UPDATE 44
Meri aakhe bad ho gayi mujhe masoom ki yaad aa rahi thi
Janu ko ghabharahat ho rahi thi
Achanaak mai jayab ho gaya
Janu ki to chik nikal gayi pass sai room sai usski maa usske gate ke pass aa gayi
Kaamini - kon hai room janu beta janu
Janu roti hui gate kholati hai
Kaamini ussai dhekh kar - beta ye chhot aur tuh roo ku rahi hai
Janu- maa wo dd woh
Kaamini - kaya hua kaya hai
Janu - maa wo mere sath room mai late the par pata nahi kaha gayab ho gaye
Kaamini - kaya tuh thik to hai naa ye kaya pagalo wali baate kar rahi hai
Arav akkhe malata hua - kaya hua maa etni raat ko kaya kar rahi ho
Janu usse bhi batati hai or ronne lagati hai
Arav usse gale lga kar usske kaan mai khuch kehata hai
Janu- maa aap jao maine lagata hai maine koi bura sapana dekha
Kaamini raat ki wajaha sai kuch nahi boli
Udhar mai ek unexpected jagah pahuch gaya tha
Jaha mai azeeb sai chize dekh raha thaa aur aise jagah mujhe aakar dar saa laga rah thaa mai apni talwar doodh raha thaa par woh mil nahi rahi aakhir kyu
Tabhi koi mere paas aata dikha aur mai tezz sai chillaya aur phir maine aakhe kholi joh band ho gayi thi
Maine dhekha ki pass mai toh Janu mujhsai lipat kar soyi hui hai
Mai- yaar yeh sab kya tha mai pora paisene mai naha chuka tha
Mai aas pass dhekha mai abhi bhi preeti ke ghar par tha
Mai- yeh sab kaya tha yaar
Matalab woh joh hua woh ek sapana thaa matalab mere janu ke bich kuch nahi huaa aur mai janu ke ghar bhi nahi lagata yeh sab ek sapna thaa sala real sai bhi jada real thaa yeh sab
Maine janu ko chhudaya aur bathroom mai gaya mujhe masoom ki bahut yaad aa rahi thi kyuki mere bhaagate dimag ko wahi shaant kar sakati hai
Mai usske mirror mai dekhene laga woh aram sai soyi hui thi akele apne room mai
Mai uske pass pahuch gaya uss sai todhi dhur kadha hokar mai ussai dekhene laga kitni payarj kitani massom halki halki hawaye usske baalo ko usskai mathe sai uda rahi thi
Mai thoda sa piche hua to ek bottle mujhese takara kar gir gayi
Masoom ki need khul gayi - aakhe malate hue kon kon hai wha
Mai - baby mai hu
Masoom uth kar mere gale lag gayi
Masoom - jaan tum yaha kaya kar rahe ho
Mai - bus tumhae dekhenai ka mann kiya to aa gaya tum sote hue kitani payari lagati ho
Masoom - accha aaj janab ka mood romantic hai par etni raat ko yah kaise
Mai- kyu mai nahi aa sakata tumhare pass
Masoom- nahi jaan mera kahane ka woh matalb nahi tha mai to bus majak kar rahi thi bura laga to sorry
Mai - hahaha roote hue ekdum cuhuiya sii lagati ho
Masoom - you abhi ruko ussnai mujhe dhaka de diya aur mere seene par marane lagi
Mai- aare bus karo mar daloogi kaya
Masoom - arre tum to nage ho tshirt kyu nahi pheni hai
Mai - bus asse hi garmi lag rahi thi
Masoom - to yah garmi mitane aaye ho kaya
Mai - baby aaj ke baad aisa kabhi mat bolana ki mai tumahare jism sai pyaar karata hu
Masoom - kaya hua aaj tum toda upset lag rahe ho har baat ko kuch aur bol rahe ho
Mai- ha baby aaj maine aisa sapana dheekha ki meri ruh kaap gayi etna darawana pucho mat
Masoom- bata do mujhe man halaka ho jayega
Maine sari baate bata di janu sai lekar sab
Masoom - tum apna mood mat kharab karo mai janti hu agar kuch hua toh tum thik kar loge aur esse janu ki bachi sai dur raho jada payar batane ki jarurat nahi hai samajhe mai kaafi hu tumhare liye
Mai - ha woh to hai
Mai usse pakad kar kiss karnai laga Kaafi dher baad hum alag hue
Masoom - aaj tumhae hua kya hai sapna jada mat dhekha karo nahi to tumhari pitayi kar dungi
Mai- apni baby sai to hamesha maar kaah sakata hu
Tabhi mujhe janu ki awwaz suani di
Janu - dd kaha ho tum dd
Mai- baby mai chalata hu baad mai
Masoom - Jao par uss pagal sai dur raehana
Mai ek kiss uske mathe par kiya aur wapas bathroom mai aa gaya Mai bathroom sai bahar aaya to bhaag kar mere gaale lag gayi
Usske chhute hi mujhe kuch ajib sa feel hone laga sapana fir sai mere akkho ke saamne ek baar aaya
( Yeh Shaadi waali jagah kaa bathroom thaa woh janu ke ghar arav kaamini wala sab sapna thaa )
Janu - kaha chale jaye the tum mai kitani pareshan ho gayi thi
Mai- aare baba yahi to tha chalo ab chhodo subah bhi ho gayi hai jao naha kar fresh ho jao
Janu - thik hai mai tayaar hoti huh
Mai usske baad apne phone ko dekhani laga aur apne kpade phen nai laga
Thodi dher mai janu bhi aa gayi
Janu - nasata laa rahi huu
Mai- nahi nahi jaldi hai mujhe ghar jana hai kaam hai
Janu - thik hai jaisa aap kaho
Ladkiyan ek do din mai etna badal jaati hai mai bhi shock thaa ess sai kaha mujhe gaali deti aur kaha yeh mujhe payaar kar bethi hai aur meri liye masoom bhaut hai aur sona bhi toh hai esska naa kuch mujh sai jude toh aacha hoga
Janu - kaya sochani lage
Mai - mai car nikalata hu tum dosto sai mil kar niche aa jaao
Janu - ok aap chalo mai aati huh
Usske baad mai jakar car mai usska intazaar karane laga thodi dher baad woh aa gayi Aur hum dono nikal gaye ghar ki taraf
Janu - kaya aap abb mujhe chhod ke chale jaoge
Mai - aare mai kon saa tumhara pati huh joh chhod kar ke chala jaunga
Ussnai mere jhaang par haath rakaha mujhe phir jhakata laga aur woh sapana phir sai nazar aaya yeh kaya chiz hai bee
Mai - please janu mai tumsai payaar nahi kar paaunga
Janu haath hata kar bahar dekhanai lagi usske aakho mai asshu aa gaye the mai apni soch mai tha par
Mai- tumhara dil nahi dukhana cahata mai janu par mai masoom sai payaar karta hu
Janu- mujhe pata hai aap mujhe mil nahi paoge sayad par ek din toh mere liye de do
Mai - haa thik hai wada toh kiya hi aaj hum shhoping par chalenge
Janu - sach
Yeh bolati hui mere gaalo par kiss de deti hai
Mai usse dekhata
Janu - Sorry
Usske baad hum ghar pahuche usse usske ghar chhod kaar mai bhi apne ghar aaya aur fresh hua
Tulsi - aur kaisi rahi party haa
Mai- bhaut acchi didi
Didi mujhe chai deti hui
Tulsi - waha bhi toh koi ladaki nahi fasa lii naa he he he
Mai- subaha subah taang mat khicho didi
Tulsi mere gaal chichate hue - mujhe toh apne chhotu ki taang khich nai mai maza aata hai
Maine nasata kiya aur room mai aa gaya
Mera phone baja tabhi
Mai - haa baby
Masoom - kaya kar rahe hoo babu
Mai- tumhe hi yaad kar raha huu
Masoom - aacha aur uss pagal nai jada preshaan toh nahi kiya naa
Mai - kon pagal
Masoom - janu aur kon
Mai- nahi nahi woh achi hai
Masoom - accha abb achi hoo gayi kyu kahi mujhe chhodnai kaa errada toh nahi hai naa
Mai- tum bhi naa aisa kuch naa hai
Masoom - aur traning kaa kuch
Mai - bus kuch kaam ho jaaye nikal jaaunga mai waise bhi kaafi time lagega waha
Masoom - mujhsai milanai roz aaoge samajhe naa
Mai- promise nahi kar sakata kosis chalo milata huu
Masoom - achaa woh
Mujhe kisi ke aane ki awwaz aayi maine phone rakh diya
Maine picche dekha
Mai - arre sona tum yaha kya hua