Rocky2602
Well-Known Member
- 8,344
- 16,037
- 189
Nice and superb update....Mega update
Update 39
Aakhirkar beauty ki baarat aatishbajiyo ke sath dhruv ke ghar aa hi pahunchi .... Baarat ka swagat karne ke liye sabse aage dhruv ke dada hath me phulo ki mala liye khade the aur unke peeche unke dono bete aur damad aur unke peeche baki sabhi log ... Dhruv ke liye ye kafi khusi ka pal tha par wo kafi emotional zone me bhi tha aakhirkar usko sabse jyada pyar dene wali uski bahan ab bas chand ghanto ki mehman thi .....
Baratiyo ko jaimala ke liye sadarpurwak jaimala stage ke paas laya gaya .... Ladki ko lane ki jimmewari dhruv ko saunpi gayi ....
Dhruv beauty ke room ke paas pahuncha ... Andar uski bahne, raksha, poornima aur avantika beauty ke sath thi ....
Dhruv ( bahar se hi) : didi baarat aa gayi hai aur sab didi ko jaimala ke liye bula rahe hain ...
Saumya: andar to aa bhai ... Beauty tujhe andar bula rahi hai ....
Dhruv andar aata hai .... Uske andar aate hi sari ladkiya bahar nikal jati hai jaimala me beauty ko le jane ke liye taiyariya karne ....
Beauty : andar bhi aa jao bhai .... Main kaisi lag rahi hu ....
Dhruv ne najre utha kar apni bahan beauty ki taraf dekha ....
Dhruv : bilkul kisi sehzadi ki tarah .... Sare kayenat ki khubsurati apke chehre me utar aayi hai ....
Beauty: shukriya bhai .... Kya apni bahan ko best of luck nahi kahega ....
Beauty to jyada padhi likhi nahi thi par wo Dhruv ko uske har exam ya kisi important kaam se pahle uske gaal ko chum kar best of luck jarur kahti thi ... Wahi sab kuch dhruv ki aankho ke aage aa gaya ....
Dhruv ne pyar se beauty ko gale lagaya aur uske gaalo ko chum kar best of luck kaha ....
Beauty ki aankho me aanshoo aa rahe the par make up ki wajah se wo ro bhi na saki ...
Beauty (rundhe huye gale se) : haan ab main shayad duniya ki sabse khubsurat aur kismatwali ladki hu .... Chalo chalte hain ....
Ab tak bahar uski bahno ne stage par le jane ke liye sari taiyariya kar li thi ....
Beauty dhruv ka hath tham kar room se nikli .... Aage aage jitesh sabhi ke raste me gulab ki pankhudiya dalte ja raha tha aur beauty ek bada sa ghunghat Dale dhruv ke hath pakad kar aage badh rahi thi .... Aisa pratit ho raha tha mano kahne ki kosis kar rahi ho ki bhai tera sath main kabhi na chhodungi .... Sari ladkiya to stage se pahle hi ruk gayi par beauty aur dhruv stage par chadh Gaye ... Dhruv ne beauty ko uske jagah par bitha diya ....
Dhruv ne ek microphone apne hatho me le liya ....
Dhruv : ap log jo iss shaadi me sammilit huye hain apka tahe dil se shukriya ... Main apni didi ke liye ek gaana gana chahta hu .... Meri didi mere liye duniya ne sabse khas hai .... Inhone mujhe hamesa se ek pyari bahan aur ek maa ka pyar diya hai .... Didi it's for you ....
Aur fir dhruv ne pardesh film ka gaana ghunghte me Chanda hai wala gaya .... Jaise hi gaana khatm hua sabhi dekhne walo ne jor jor se taliya bajayi .... Raksha aur poornima dhruv ke iss talent se anjan thi isliye wo man hi man phule nahi sama rahi thi .... Dhruv ne wakeyi bahut acha gaana gaya tha .... Ye uske ghar walo ke liye bhi surprise tha kyunki iski bhanak kisi ko na thi ....
Baaratiyo ne beauty ke ghunghat ko uthane ki demand Kari tab shraddha jo wahi stage par khadi thi usne dheere dheere ghunghat ko uthaya .... Ghunghat uthte hi sabhi ko lagne laga ki wakeyi dhruv ne jo kaha hai sach hi kaha hai beauty abhi itni khubsurat lag rahi thi jaise wo gaana wakeyi me usko hi dhyan me rakh kar gaaya gaya ho ....
Jaimala ki rashm ke baad sabhi log hone wali Jodi ke sath photo khichwane ke liye aane lage ... Beauty ne jor se dhruv ka hath pakad rakha tha aur wo uska hath aakhiri tak nahi chhodti ...
Raat bhar tarah tarah ki rashme chalti rahi aur finally beauty ki maang me sindur bhar kar ladke ne iss janam ke liye beauty ko apna bana liya ....
Uske baad ladke ladki ko Aram karne ke liye ek room me le jaya gaya .... Sari ladkiya hone wale dulhe ko chhedne me koi kasar nahi chhod rahi thi ...
Beauty ke dulhe ka naam prithvi singh tha jo ki ek mnc me software engineer tha .... dikhne me thik thak tha .... Usko power wala chasma laga tha jo iss baat ka suchak the ki wo ek padhaku ladka tha .... Wo apne maa baap ki eklauti santan tha aur uske papa ek businessman the .....
Khushi aur Jyoti ji ne aakar sabhi ladkiyo ko beauty ke room se bahar bheja taki dono kuch der aram kar sake ...
Prithvi kuch der idhar udhar dekhta rahta hai uske baad khud hi baat karna suru karta hai ....
Prithvi : to ye apka room hai ....
Beauty : j....ji ha....haan ...
Beauty ne pahle phone par prithvi se baat to ki thi par ab bhi wo uske liye ek anjan hi tha aur uske maa baap ne jo sanskar diye the uska hi parinam tha ki shaadi ho jane ke bawjud bhi wo uske sath baat karne me nervousness feel kar rahi thi ...
Prithvi : ap ghabra kyu rahi ho ye apka hi ghar aur apka hi kamra hai ... Ghabrana to mujhe chahiye main apke ghar aaya hu ....
Beauty : j...ji wo kabhi kisi anjan ke sath aise band room me bat nahi ki hai na isliye ghabrahat ho rahi ...
Prithvi : par ab main anjan kaha raha ... Ab to iss janam ke liye maine apko pa liya hai ... Waise ap apni photo se kahi jyada khubsurat dikh rahi ho ... Apke parents ne apka naam bilkul sahi rakha hai ap wakeyi me apne naam ko justify karti ho ....
Beauty : ji shukriya ...
Prithvi : apke bhai kya naam hai unka ....
Beauty : dhruv ...
Prithvi : lagta hai ap dono bhai bahno me bada Prem hai ...
Beauty : haan bachpan se hi ham dono bade close hain ... Wo bahut pyara aur bahut acha hai ....
Prithvi : ab main to thehra pne maa baap ka eklauta ladka mujhe kya pata ki ye bhai bahan ka pyar kya hota hai ... Apko mere bare me kuch nahi puchna ...
Beauty : apko koi buri adat to nahi hai na I mean drinking wagairah ...
Prithvi : dekho main ek corporate world me kaam karta hu to drinking wagairah to karni padti hai apna status maintain karne ke liye par main limit me hi pura hu taki apne hosh-o-hawas me rah saku .... Par jab se apko dekha hai ek ajeeb sa nasha chadh gaya hai ... Ab mujhe bas hamari special night ka intjar hai ....
Beauty jo pahle se nervous thi prithvi ki baato se aur thoda ghabra gayi ...
Beauty : j... Jiiii ...
Wo abhi baat kar hi rahe the ki unka gate knock hua .... Beauty ne jakar gate khola to bahar uska pyara Bhai dhruv khada tha .... Wo man hi man apne bhai ka shukriya adaa kar rahi thi ...
Dhruv : sorry didi kahi maine ap logo ko disturb to nahi kiya na ...
Beauty : nahi bhai tu aise kyu bol raha ... Koi baat hai kya ...
Dhruv : ji didi .... Maa ap dono ko bula rahi hai koi rasham hai shayad ....
Dhruv dono ko sath lekar apni maa ke paas aa jata hai jo kisi rashm ke liye unhe bula rahi thi ....
Dhruv ne dekha ki ek kone me uski bua raksha se baat karne me busy hai wahi dusre kone me uski mausi Jyoti ji poornima ke sath lagi padi hai ...
Dhruv (man me) : lagta hai bua ne wo baat mausi ko bhi bata di hai ... Dono milkar aj dono ladkiyo ka interview le rahi hain ...
Wahi ek band room me rahul gardan jhukaye bed par baitha tha aur avantika uske samne khadi usko khari khoti sunaye ja rahi thi ... Pahli baar rahul itna bebas aur lachar sa najar aa raha tha ....
Avantika : bolo rahul tune mujhe dhokha kyu Diya ...
Rahul : dekho avni ....
Avantika ne jor se rahul ke gaal par ek karara thappad chipka diya ...
Avantika : tum ab mujhe avni kahne ka adhikar kho chuke ho dubara agar tumhare muh se wo shabd nikle to tumhari sari sachchayi main tumhare gharwalo ko bata dungi uske baad wo log hi tumhe tumhare ghar se dhakke maar kar nikal denge ...
Rahul : sorry avantika ... Waise tum yaha kaise ... I mean iss shaadi me tum kaise aayi ... Yaha kaun tumhe janta hai ....
Avantika : lambi kahani hai jo main tumhe batana jaruri nahi samajhti ... Batao tumne mujhe dhokha kyu Diya ....
Abhi avantika ka interrogation chal hi Raha tha ki uska gate knock hota hai ... avantika rahul ko apna huliya thik karne ko kahti hai aur gate kholti hai bahar saumya khadi thi ...
Saumya : avni tum yaha ho ... Tabiyat to thik hai na tumhari ....
Avantika: ji haan didi ... Bas aram kar rahi thi ....
Saumya ki awaz sun rahul ki gaand fat gayi wo dheere dheere room ke ek kone me chal gaya taki wo saumya ki najro me na aaye ...
Saumya : wo beauty ki rashm chal rahi hai uske baad vidayi honi hai .... Wo dhruv tumhe dhund raha tha ...
Avantika : ji didi ap jao main abhi aayi ready ho kar ...
Saumya : ok
Saumya ko daal me kuch kala najar aaya ... Isliye wo samne Wale room me chhup gayi taki uske upar najar rakh sake .....
Thode der baad room se avantika nikalti hai aur uske nikalne ke kuch der baad Rahul nikalta hai ... Rahul ko avantika ke room se nikalte dekh saumya to bilkul shocked ho gayi .... Uske man me dhero sawal the par jawab ek bhi nahi ... Khair wo usko future par taal kar wapas Rashmo wale kamre ki taraf chal padi ....
Avantika waha pahunchte hi dhruv ke paas gayi jo uski chhoti bahan kritika se baat kar raha tha ...
Avantika : dhruv tum mujhe khoj rahe the kya ....
Dhruv : haan didi ... Mujhe ap kahi dikhi nahi to maine saumya didi ko apko bulane bheja tha ... Ap thik to ho na ...
Avantika (smile karte huye) : haan Babu mujhe kya hoga .... Wo raat me soyi nahi na isliye thoda sa ajeeb si lag rahi houngi ....
Wahi avantika ko dhruv se baat karte dekh rahul ki pahle se phati huyi gaand aur bhi phat gayi .... saumya door khadi kabhi rahul ko dekhti to kabhi dhruv ke sath has has kar baat karti huyi avantika ko ...
Ab aakhirkar wo ghadi aa hi gayi thi jiska har bhai aur maa baap ko intjar hota hai ladki ki vidayi ka .... Waise to har maa baap apni beti ke liye acha sa ladka dekh uski shaadi Tay kar dete hain .... Uski shaadi me apne samarthya se jyada kharch karte hain par jab vidayi ki bari aati hai to unhe apni ladli ko Vida karne me apas dukh aur kasht ka samna karna padta hai ... Wo dil par pathar rakh kar apni ladli ko uske mangal bhavisya ki kamna karte huye Vida karte hain ... Waise to log kahte hain ki Ladkiya apne maa baap ke liye bojh hoti hain par unki asli kimat to tab pata chalti hai jab wo ghar se chali jati hai ... Pura ghar bhara hone ke bawjud uss ek ladki ke bina sab kuch suna suna ho jata hai ....
Beauty apne sare sage sambandhiyo se aankho me aanshoo liye aakhiri baar mil rahi thi ... Bahut hi emotional sa mahaul tha ... Beauty ke sath sath waha maujud sabhi log ro rahe the ...
Ek kone me khushi baithi royi ja rahi thi .... Beauty rote huye uske paas pahunchi ....
Beauty : dekho maa teri ladli tujhse Vida lene aayi hai .... Mujhe Vida nahi karogi ...
Khushi jor se beauty se lipat gayi aur dono jor jor se rone lagi ....
Khushi : ladli tere bina sab kuch suna suna ho jayega beti ... Ab iss Ghar ko kaun sambhalega beta .... Tu beti nahi mera bada beta hai tere bina kaise rah paungi ....
Beauty : mumma apna aur ghar walo ka khyal rakhna aur haan mere ladle ka ache se khyal rakhna ... Uski jimmewariya apko saunp kar ja rahi hu uski aankho me kabhi aanshoo na aa paye ... Warna mujhse bura koi na hoga ...
Khushi : tere jane ke baad wo bilkul Tut jayega ladli main akele kaise usko sambhal paungi ... Tu thik se ja aur hamesa phone karti rahna .... Shayad Teri awaz sun kar mujhe thoda chain mile ...
Thode der baad wo apne papa se gale mil kar roti rahi .... Shraddha mridula aur Riya ek sath beauty se lipat kar bahut der roti rahi ....
Sabse aakhiri me dhruv ka number aaya jiski aankhein pahle se hi rone ki wajah se laal huyi padi thi ...
Beauty daud kar dhruv ke gale lag gayi aur uske chehre par chumbano ki bauchar kar di ... Abhi usko iski bhi parwah na thi ki uske charo taraf dher sare log hain ...
Beauty : bhai tune to kaha tha ki mujhe Vida karte huye tu bilkul nahi royega par mujhse jyada to tu ro raha hai ...
Dhruv : mera dil do tukdo me bant chuka hai didi to dard to hoga hi na ... Bas uske wajah se hi ro raha hu ... Meri ek hi to bahan hai usko Vida karne ja raha hu to Rona to aayega hi na ... Apke bina ye ghar suna ho jayega .... Iss Ghar me log to rahenge par koi chahal pahal na hoga .... Iss Ghar ki sari khushiya lekar ap ja rahi ho ham kaise rah payenge apke bina ...
Beauty : pagal tune hi kaha tha na ki betiya to parayi amanat hoti hai to Jana to padega hi na .... Ye mat samajhna ki mere jane se main tere sath nahi houngi .... Har pal main tere sath hu .... Tu mera dil meri jaan hai aur jaan se bhala koi dur rah sakta hai kya ... Jald hi aaungi apna aur sabhi gharwalo ka khyal rakhna hai tujhe ... Apni didi ka ye kaam karega na ...
Dhruv : haan didi bilkul apke liye to main sari duniya se lad jaun ...
Beauty : ok love you mere Sona ... Phone karte rahna tere bina man to nahi lagega waha par agar Teri awaz sunti rahu to shayad tujhe yaad karte huye waha ek anjan jagah bhi rah paun ...
Dhruv : love you didi ... Jija ji meri bahan ka khyal rakhna iski aankho me aanshoo ka ek katra bhi na aane paye ... Bade naazo se pala hai inhone mujhe ...
Prithvi : bilkul sale sahab ab se inke chehre par khusiya lane ki jimmewari meri ... Bharosha na ho to Agli baar jab ap inse mile ap khud hi puch lijiyega .... Acha ab hame chalne ki ijajat dijiye ... Apna khyal rakhna ek bhai aur bahan ka pyar kya hota hai mujhe to nahi pata par ap dono ko dekh mujhe khud par afsos ho raha hai ki uparwale ne kyu mujhe iss khusi se mahrun rakha ...
Dhruv : all the best didi aur jijaji ... Apko apke nayi jindagi ke liye dher sari subhkamnaye ...
Beauty ne jane se pahle aakhiri baar dhruv ke gale lag kar uske gaal ko chum liya ....
Beauty : thank you meri jaan ...
Dhruv ne car ka gate khol kar apni bahan ko pyar se andar bithaya ....
Dhruv : didi ek baar smile kar do taki mere dil ko sukoon mil jaye ...
Beauty ne apne aanshoo saaf kiye aur ek pyari si smile di jise dhruv ne apne mobile me record kar liya ...
Dhruv : ap to na hongi par apki ye photo dekh khud ke dil ko mana lunga .... Bye didi have a happy journey ...
Sabhi aurto aur bado ne gaadi par akshat chhint kar navdampati ko Vida kiya ... Dhruv unki gaadi to tab tak dekhta raha jab tak gaadi uski aankho se ojhal na ho gayi ....
Sabke chehre emotional the ... Sabse jyada emotional dhruv, shraddha aur khushi the jinke dil ke haal ka andaza nahi lagaya ja sakta ...
Thode der baad Raksha Rohan aur poornima ne dhruv se jane ki anumati mangi .....
Raksha : dekho dhruv abhi tumhare upar Jo beet rahi hai uska andaza main nahi laga sakti .... Apna khyal rakhna kyunki ab didi ke na hone se sab kuch tumhe hi sambhalna hai ....
Poornima: haan dhruv ab tumhe strong Banna hoga .... Betiya aj tak kis baap ya bhai ke ghar ruki hain ... Chahe kitna bhi Ameer baap ya bhai ho par betiya ek na ek din shaadi karke apne sasural challi ho jati hain .... Aunty ka khyal rakho dekho bichari kitna ro rahi hain ...
Rohan : ok dost ab ham chalte hain ... Kabhi kisi bhi chij ki jarurat ho game jarur yaad karna ... Bye ...
Dhruv unhe unke gaadi tak chhodne gaya aur hath hila kar unhe Vida kiya ... Avantika bhi jana chahti thi par dhruv ne usko aj bhar ke liye rok liya ....
Sham tak saumya apne pati ke sath aur dhruv ke mama apni family ke sath nikal gaye ... Dhruv ka fufa bhi mridula ko sath lekar nikal chuka tha ... Gayatri ne kuch din apne mayke me hi rahne ka faisla kiya tha ....
Aj dhruv aur khushi ne dinner bhi nahi kiya tha ... Dhruv sham se hi apni didi ke kamre me baith kar uske saman ko chhu kar apne usse judi apni didi ki yaado apne dil me basa raha tha ....
8 baje ke kareeb beauty ka call aaya ki wo apne sasural pahunch gayi hai aur baad me fursat se baat karegi ...
Kareeb 9 baje ke aaspaas shraddha,kritika aur avantika dhruv ke room me aayi .... Avantika ke hath me khane ki plate thi ....
Shraddha: bhai utho aur jaldi hath muh dho kar aa jao .... Ham tumhe dinner karane aayi hain ...
Dhruv: didi aj mera man nahi hai kuch khane ka ap sabne kha liya kya ...
Kritika : shraddha didi ne nahi khaya wo bol rahi thi ki ap khaoge tabhi wo khayengi ... Khane ko mera bhi man nahi tha par inhone apni kasam dekar khila hi diya ... Ab apko main apni kasam dekar khilane aayi hu ...
Dhruv kritika ki bachkani baato par hasne par majbur ho jata hai ...
Dhruv : acha baba aata hu par ek shart par main khaunga agar mere muh me niwala tum dalogi tab .... Aur maa ne khana khaya na ....
Shraddha: haan Jyoti bua, Riya aur gauri unhe manane gayi hai ....
Dhruv hath muh dho kar aa jata hai ... Kritika aur avantika apne hatho se niwala bana kar dhruv ko khila Rahi thi aur dhruv apne hatho se shraddha ko khila Raha tha kabhi kabhar wo avantika aur kritika ke muh me bhi niwale daal de raha tha .. aise hi Inka dinner samapt hua ....
Dinner ke baad dhruv apni maa ke room jata hai... Uski mausi ne uski maa ko bhi khana khila diya tha .... Kuch der unse baat karke dhruv wapas beauty ke hi room aa jata hai ....
Bahut accha,,, heart touching and emotions se bhara huaMega update

Nice update....Mega update