Nice update..
Munish ka kehna sahi h kuch hadd tk .. usne to apni Soch k anusaar Adi ko samajhne ki koshish Kari h ki kisi b ladki ya aurat ki Kya importance hoti h aur yahan aadi ki 7 biwiya hongi to Adii ko sabki icha aur unke pyar ko respect Dena chahiye , na ki unko dutkarna ya Durr bhagna chahiye.
Mana ki Adii m Sona Margret ko apne sath rakha h I mean accept kia but iske bawjud wo dono ko hi ignore b krta rehta h ...
Munish ka tarika dekha jae to agar abi adi kisi k aath physical hota h like Sona ya Margret k sath to Adii ko sabse pehle realise hoga ki indono ka kitna Sahara h usse air sath m shayad wo dono apas m ladna b band karde .
Abhi Adii n kisi ko spcl feel karane k liye kch n ni kia h to iski wajah s sab apas m jalte h aur ldte b h...
Kher, abhi to Aliza k sath kuch jyada krdia aur phir proff k aath b mazak jyada hogaya .. maybe goli ka asar ho..
Aliza shayad future wife b hone wali h bcoz uske Dil m Adii h phir chahe pyar ho ya darr.. sochti to h hi..
Abhi to lag Raha h Adii Margret ki jagah uski maa ko pakde hue h kyuki usne dekha ni ki wo kiske sath leta hua h..
Let's see Kya hotah h..