- 13,649
- 85,202
- 259
Update 266 Tik Tok Tik Tok Masti mai padhne ka aur bindass likes aur revoes pelne ka
Ha ho sakta h bro sayad na ho par filhaal toh lag raha h ki wahi h...Superb update Bhai
Marne wala Nirwana to nahi hai, ye to shartiya taur par keh sakta hoon. Par wo kaun tha yeh suspense khaaye jaa raha hai
Bhai agla update jaldi aur bada do.
Thank youNice update bhaii bhit Awla Maza Aya gya par Kar ab new update Ka intazar ha
Thank youSHANDAAR JAANDAAR ASARDAAR.
Thank youBhut accha aur chota update tha ek mega ho jaye to baat ban jaye .....
Thank younice1
Thank youMast update h bhai...![]()
Thank youNice tweist nd outstanding update![]()
Thank youGzb bhai
Thank youSuper excited update
Thank youMast marvelous jabardast Shandar update bro
Hmm hamesa rahega herry bhai sath bane raheSuspense![]()
Thank youawesome update bro
Thank youNice update
Ha ha ha agle update fun hoga ..Halwa hai kya jo nirwana ko itni asani se maar denge,Gand mare ga sabki nirwana![]()
Ha ha ha riky bhai abhi bhi bahut suspence h ... thank you keep supportingतो राज ले उड़ा डीजीपी को मंत्री के घर।
एकदम घायल वाला सीन बनाने वाले हैं लगता है आप।
Thank youMazedar update
Bilkul yasavi ji ne kaha h toh sach kaha hogaNanahi mara gaya wo ek nakali nirwan tha ya bole to wo nirwan tha hi nahi...![]()
Thank youNice update bro
J mara papar waleneUpdate 141….
Third wave …..it's show time…..
Delhi outer
Jogindar wapas deal wali jagah aakar dekhte h toh andar sab khali tha drugs ka namo nishan tak nahi tha wanha tha toh sirf goliyo ke jagah jagah nishan ….phir unki nazar koune ki taraf khun se lathpath padi laash par gayi toh unka dil joro se thadakne lagaa aur man mai bahut sare vichar chalne lage….unke kadam agai badh he nahi rahe the…wo jo samne tha usai manne ko taiyar he nahi the….yahi news intelligence room mai pahuchi toh shuruti,Ajju toh muu par hath rakh shock se jam gaye the…….unhe yakin nahi ho raha tha …..
Aur kuch he palo mai ye khabar news mai aagayi thi…..aur sabse badi khabar ban kar ….chalne lagi……thi raat mai bhi delhi jag gayi thi…..
Dusri taraf …….
Dgp ne jaise he Nirwana ki maut ki khabar di ….toh vithal ne bhi apni dusri planning ko anjam dena suru kar diya ……sare dealers apni apni supply lene agaye the aur unmai is baar surendra bhi aya huva tha jo abhi abhi naya dealer bana tha uske chahre ki muskaan aur chamak he alag dikh rahi thi Dur baitha vithal ye sab live dekh raha tha……uske chahre par bhi bahut badi muskaan thi kyoki aj tak ka ye sabse bada order tha jabse heemachal aur uttranchal se Jaggu aur raka Anthony aur pashupati ka safaya huva tha delhi mai deemand dubble ho gayi thi aur yanha se he wanha drugs supply hona tha aur is supply se vithal ki kamayi bhi ek jhatke mai arbo ki ho jani thi…..isliye wo har movement par khud nazar rakh raha tha….puri city mai uske admi faile huve the jo kisi bhi situation mai police ko block karne ke liye roadke pass trucks tanker car lekar khade the….. vithal sari situation apne kabu mai dekhar santust tha …….wo mudkar bola …..” kyo mantri ji laga na teer nishane par ek teer se he Nirwana mara gaya , dusri taraf police sari ulaj ke rah gayi h ,teesara hamara maal aram se delhi ki dusri side mai distribute hokar jald he apne apne tikhane par pahuch jayega, choutha mota fayada apko jamin mil gayi ….aur muje mota rokda mil gaya….ek sath maal lene ke liye log advance mai khade h.
Union minister--- ha ha ha …sahi kaha tumne vithal aisa lag raha jaise aj laxmi ji ne sara dhayan hamari taraf he kar rakha h kripa karne ka…. Aur dekho abhi paiso ki line lagi h… jashan bahut bada hoga…..
Dgp jo secret place par pahuch gaya tha wo bhi aram se baitha live news dekh raha tha tv par aur news dekh kar khus ho raha tha ki uski har chaal kamyaab huvi…uski safety ke liye vithal ke log mojud the….isliye wo aram se sara tamasa dekh raha tha
Janha koyi dhukhi tha toh kanhi koyi paiso ki soch raha tha wanhi city mai ek basement ka shutter upar huva aur ek bike ki tez awaj ghunj uthi …kuch palo mai he uski speed hawa ko cheerne lagi thi…..wo jawa se aise baat kar rahi thi jaisa uska direction fix ho , destination fix ho……aur uske roads par appear hote he….police intelligence room mai monitoring kar rahe staff mai se ek ladki boli ….agar Nirwana mar gaya h toh ye koun h jo bike se hubuhu Nirwana jaisa ja raha h…..uski awaj room mai ghunji toh shruti aur Ajju…ke bhi kaan khade ho gaye wo bhi monitors ki taraf dekhne lage ….. aur jo dikha uspar unhe yakin he nahi ho pa raha tha…… aur dono ke chahre par muskaan agayii….par tabhi shruti boli wait wait wait agar ye Nirwana h toh wo koun h….wo dekho wo bilkul Nirwana jaisa h aur uski jaisi he bike h par wo dusri taraf ja raha h phir ek aur bola toh wo koun h uski dress bhi Nirwana jaisi he h…..ajju aur shruti toh dekh kar he confusion ho gaye the…. Ajju “ teen teen Nirwana ye raj bhai ek se teen kaise ho gaye… ye toh tikh h main Bp ki tablet sath rakhta hu inka koyi bharosa nahi …kabhi bhi kuch bhi kar dete h meri maut heart attack se na ho jaye ….phir jaldi se wireless par bola …”Teen Nirwana identify huve h “
Jaise he ye words bole gaye mano bijli doud gayi ho wireless mai jiske shock jaise he jogindar sonali aur Shiwani ko lage aur unki body turant active ho gayi …..
Tabhi …..ek message …Ajju ,Shiwani ,sonali shruti aur jogindar ke phone par pop up huva ……
………….. Its show time ……..Nirwana hunt begins…..
Kuch minut baad he ye line Police room ki har screen par yahi line chal rahi thi…sabne kosis ki par kisi se ye nahi hatayi gayi…
Toh sonali aur Shiwani jhatke se khadi ho gayi aur yahi reaction andar jogindar ka tha …..wo jaldi se lash ke pass gaye aur uska nakaab hataya toh unka muu khula rah gaya …… unki umid se bahar ye Dgp ka beta tha jiske sarir par abhi ek timer chalu tha aur uske muu par tape lagi huvi …
Jogindar--- gusai,khusi aur frustration mai kanpne lage aur cheek kar …….. i will kill you raj …..…..
Jald he teen mai se ek bike building ke agai aakar rook gayiii …. Nirwana bike se utara … aur deewar se jhankar andar dekha …. Toh teen jane gun lekar chakkar kaat rahe the….usne apne hath mai knife liye aur ek he jhatke mai teeno ko maar diya….phir 5minut niche chakkar lagaya aur 1 minut mai he second floor par chad gaya aur andar dekhne laga …..uski nazar andar hall mai khade surendra par gayi toh uski ankho mai chamak agayi …… aur wo andhere se he bola …. “Agar maut se itna he pyar h toh aj tum dekhoge ki jindagi kitna dard deti h ….ye kahte he wo sidha bicho bich table pe kudh gaya…..aur….
Khachhhh
Khachhhh
Kachhhhh
Khachhhh….
Ki ek sath awaj ayi aur 1 minut mai he vithal ke 10 admiyo ki gardan se sir alag ho gaye the supply lene aye logo ke alawa aur koyi jinda nahi bacha tha……..
Nirwana--- maut se dar lag raha h …… maut toh dard se chutkara deti h ….aslo dard toh jindgi deti h…..phir ek taraf jhuk kar tu idhar aa ……tere toh dudh ke dant bhi nahi tute h ….kya naam h tera
“ surendra Mmmm muje mat marna …. “
Nirwana--- Ek drug ki pudiya uthakar ……chada isai….1 minut h jitna dair karege utna dard dunga tuje aur ha sidha khada rahna …gira toh …..
Surendra--- mmmmm main khada rahunga…..
Phir apni kamar mai bandhe ek device ko dabba diya jisai jo zammer on huva toh wo off ho gaya ….” tum log….tumhe toh apne hath se saja dunga…..itna kah usne apne dagger pith mai wapas rakh liye aur sabse pahle wale ke hath ko tod diya aur ek punch thobde pe Diya jisai agai ke kayi dant tut gaye …..phir dusre ke jabde par aur side hatkar dusra waar uski kanpati pe p jad jad diya ….phir piche chip rahe Ek ko gardan se pakadkar uske gale pe punch mar diya…phir ek ko pakdkar uthaya aur deewar par fenk kar mara aur phir uske niche girte he gale se pakadkar dubara uthaya aur phir deewar par fenk kar mara……..baki log idhar udhar bhagne lage par darwaza bahar se band tha aur bahar ke admi duniya se pahle he vida ho chuke the………phir mood kar apna dagger nikal kar usai apne ek hath ki ungli se ghumne laga ……
Jaise he jammer hata toh vithal wapas online agaya aur samne ka scene dekh wo sofe se uchal pada …..
Vithal gusai se cheekha pahle toh sab tikh thaphir 5 minut mai hekya ho gaya aur agar Nirwana mar gaya h toh ye kya uska bhoot h …..
Toh udhar Nirwana ne dagger ko hath mai ghumate huve camere ki taraf dekha aur 2 ungliyo ko apni ankh ki taraf laakar phir camere ki taraf kar ke bola
“ MERE NAAM MAI H NIRWANA AUR MAIN MOKHS DETA NAHI HU TADPATA HU TADPATA HU ROOH KO….. “
VITHAL Teri rooh meri h intezar kar main araha hu teri maut puri duniya dekhegi ....tere har admi ko tadpaunga ….itna kah kar piche muda aur dagger se sabki ungliya kaatne laga.pure hall mai cheek pukar ghunj gayi ….
Vithal jo camere se live dekh raha tha wo apna nuksan hota dekh gusai se pahle se kaanp raha tha maut ki dhamki se aur gusai mai kaanpne laga ….par pass mai baitha Union minister bola par wanha ka live toh hum sab ne dekha aur suna tha na aur tumhare admiyo ne he confirm kiya na ki wo mar gaya h ….. toh ye jhut kaise ho sakta h..
Vithal--- ye asliii h wo koyi aur tha jo mara gaya …..humne nahi usne humare sath game khela h phir phone par jaldi se apne admiyo se bola supply wali jagah pahucho ….aur Nirwana ko maar do…..
Vithal ka order milte he pass ke area mai jo bhi gunde the wo trucks,tanker,cars, bikes lekar location ki taraf jane lage par wo location se 100 metere he dur he rahe honge ki Road ke bicho bich unhe ek 6 feet 5 inch ka kala saya dikhayi diya sabse agai truck wale ne hairani se samne dekha par wo kuch karta usai pahle he bich mai khada kala saya Nirwana ne bike se Rocket louncher uthaya aur agle he pal booooom ki awaj ke sath truck ke chithade ud gaye …samne arahe rocket louncher se bachne ke liye baki gunde idhar udhar bhagne lage aur chipne lage par Nirwana toh ek baad ek fire karta gaya aur pal bhar mai he adhe se jyada gunde mare gaye rocket louncher ke dhamke ki ghoonj har disha mai fail gayi …
Toh teesari bike bhi tezi se janha police ne Nirwana ko mara tha wanha pahuch gayi aur bike par baithe he Nirwana ne night vission se aaspaas dekha phir sidha bike ko …. Sonali ke pass mai lejakar rok di sonali ne apne samne bike par baithe shaks ko dekh kar kuch kahti usai pahle he usne sonali ko hath se pakadkar bike ki taraf khincha liya aur baitha kar kisi ke bhi reaction se pahle he tezi se nikal gaya…piche baithi sonali kuch bol bhi nahi payi……aur bike chand seconds mai he hawa se baat karne lagi ……
Toh dusri ….Drug distribution locationpar Nirwana ne har ko ghasit kar sako dikha dikha kar unke hath pair ki ungliya kaat Di aur ankhe fodne ke baad sari jagah bomb laga diye phir dubara zammar ko on kiya aur surendra ki taraf gaya jo drugs ke nashe mai koune mai niche gira huva tha usai apne kandhe pe uthaya aur bahar agaya phir building ki taraf dekha jo boom ki awaj ke sath 5 seconds mai malbe mai tabdeel ho gayi thi..
Sonal aur Nirwana ki bike ek jagah ruki abhi Nirwana koyi reaction dete usai pahle he chatakkkkk uske gaal par ek baad ek teen thapad pade …
Sonali--- tum khud ko bahut badi top samajte ho …. Marne nikle ho …….. hamari parwah nahi h na tumhe …….2 baate gusai se kya kahdi kamina muje chodke chala gaya aur ye muu kyo chipa rakha h ankho mai ankhe daal kar baat kar aj tera bhoot na uuuttttaaaarrra ….toh….tummmmmm…toh wo kanha h….
Wo — muje nahi pata muje bus apko lana tha….muje nahi pata tha ki ap itni jor se bhi marti ho…
Sonali —bakwas band karo tumhe sab pata tha tumhe baad mai dekhungi …. yanha kya h…..
Wo-- muje nahi pat h muje itna bola tha ki agar ap pucho toh itna kahu ki yanha apke sawalo ke jawab h….jo apne puche the…..
Sonali —— kyaaaaaa….
Aj ke liye itna he……jald milte h it's show time part 2 mai ….so masti mai padhne ka likes aur Revoes pelne ka
Thank youRomanchak. Pratiksha agle rasprad update ki
Thank youNice update
Ritik bhai sab hoga dushman itne h ki jaldi jaldi sab nahi dikha paunga agar kismat ne sath diya toh is story ke update 250 plus jayengeBhai nice update hai Bhai yrr jaldi jaldi update diya Karo yr wait nhi hota
Bhai yeh war jaldi khatam karo college life start Karo apna hero or pounam Richa ek hi college me hoge vha se love triangle story me thora love seen bhi hona chahiye
Thank youSundra
Sorry bro gusse main jyada hi bol Gaya chot bhai samjh ke maff kardena galti ho gayi
Apko huva kya apni galti ka ahsasThanks dear. Tum ko apne galte ka aahsas ho gaya ya barha pan h
Thank youNice behtarin mast awesome update bro
King bro suspence har baar milega ab toh isai bhi bade bade milenge.....Bhai suspense main latka diya Aapne waiting for update
Rajpoot bro 2 sabd protsahan dete h aur writer yahi chahta h .....muje bhi yahi umid rahti h apse har reader se......ghanni ghanni Khanna sa .....yeh is liye likhna padta hai ki yaad rehe kaha tak ke update pade hai
waise mera ek langotiya hai
jiska naam bhi sandeep nirwan hi hai
but woh sngle pasli boxer
aap sherdil
is liye
kahani rajsathan vase hai
e waastey majo aa reyo hai padba mai
ghani khamma kunwar sa
Ye na thamne walaControl control sanso ko tham ke rakhne ka aur gusse ko pee jane ka![]()
Guru ji yahi umid thi apse waise bhi wo kabhi bhi direct nahi jata ab apko pata lag he gaya hoga ki kiski maut ayi h……Nirwana mara gaya.
kya sach me vo itna kam akal lga ki aise jayega vo bhi bina kuchh kiye bachne ka rasta dhundhega, sawal hi paida nhi hota, Yadi light jalne se chauk gya tha to sidha attack karta lekin aapne to use bachne ka rasta dekhte marva diya, pta nhi kiski maut aayi thi jo nirwana ke rup me Mara gya hai...
Ha ha ha bilkul sahi kaha apne ekdum perfect .....aur intro is baar unique he hmujhe lagta hai Aap nirwana ke maut ki news ke jariye kisi or ko hi bil se bahar nikalvane ka plan bnaye Baithe Ho, kyoki Abhi to interview dena baki hai nirwana ka, vo apna vada nhi tod sakta...
Lol ap bhi naricha or Raj ke 96 % aaye hai, mujhe Pahle lga kahi aapne 69 ko hi ulta karke to nhi likh diya![]()
Akhir ma jo h apne bete ki burayi kaise sunegiVaise 96 % pr dada ji ke comment ka Jo reaction divya bus se aaya hai or jo news hame pta chali hai dada ji ko leke vo Bahut injoyable thi maza aaya padh kr or unka reaction dekh kr...
Agle update mai pata lag he jayega ki sunil kya kar raha h .....par wo ab bahut khatarnak ho gaya hidhar sweta Raj se jyada no aane pr khushi se fuli nhi sma rhi hai to Apne yah nhi btaya ki apna Sunil kya kr rha hai abhi (kya vo sirf business hi dekh rha hai Raj ko protect karne ke alava)
Ha ha ha apko pata h ye main itni asani se koyi chij nahi hone deta hu par ye kafi intresting rahega....Poonam ne 99% laye hai or vo sai dham gyi hai puja karne vahi richa bhi vapas aa rhi hai dekhte hai kya hoga jb pta chalega ki Poonam ko bhi Vahi pasand hai jo richa ko hai...
Ha ha ha khel bahut bada khela gaya h ap agle update mai dekhoge....ki koun kisko kaise thokta hIdhar dgp ko yah samajh nhi aaya ki sasura mujhe kidnap karke le to jayenge pr mujhe chhodne ke liye manege bhi ya Thok ke rakh denge kisi kachre me, vo sabut to aise chhod nhi sakte or police vale bhi vo hi le gya tha un gundo ko bnakr to sak bhi jayega uspr...
Ha ha ha jogindar ka reaction dekhnaDekhte hai kya reaction hoga sabka jb Vo us Ghar me mare pade nirwana ki sakal dekhenge...
Sinakht ......Sonali to nirwana ki maut ki khabar Sunkr hi besudh Ho gyi hai pr kya idhar koi bhi nhi jo sinakht kr sake ki Vo Kon hai Jo mar gya...
Superb update bhai sandar jabarjast lajvab
Ha ha ha apke review ka pahle he reply karta but 2 din se net band ho rakha tha....ab kuch kah bhi nahi sakta hu kyoki ap agla update padh chuke ho......NIRWANA MARA GAYA.......
Aji ghanta mera Nirwana mara gaya
Wo Nirwana tha hi nehi. Wo Nirwana he chutiya nehi . Isi liye aap ne bola Nirwana jesa koi gari me jaraha he .
Me batahu Nirwana kaha milega jaha sare chutiye ekhatta hoge waha sabki lanka jalane apne team ke sath khara he. Team is liye k mujhe nehi lagta itne hatiyar band logose ekela bhirega or us team me ek naam Sunil ka hoga do bhai milke tabahi machaye ga.![]()
Is scene ko likhte huve muje bhi hansi agayi thiDivya ne to dadaji ki pol khol di
Kanpatti par donali rakhe pass karne ke liye jigar chahiye, padke pass to koi v ho sakta he![]()
Shweta shaitan ki nani h dekha nahi tha raj ke bare mai apne papa ko bhi nahi batayaShweta chudail
Raj se jiyada number laihe is ka matlab 2nd topper wha bhai wha apni chudail to sayani nikli ab college me hoga kand hi kand.
Dono ko pata lagega tab bahut kuch hoga par kaise aur kab pata lagega dekhna hRicha arahi he or Poonam khana bana rahihe.
Dekhna maje dar hoga do bichhre behno ka Milan. Ab dono sathme padengi or Raj pe dore dalengi or Shweta chudail jalegi![]()
Ha ha news wale kaan update 143 ya 142 update mai ayenge par wo scene bhi epic hone wale h.....raj sonali ka scene apne padh he liya hoga .....Sonali ko shock laga he dil tuta he
Sonali ko shock se nikal nekeliye dusra shock dena padega jo ayga news channels se jo chila chila ke bolegi Nirwana ne itno ke gand marihe, Nirwana ne itno ki gand marihe
Mujhe to abhi se dar lag rahahe jab Raj Sonali ke samne ayega to kitna pitega![]()
Agle update mai dubble hoga ..Sandar, Jandar, Mazedar update bhai padke dil garden garden ho gaya
Waiting for action bhai
Update 140
Second wave ……
What you think ….
Place mandawaa-—
Divya —- ap rahne do papa …..wo 96 percent leke aya h 12 board mai ..
Dada-- 10th mai all india topper tha wo …..is baar toh nalayak ne naam dubwa diya mera ..dekh muncho par taanv bhi nahi maar pa raha hu
Divya--- aaaahaha bade aye naam wale muncho par taanv dene wale…main apke kaam batau kya ….khud ne donali kanpatti par rakh kar pass kari thi…..mere bete ne padh kar pass kari h….bade aye…..mere bete ki burayi karne wale ….aur bhi batau ya itne mai he chup ho jaoge
Jagmaal singh —khanste huve uthkar ……main uske admission ke liye sunil ko phone karta hu..….
Divya — Rahne dijiye maine kar diya h ….
Yahi haal 2 jagah aur ho rakha tha janha utsaa aur khusiyo ka mahol tha…..
Delhi--—
Shweta —- mere bhai se jayda percent aye h is baar main jeet gayii yahooooo …..muje car chahiye h…
Sunil--- chup kar bandariya uska pata h tuje aur car aur tuje sakal dekhi h pahle bade papa se puchunga phir dekhenge waise is baar topper koun h ….
Shweta--- topper …topper …ha ye koyi poonam naam ki ladki h 99 percent ke sath …
Sunil — Raj dhayan se padta to wo he topper hota khair main chaltu hu …. Aur teri saheli Richa ke bhi 96 percent bane h…..
Shweta— us chudail ka naam bhi mat lena warna tera khun kar pijaungi samja
Sunil--- chudail aur kar bhi kya sakti h
Mumbayi
Sirdi sai Baba Mandir ….
Poonam--- bhagwan muje shakti dena ki maapapa ka sapna pura kar saku …..
Anirudh goswami-- bhagwan tumhari sabhi mano kamna puri karega beti …..aj Richa bhi arahi h ….
Poonam---muje bataya bhi nahi apne ke wo aj aarahi h…..thik h phir uske liye main apne hatho se aj khana banaungi …..
Anirudh--- muje bhi 5 minut pahle he phone aya h waise usai nahi pata h ki tum bhi yanha ho …ab chalo ghar lout te waqt tumhe tumhara college dikhata hu…..aj toh ghar mai jashan hoga akhir meri ek beti ne top jo kiya h pure india mai…. Aur dusri pure ek saal baad arahi h….
Delhi….outer area mai…..
Gunda —Is ghar ke asspass jitne ghar h us ghar mai hamare 3 admi chipe rahenge … aur jab tak wo yanha bicho bich ke ghar tak na ajaye koyi action nahi lega…. Aur jaise he wo yanha pahuche pure ghar ko gola barood se bhar do….taki sale ke chithade bhi na mile .
Police headquarters—-
Dgp-- hum log 4 team mai divide hokar agai bhadenge ek team ko sp Shiwani aur ek team ko sp sonali lead karengi aur ek team ap back se lead karenge aur ek team ko front se lead main karunga ….mere order milte he ek sath sab action logo aur jo bhi bachne ki kosis kare uspar firing suru kar doge…..koyi jinda nahi bachna chahiye h…. Koyi matlab koyi bhi … aj delhi ke drugs ki rid ki haddi tod denge…
Shiwani aur sonali ek dusre ki taraf dekhne lage….tabhi jogindar bole “par sir hum logo ko jinda pakad kar aur information bhi toh Nikal sakte h …..taki pure jad se ukhad fenke
Dgp-- jogindar ji ..upar se order h team ko lead main kar raha hu toh don't argue with me just follow orders jad se ap baad mai ukhadte rahna
Jogindar-- gusai se dant chabate huve ok sir
Dgp-- muskarate huve jogindar ji sara credit apko he toh milega……rahi baat meri toh main toh bus order follow kar raha hu ……. Waise bhi kya ap nahi chahte ki delhi drug free ho jaye…
Dgp ye kah kar chala gaya par piche teeno gusai se fat rahe the …..kyoki unhe saaf pata tha ki dgp ne jo kaha wo sach tha is plan se delhi drugs free ho jayegi but dar unhe raj ke liye lag raha tha kyoki agar aisa huva toh raj ka bachna mumkin nahi hoga….
Jogindar — ab hum kar kya sakte h ek beti h wo kisi ki sunti nahi h sunil tumhari sun nahi raha h thakur saab ko bata nahi sakte h…. Divya ko bataya toh wo muje maar degi..Ab jo hoga wo dekha jayega …Raj ko hum kam nahi samaj sakte h uske dimag mai bahut kuch chalta h hum usai bachane ki kosis kar sakte h ….tum bus sunil ko puri baat samjha do …..agar unki fir bhi wahi jid h toh karne do manmani …hum kya kar sakte h..chalo ready ho jao apne weapons sab check karlo …… kuch he samay bacha h jab tak Shiwani tum monitoring room se nazar rakho…
Dgp office se sidha nikal kar kanun mantri aur Home minister ke pass pahucha Dgp “ mantri ji sab planning ho chuki h …uske bachne ke koyi chance nahi h itna loha bharega uski body mai ki atma bhi sarir se asani se nahi nikal payengi…
Law minister—- ha Dgp tumhara paisa is bag mai h tum le ja sakte ho…….
Dgp-- wo admi agaye kya jo mere sath jayenge ….
Home minister--- ha unhe union minister ne pahle he bhej diya tha wo sab taiyar h tum unhe sath leke ja sakte h…..
Dgp-- toh phir ap log khus khabri ka wait kijiye…..main jata hu aur apko live show dikhata hu……
Kanun mantri — tikh h….Dgp …..
Inse alag ……
Ek ghatna aur ho rahi thi ……jis par na police ka dhayan tha na media ka aur na vithal ka ….. wo sab apni planing kar rahe the par jis ke liye planing ki ja rahi thi wo abhi raat ke 11 baje tak bhi Nirwana jaisa koyi bhi cctv mai nazar nahi aya tha Ajju aur Abhay ko sonali ke orders ki wajah se raj ko bhi track karna pad raha tha … par unhe abhi tak koyi bhi trace nahi mile the raj ke kisi bhi jagah par hone ke jis wajah se jogindar aur sonali dono he bahut pareshan the…par tabhi unhe delhi outer mai ek car mai Nirwana ke jaisa ek jana nazar ata h….aur turant he ajju …sonali ko inform karta h …..par jab tak wo inform karta aur sonali action lene ke sochti dgp wireless pe pahle he bol uthta h usai abhi mat roko hum usai drugs bechne walo par attack karte time attack karenge ….
Dgp ke sath police ki 2 badi gadi mai 40 jawan aur ek mai wo khud 4 SI ke sath delhi ke bahar ki aur tezi se ja raha tha aur unke kafile ke piche tha jogindar sonali aur Shiwani ka kafila ….Dgp ne signal jammer on kar diya tha taki apas mai bahar se koyi contact na kar sake ….
Toh udhar Nirwana ki car tezi se location par pahuch rahi thi…ab wo andar ki taraf galiyo se car ko dheere se leke ja raha tha….jis ghar ke pass se uski car cross karti … piche se kayi sari nighaye ankho mai katal karne ke irade se usai dekhti jati ..Par Nirwana aise ja raha tha jaise usai kisi baat ka dar na ho …par uska har kadam usai maut ke muu ke aur andar lata ja raha tha…. Aur udhar sonali ka dil ghabra raha tha ….wo khud yahi soch rahi thi ki agar usai ye pata hota ki Raj aise react karega toh wo khud ko goli maar leti par raj ko ye sab na batati…. Par ab wo kya kar sakti thi……jald he police force location tak pahuch gayi ….
Dgp-- teeno ki aur dekh kar …jaise he main signal du ap teeno attack kar doge understood muje agar pata laga ap mai se kisi ne bhi order follow nahi kiye …..uske liye yahi samja jayega….ki wo drugs bechne walo ke sath mila huva h……jao aur unhe gher lo…
Sonali Shiwani aur jogindar ki team sabhi makano ko gherne lage unhone har exit point ko ache se block kar diya ab chance nahi tha kisi ke bhi bachke jane ka .
Sonali jo tension mai thi uska sabra ka baand pal pal tut ta ja raha tha….usne decied kar rakha tha wo kisi ko fire nahi karne degi ….isliye usne apni gun piche police walo ko shoot karne ke liye bhi taiyaar karli thi
Udhar Nirwana …car ko lekar meeting wali jagah se 20 kadam dur rook gaya …light nahi thi isliye visiblity na ke barabar thi wo dheere dheere agai chupke chupke ghar ki taraf jane laga ….uske special shoes ki vajah se chalne ki koyi awaj nahi ho rahi thi …par uske piche bahut se log pas wale gharo se uspar nishana lagane lage ….jiski usai bilkul bhanak bhi nahi lagi thi …Nirwaan ne apne dono hatho se darwaja ko Dhaka dekar khola….aur andar ghus gaya …abhi wo kuch kadam he chala tha ki achanak lights on ho gayi aur wo kuch samaj pata..usai pahle he….
Toh bahar 10 minut pahle
Dgp signal jammer ko hata kar video call karte huve bola bus jald he mantri ji good news mil jayegi …agar andar se signal na mila toh jitne makan h sabko khandar bana denge sala dab kar he mar jayega bus ap dekhiye apke bete ki mout ka badla kaise pura hota h ….abhi wo baat he kar raha tha ki andar se tabad tod goliya chalane ki awaj ani suru ho gayi aur Dgp bola lo mantri ji lagta h apka kaam jald pura hone wala h…
Toh andar…lights on hote he Nirwana ki ankho mai lights padne se wo chonk gaya aur bachne ke liye idhar udhar bhagne laga tabi ek goli uski pith mai lagi phir 2sri teesari phir kitni he goliya sarir ke aar paar hoto gayii usai pata he nahi laga aur wo mara gaya ….andar se ek Gunda pass aakar kaam hogaya chalo nikalne ka time h signal bhejho ….aur tab in gundo mai se kisi ne tourch ki light ko chatt se 3 baar chalu band ki aur Dgp khusi se mantri ji ho gaya apka kaam pura mara gaya h wo laash police le he ayegi phir chahe kaat kar kutto ko khilana….ab time h vithal bhai ke admiyo ko nikalne ka…phir phone cut karke ….pass wale admi ko ishara karke suru karo ……aur nakli S.I aur nakli police walo ne asli police walo ki taraf gun taan di…aur kuch ne Dgp ke kanpatti par bandook rakh di aur bole gun fenk do warna tumhara Dgp ki kanpatti kholte dair nahi lagegi asli police wale hairan aur pareshan ho gaye ki itni badi sajish rachi gayi par wo ab kuch nahi kar sakte the……Dusri taraf Shiwani sonali jogidar bahar signal ka wait kar rahe the andhere ki wajah se unhe andar kya ho raha tha kuch dikhayi nahi de raha tha …aur isi andhera ka fayda uthakar ghar ke andar ke sare criminal Dgp ki taraf aa pahuche the aur Dgp ko police ki gaadi mai lekar farar ho gayepar jane se pahle goliya chala kar sabhi vehicles ki hawa nikal di thi … in gun shots ki awaj jab jogindar ko sunayi di toh wo confuse ho gaya aur yahi haal Shiwani aur sonali ka bhi tha unhone kuch dair aur wait kiya phir wo kisi ko dekhne ke liye bhejte usai pahle he kuch police wale teeno ki taraf aye aur sari baat batayi sonali ka toh dil jo pahle he ghabra raha tha wo Nirwana ki mout ki baat soonkar tut gaya wo wanhi jameen par baith gayiiii …..Shiwani dusri taraf se bhagte huve uske pass ayi ..sonali ki halat buri ho gayi thi….jaise jindgi se usne jeene ki chah he chod di ho…Shiwani ne usai bahut baar khada karne ki kosis ki par wo toh jaise jinda laash ban gayi ho…..
Udhar jogindar ne turant he action liya aur jis taraf Dgp ko kidnaap kauke leke gaye the us raste ki taraf police intelligence room mai inform kar diya par khel toh khatam ho gaya.
……Nirwana mara gaya …….
Aj ke liye itna he Masti mai padhne ka likes aur Revoes thokne ka ....
Update 141….
Third wave …..it's show time…..
Delhi outer
Jogindar wapas deal wali jagah aakar dekhte h toh andar sab khali tha drugs ka namo nishan tak nahi tha wanha tha toh sirf goliyo ke jagah jagah nishan ….phir unki nazar koune ki taraf khun se lathpath padi laash par gayi toh unka dil joro se thadakne lagaa aur man mai bahut sare vichar chalne lage….unke kadam agai badh he nahi rahe the…wo jo samne tha usai manne ko taiyar he nahi the….yahi news intelligence room mai pahuchi toh shuruti,Ajju toh muu par hath rakh shock se jam gaye the…….unhe yakin nahi ho raha tha …..
Aur kuch he palo mai ye khabar news mai aagayi thi…..aur sabse badi khabar ban kar ….chalne lagi……thi raat mai bhi delhi jag gayi thi…..
Dusri taraf …….
Dgp ne jaise he Nirwana ki maut ki khabar di ….toh vithal ne bhi apni dusri planning ko anjam dena suru kar diya ……sare dealers apni apni supply lene agaye the aur unmai is baar surendra bhi aya huva tha jo abhi abhi naya dealer bana tha uske chahre ki muskaan aur chamak he alag dikh rahi thi Dur baitha vithal ye sab live dekh raha tha……uske chahre par bhi bahut badi muskaan thi kyoki aj tak ka ye sabse bada order tha jabse heemachal aur uttranchal se Jaggu aur raka Anthony aur pashupati ka safaya huva tha delhi mai deemand dubble ho gayi thi aur yanha se he wanha drugs supply hona tha aur is supply se vithal ki kamayi bhi ek jhatke mai arbo ki ho jani thi…..isliye wo har movement par khud nazar rakh raha tha….puri city mai uske admi faile huve the jo kisi bhi situation mai police ko block karne ke liye roadke pass trucks tanker car lekar khade the….. vithal sari situation apne kabu mai dekhar santust tha …….wo mudkar bola …..” kyo mantri ji laga na teer nishane par ek teer se he Nirwana mara gaya , dusri taraf police sari ulaj ke rah gayi h ,teesara hamara maal aram se delhi ki dusri side mai distribute hokar jald he apne apne tikhane par pahuch jayega, choutha mota fayada apko jamin mil gayi ….aur muje mota rokda mil gaya….ek sath maal lene ke liye log advance mai khade h.
Union minister--- ha ha ha …sahi kaha tumne vithal aisa lag raha jaise aj laxmi ji ne sara dhayan hamari taraf he kar rakha h kripa karne ka…. Aur dekho abhi paiso ki line lagi h… jashan bahut bada hoga…..
Dgp jo secret place par pahuch gaya tha wo bhi aram se baitha live news dekh raha tha tv par aur news dekh kar khus ho raha tha ki uski har chaal kamyaab huvi…uski safety ke liye vithal ke log mojud the….isliye wo aram se sara tamasa dekh raha tha
Janha koyi dhukhi tha toh kanhi koyi paiso ki soch raha tha wanhi city mai ek basement ka shutter upar huva aur ek bike ki tez awaj ghunj uthi …kuch palo mai he uski speed hawa ko cheerne lagi thi…..wo jawa se aise baat kar rahi thi jaisa uska direction fix ho , destination fix ho……aur uske roads par appear hote he….police intelligence room mai monitoring kar rahe staff mai se ek ladki boli ….agar Nirwana mar gaya h toh ye koun h jo bike se hubuhu Nirwana jaisa ja raha h…..uski awaj room mai ghunji toh shruti aur Ajju…ke bhi kaan khade ho gaye wo bhi monitors ki taraf dekhne lage ….. aur jo dikha uspar unhe yakin he nahi ho pa raha tha…… aur dono ke chahre par muskaan agayii….par tabhi shruti boli wait wait wait agar ye Nirwana h toh wo koun h….wo dekho wo bilkul Nirwana jaisa h aur uski jaisi he bike h par wo dusri taraf ja raha h phir ek aur bola toh wo koun h uski dress bhi Nirwana jaisi he h…..ajju aur shruti toh dekh kar he confusion ho gaye the…. Ajju “ teen teen Nirwana ye raj bhai ek se teen kaise ho gaye… ye toh tikh h main Bp ki tablet sath rakhta hu inka koyi bharosa nahi …kabhi bhi kuch bhi kar dete h meri maut heart attack se na ho jaye ….phir jaldi se wireless par bola …”Teen Nirwana identify huve h “
Jaise he ye words bole gaye mano bijli doud gayi ho wireless mai jiske shock jaise he jogindar sonali aur Shiwani ko lage aur unki body turant active ho gayi …..
Tabhi …..ek message …Ajju ,Shiwani ,sonali shruti aur jogindar ke phone par pop up huva ……
………….. Its show time ……..Nirwana hunt begins…..
Kuch minut baad he ye line Police room ki har screen par yahi line chal rahi thi…sabne kosis ki par kisi se ye nahi hatayi gayi…
Toh sonali aur Shiwani jhatke se khadi ho gayi aur yahi reaction andar jogindar ka tha …..wo jaldi se lash ke pass gaye aur uska nakaab hataya toh unka muu khula rah gaya …… unki umid se bahar ye Dgp ka beta tha jiske sarir par abhi ek timer chalu tha aur uske muu par tape lagi huvi …
Jogindar--- gusai,khusi aur frustration mai kanpne lage aur cheek kar …….. i will kill you raj …..…..
Jald he teen mai se ek bike building ke agai aakar rook gayiii …. Nirwana bike se utara … aur deewar se jhankar andar dekha …. Toh teen jane gun lekar chakkar kaat rahe the….usne apne hath mai knife liye aur ek he jhatke mai teeno ko maar diya….phir 5minut niche chakkar lagaya aur 1 minut mai he second floor par chad gaya aur andar dekhne laga …..uski nazar andar hall mai khade surendra par gayi toh uski ankho mai chamak agayi …… aur wo andhere se he bola …. “Agar maut se itna he pyar h toh aj tum dekhoge ki jindagi kitna dard deti h ….ye kahte he wo sidha bicho bich table pe kudh gaya…..aur….
Khachhhh
Khachhhh
Kachhhhh
Khachhhh….
Ki ek sath awaj ayi aur 1 minut mai he vithal ke 10 admiyo ki gardan se sir alag ho gaye the supply lene aye logo ke alawa aur koyi jinda nahi bacha tha……..
Nirwana--- maut se dar lag raha h …… maut toh dard se chutkara deti h ….aslo dard toh jindgi deti h…..phir ek taraf jhuk kar tu idhar aa ……tere toh dudh ke dant bhi nahi tute h ….kya naam h tera
“ surendra Mmmm muje mat marna …. “
Nirwana--- Ek drug ki pudiya uthakar ……chada isai….1 minut h jitna dair karege utna dard dunga tuje aur ha sidha khada rahna …gira toh …..
Surendra--- mmmmm main khada rahunga…..
Phir apni kamar mai bandhe ek device ko dabba diya jisai jo zammer on huva toh wo off ho gaya ….” tum log….tumhe toh apne hath se saja dunga…..itna kah usne apne dagger pith mai wapas rakh liye aur sabse pahle wale ke hath ko tod diya aur ek punch thobde pe Diya jisai agai ke kayi dant tut gaye …..phir dusre ke jabde par aur side hatkar dusra waar uski kanpati pe p jad jad diya ….phir piche chip rahe Ek ko gardan se pakadkar uske gale pe punch mar diya…phir ek ko pakdkar uthaya aur deewar par fenk kar mara aur phir uske niche girte he gale se pakadkar dubara uthaya aur phir deewar par fenk kar mara……..baki log idhar udhar bhagne lage par darwaza bahar se band tha aur bahar ke admi duniya se pahle he vida ho chuke the………phir mood kar apna dagger nikal kar usai apne ek hath ki ungli se ghumne laga ……
Jaise he jammer hata toh vithal wapas online agaya aur samne ka scene dekh wo sofe se uchal pada …..
Vithal gusai se cheekha pahle toh sab tikh thaphir 5 minut mai hekya ho gaya aur agar Nirwana mar gaya h toh ye kya uska bhoot h …..
Toh udhar Nirwana ne dagger ko hath mai ghumate huve camere ki taraf dekha aur 2 ungliyo ko apni ankh ki taraf laakar phir camere ki taraf kar ke bola
“ MERE NAAM MAI H NIRWANA AUR MAIN MOKHS DETA NAHI HU TADPATA HU TADPATA HU ROOH KO….. “
VITHAL Teri rooh meri h intezar kar main araha hu teri maut puri duniya dekhegi ....tere har admi ko tadpaunga ….itna kah kar piche muda aur dagger se sabki ungliya kaatne laga.pure hall mai cheek pukar ghunj gayi ….
Vithal jo camere se live dekh raha tha wo apna nuksan hota dekh gusai se pahle se kaanp raha tha maut ki dhamki se aur gusai mai kaanpne laga ….par pass mai baitha Union minister bola par wanha ka live toh hum sab ne dekha aur suna tha na aur tumhare admiyo ne he confirm kiya na ki wo mar gaya h ….. toh ye jhut kaise ho sakta h..
Vithal--- ye asliii h wo koyi aur tha jo mara gaya …..humne nahi usne humare sath game khela h phir phone par jaldi se apne admiyo se bola supply wali jagah pahucho ….aur Nirwana ko maar do…..
Vithal ka order milte he pass ke area mai jo bhi gunde the wo trucks,tanker,cars, bikes lekar location ki taraf jane lage par wo location se 100 metere he dur he rahe honge ki Road ke bicho bich unhe ek 6 feet 5 inch ka kala saya dikhayi diya sabse agai truck wale ne hairani se samne dekha par wo kuch karta usai pahle he bich mai khada kala saya Nirwana ne bike se Rocket louncher uthaya aur agle he pal booooom ki awaj ke sath truck ke chithade ud gaye …samne arahe rocket louncher se bachne ke liye baki gunde idhar udhar bhagne lage aur chipne lage par Nirwana toh ek baad ek fire karta gaya aur pal bhar mai he adhe se jyada gunde mare gaye rocket louncher ke dhamke ki ghoonj har disha mai fail gayi …
Toh teesari bike bhi tezi se janha police ne Nirwana ko mara tha wanha pahuch gayi aur bike par baithe he Nirwana ne night vission se aaspaas dekha phir sidha bike ko …. Sonali ke pass mai lejakar rok di sonali ne apne samne bike par baithe shaks ko dekh kar kuch kahti usai pahle he usne sonali ko hath se pakadkar bike ki taraf khincha liya aur baitha kar kisi ke bhi reaction se pahle he tezi se nikal gaya…piche baithi sonali kuch bol bhi nahi payi……aur bike chand seconds mai he hawa se baat karne lagi ……
Toh dusri ….Drug distribution locationpar Nirwana ne har ko ghasit kar sako dikha dikha kar unke hath pair ki ungliya kaat Di aur ankhe fodne ke baad sari jagah bomb laga diye phir dubara zammar ko on kiya aur surendra ki taraf gaya jo drugs ke nashe mai koune mai niche gira huva tha usai apne kandhe pe uthaya aur bahar agaya phir building ki taraf dekha jo boom ki awaj ke sath 5 seconds mai malbe mai tabdeel ho gayi thi..
Sonal aur Nirwana ki bike ek jagah ruki abhi Nirwana koyi reaction dete usai pahle he chatakkkkk uske gaal par ek baad ek teen thapad pade …
Sonali--- tum khud ko bahut badi top samajte ho …. Marne nikle ho …….. hamari parwah nahi h na tumhe …….2 baate gusai se kya kahdi kamina muje chodke chala gaya aur ye muu kyo chipa rakha h ankho mai ankhe daal kar baat kar aj tera bhoot na uuuttttaaaarrra ….toh….tummmmmm…toh wo kanha h….
Wo — muje nahi pata muje bus apko lana tha….muje nahi pata tha ki ap itni jor se bhi marti ho…
Sonali —bakwas band karo tumhe sab pata tha tumhe baad mai dekhungi …. yanha kya h…..
Wo-- muje nahi pat h muje itna bola tha ki agar ap pucho toh itna kahu ki yanha apke sawalo ke jawab h….jo apne puche the…..
Sonali —— kyaaaaaa….
Aj ke liye itna he……jald milte h it's show time part 2 mai ….so masti mai padhne ka likes aur Revoes pelne ka
Thank youMAST UPDATE HAI BHAI
Thank youSuper update hai bhai
Ha ha ha agai wala system aur pasand ayega thank you keep supportingitna khtarnak suspense nirwana mara gya ye to ho hi ni sktabaki khtarnak sytem hai is story ka
Thank youShandaar zabardast fantastic update![]()
Thank you
Thank youMazedaar part hai keep it up likhe raho
Thank youSuper duper hit hain update bhai
Thank youJabardast mind blowing
Thank youअपडेट
Thank youAWESOME AMAZING UPDATE HA BHAI❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
![]()
Thank youNice update bhai![]()
Ab toh aur bhi havery good suspense
Ho gaya h postIntezaar Rahega Apka![]()
Thank youNice updates
forward bro jis app mai likhta hu wo online he khulti h isliye baki rah gayaSandeep Bhai jaise aapne yes sandesh diya hai waise hi update dene ki kripa karen
Net pepar ki wajah se broKyon band kar diya internet government ne kya hua ?