sadaf prem kumar se 2 saal badi thi. par dikhne me woh prem kumar se chhoti lagti thi. prem kumar apni umar se bada dikhai deta tha. bharpur mard dikhai deta tha.. sadaf ki skin very fair thi. sadaf ke chuchu ka size 36 ke east west shape ke the. hospital uniform me kasse hue dikhai dete the. dekh kar kisi ka bhi masalne ko mann kare. sadaf hamesha apne chuche dupatte se cover kiye rahti thi. mostly usay dekhne wale ek nazar uske chahre ko dekh kar uske chuchu ko dekhne lag jaya karte the. aise hi kamal ke the uske chuche. sadaf aisi nazar par sharam se pani pani hone lag jaya karti thi. kabhi kabhi to uska dil karta tha woh chuchu ko kaat kar ghar par hi rakh aaya kare.
prem kumar ko bhi sadaf ke chuche bade pasand the. par ek bar bhi uski nazar bahki nahi thi aisa sadaf ka manna tha. sadaf ki nazar me prem kumar iklota uski life me aane wala larka tha, jisne ek bar bhi uske chuche nahi taade the. is baat pr uske dil me jahan prem kumar ke liye samman badh gaya tha, wahi ek hasrat bhi janam lene lag gai thi prem kumar kabhi to uske shandar chuche dekhe
sadaf free thi. koi patient nahi tha. prem kumar uske pass ja betha
sadaf smile se dekhti boli...... aaj meri yaad kaise aa gai
prem kumar usay dekhe bina bola...... doodh!!. sadaf doodh peene ko dil kar raha ha. tum arrange kar sakti hon. aaj to dil kar raha hai kasam se bade bade bhare hue bartan hon aur main moh laga kar pi jaaun. aisi hi pyas jagne lagi hai mann me.
prem kumar ek aur ward boy ko dekhta hua bola tha. sadaf parem kumar ke moh se aise word sunte hi chaunk uthi thi. uska gala hont sookhne lage the. uske dil ki dhadkane achanak se fast chalne lagi thi. usay paseena bhi aane laga tha.
wo na boli to prem kumar ne usay dekha to hairani se bola...... arre sadaf ji aap ko kyaa hua
sadaf honto par zubaan ferti sir jhuka gai thi
prem kumar ne usay ghor se dekha fir...... ohhhh sadaf. shit shit shit.. aap puri pagal ho sadaf. baat ka matlab kya se kya samjh gai.. manta hon aap special ho, janta hon aap haya wali ho, vishwas rakhta hon ap besty ho, bohut achhi bohut payari ho. dekhta rahta hon har jawan boodhe ki nazren aap ke kahan zayada rahti hain. par aap ne to mujhe bhi sharminda kar dia sadaf. bhala mai aisa kuch soch sakta hon. mai to doodh ki bat kar raha tha aur aap samjhi mai aap ke doodh ki baat kar raha hon. arre aap to meri dost ho
yahan sadaf bolna chahti thi. prem kumar ne bolna shuru kia to sadaf ka moka hi nahi dia
prem kumar..... manta hon wo lucky hoga jiske naseeb me aap ke doodh aayenge. mai nahi hon woh lucky person. kaash mai khul kar dekh sakta. kash mai inhe chhoo kar dekh sakta.. kash mai inhe pyaar kar sakta. kaash kaash mai inhe chum sakta.
sadaf ki saans atakne lagi thi. ab to woh bilkul bhi nahi bol sakti thi
prem kumar ab dhire se bola.... aap bohut sundar ho sadaf. main kuch bhi aisa waisa soch kar apni dosti ke naam par gali nahi banna chahta. ye sach hai, mai prem kumar hon. har ek se prem karna mera dharam hai. aap se bhi mai prem karta hon. lekin woh prem mai aap se nahi kar skta. ek to hum alag alag dharam se han. dusre hamare beech ka rishta pavitr hai. tumne soch bhi kaise lia sadaf meri soch aap ke liye gandi bhi ho sakti hai.
prem bolta hua uth khada hua. wahan se jaane laga. sadaf se kai baaten prem kumar khul kar, kar chuka tha. jise sun sadaf ki halat aur bhi zayada kharab hone lagi thi. par prem kumar ke naraz hokar uth kar jane se woh baki ka sab bhul kar prem kumar ki kalai pakad kar sorry bolne lagi
sadaf..... sorry prem pata nahi mujhe kya ho gaya tha
prem kumar aram se apni kalai chhudwane laga
sadaf.... beth jaao prem aap aise nahi ja sakte. aap aise gaye to mai apni nazron me gir jaungi
prem kumar beth gaya
prem kumar.... nahi mai naraz hoke nahi ja raha tha. and mujhe bhi sorry bolna chahiye. asal me mere dil me kisi ke liye koi bhi bura vichar nahi ha. kah chuka hon prem mera dharam hai. prem ki kai shaklen hoti ha. ek shakal ka prem mai bhi aap se karne laga hon. baki insan hon, har prakar ke vichar mann me aate rahte ha. par kasam le lo jo aap ke liye ek bhi bura vichar mere mann me aaya ho to
sadaf...... mujhe yakeen ha prem aap par. plz aap mafi mat mangiye. aap se kuch galat nahi hua hai
prem...... nahi glat to hua ha na. achanak se badle aap ke bhav ne mere mann me dabe ap ke liye vicharon ko meri zubaan par la dia ha. mai sharminda hon sadaf aap se. sorry mai bhi dusron ki tarah aap ke liye galat vicharon wala nikla
sadaf ne prem kumar ki kalai nahi chhodi ab wo prem ko shant karne ke mood me thi...... dekho prem kaha na isme aap ki koi galati nahi ha
prem kumar jhat se boli..... to fir aap ki galati hui!
sadaf ka moh khul gaya. prem kumar ke face par aise bhav the jise woh samjh nahi paai
prem kumar....... asal me galati hoti kisi ki bhi nahi ha. bass shabdo ke jaise paryog ki hamare haan aj kal routine banti ja rahi ha na. wahi ha asali kharabi ki jad. mai ganv se hon na. to mostly doodh peeta rahta hon. sorry apni baar doodh ki baat hi nahi karunga
sadaf.... ab sorry bol to chuki hon na yaar maan bhi jaao
sadaf ke moh se prem kumar ke liye "yaar" nikla to prem kumar ka moh khul gaya. aur sadaf buri tarah se bokhla gai. mann me sochne lagi ye mere moh se kya nikal gaya
prem kumar ko to shabdo ko pakadne ki adat thi
prem kumar..... mai janta hon aap bhi mujhse pyaar karne lagi hain
sadaf kahna chahti thi..... nahi nahi ye galat hai mai aap se pyaar nahi karti. mai to kisi se bhi pyaar nahi karti
lekin prem kumar ne usay moka hi nahi dia. uska hath pakadta hua usay apne sath liye ek alag hi kamre me ja ghusa. kundi lagai to sadaf ka dil uske seene ke bahar dhadakne laga
prem kumar uske pass a kar usay gale se laga kar uske gaal ko chum gaya. sadaf to machal uthi thi. usay gusa nahi aaya tha bass achanak se badalti situation par ghabrane lagi thi. kuch bhi uske control me nahi aa raha tha
prem kumar is baar apne special ghayal karte style me sadaf ke gaal par ungli ferta hua bola....... dekho sadaf aap bohut payari ho. itni payari ke aap mere dharam ki hoti to mai apne laksh ko bhi pa chuka hota to bhagwan ki kasam mai aap har keemat par aap ko apna leta. itni hi aap mere dil me basti han. aap ki ankhon me maine apne liye kai baar chahat dekhi hai. mai aap se kahunga aap khud ko sambhaliye
yahan prem kumar kuch aisa waisa sadaf ke sath karne ki koshish karta to zarur sadaf khud ko prem kumar se alag karti aur bolti ye sahi nahi hai. lekin prem kumar aur hi baat bolne lag gaya tha. bhale hi sadaf prem ki bahun me thi, seene se lagi khadi thi,, prem uske gaal par ungli fer raha tha, usay kuch kuch ho bhi raha tha. lekin prem kumar usay aise chakkar me uljhane se bachne wali baat bol raha tha. wo sunne par majbur thi
sadaf sharam se dhire se boli......prem aap galat samjh rahe ho aisa kuch nahi ha
prem kumar..... matlab aap mujhse pyaar nahi karti han.
prem kumar jaise bola tha, sadaf shocked rah gai.. jaldi se boli.
sadaf...... maine aisa kab kaha
prem..... matlab aap mujhse pyaar karti ho
sadaf lajawab ho gai
prem kumar.... yahi to mai aap se kah raha hon aap ko mujhse pyar nahi hona chahiye
sadaf ka dil cheekh pada.... pyaar hi to nahi ha prem. kaise kahun tumse.
prem kumar.... asal me hamara dil aksar aukat hamari samjh me nahi aata hai. jo chiz humen bhaa jaya karti ha, dil chahne lagta hai woh chiz hamesha hamare pass rahe. kyaa ap chahti ho mai hamesha ap ke ass pass rahun
sadaf prem ki baaton me aati hui boli...... haan!
prem kumar..... kyun?
sadaf preshan ho gai wo kyaa jawab de prem kumar ko. pahle hi woh prem kumar ke badan ki garmi paane se preshan hui ja rahi thi. prem uski zindagi ka pahla mard tha jo uske itna karib aaya tha. sambhal nahi pa rahi thi. surur ki lahren bhi jism me uthne lagi thi
prem kumar... aap ke pass is kyun ka jawab hai. lekin aap dengi nahi. kyun aap larki ho. aur larki haya ka dusra naam hai. sadaf aap hamesha hi inkaar karengi lekin sach baat to ye hai aap mujhse pyaar karne lagi hain
sadaf ka moh khul gaya. prem kumar ne yahan sadaf ke honto par ungli ferni shuru kar di. sadaf kanp thi. ab ke uske jism me tez sansani ki lahar daud gai thi
prem kumar sadaf ko aur bhi khud me kasta hua bola...... aisa pyaar hone se pahle anjam ko zarur soch lena chahiye. sadaf hamare pyaar ki koi manzil nahi hai. isliye humen ek dusre ke karib aane se pahle hazar bar sochna hoga
sadaf ka dil zor zor se dhadakne laga tha. dil me woh boli thi.... fir kyun mujhe itne karib kar gaye ho
prem kumar uski ankhon me dekh raha tha sharam se laal padte chahre ko dekhta ja raha tha
prem kumar.... aap ko itne karib karna isliye zaruri tha sadaf
sadaf ka moh khul gaya jo uske dil me tha woh prem ki zubaan par aa gaya tha
prem kumar uski ankhon me dekhta hua bola...... ap ke dil ki dhadkane mera dil bhi sun aur mahsus kar pa raha hai. aur dil kabhi jhut bolta hai na dil ki dhadkane. yahi dhadkane pyaar han sadaf. inhe kabu me karna seekho
sadaf ki ab saans bhari hone lagi thi. nasha sa uski ankhon me utarne lga tha. wo thodi hosh me aane lagi. samjh gai thi ab aur bhi woh prem se lipti rahi to hosh khone lagegi
sadaf... prem mujhe chhodo
prem kumar.... chhod dunga. pahli aur akhri baar aise thama hai aap ko woh bhi aap ko samjhane ke liye aap bohut payari ho. dil ke maamlat kahin ka nahi chhodte. aap ki ankhon me pyaar ka nasha maine jaan lia ha. aap mere is sparsh ko kabhi bhul nahi paayengi. aap ka jism ab se tootne lagega. lekin aap se yahi kahunga khud par kabu rakhiyega aap
prem ne usay chhod dia. wahan se chup chap nikal pada. sadaf gahri saanse leti khali kamre ko dekhti ek chair par beth apna sir thaam gai
sadaf badbadai.... ye kyaa ho gaya. ye to bohut galat ho gaya. aisa to kabhi nahi hona chahiye tha. mujhe isi liye to hospital me job karne ki ijazat nahi di gai. yahan ki raputation achi thi tabhi to ghar wale maane the, warna mere to ghar se bhi nikalne par pabandi hai. nahi mujhe khud par kabu rakhna hoga. mujhe prem se door rahna hoga
tabhi uske dil ne bagawat ka elaan kar dia.... rah paaogi ab tum prem kumar se door.
dhadkano ne ye sentense bola to sadaf ghabra kar apne dil par hath rakh gai. tez tez saanse lene lagi
usi samay door firse khula aur prem kumar smile karta hua bola
prem...... i love you sadaf
sadaf ka moh hairat se khula fir sharam se uska sir jhukta chala gaya. uske dil ki dhadkane pahle se bhi zayada fast chalne lagi thi. sadaf ka dil achanak se jhum utha tha. woh hairan bhi rah gai thi apne dil ki aisi halat par.
prem kumar dobara bola..... no i don't love you!!.. khud ko sambhaliye sadaf sahiba.
aisa bol prem kumar ne darweza band kar dia. najane kyaa hua sadaf dono hathun me chahre ko cover karti bey awaz rone lag padi.
update target likes are 20
next update will be posted after completing the LIKES target