- 16,422
- 110,455
- 259
Last edited:
Bilkul sahi samjhe ho. I have to take half half of them 3 times. Ozile D, I have to take one complete 2 times. Ab usne dose diya hai. Toh ab skip nahi karunga. Omnacortil avoid karu kya?Intagesic MR is same it comes as muscle relaxant
You with have to take 3 tabs one every 8 hourly for better comfort ,omnacortil is steroid you should avoid , Ozile D is okay it will prevent further changes of Gas , acidity etc
Aap kisi ek ko bhi padhoge to dusri ko Padhne ki jarurat mahsus nhi hogi, aisa likha hai Unhone or vo complete karne vale writer hai bhaya.Sorry Bhai ab utni bari story read krne ka man nahi krta....main 2,3 story p hi focus krta hu....AP ki WLHTA... Werewolf....or last Raj-hero of family...bas apan usi m khush hai....banki p pura bharosha rahta hai ki wo 4 din ki Chandni wale hai... fir gayab hone Wale hai.....
Oh god... Mujhe to laga tha morning tak aa gaya hoga update. Par ye kya kar liya aapne...No! Mere neck me pain utha hai. Back side gardan me. Peeth tak poora. Raat me pata nahi kya hua, shayad kuch jerk laga ya posture ki wajah se. Nass wagarah khich gayi hai. Moov istemaal kiya but kuch farq nahi pada. Sarr idhar udhar modne me dard ho raha hai. Isliye raat me update likhna band karna pada. Aaj half day ki leave bhi li hui hai mene. Thoda intezaar karna. Thoda araam milta hai toh mein likhna resume karunga.
Main aapko medications lene se avoid karungi... Ye sab mat lijiye. Kuch gharelu nuskhe try kariye... Medications jab koi option ni ho tab hi lenj chahiye.... Kharab hota h iss se shareer... So plz avoid as much as u can. Oil use kijiye... Wo pani wali thaili bhi try kar sakte ho aap.Bhai ye toh nahi di usne. Medicose waale ne mujhe Ozole D, omnacortil 10, aur intagesnic mr. Ye kuch dii hai. Inhe leke dekhta hu.
एक करवट और गर्दन को पुरी रात एक ही ओर रखकर सोने से कभी-कभार गर्दन की नस दब जाती है और गर्दन के उस साइड से लेकर पीठ तक दर्द होने लगता है।No! Mere neck me pain utha hai. Back side gardan me. Peeth tak poora. Raat me pata nahi kya hua, shayad kuch jerk laga ya posture ki wajah se. Nass wagarah khich gayi hai. Moov istemaal kiya but kuch farq nahi pada. Sarr idhar udhar modne me dard ho raha hai. Isliye raat me update likhna band karna pada. Aaj half day ki leave bhi li hui hai mene. Thoda intezaar karna. Thoda araam milta hai toh mein likhna resume karunga.
Mein purewriter or google docs use karta hu bhai. Dono me saved hi rehta hai. Aur 3k words tak ka update already ready hai. Thoda hi bacha hai. Par likhne ke liye mujhe wahi hai, ek jagah baithna padega derr tak. Fir pain badh jayega.Yaar aap notepad use kyon nahin kar lete
Free time per do tin aap Aram se likhkar save kar sakte hai aur apane hisab se Post kar dijiye aur aapko problem bhi Kam ho jayega. Aap dekh hi rahe hai ki update na Milne Karan Reader's kitne dukhi ho gaya hai.
Aaj story update rahne hi do...aaj to dawai daru wala update hi accha Chal raha hai...Mein purewriter or google docs use karta hu bhai. Dono me saved hi rehta hai. Aur 3k words tak ka update already ready hai. Thoda hi bacha hai. Par likhne ke liye mujhe wahi hai, ek jagah baithna padega derr tak. Fir pain badh jayega.