- 17,012
- 43,128
- 259
bhai jyda ummid na rakho pata nahi main khara uter paao ya nahi ..Shukriya mujhe aap ka ada karna hai bhai ke aap ne issko Devnagri k badle Hinglish mein likha varna main kabhi padh hi nahin paata issko.
Aap ki mitti ki khushbhoo padha tha aur wahan jo kehna tha keh diya tha aap ko.
Aap ki writing skill bahot passand aya tha mujhe ussi waqt aur pata chal gaya tha aap behtar lekhak ho, aap mein potential hai.
Ab iss kahani ko padh raha hoon to yaad rahe ke aap se umeed bada rakhta hoon to uss umeed par ye kahani bhi khada utre.
Shak to bilkool nahin mujhe aap par iss liye best hi expect karunga aap se.
Bahot shukriya bhai.
koshis karunga , ki achcha se achcha likh saku taki sabhi reders ko padhne me maja bhi aaye aur jo main bolna chahta hu wo bhi untak pahucha saku..
aapse ek nivedan jarur karunga ki meri galtiyo ko bataiyega taki apni lekhani aur story dono ko sudhar saku..

