- 6,326
- 9,715
- 174
bethe rahne se bhala kya mila hai
dhooondhne waale ko khuda mila hai
aaj ik dariya ne cheekhkar bola
koi pyaasa yahaan dooba mila hai
waah re karbala teri kismat
tujhko husain ka sajda mila hai
jism ki aag bujhaane ke liye
badi mushkil se ik kamra mila hai
vo mujhse is kadar sharma aa raha hai
jaise ki pehli martaba mila hai
sabke hisse mein to chaman aaya
mujhko hisse mein sehra mila hai
shaad teri shayari se lagta hai
zakhm tujhko bahut gahra mila hai
बेठे रहने से भला क्या मिला है
ढूंढने वाले को खुदा मिला है
dhooondhne waale ko khuda mila hai
aaj ik dariya ne cheekhkar bola
koi pyaasa yahaan dooba mila hai
waah re karbala teri kismat
tujhko husain ka sajda mila hai
jism ki aag bujhaane ke liye
badi mushkil se ik kamra mila hai
vo mujhse is kadar sharma aa raha hai
jaise ki pehli martaba mila hai
sabke hisse mein to chaman aaya
mujhko hisse mein sehra mila hai
shaad teri shayari se lagta hai
zakhm tujhko bahut gahra mila hai
बेठे रहने से भला क्या मिला है
ढूंढने वाले को खुदा मिला है


if youf PoV is leading towards brainlessness, I will correct you 
