• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest 💔💘TawaifZada💔💘 .........romance..seduction..erotic..incest..adult..action..friendship

Rate This Story


  • Total voters
    66

Battu

Active Member
1,321
4,749
159
भाई आज ही आपकी यह स्टोरी रीड करना स्टार्ट किया है। शुरुआत के दोनों अपडेट बहुत बढ़िया थे। कहानी के स्टार्ट में ही पूरी कहानी आपने बता दी अब तो वह कहानी किस प्रकार से घटित हो कर अपने अंजाम तक जाएगी वही आपके आगमी अपडेट्स से पता चलता रहेगा। वीर वानी का मिलन तो करवाओगे पर बहुत मुश्किलो भरे सफर के बाद। तब तक SP चंदा बाई, और भी गयी विलेन आएंगे जिनकी वाट लगानी है। सेक्स का तड़का भी होगा जिसमें incest से ही शुरुवात करवाने वाले हो। बढ़िया प्लाट है लगे रहो भाई और रोज़ खूबसूरत अपडेट देते रहो।
 

Rajizexy

Love and let love
Supreme
53,617
54,946
354
Up.........1





Location New delhi.....tihar jail


jail ka darwaza khula aur ek pehlwan type banda bahar nikla.. wo char admiyon ke sath jail ke darwaze se jaise hi bahar nikla..

to jail ke saamne ke saamne wale road par kuch faasle par khade kai log nare lagane lage..

"ustad vithal ki jai ho"


"ustad vithal ki jai ho"


"ustad vithal ki jai ho"


pura ka pura road hi "ustad vithal" ke naaron se goonj utha.. kuch to bhaag kar ustad vithal ke paas ja pohnche. aur ustad vithal ko kandhon par utha liya tha, aur khushi se nachne lage.. aaj 6 mahine baad ustad vithal jail se bahar aaya tha.. unke chahne wale usay dekh kar khud par kaabu nahi rakh sake the.. uske sath bhi sabko khush dekh kar khush the.

ustad vithal sabko hath hila kar jawab de raha tha.. sath hi wo nazren ghuma kar sabko dekh bhi raha tha, ek chehra jo un sabb chehro me khaas tha, wo usay kahi nazar nahi aaya.

ustad vithal ne ek dhapp us ladke ke sarr par maari, jisne usay uthaya hua tha. foran hi us ladke ne ustad vithal ko neeche utar diya.

ustad vithal:- soori, ladla nahi aaya mujhe lene ke liye. ustad soori ki ankhon me dekhte hue bola.

soori:- haan ustad wo nahi aaya...soori ne nazren jhukar jawab dia.

ustad vithal:- kyun nahi aaya soori mera ladla mujhse milne, mujhe lene ke liye. kya wo nahi jaanta tha keh main aaj jail se bahar aane wala hon?

soori:- ustad wo hamare sath rehta hi kahan hai, wo to khud me hi gumm rehta hai. wo aapke, maa ji(padma) aur behen ji(radha) ki hi maan sakta hai.. hamari kahan wo sunta hai...

usstad vithal:- hahaha chalo dere par chalte han, radha bittiya se keh kar uski khinchayi karwata hon.. mujhe lene nahi aaya.. saza to usay milkar hi rahegi.. vithal ustad hassta hua apne admiyon ke sath gaadi me baitha aur dere ki janib badhne laga.. dere ke sath hi ustad vithal ki kothi bhi thi.. sari gaadiyon ka kafila usi janib tezi se badhne laga..

<------------------------------------>




"veeru dunya kitni haseen lagne lagi hai naa"

"haan vani, dunya itni haseen bhi ho sakti hai, maine socha nahi tha"

"socha to maine bhi nahi tha veeru, parr jabb se tum aaye ho na meri zindagi me, tabse na mujhe hawayen gunguti hui mehsus hone lagi han, har ek cheez jaise apne zinda hone ka ehsas kara rahi hai mujhe"

"mai to khud ko mara hua samjhta tha vani, kothe par rehte ek ek din mere liye maut ke barabar tha, parr jabse tum meri zindagi me aayi ho, main bhi zindo me shamil ho gaya hon.. warna to pehle zindagi nasoor ban gayi thi mere liye"


*******************

"aahhh matt maaro mere veeru ko, plz usay chhod do.. chachu.. chachu.."

"aaaahhhh main apni vani se door nai reh sakta.. aahh ahhh aahh"

"chachu mera veeru mar jaayega chachu..plz mere veeru ko chhod dijiye plz chachu, plz chachu mera veeru marr jaayega"

"vaaaaaaaannniiiiiiii"

"veeeeeerrroooooo"


*******************



"ufff bhai tum abhi bhi vani ki yadon me khoye hue ho"

bracelet jo meri vani ne mere liye kharida tha, aaj bhi meri kalaai par tha.. main usi bracelet chhuta hua apni jaan, apni vani ki yaadon me khoya hua tha. radha ki awaz sunkar main vani ki yadon se nikal aaya.

radha mere paas aa kar baith gayi.. main bed par adhh leta hua tha.. radha meri ankhon se beh rahe paani ko apni ungliyon ki pooro se saaf karne lagi.. mujhe pata hi nahi chala tha, kab meri ankhon me paani aa gaya tha.. paani bahana to jaise meri ankhon ki adat si ban gayi thi..

radha:- bhai kitne dard me rehte ho tum.. matt raha karo itne dard me .. mujhse nahi dekha jata tumhara ye dard..

veeru:- meri behen mere paas bacha hi kya hai dard ke siva.... radha halka sa thappad mere gaal par maar kar uth khadi hui.

radha:- kya bacha hai? haan! matlab kya hai tumhara bhai. hum sabb kuch bhi nahi tumhare liye. mera koi bhai nahi hai, tumhe apna bhai mana hai, to dil se mana hai.. kya hamare pyar par koi shak hai tumho.. jo hamare liye kuch pal khush bhi nahi reh sakte.. kya vani hi sab kuch hai tumhare liye, hum kuch bhi nahi.. bolo jawab do mujhe bhai..

radha jo har dumm hasti khelti rehti thi.. har lamha mujhe khush rakhne ke liye najaane kya kuch karti rehti thi.. ekdumm se hi wo apni tone badal gai thi. uska ye roop dekh kar main apni ankhen saaf karta hua bed se utra aur jaa kar usay apni bahun me bhar liya.

veeru:- sorry meri behen mujhse galti ho gayi...

radha:- nahi koi galti nahi hui hai tumse bhai.. bass hum hi tumhare liye khaas nahi ho sake han.. chhodo mujhe, mujhe ghar me bohut se kaam karne han... radha apni tone ko barkarar rakhte hue boli.

veeru;- sorry bola na baba.. firse aisa kuch nahi bolunga.

radha:- kitni baar yahi dialogue bologe tum bhai..

veeru:- akhri baar, firse kabhi apni behen ke is manmohne mukhde par main aisa rang, itna ghussa nahi dekhna chahta.

radha meri ankhon me dekhti hui, kuch jaanch bhi rahi thii..

"ise tumhi seedha kar sakti ho radha beti, warna to ispar mera bhi zor nahi chalta"

maine aur radha ne mud kar dekha to padma aunty darwaze par khadi thee.

radha:- mai ise kya theek karungi maa, ye to sab ko dard dene par tula hua hai.. bhul jata hai, jo isse pyar karte han, wo ise dard me nahi dekh sakte.. radha bhi is baar sad hote hue boli thi.. ye sach tha, ustad vithal, padma maa aur radha mere liye tadapte rehte the.. main inka koi bhi nahi tha.. par mere liye teeno aise the, jaise maine inke ghar me janam liya ho. mera inse khun ka rishta ho.

padma maa aage badhi aur dono bahen phela kar hum dono ko apni lapet me le liya.. mere gaal ko choom kar wo mujhse boli..

padma:- dekh veeru beta jo tere naseeb me hai wo to tujhe zarur milega.. aur himmat ki kami bhi tujhme nahi hai.. kaun hai yahan tere jaise, koi bhi nahi. bas tum dukhi mat raha karo. hamara dil tadap jata hai.

veeru:- aunty main dukhi nahi hota, bass us ki yaaden mere andar se jati hi nahi. aaj 7 saal beet chuke han usay mujhse door hue.. par uske mohn se nikla hua ek ek shabd aise mere kaano me goonjne lagta hai, jaise abhi abhi maine suna ho. wo meri saanso me utri hui hai aunty, kaise main usay yaad kiye bina reh sakta hon..

"sharam kar oont jitna ooncha lamba ho gaya hai, mard hokar ek chhammiya ke liye pagal hai"

ustad ki awaz sunaai di to sabb ustad ko dekhne lage.. wo bhi kamre me dakhil ho rahe the... dera aur ghar ek sath hi the.. dere ke peeche bohut badi kothi thi.. jo dere se judi hui bhi thi.. aur main is time kothi me tha.

radha:- baba aap aa gaye.. radha cheekhti hui mujhse alag hokar bhagi aur dusre hi pal wo ustad vithal ke chaude seene me ja samayi thi..

veeru:- abb kahan gaya mere liye pyaar.. mere dard ko kamm karne ki bajaye, mujhpar apna pyar lutaye ki bajaye tum apne baba se milne ke liye bhaag nikli meri bahun se.. radha meri baat par mujhe ghoorne lagi.. ustad vithal aur padma aunty hass pade.

radha:- sharam to aati nahi hai tujhe ratti barabar bhi.. jitna pyar tujhe maine diya hai, kisi ne nahi diya hoga.. itni der se tere paas thi.. tab to kuch bole nahi, abb jaise hi tujhse alag hui to bol pade..

padma:- achha hai na, tere kehne se nahi, to tere usse door hone se wo dard ko bhul gaya ha...... padma maa bhi radha ke maze lene lagi..

radha:- mere door rehne se agar ye khush hota hai na maa, to main khud apne hathon se iski jaan le lungi.. mujhse door reh kar, mujhe tadpa kar mujhse door rahega.. to sach kehti hon, koi ise maare na maare, main nahi ise chhodogi.

ustad:- hahaha!! jiyo meri sherni.. ye kaam tum hi kar sakti ho.. ladla meri bhi kamm hi sunta hai aur darta to mujhse bilkul bhi nahi.. pura shehar mere naam se kaampta hai, aur ye hai keh mujhe koi bhav hi nahi deta..

radha:- kyun mister tum mere baba ko koi bhav kyun nahi dete.. radha ankhen dikhate hue boli.

veeru:- hahaha .. baba laut kar aaye to bhai se mister ho gaya..

radha:- tum khud se fasla badhana chahte ho to main kya kar sakti hon.. padma maa aur ustad vithal radha ki aisi baaton se khub maza liya karte the.. radha mahol ke hisab se rang badalna jaanti thi..

veeru:- maine kahan fasla badhaya hai.. tum to khud hi mujhse door hokar apne baba ke paas ja pohnchi..

radha:- wo to main baba se milne ke liye tumse dor hui thi..

veeru:- to itni der lagate han kya baba se milne me..

radha jo abhi bhi ustad vithal ke seene se lage hue, ankhen dikhate hue mujhse baat kar rahi thi.. ekdumm se wo baba se alag hui aur mere seene me aa samayi..

radha:- lo firse wapis laut aayi hon main..

radha ko apni bahun me kasste hue mujhe bohut sukun milta tha. bohut kamm aise the, jinke paas rehte hue main khud ko halka mehsus karta tha.. radha, ustad aur padma aunty mere liye bohut khass thee..

radha bhi mere mood ko dekh kar mere seene par sarr rakhte hue lambi lambi saanse lene lagi.. dono ek dusre ke pyar ko dil se mehsus karne lage..

ustad:- ladle abb tum apne maa aur behno se milne ke liye chale jaao.

veeru:- main wahan ja kar kya karunga??

ustad:- pagal ho tum, jo aisi baat kar rahe ho.. jao ja kar mil aao sabse, dekho agar to wo tumhare sath aane chahti han, to sab ko yahin le aao.. agar nahi aana chahti to fir tum khud ki nazron me kabhi sharminda nahi rahoge.. ek beta hone ka farz tumhe nibhana hi hoga.. koshish karke unhe dhande se door karne ki koshish karo.. dekho wo sab bhi tumhare jaise ho sakte han to, jaao aur lekar unhe yahan aa jaao.

radha:- kyun nahi jana chahte tum bhai. plz chale jaao, itne saal beet gaye han, wo tumhari raah tak rahi hongi.. wo to jante bhi nahi keh tum kahan ho.. apnu ki tadap ka tumhe ehsas nahi hai kya??

padma:- ho sakta hai veeru beta, tumhare wahan se jaane ke baad unki soch badal gayi ho.


ustad, aunty aur radha fir mujhe maa aur behno se milne ke liye manane lage..

sach me hi mera jaana banta tha. meri maa thi, meri behne thee.. meri maa, meri nani tawaif thee aur main ek tawaif ka beta.. lekin jo bhi tha, wo mera pariwar tha.. kismat ne agar mujhe wahan paida kiya tha. to sab ko chhod kar, mujhe is dunya me bhejne wale ko naraz nahi kar sakta tha. mujhe bohut dard diye the, is dunya me bhejne wale ne, to vani bhi to meri zindagi me bhej di thi.. dunya agar narg thi, to vani ek dunya me mere liye gulistan thi.. uski yaaden mujhe tadpati rehti thee.. par mere liye isi dunya me uski khushbu me maujud thi.. wo khud bhi kahi na kahi maujud thi.. kabhi na kabhi to mujhe wo zarur milegi..

mujhe is dunya me bhejne wale ne sach me hi vani ki surat me mere dard ka samaan bhi kar dia tha..

ustad, padma aunty, radha, rohan bhaiya, disha didi bhi to mujhe de diye the.. nahi mujhe nashukri nahi karni thi.. mujhe to itna sabb mil raha tha.. to mujhe khud ke dard ko kamm karke, jo pyaar jo mohabbat mujhe mil rahi hai.. wo sametni hogi..

mujhe apni maa aur behno se bhi milna hoga.. ek koshish aur sahi.. jahan itne saal koshish kari thi. wahi ek koshish aur sahi.. agar to wo mere sath aana chahegi to main unhe bhi us narg wali zindagi se door karke in farishto ke paas le aaonga..



parr wahan mera achha sawagat nahi hone wala tha.. wahan se bhaagte samay main apni vani ko bhi wahan se bhaga kar le aaya tha.. nani to mujhse bohut sakht naraz hogi.. wo to mujhe wahan qadam bhi nahi rakhne degi.. wo to pehle se hi mujhse khaar khaaye hue thi.
abb kaise wo mujhe bardasht kar sakti thi.. shayad waqt ne usay bhi badal dia ho.. jo bhi ho, ek baar to mujhe wahan jana hi hoga..

ek lambi saans chhodte hue maine radha ko apni bahun me aur bhi kass liya.. main lucknow jaane ke liye khud ko tayyar kar chuka tha.. wahi wo kotha tha, jahan mere apne rehte the.. jahan waqt ne mujhe bohut se dard diye the.. wahan jahan meri maa, meri behne rehti thee.. wahan jahan meri zindagi me pehli baar vani aayi thi..

kya kuch nahi tha wahan rehte meri zindagi me...


<------------------------------------>
Very nice story, keep it up dear Asad👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌
 

asadjee

Well-Known Member
8,204
18,504
174
भाई आज ही आपकी यह स्टोरी रीड करना स्टार्ट किया है। शुरुआत के दोनों अपडेट बहुत बढ़िया थे। कहानी के स्टार्ट में ही पूरी कहानी आपने बता दी अब तो वह कहानी किस प्रकार से घटित हो कर अपने अंजाम तक जाएगी वही आपके आगमी अपडेट्स से पता चलता रहेगा। वीर वानी का मिलन तो करवाओगे पर बहुत मुश्किलो भरे सफर के बाद। तब तक SP चंदा बाई, और भी गयी विलेन आएंगे जिनकी वाट लगानी है। सेक्स का तड़का भी होगा जिसमें incest से ही शुरुवात करवाने वाले हो। बढ़िया प्लाट है लगे रहो भाई और रोज़ खूबसूरत अपडेट देते रहो।
bohut bohut shukriya battu bhai... 🙏🙏
bohut kuch khul kar saamne aa gaya hai.. par abhi dekha jaaye to kuch bhi saamne nahi aaya hai bhai.. abhi bohut se marhale, bohut sa suspense baaki hai.. bouht se twist, bohut si painfull ghatnayen veeru aur vani ke safar me baki han.. abhi to shuruaat hai.. abhi to bohut kuch hoga aur lambe samay tak hoga...

aap aise hi apne khubsurat comments se mere thread ki shobha badhate rahen aur mai daily ek se badhkar ek update aapke liye pesh karta rahunga....🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏👌👌👌👌👌👌👌🤛🤛🤛🤛✊✊✊✊✊✊✊✊♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️♥️
 

Suniya

Active Member
1,717
3,576
143
Bored Cabin Fever GIF
Justin Timberlake Waiting GIF by MOODMAN
Moone Boy Waiting GIF by HULU
Mr Mayor Waiting GIF by NBC
Over It Reaction GIF
Mr Bean Reaction GIF
 

asadjee

Well-Known Member
8,204
18,504
174

Up........03



disha:- bhai tum ja rahe ho didi ke paas........ disha di meri maa ko didi bolti thi.. mere baare me rohan bhiaya, disha di aur ustad ka pariwar sab kuch jaante the..

veeru:- haan didi kal jaldi hi main yahan se jaane wala hon.

radha:- didi ye laat saab kahan jane wale the, wo to main hi zor dekar ise bhej rahi thi.. ise to kisi ka ehsas hi nahi hai.. naa maa aur behno ka aur na hi hamara..

radha didi se milte hue boli.. main aage badha aur rohan bhaiya ke gale lag gaya..

rohan:- ek bete ka farz to nibhana hi padta hai, pariwar wale chahe kaise bhi hon.

disha:- bhai tum to hamare sath ho, hum se apna dard baant sakte ho... didi ka dard, roshni ka, nisha ka dard to koi bhi bantne wala nahi hai na wahan..

radha:- didi ye to bas yahi samjhta hai keh wo teeno abb bhi vaisi hi hongi.. jaisi life unko mili hai, usi me khush hongi.

disha:- aisa mat sochna mere bhai, waqt hamesha ek sa nahi rehta.. tum saalon se unse door ho to zarur wo sab tumhare liye dukhi hongi.. tumhare liye wo zarur khud ko badal gai hongi..

veeru:- didi ye to wahan jaa kar hi pata chalega.. maa badal gai hai ya roshni aur nisha ko bhi apne jaisa bana chuki han..

rohan:- jo bhi hai mere bhai, abb tum der matt karo, aur suba jaldi hi nikal pado.. bhagwan ne chaha to wo bhi tum jaisi banne ki chah mann me paal chuki hongi..

padma:- maine to jabse veeru bete ki kahani suni thi.. tab se hi main roz mandir jaa kar bhanwan se sabke mann badal jaane ki pararthana kiya karti hon.. aaj bhi ridhima behen, roshni beti aur nisha beti ki nayi aur achhi zindagi ke liye mandir gayi thi.. wahan teeno ke naam ki puja karwa kar, gareebo me kapde aur paise bhi baant aayi hon.

padma aunty aur ustad bhi kamre me aa gaye the.. padma aunty boli to ustad bhi bole pade

ustad:- veeru beta bhagwan ke kaamo ko samjh pana asaan nahi hota.. ek baat agar sochi jaaye to bohut kuch samjh me aa jata hai.. ho sakta hai bhagwan ne tumhe wahan paida kar ke un sab ke liye badle hue kal ka intezam kar dia ho.. tumne jabse hosh sambhala hai, tabse hi apni maa ko dhande se rok rahe ho.. tab wo nahi ruki thi, lekin tumhare unse door hone ke baad zarur wo tumhare liye tadap gai hongi.. zarur wo bhi badal gai hongi..

radha:- baba mera dil kehta hai, maa ji aur meri behne jald hi humse aa milengi..

padma:- radha beti tumhare mohn me ghee shakakr.. dil khush ho gaya tumhare dil ki pukar jaan kar.. mera dil bhi kuch aisa hi bolta hai.. salon se main bhi to yahi chah rahi hon. bhagwan se bhi main saalon se isi cheez ki maang kar rahi hon.

disha di aur rohan bhaiya sabko dekh kar smile karne lage..

disha di aage badhi, mere sarr ko thaam kar apni chhaati par laga dia..

disha:- suno mere bhai mere dil ki bhi pukar suno.. suno mere bhai mere dil ki awaz.. mera dil bhi unke machal raha hai mere bhai.. unki talab kar raha hai mere bhai.. unke sath rehne ki kalpana kar raha hai mere bhai.. unke tumhare sath laut aane ki khushkhabri suna raha hai mujhe bhai.. bhai tum jitne achhe aur payare ho.. bhagwan zarur tumhare dard ko kamm karne ke liye didi, roshni aur nisha ko bhi tum jaisa bana chuka hoga.. jaao mere bhai aur le kar aao sabko..



rohan:- yaar vithal pata nahi kyun yahan aate hi mere pet me enthan si hone lagti hai.
rohan bhaiya apne pet ko masalte hue bole...

hahahaha rohan bhaiya ki baat par sab hassne lage.. main bhi hass pada.. hassna meri adat nahi thi.... par mere chahne wale kabhi kabhi kuch aisa bol jaate the.. main khud par kaabu nahi rakh pata tha.. haan hasste hue kabhi kabhi dard ka sa ehsas hota tha.. meri hansi to vani ke door hone se hi chhin gayi thi.. hans liya karta tha, par meri hansi me wo dilkashi nahi hua karti thi.. ek khokhla pan sa sab hi meri hansi me mehsus kar liya karte the.. lekin sab nazar andaz karke mujhe dukhi hone se bacha bhi liya karte the..

rohan bhaiya jab bhi yahan aate the to radha ke hath ka bana hua khana wo bade maze le le khaya karte the.. radha khana bohut achha banati thi. khana wala ungliyan hi chaatta reh jata tha..

sab hasste hue, baten karte hue kamre se bahar jaane lage.. khane me to abhi bohut time tha... baat badal kar karne se mahol ki kasheedgi aur sanjeedgi khatam ho gayi thi..

<------------------------------------------------------->


roshni kothe par pohnchi to mentally bohut fresh thi.. roshni ek khilta gulab thi, jahan se bhi guzarti thi, khushbu bakher dia karti thi.. wo alag baat hai keh ye phool baar baar masla ja chuka tha.. masle jaane par bhi uski chamak damak me koi fark nahi aaya tha.. uski chamak roz ba roz badhti hi ja rahi thi..

roshni ka chanda bai ne badhiya se sawagat kiya .. apne chhati se laga kar usay pyar dia. uske gaalon ko choom kar, sehla kar usay lekar ek sofe par baith gayi.. chanda bai usse 1 mahine ki sari report lene lagi.. roshni bhi maze le le kar chanda bai ko sab batane lagi.

chanda:- hmmmm to tumne bhi is baar khub enjoy kiya.. paise ke sath maze bhi lekar aayi ha tu.. chanda bai roshni ko khush dekh kar khush thi.. roshni dhande me zabardast jo thi...

roshni:- haan nani is bar sach me hi mujhe ek achha contractor mila tha.. warna to pehle milne wale sare mard mujhe ek randi hi samjh kar chodte rahe han.. par deepak sach me hi ek powerfull mard hone ke sath sath achha insan bhi hai..

chanda:- chal abb sab se mil le aur kuch dino ki rest kar le.. fir tere liye naya contract pakadti hon..

roshni:- nani ye arvind thakur kaun hai?

chanda:- arvind thakur..!! (chanda bai hairat se roshni ko dekhne lagi) tumne uska naam kaise le liya, tu to kabhi usse mili bhi nahi .. aur na hi wo yahan ka hai..

roshni:- airport ke bahar mila tha nani wo mujhe. wo bhi bohut strong person hai nani.. usse mili to kuch der ki baaton ke baad main usse naam pochhaa tha.. to usne naam bata kar kaha tha keh baaki ki detail main aapse le lon.. kaun hai ye arvind thakur? badi zabardast personality ka malik hai nani wo..

chanda bai hairat ke jhatke se bahar nikal aai thi..

chanda:- uske baare me baad me bataongi, abhi tum apni maa aur behen se mil lo.. bohut dino baad aayi ho to kuch rest bhi le lo.. fir baith kar sukun se baten karenge..

roshni:- theek hai nani main maa se, nisha se milne jati hon..


roshni ke jaane ke baad chanda bai bhi uthi aur apne kamre me ja ghusi..darwaza andar se band karke wo kisi ko call milane lagi..

<------------------------------------------------------->

vani apne kamre me bed par baithi hui ek diary me kuch likh rahi thi.. uski chhoti behen devika, jo uski best friend bhi thi, uske sare raaz bhi jaanti thi, vani se beinteha mohabbat bhi karti thi, wo kamre me dakhil hui aur door ko andar se lock karke vani ke paas aa kar baith gayi..

vani ne apni behen ko dekha aur ek payari si muskan uske honto par saj gayi. devika to apni didi ko dekhti hi reh gayi..

devika:- didi aapke honto par ye smile kitni payari lag rahi hai na.. hamesha aise hi muskurati raha karo. bohut bhali, dil me utar kar mann ko sukun dene wali hai aapki ye muskan.... hmmmm to abb aap mujhe yeh batayen keh aaj aisi muskan ka raaz kya hai, aur kya likh rahi han aap diary me.. devika diary par nazar daalte hue vani se boli..

vani ne pen diary me rakh kar diary band kar di aur apni behen ko apni bahun me bhar kar uske gaal ko choom liya.. devika bhi khil uthi..

vani:- meri payari si behen sab hi to jaanti hai mere baare me.. kabhi kuch chhupaya hai kya maine apni jaan se payari behen se..

devika:- kabhi nahi didi.. aap to meri didi bhi ho aur best freind bhi.. to kaise fir aap mujhse kuch bhi chhupa sakti han... ab bata bhi den na didi kaise aapke honto par ye itni payari si muskan aayi ha.. kyun aaj aapka face hamesha se zayada glow kar raha hai.. devika vani ke gaalon par hath ferte hue boli..

vani ko bhi apna mann halka karne ke liye koi chahiye tha to vani ne apni behen ko apni best friend bana liya.. apne dil ki har baat wo devika se kiya karti thi... aaj mandir me jo hua wo sab vani apni behen ko, apni best friend ko batane lagi..

devika sab sunkar vani ke jaise hi khil uthi thi..

devika:- didi main bata nahi sakti mujhe kitni khushi hui hai aapse sab sunkar.. parr didi sadhu baba ke hisab to fir samay aapke liye, jiju ke liye bohut kuch bura bhi lekar aane wala hoga.. didi kahi.. kahi .. isse aage devika kuch nahi bol paayi.. vani ne uske honto par hath rakh dia.. vani naa me sar hilate hue apni behen se boli

vani:- na meri behen abi se kuch mat bol.. abhi samay acha chal raha hai to humen bhi khush ho lena chahiye... pata nahi fir kya kuch mere sath ho.. abhi kuch bhi galat salat matt bol meri behen.. aaj saalon baad to mujhe khushi mili hai, aaj saalon baad to mere dil ko karar aaya hai.. aaj saalon baad to mujhe mere veeru ke milne ka sandes mila hai.. kuch pal mujhe khushi me bita lene do.. samay ne jo dard mere naseeb me likhe hue han, mere veeru ke naseeb me likhe han..wo to humen mil kar hi rahenge... par abhi dard se kuch rahat hai to mujhe khush ho lene do.. baad ki baaten baad ke liye sahi..

thakk thakk thakk... kisi ne door knock kiya to dono ek dusre se alag ho kar khud ko set karne lagi.. fir devika uth kar door kholne ke liye door ke paas ja pohnchi.. door khol kar devika ne dekha to door par uski maa thi..

devika side ho gai.. uski maa andar kamre me dakhil ho gai

vani maa:- door band karke tum dono kya baat kar rahi thi... vani kuch bolti devika pehle hi bol padi..

devika:- maa hum girls han to ghar me kaafi mard bhi han to girls ki baaten koi na sune isliye door band kar dia tha maine... devika sabse chhoti thi to maa aur dadi ki ladli banne ki koshish karti rehti thi..

vani maa:- hehehe ghar me mard.. ghar me jo mard han wo ghar ke fard han..

devika:- waah maa aapko to shayari bhi karne lagi..

vani maa:- maskha mat lagao mujhe, koi shayar vayar nahi hon main.. tum yahan apni didi ko dinner ke liye bolne aayi thi naa.. fir baaton me kyun lag gayi..

devika:- jaanti hon maa, bas hum aane hi wale the.

vani apni chhoti behen ko dekhne lagi.. devika hamesha hi baat ko badal dia karti thi..
vani ke liye bohut si sahulten devika ki waja se thee..

<------------------------------------------------------->


raat der tak sab baith kar baaten karte rahe the. rohan bhaiya aur disha di wahi reh gaye the.. meri waja se rohan bhaiya aur disha di ke relations ustad, padma aunty aur radha se bohut badh gaye the.. dono aksar hi ustad ke ghar aate rehte the..

raat kabhi mera sarr padma aunty ki god me hota to kabhi disha didi ki god me to kabhi radha ki god me.. ye main khud se nahi karta tha.. sab baari baar mere sarr ko ghaseet kar apni god me rakh leti thee.. sabko meri aur mere sarr ki badi chah thi.. ajeeb pyaar tha sab ko mujhse.. apne apne patiyo ke saamne bhi mere sath kaise bhi baithne letne me sharam mehsus nahi karti thee.. radha bhi baba ke saamne mujhse baar haa baar lipat chuki thi, mujhe choom chuki thi..

kisi ke bhi mann me kabhi kuch aisa vaisa nahi aaya tha.. rohan bhaiya to dil se dua kiya karte the keh mere dil me kuch aa jaaye.. ta keh unki patni ka dard kuch kamm ho jaaye.. disha didi ki god hari ho jaaye..

par mai to is dunya se door ka insan tha..


raat der se sone par bhi suba meri ankh jaldi khul gayi thi.. suba hote hi main dere par ja pohncha... wahan kai log jaag rahe the. kuch to kasrat karne me lage hue the.. mujhe dekha to sabne nare lagane shuru kar diye.. nare mer tareef me nahi, bass hullad bazi ka ek andaz tha sabke naron me.

sab chhate hue badmash the.. matlab badmasho jaise the.. ustad ke liye jaan bhi de sakte the.. bure nahi the, par andaz sabhi ke badmasho wale, tamash beeno wale the. mujhe dekh kar aksar hi hullad bazi macha dia karte the..

trouser shirt me main sab ke beech pohcha to soori jo meri hi tarha se ustad ke bohut kareeb tha, pehlwani andaz me jhukte hue dono hath lehrate hue mujhe dekhne laga..

soori:- chal aa jaa, dikha apna zor mujhe bhi aur sabko bhi.. pata to chale keh tu abb bhi sher hai ya jail se bahar aane ke baad geedad ban gaya hai.. soori ki baat par mere honto par smile aa gayi..

saare meri puri haqeeqat nahi jaante the... par mere dard ko jaante the.. mere chehre ko dekh kar mere andar ka dard kam karne ke liye, mujhe active rakhne ke liye aise hi drama kiya karte the..

sabb bhi mujhse bohut pyar karte the.. ustad ke baad main hi tha jo sabke liye chaheta tha.. bohut soo ke baad main ustad ke kareeb aaya tha. par sabse khas ho gaya tha.. is baat ko leke kisi ke bhi dil me mel nahi aaya tha.. sab ke sab dil se mukhlis the.. ustad me apne paas sab chhant chhant kar bande rakhe hue the..

veeru:- mujhe geedar hi rehne de mere bhai.. aur kisne kaha keh main sher hon, main to ek aam sa insan hon.. ja kisi aur se zor azmaayi kar.

soori aage badha aur tezi se neeche jhuke hue dono bazoun me mere ek pair ko lene laga. soori ko harkat karte dekh raha tha main.. uski ek ek movement par meri nazar thi .. usse baat karte hue main puri tarha se active tha. jaise hi soori ke hath mere pair ke paas pohnche, maine apna pair ekdumm se side kar liya aur goomta hua pal bhar me hi soori ke peeche bhi pohnch gaya...

soori ki kamar ko apne mazbut hathon ki pakad me lekar, soori ko upar utha kar, ghuma kar neeche patakhne me mujhe der nahi lagi..

soori ki cheekh aur sabne hassne ki awaz ek sath hi goonj gayi thi.. soori cheekhte hue mujhe gaali bhi dene laga tha.. aur main sabko dekh kar smile karta hua dere ke chakkar kaatne laga..

4-5 chakkar ke baad jab jism garam ho gaya to main sab ke beech laut aaya... sab mujhe dekh kar soori ko chhedne lage.. side rakhe ek stool par baith kar main sabse baaten karne laga..


kuch der me ustad bhi aa gaya.. rohan bhaiya bhi aa gaye..

rohan:- kyun bhai tum sab kyun itni zor zor se hass rahe the.

ek bola:- sir aaj suba suba soori aur veeru ka mukabla dekhne ko mila, soori ko ek lamhe me hi veeru ne utha kar neeche pathak dia..

soori:- akki saale to mera dost hai ya veeru ka.

akki:- hahaha main to ustad ka chela ho soori.. aur fir jo sach hai wo to mujhe batana hi hai..

ustad aage badhe aur mere kandhe ko thapakne lage.. fir soori ko dekh kar bole

ustad:- mere ladle se mukable karne chala hai tu soori.. jaanta nahi hai kya iske bare me.. kaun hai jo mere ladle se lad sake. mere ladle ka saamna kar sake.. kisi maa ne mere ladle jaisa janma hi nahi hai..

soori:- ek din main ise pichhad kar rahunga ustad. soori apne ek patthar jaise sakht dole par dusra hath ferte hue bola..

rohan:- aur wo din kabhi nahi aayega soori, mera bhai tere sath mazak mazak me ladta ha, jis din sahi se lada na, us din tu apni haddiyan judwata firega.. iske hath nahi dekhe kya tumne..

rohan bhaiya mere hath ko dabate hue soori se bole.. ye sach tha jitni storng mere dono hath, dono kalaiyan thi, mere jism ka koi hissa utna strong nahi tha.. soori bhi kamm nahi tha. bohut jaan thi usme. ek mujhse wo haar jaya karta tha, kisi aur ke liye soori ko hara pana asaan nahi tha. bas sab sab bhi ek sath hote the to aise hi maze liya karte the..


fir sab apni apni kasrat me lag gaye... main apne hisse ki kasrat karke andar chala gaya.

mere jaane ke baad...

ustad:- akki tum shero, jassi, jaswant, khan aur 5 aur ko sath mila kar ladle ke peeche rehna.. ladla aaj agra ja raha hai to iska khayal rakhna.. kuch bhi gadbad ho to mujhe batana .. ladla tum sab ko wapis lautne ko bole to wapis matt aana..

akki:- ji ustad, aap befikr rahen.. hamare rehte aapke ladle ka koi baal bhi baaka nahi kar sakta.

rohan:- veeru jaisa koi nahi hai akki.. veeru se ladna kisi ke liye asaan nahi hoga. par wo aksar khud ko bhul jaya karta hai .. tum sab is baat ka khas khayal rakhna.. usay kuch hona nahi chahiye..

ustad:- warna tum sab padma aur radha ko to jaante hi ho.. kuch bhi galat karne par tum sab ko khud se un dono ko jawab dena hoga..

<------------------------------------------------------->


suba devika ki ankh vani se pehle hi khul gayi thi, dono behne ek hi room me, ek hi bed par soya karti thi.. dono har wo kaam kiya karti thee.. jisse dono me pyar aur bhi badhe

raat der tak dono behne baaten karti rahi thee.. aksar devika pehle uth jaya karti thi..vani ko aksar neend bhi to der se aaya karti thi. devika pehle uth kar apni didi ko uthaya karti thi..

aaj devika uthi to apni didi ko uthane ke liye jaise hi apna hath apni didi ke shoulder par rakha to apni didi ke chehre par neend me hi muskan dekh kar wo apna hath peeche hata gai thi.

devika:- aaj pehli baar didi neend me bhi itni khush dikh rahi han.. kitni payari smile hai didi ki.. bhagwan meri didi ko hamesha aise hi muskurata hua rakhna.. mujhse nahi dekha jata apni didi ka murjhya hua chehta.. meri didi ke chehre ko hamesha hi khila khila rakhna.. warna main bhi murjha kar reh jaaongi..

devika ki ankho se do moti tapak pade.. devika bhi apni didi ke barabar let gai.. wo apni didi ke chehre ko dekhne lagi.. itna payara chehra wo kaise bigda hua dekh sakti thi.. itni monmohni smile kaise wo apni didi ke honto se door hote hue dekh sakti thi... saalon me kabhi kabhi hi to apni didi ke chehre par aisi dilkash smile dekhne ko milti thi..

apni didi ko na utha kar devika bade ghor se apni didi ke chehre ko, apni didi ki smile ko dekhne lagi... devika khush thi keh uski didi khawab me apne veeru ke paas thi..


<------------------------------------------------------->



radha:- bhai kal aapne kaha tha keh aap mere chehre ka badla hua rang aur mera ghusse wala chehra nahi dekh sakte.. aap chahte han keh main hamesha hi khush raha karun..

veeru:- haan sach hi to kaha tha maine meri behen.

radha:- to fir mere is chehre ki chamak ko aur bhi badha do mere bhai.. mujhe maa ji aur meri do behne la do.. dekho tum firse dukhi mat ho jana.. warna yahan mera dil bhi udas ho jaayega..

padma:- haan veeru beta, jaao aur jaldi se meri behen ko, meri do betiyon ko lekar aao.

disha:- bhai mere liye bhi sabko lekar aana.. bada shok hai mujhe un teeno se milne ka.

rohan:- best of luck mere bhai.. jaao aur kamyab hokar lauto.

ustad:- agar nakam ho jaao to laut kar matt aaana ladle.. maine tujhe kisi bhi maidan me fail hone ke liye trainned nahi kiya hai.. maine apni zindagi ka sara tajurma, apne aur apne sare kaam ke amdiyon ke gur tujhe sikha diye han.. seena chhalni ho jaaye, par maidan kabhi matt chhodna.. sarr katt jaaye parr kabhi jhukne na dena.. na khud ka aur hi mera..

rohan:- ladai hamesha khud ke dumm par ladna veeru... ladai hamesha taqat se bhi nahi ladi jaati.. maidan dekh kar, dushman ki chal samjh kar, andaz dekh kar war karna padta hai.. kabhi kabhi sher bhi jhapat padne ke liye 2-4 kadam peeche palat jaya karte han.. kuch bhi karo, jis mahol me, jis maidan me raho, wahan ka sab samjhte hue aage badho aur madain fateh karo.. agar kabhi kuch samay ke liye, peeche hattna pade... to usse mard ki mardangi par koi fark nahi aata.. dushman ko dushman ki chaal se maat dena bhi zaruri hota hai..

radha:- jism ki taqat se zayada dimag ki taqat ko istemal karna mere bhai.. dekho hum sabb tumhare liye, maa ji aur behno ke liye kitne bechain han.. kaisi bhi mushkil aaye, kisi ko bhi chhod kar matt aana.. sabko lekar aana.. agar wo na maane to unhe manana.. apni mohabbat ka ehsas karana sabko.. bohut kamm samay me tumne hum sab ke dilon me apne liye itni mohabbat bhar di hai, jo hum kabhi soch bhi nahi sakte the mere bhai.. wo to fir bhi tumhara pariwar hai. tumhari maa hai, behne han. kaise na unke dilo me tumhare liye tadap hogi, kaise na wo tumse mohabbat karti hongi.. jaao aur agar wo na samjhen to uske andar ki tadap ko, jo mohabbat unke dilon me tumhare liye ha. us tadap ka, us mohabbat ka ehsas karwao.. aur khali hath matt lautna mere bhai...


main ek ek ko dekh raha tha.. kitna pyar karte the sab mujhse.. meri hi tarha se ye sabb bhi chah rahe the keh meri maa, meri behne mere sath laut aayen.. us gandi daldali zindagi se wo sabb door ho jaayen.. kitna pyar tha mere liye in sabb ke dilon me. kitni chahar thi sabko meri maa se, meri behno se milne ki. kitna khush naseeb bhi tha main jo mujhe aise chahne wale mile the..

vani se door hokar, jail me bitaye 7 saalon ne mujhe dunya ka kya kuch nahi de dia tha. dunya ki koi aisi baat nahi thi, jo main nahi janta tha.. sab baari baari mujhse wo baaten kar rahe the.. jo main pehle se hi jaanta tha.. sab jaante the keh main jis haal me bhi hon.. ladai ke maamle me main hamesha hi active raha karta tha.. mujhe maat dena, ya mujhpar dhoke se war karna asaan nahi tha..

lekin fir bhi sabb mujhe ek bachhe ki tarha se treat kar rahe the.. sach me main ek bacha hi to tha.. har wo insan ek bachha hi to hua karta hai, jise sab milkar khub pyar karne lage.. wo insan ek maa ho, baap ho bachha ho ya bada.. usse agar sab pyar karte han to sab usse aisa hi bolte han.

ek maa hamesha hi apne bachhon ki parwarish karti hai, usay parwan chadhati hai.. zamane ki oonch neech sikhti hai.. kaise jeena hai, kis maamle me kya karna hai, ek maa hamesha apne bachhon ko sikha hai.. lekin wahi maa jab boodhi ho jaaye, to sab bachhe usse pyar karte hue usay salah dene lagte han.. aur maa bhi ek bachhi bankar apne bachhon ke pyar me pad kar apne bachhon ki salaah le liya karti hai..

ye sabb pyar hi hota hai.. pyar ke rang hote han.. aise hi rangon se to ye dunya saji hai.. wanra to dunya me gandh phelane walun ki kami nahi hai..

yahan bhi sab mujhse pyar kar rahe the.. pyar ke rangon me rangte hue mujhe bhi usi rang me rang rahe the..

dard the meri zindagi me bohut sare.
zakham bhi the mere dil me bohut sare.

meri vani mujhse door kar di gayi thi.mujhe meri vani se door karke mujhe jail ki zindagi guzarne par majbur kar dia gaya tha. meri vani shayad nahi jaanti thi keh main 7 saal jail ki saza kaat chuka hon.. warna to agar usay pata hota to wo zarur mujhse kaise bhi contact karti.. jaise main uske bina nahi reh sakta tha.. wo nahi mere bin nahi ji sakti thi.. ye baat main bohut achhe se jaanta tha..


<------------------------------------------------------->
 
Last edited:

asadjee

Well-Known Member
8,204
18,504
174
jabardast updates :claps:

Nice and excellent update....


Osm asad j
🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥🔥
Agg laga di

ye bhi ek adbhut story he yaar......best skills.....and thanks for new story and new update.....

Vani mata ke mandir 7 saalo se ja rhi hai sirf ek hi mannat ke liye ke veeru se mil ske.. Ye darshata hai ke vani ka Prem kitna pavitra hai veeru ke liye lekin woh veeru ke liye apne priwar ko bhi nahi chhod skti or na veeru ko chhodna chahti hai. Sadhu Baba bhi pehli baar muh khole itne saalo me shayad Baba ke paas Kuch shaktiya hai jo woh bta rhe the ke unka milan sambhav nahi. Lekin Baba ne ye bhi btaya ke wqt ane pe drwaza khulega jisse shayad milan Ho skta h lekin apni trf se koshish na kre anyatha mamla or jatil Ho skta hai. OR ek baat ke baba ne aisa kyo kaha ke beti tum kon ho janti? Ho. Fir vani ne kaha ke ab woh pehle jesi nahi rhi iska Kya mtlb hua. Pehle kya thi vani? Jo ab nhi rhi. OR ek baat kya vani ko bhi kotha pr le jaya gya tha? jahan veeru ne bachaya. Wahi dusri trf roshani to apni maa se bhi agey nikal gai bhut badi wali. Ridhima ko pachtawa Ho rha hai ki veeru ki baat kyo mani or ab nisha ki nath utrne wali hai. Veeru ke liye asaan nhi hone wala yahan ana or fir apni maa behan ko bacha kr le jana sbse badi kaanta to mujhe roshani lg rhi hai Nani se bhi badi wali qki aurton me ek jalan naam ki chiz hoti hai jahan tk Maine aurton ko smjha hai or uss jalan me maa behan tk ko bhul jati hai unko bhi daldal me daal skti hai. Woh jalan ye hai ke nisha ko jane degi veeru ke sath ke nhi qki woh sochegi ki jab main dhandhe wali Ho gai mujhe bachane wala koi nahi tha to nisha ko kyo bachaye. Ye bhi dekhna dilchasp hoga ki veeru wqt pe pahunchta hai ya nahi nisha ke nath utrne se pehle . Dekhte hai agey kya hota hai

Zabardast Update Bhai

Superb update bro

Congratulations bro start new story

:hellrider::hellrider::claps::claps::applause::applause:😍😍🥵🥵🥵🔥🔥🔥🔥



Awesome👍👏
Next update

Awesome update

Thanks Bhai new story update Ka lye

Excellent dhamakedar fantastic update bro

भाई आज ही आपकी यह स्टोरी रीड करना स्टार्ट किया है। शुरुआत के दोनों अपडेट बहुत बढ़िया थे। कहानी के स्टार्ट में ही पूरी कहानी आपने बता दी अब तो वह कहानी किस प्रकार से घटित हो कर अपने अंजाम तक जाएगी वही आपके आगमी अपडेट्स से पता चलता रहेगा। वीर वानी का मिलन तो करवाओगे पर बहुत मुश्किलो भरे सफर के बाद। तब तक SP चंदा बाई, और भी गयी विलेन आएंगे जिनकी वाट लगानी है। सेक्स का तड़का भी होगा जिसमें incest से ही शुरुवात करवाने वाले हो। बढ़िया प्लाट है लगे रहो भाई और रोज़ खूबसूरत अपडेट देते रहो।

Very nice story, keep it up dear Asad👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌👌

Nice update
Update 03 has been posted dear readers.... plz keep reading aur give me your precious reviews... 🙏🙏🙏🙏
i am looking for your best comments and suggestion.. tell me about this story..
 
Top