Bhai ye upadate kucch samaj nahi aya
Urvi ko bachane ko kaha to aapane Aarav ko mar Diya
Upadate mujhe thoda Chhota laga
Padhake maja nahi aya mujhe
Lekin chalo har story me hero ka end kabhi nahi hota to hero vi revive ho sakata hai isi ummeed pe chhod deta hu
Aur vansh ka is swabhav ki bhi hum umeed karate kyunki o Ameer Ghar ka ladka hai isi wajah se usaki fitarat aisi hai use struggle karana kya hota hai usaka knowledge hi nahi hai
Usaki bachapan jawani aisho aaram me gayi hai to usako Garib log kuchh mayane nahi rakhate
Mujhe us din ka intezar rahega jis din vansh ko samaj aye ga ki in Garib logo ko wajah se hi wo aaj Amir hai......