud ki maa bahan ke sath kyun hawas ka khel kyun nahi khel liya
Khair..
lekin.. Neel Jaise log bhool jate hain ki har action ke ulat opposite reaction bhi hota hai... soche honge ki kaha wo Meera kya bigad legi un logo ka... lekin jo hawas aur sazis ke tahat action liye the unlogo ne uske bilkul ulat ghatak reaction milane wala hai inlogo ko Meera ki taraf se ...har kiski chhota ya heen dristhi se nahi dekhna chahiye ye baat bhi bhali bhaanti samajh gaye honge ye log .
Meera ek tufan banke lauti hai in logo ki jindagi mein..... aur ye jo shaanti hai abhi thodi bahot ye tabahi ke pehle ki shaanti hai....
viswaash.. viswash hai Meera ko apne par ki neel Jaise viswashghati ko uchit saza dene ki.. aur already khel suru bhi kar di hai usne.....
well Kayi baar shikar sochta hai ki saamne wala uska shikar hai... lekin ushe pata nahi ki wo khud saamne wale ka shikar hai.... ye to bas saamne wale ki mahaz ek chaal hoti apne shikar ko fanshane ki...
kayi baar shikari..... Jaise rattle snakes apni punch pe lagi ko rattle ko bajake apne shikar ko apne paas akarshit Karte hai....
aur shikar rattle snake ki punch ko khana samajh ke uske paas chale jaate hai , aur udhar shikar rattle snake ke shiknje mein.... Meera bhi wohi khel, khel rahi abhi neel ke sath....bas deri hai to last & final strike ki aur udhar Neel giyo
Let's see what happens next
Brilliant update with awesome writing skills![]()
![]()
Kya mast example diya hai rattle snake ka

Neil ko idea bhi nahi hai ki uske saath kya hone wala hai
It is slow poison. Dheere dheere uski khud ki hawas usko barbaad Karen.