UPDATE NO 70
Aaj mehal me sab subh jaldi uth gye anchal toh aaj khud rasoi me khana bana rahi thi kyoki uske hath ke banne khane ki tarif Raj ke papa se lekar khud Raj ne ki thi
Wahi anchal ka sath iss me naina aur samjana de rahi thi
Rashmi ko toh yaha ki rajkumari ghosit kar diya gya tha toh woh relex abhi bhi so rahi thi
Mehal ke baki room ki safai nokar kar rahe the
Har jagah afra-tafri thi aur hoti bhi kyo nhi aaj iss mehal ka raja jo aane wala tha sab apni hi khushi me khush the
AB AAGE.............
ek lambe safar ke baad aakhir kar manjil aa hi gyi jise pana chahte the Raj aur uske pariwar jiske liye subh nikle the
Sabhi jab iss city ke ander ghuse the toh iski chamak aakho ke samne thi har koi bade chav ke sath bahar dekh raha tha
Raj ke papa ki aakho me aasu the woh aaj ek aarse ke baad yaha aaya tha jaha uska bachpan bita tha adhi jawani gujri thi
Usse woh sab dard bhi yaad aate hai jo uske sath uss goan ke sath jude the woh naa chahte huye unn me dubb raha tha ke uske kandhe par uski patni diya ka hath aa gya
Diya:*apne aap ko sambhliye
R papa:*mera phone do
Raj ke papa apna phone le sabse pehle anchal ko call karta hai
Anchal:*varu tum kab aao gye aur kitna waqt lage gaa
R papa:*anchal main poch gya hu par yaha aane ke baad woh sab yaad aa raha tha jise bhool gya tha main ghar jana chahta hu pehle
Anchal:*teek hai aap ghar chliye main bhi sabko lekar aati ho waha
R papa:*par......
Anchal:*naina aur rashmi ko bhi apne dada dadi ka ghar dekhna chahiye unka bhi hakk hai unn yaddo par
R papa:*acha teek hai
Uske baad Raj ke papa phone rakh Raj ko bhi apne piche aane ko kehta hai kyoki sabse aage unki hi car thi toh woh ghar ki ho jata hai uske baad Raj ki car ho jati hai uske piche yaswant ki car ho leti hai
Sabhi dono tarf hare bhare kheto ko paar kar rahe the woh ab thode sehar se bahar aa gye the sabhi ke aakho ke samne ek kheto ke bicho bich ek alishan mehal jaisi kothi dikhyi de rahi thi
Arjun aur varinder diya toh jante the yeh ghar kiska hai par baki sab ko lag raha tha yeh mehal hai jo ki mahal jaisa lag raha tha
Raj ke sath iss waqt geeta geeta ki mummy niharika baithi thi wahi pehli car me arjun aur uski patni varinder aur diya the
Last car me yaswant hi tha
Thodi der baad sabhi uss mehal jaise ghar ke angan me car khadi kiye huye the par yaha toh mehal jaisi sajawat nhi naa jada log the
Geeta:*kya yeh mehal hai didi
Niharika:*nhi yeh hamra ghar hai
Raj:*whattt.......
Niharika:*itna chonk kyo gye yeh hamra ghar hi hai yahi toh main aur papa rehte the aur tumhre papa bhi bachpan se yahi rahe hai dada dadi jee ne isse bade pyar se banya tha tumhe kya laga ham raja se kam the kya. . . issi liye toh tumhre papa se rani ki beti yani badi mummy ki shadi huyi thi halki muskil toh huyi thi par apna rukhas dekh shadi ho gyi
Raj:*itna bada mehal jaisa ghar hoga mera socha nhi tha aur fir sab chhod kyo diya
Nihairka:*jab kohi dolat hoti hai raj wahi dusman bhi hote hai
Raj:*main samjha nhi samjh jao gye Raj mehal jane ke baad
Raj nihairka ki baato ka matlb samjh nhi pata wahi angan me ek car aati jis me se sanjana naina rashmi aur anchal niklti hai jis pakar se Raj hairan tha ussi parkar naina aur rashmi hairan thi kyoki anchal ne baata diya tha ke woh unke ghar jaa rahe hai
Wahi anchal ki aakho me bhi halke aasu the yeh wahi ghar tha jaha woh pehli baar dulhan ke rupp me aayi thi
Radha toh car se utarte raj ke bhag li sath me rashmi bhi thi dono ne Raj ko gale laga liya Raj bhi apni inn nanhi pariyo se bahut pyar karta hai yeh uski aakho me halke aasuo se pata lag raha tha
Raj:*kya hua gudiyon ko
Radha and rashmi:*hamne apko bahut miss kiya bhaiya
Naina:*mujhe bhi milne degi bhaiya se
Rashmi:*lijiye mil lijiye
Radha:*aap bhi mil lijiye didi ham toh bhaiya se door nhi hone wali thi par apke liye door ho gyi
Naina:*(gale milte huye dhire se) yeh sab apke samne fikke hai bahut jada miss kiya bhaiya i really miss you
Naina wahi ladki thi jo uss se ladti rehti thi par ab woh Raj se door rehne ka soch bhi nhi sakti thi wahi Raj iss pyar ke bare me socha nhi tha ke kabhi usse nafrat karne wali ladki ke dil me itna pyar, chupa hoga
Raj:*maine bhi bahut miss kiya naina tum sab ko
Rashmi:*didi bhabhi bhi hai unse bhi mil lene do bhaiya ko
Rashmi ki baat se jaha sab hasne lagte hai wahi sanjana sharma kar apne papa se milne aur apni saas se milne chali jati hai wahi rashmi ki yeh baat naina ko bahut taklif deti hai woh raj ko naa chhod aur jor se gale laga leti hai
R papa:*chlo sab ander
Arjun:*bhaiya aap aur bhabhi yaha itne saalo baad aaye hai sabse pehle apke hi kadam ander jane chahiye
R papa:*parr.....
Chachi:*apne sahi kaha plss bhaisaab aur didi aap dono ke kadmo ki kami yaha bahut khali hai aap toh inke liye bagwan hai bhaisaab
R papa:*(bhai ko gale laga) yeh meri sabse badi takat hai iss se door rehna muskil tha par rehna pada mujhe maaf karde mere chote bhai
Arjun:*apki majburi aur woh kasam thi bhaiya nhi aap hamre bina ekle kaha rehte
Iss par Raj ke papa kuch nhi bolte aur diya ka hath pakad ke darwaje ke pass aate hai toh diya khud hi piche mudd anchal ko dekhti hai jiski aakho me aasu the
Diya:*didi aap bhi aaiye iss me apka bhi hath hai
Anchal kuch nhi bolti chup rehti hai tabhi varinder yani Raj ke papa bhi piche kudd ke dekhte hai
R papa:*tum bhi aao anchal
Raj ke papa ke kehne ke baad anchal halke kadmo se aage badti hai aur sath aa jati hai teeno ek sath aage badhte hai
Yeh dekh Raj ko bada acha lagta hai
Uske baad sabhi ghar ke ander aa jate hai bada hall tha jaha par tasvire lagi thi arjun sabhi bacho ko apne bajurgo se mulakat karane lagte hai wahi Raj ke papa aur sanjana ke papa apas me baar karne lagte hai
Khane peene ki yaha par abhi vivsta nhi thi iss liye Raj ke papa sab Raj mehal jane ko hi kehte hai
Uske baad sabhi waha se chai pee nikl lete hai raj mehal jise dekhne ki lalsa Raj ko bahut thi kyoki uske maa ne kaha tha waha ka raja hai woh
Jab 20 mint baad poche toh sabhi ke aate hi band baja bajne suru ho gye jitna sayad rashmi ya anchal par bhi nhi baja hoga
Sayad iss mehal warish aaya hai iss liye
Aaj toh sara goan aur aas pass ke goan bhi aaye bhi the sabhi hath jode huye the tabhi uske car ka uper wala sisa khol diya kyoki aate huye anchal ne usse apni car me bitha liya tha aur uski car jo uske papa chla rahe the
Anchal:*beta bahar niklo aur sabka abhinandan lo
Raj:*mummy yeh sab.... Mujhse nhi hoga
Anchal:*Mujhe pata tu zimmedaari se nhi bhagta.... Tu mera raja beta hai aur main tujhe aaj raja dekhna chahti chl ab main sath hu naa
Raj apni maa kehne par bahar aa jata hai par jaise hi bahar aata hai uss par log door se hi phool barsane lagte hai
Uske naam ki jai jai kar hone lagti hai usse viswas nhi ho raha tha aaj le waqt bhi log raja maharaja ko mante hoge aur itna bada sawagat usne kabhi sapne me bhi nhi socha tha
Inn sab me uske hath apne aap uper ho gye sabki ka pyar aur samaan savikar karne ke liye
Yaha se mehal jane me pure 10 mint lage jaha dhol se sawagat kiya gya
Raj mehal ki Sundriyo dubra uski aarti utari gyi tilak kiya gya malaye pehnayi gyi tabhi waha par ek pandit aa gya
Anchal:*beta inhe parnam karo yeh hamre vanas ke pujari hai jab se hamra khandan hai tab se inke khandan se hi sab subh karam kiye hai
Pujari:*hye maata mujhe papi maat baniye bhagwan ko juka kar iss mehal iss rajye ko apki jarurt thi aap aa gye Raj mehal ki ronak badh gyi apke chehre ka tez aur apke kismat ki lakire bata rahi hai iss mehal aur rajye ka udhar hone wala hai
Raj kuch nhi bolta bas niche jhuk kar parnam kar deta hai woh pujari bhi dono hath sar par rakh Raj ko ashirwaad deta hai
Pujari:*beta yeh kapde badal lo yeh Kanye tumhe nehla kar naye vastra de denge tumhe unhe pehan kar tyar hona hai fir tumhra aaj hi Raj tilak kiya jaye gaa aaj 2pm tak hi subh muhrat hai toh jada let maat karna
Pujari dubra yeh kehna yeh ladkiya nehla dengi Raj aur uski behane samet geeta aur sanjana ki bhi aakhe bahar aa jati hai
Raj:*mujhe kapde de dijiye main naha luga
R papa:*aisa nhi ho sakta Raj yeh parampara hai isse aise hi nibyi jaa sakti hai aur yeh ladkiya hi khas jaal aur talab me nehla sakti hai
Raj:*yeh aap kya bol rahe hai main inke samne kaise aur main iss tarh nhi mujhse yeh nhi hoga aur jara sanjana aur geeta ka toh sochiye
Anchal:*beta yeh rasam hai jise tum mana nhi kar sakte aur woh sif nigrani rakhe gyi unhe bhi tumhe hath lagana allow nhi hai
Raj:*par mummy yeh mujhse nhi hoga
Radha:*chhod djiye naa mummy agar bhaiya keh rahe hai
Anchal:*koi aur upye batye pandit ji
Pujari:*aur koi upye nhi hai aur hai toh woh yeh aur nhi kar paye gaa
Anchal:*kya matlb
Pujari:*isse fir apko nehlana hoga bilkul uss bache ki tarh jaise ek maa apne bache ko bachpan me nehlati hai
Ab toh sabki hi aakhe badi ho gyi yeh kisi ko nhi pata tha jo pehle wali rasam bhi jante the
Raj:*mummy yeh kya utt patang rasame hai
Pandit:*beta janta hu tum naye jamne ke bache ho par jo sach hai usse badal nhi sakte
Naina:*toh bhaiya ko raja hi nhi banate hai baar karte hai
Diya:*tu chup kar pagal ladki kuch bhi bol deti hai aur beta tere mann me agar khot nhi hai toh koi kisi halat me ho fark nhi padta aur fir teri patniyo ko toh pata hi hai kyo nehla rhe hai
Raj:{haar maan) teek hai toh yeh ladkiya hi nehlaye gyi
Uske baad kisi se nazar nhi milta aur khud chl deta hai ander jidhar woh Kanye pehle hi jaa rhi thi
Baki sab idher mehal ghus hal me reh jati hai toh rashmi sab ko le jati hai apne room me room dikhane sath hi lag jati hai mehfil aisi ki soch nhi sakte
Radha:*aaj bhaiya ki halat patli hone wali hai
Rashmi:*yeh sahi kaha apne didi
Naina:*yeh bol rahe ho dono samjh hai pata nhi kaisi ladki hogi sabhi
Geeta:*mera toh uss pandit ka muh todne ka dil kar raha tha aisa kon sa rule hota hai
Sanjana:*mujhe toh aunty ka soch rhi thi unhe kaise bol diya woh karne ko
Naina:*badi mummy karti toh mujhe koi tension nhi thi woh unki mummy hai par ladkiya thodi koi lagti hai
Rashmi:*yar relex bhaiya trusted hai woh kuch nhi kare gye i know
Tabhi bahar se niharika bhi aa jati hai jo bahar thi
Niharika:*haa hamse jada toh tu hi janti hai raj ko
Ab rashmi ka chehra tamatar jaisa ho gya kyoki niharika kis tarh ke janne ki baat kar rhi thi woh badhiya se janta tha
Radha:*didi bhaiya par mujhe pura trust hai
Naina:*didi woh mujhe bhi hai par inn ladkiyo par nhi hai aur fir chaku kharbuje par gire ya kharbuja chaku par nuksan toh kharbuje ka hoga
Rashmi:* tension kuch jada hi le rahe ho tum sab main jaa rhi ho tyar hone aap bhi tyar ho jaiye
Sanjana:*jo hoga woh baata denge chaliye tyar hone
Uske baad sabhi waha se tyar hone chle jate hai par sabhi ladkiyo ke dimag me yeh chl rhaa tha waha kya chl raha hoga kya kar raha hoga Raj kya nude hoga pura raj kya unn ladkiyo ne kuch kiya hoga
.
.
.
.
Mla ke ghar par lagatar ghanti baj rahi thi par koi phone nhi utha raha tha
Do teen baar jane ke baad aakhir kar phone utha hi liya gya jo ki khud mla ne uthaya tha
Mla:*pata nhi sale kaha maar jate hai jo phone bhi nhi utha sakte
Mla:*(phone par) hello
Dusri tarf:-sale mardarchhod tune kaha tha yaha kabhi woh varinder nhi aaye gaa par tera baap yaha apne ghar aur raj mehal dono jagah hai uska beta raja banne ke liye tilak lagvane wala hai
Dusri tarf wale ki baat sunn kar mla ki bhi hawa tight ho gyi usse nhi pata tha varinder bhi goan jaa raha hai usse toh itna pata tha anchal goan me hai aur woh usse jald hi waha se nipat lenge
Mla:*mere bhai mujhe nhi pata tha woh goan aane wala hai sach me aur usne toh naa jane ki kasam khayi thi fir kaise chla gya
Dusri tarf:*betichhod yeh kaam tera tha pata karne ka mera nhi agar usse pata laga kuch toh naa tu zinda rahe gaa naa main dono ko maar dega woh doult toh bhool jaa
Mla:*nhi aisa nhi ho sakta kya woh.......
Dusri tarf:*zinda hai par lash ki tarh main janta hu woh mere ghar nhi aaye gaa par uss toh baat chli gyi toh
Mla:*mere bhai kaise jaa sakti hai tu aise dar raha hai afwah faila de tune usse videsh bejh diya ya woh khud videsh chli gyi
Dusri tarf:*haa ab yahi karna hoga
Mla:*iss behanchhod ka bhi kuch karna hoga maine socha loha pada pada jung lag gya hoga par nhi sale ne mere bejhe gundo ko chun chun kar mara hai
Dusri tarf:*tum dono chutiya ho salo tum dono bhaiyo se naa anchal sambhali gyi naa varinder main hi dekhta hu dono ko
Mla:*tu takat janta hai uski aur fir anchal toh hamre pass hi thi hamre vass me par sali ka apne bete ke liye pyar yeh sab kara gya
Dusri tarf:*yeh sab tujhse nhi hoga mujhe hi karna hoga pehle ki tarf
Mla:*matlb
Dusri tarf:*apne dubra peeth me chura aram se ghopa jaa sakta hai aur maze ki baat uss par jaldi sakk nhi nhi hota ab naa rahe gaa naya raja naa raja ka baap
Mla:*dhyan se bhai
Dusri tarf:*tu phone rakh chutiye
Mla sarmida ho phone rakh deta hai wahi dusri tarf wala admi soch me padd jata hai woh kya kare