The king
Well-Known Member
- 4,239
- 15,485
- 158
Nice update bhai or mujhe lagata he ki story ab shayad end ki taraf ja rahi hai or bhai Iss senoy ko bhi 1 zatka de hi do
Last edited:
Bilkul thik kaha aapne bro aur yeh un logon ka ek plan bhi ho sakta hai yeh jaanne ka surya apne dushmano ki har ek movement ki jaankari kis technology ki badaulat mil rahi hai.......Bhai update toh mast tha
Lekin ek baat samaz nahi aayi ki harry ne kaise chupe hue camera and mike nahi pakda or uske suit ko check nahi kiya
Vansh ko chodna bewkufi hogi surya ki agar wo sudharna chahta toh dubara jinda hone ke baad surya ke raste mein aata hi nahi
Ab vo bhi double formula use karega ye ek dam bakwas lag raha hai kyuki surya ka formula uske bachpan se hai toh uspe reaction hona thoda muskil hai lekin bakiope or har koi aisa karega toh maza hi nahi aayega
Sorry kisi baat ka bura laga ho toh
Ab aap ne kuch socha hi hoga isliye waiting for next
v ka matlab villain nahi VANSH nikla


v ka matlab villain nahi VANSH nikla
Aur is scientist mein to jhol h
![]()
Badhiya update tha bohat shana ban raha tha V magar surya na acha dulai kiya magar yeh yeg to Prakash ka beta aur wolfpack ka boss ka beta hi nikal aye mujha pehla lagta tha ka shayad in sab ka peecha Prakash hy sala ny phir na koi game khela ho magar yaha to kuch aur hi nikla aur Shayad Surya ko Vans ko maar dena chahiya q ka yeh unka koi trap bhi ho sakta hy q Ka S ny kaha tha ka woh surya sy woh technology hasil kare ga aur agr S sab main hi Double formula dale ga to ho gya kalyan
Bilkul thik kaha aapne bro aur yeh un logon ka ek plan bhi ho sakta hai yeh jaanne ka surya apne dushmano ki har ek movement ki jaankari kis technology ki badaulat mil rahi hai.......
Waise unhein shak toh ho gaya hai ke surya ke paas zaroor koi ultra advanced technique hai jisse woh sabki janam kundali kuch hi waqt mein haasil kar sakta hai.......