- 16,496
- 110,988
- 259
Last edited:
Bhai kya hi bhayankar maal banaya hai USC ke liye maja aa gaya padh kar
Ye arc important arc hai. Iss arc me cheezein badalni shuru ho jayengi. Hum kaafi alag cheezo se waaqif honge.Crimson as usual ek badass villian jaisa situation hai well abtak sabse badass villian samne aaya jiska charecter veer se ek alag hi way me hai haa charecters har person ke same nhi ho sakte but idhar situation alag hai dono ke pass system ek alag atittudness hoga dono me khaskar crimson ka jo veer se bohot aage hai system se but who know kab kon sa pasa veer bhi phek de crimson ke shatranj me jaise crimson ne ek situation create kia ava ke jariye veer ko paris me lane ke liye, may be in this cr. Festival the target of crimson is ava for the festival night,ho sakta hai kyuki pichli bar ki last victim yahi hone wali thi khair ab aate crimson ke kuch common points jo hue (1)Crimson ka ye festival bhi night me hi active obviously jo pichle H.O.K ARC ke killers ke scene hue wo bhi night me hi anzam diye gaye. (2)jo H.O.K tha wo crimson se hi juda hua hai aur isi karan veer bhi uske nazar me aagaya ya pahle se hi. (3)crimson ka atittude me ek alag hi fetish dikhta hai jo ki system ke milne ke baad aur badh gayaho
Mein sabhi ko feel karwana hi yahi chaah raha hu iss arc ke zariye." लाली मेरे लाल की , जित देखो तित लाल।
लाली देखन मै गई , मै भी हो गई लाल।। "
वैसे इस दोहे का अर्थ कुछ और ही है पर इस ' क्रिमसन फेस्टिवल ' एपिसोड को देखकर सबकुछ लाल , खून के रंग की तरह लाल फील करने का जी चाह रहा है।
Aur ye log asal duniya me bhi paaye jaate hai. Balki asal duniya me aur battar cheezein maujood hai.भगवान बचाए इस वाहियात फैंटेसी से और इस निकृष्ट फैटिश से ! रक्त रंजित और लहुलुहान लोगो को देखकर चरम आनंद प्राप्त करने वाले लोग असलियत मे इंसान ही नही होते। ये लोग या तो हैवान होते है या कोई साइको।
Par yahi toh unka plan kaam aata hai. Samaaj ki naak ke neeche reh ke woh ye kaam karte hai. Kisi ko pata nahi lagta. Lagta bhi hai toh uske liye ghoos zindabad.गवर्नमेंट को एलान कर देना चाहिए कि ऐसे लोग जहां भी देखे जाए , डायरेक्ट शूट कर दिए जाए।
Las Vegas me jo hua, uske adhoore sawaalo ke jawaab isme mil jayenge.वैसे क्रिमसन एपिसोड लाॅस बेगास घटना की ही पुनरावृति लग रहा है। और इस निकृष्ट खेल का प्रमुख कर्ता शायद वही शख्स होना चाहिए जिसने खुद को भी सिस्टम से लैस बताया था।
नतालिया मैडम कैसे इन के चंगुल मे फस गई ? और वो अमेरिका छोड़कर फ्रांस मे क्या करने आ गई ?
मुझे तो ऐसा ही लग रहा है कि वो इसी क्रूज मे मौजूद है और शायद वीर की आमद भी यहीं होने वाली है।
Satya baat. Par Veer ko poora kheti par focused nahi hona hai. Uske paas itni zameen paryaapt hai ki woh apne food trucks ke liye sabziya uga sake. yaha tak ki woh Bhumika ke hotel ke liye bhi supply karwa sakta hai. Zameen itni hai uske paas. Aur bacha kucha wo market me sell kar sakta hai. Mere toh padosi hai jinko mein dekhte aa raha hu. Woh yahi karte hai. zameen zyaada nahi hai par itni hai ki ghar parivaar me araam se kaam chal jaaye. Yaha tak ki market me bhi bik jaaye. Aur ye unka main dhandha hai hi nahi.इसके पहले इंडिया मे वीर ने अपने व्यापार का दायरा बढ़ाने के लिए एग्रीकल्चर सेक्टर मे जाने का विचार अपने फैमिली के समक्ष रखा और रागिनी भाभी , तेजल और आरोही को इस क्षेत्र पर फोकस करने के लिए तैयार किया।
ऐसा नही है कि एग्रीकल्चर सेक्टर मे अधिक पैसा नही है लेकिन अधिक पैसा सिर्फ वो ही कमा पाते है जिनके पास बहुत अधिक जमीन है। और सिचाई की उत्तम व्यवस्था है।
पंजाब और हरियाणा मे बहुत किसान मिल जायेंगे जो प्योर करोड़पति है।
Tej mitti ke baare me jankaari rakhti hai. Kyuki wo Bhavna ki tarah ek archaeologist hai. Zameen se excavation ke dauran kin prakaar ki mitti milti hai, unme kaise khudayi karni chahiye ye woh jaanti hai.जिनके पास कम जमीन है , वो बड़ी मुश्किल से गुजर बसर कर पाते है।
मै तेजल को खासतौर पर कहना चाहूंगा कि वो जैविक कृषि पर अपना ध्यान केंद्रित करे।
वैसे तो एग्रीकल्चर सेक्टर महिलाओ के लिए बहुत ही बड़ी और कठीन चुनौती है।
Ek teer se do shikaar.भूमिका ने ' फुड ट्रक ' बिजनेस को और भी लोकप्रिय एवं फायदेमंद बनाने के लिए काफी अच्छा प्रस्ताव रखा। उसका होटल पहले से ही फेमस है। होटल के नाम का ब्रांड जुड़ना फुड ट्रक के लिए काफी अच्छा रहेगा। और सबसे महत्वपूर्ण दोनो बिजनेस खाद्य पदार्थ से ही कनेक्टेड है।
Fastest flight ko hi 12 ghante lagte hai non-stop me. Veer ki flight stopover destination waali thi. Stoppages the beech me. Arre aur acche se batla deta hu naलेकिन मुम्बई से फ्रांस बाई प्लेन जाने मे वीर को तीस घंटे कैसे लग गए ? मुझे लगता है शायद दस बारह घंटे का सफर होगा।
Bohut bohut dhanyavaad bhai. Maaf karna iss baar devnaagri me reply nahi diya. Kyuki lappy se operate kar raha hu. lappy par devnaagri me type karne me utna maza nahi aata. Ya yu kahu ki utna efficient nahi rehta. Toh hinglish me hi ye reply,अपडेट हमेशा की तरह बेहतरीन था वोल्फी भाई।
आउटस्टैंडिंग एंड जगमग जगमग।
Bhai yea kesa villain he khud haar jataheYa khud haar jayega?![]()
Mera matlab Veer se tha. crimson se nahi.Bhai yea kesa villain he khud haar jatahe
Lagta he bachpan me iski maa ne iska diaper cheng nehi kiya jise isko infection ho gaya he![]()
Mujhe laga saram se mar jaygaMera matlab Veer se tha. crimson se nahi.![]()
Kab ki. Signature me link na dikhi ab tak?Mujhe laga saram se mar jayga
Kher chhoro wo sab update me pata chal jayga
Kia aap ne USC apni story post kar diya kia