darkoxx
Active Member
- 520
- 1,615
- 138
Ek aur Jabardast aur Mazedaar update..SAAND
UPDATE- 173
Insaan, jo sukh..jo anand ek baar prapt kar leta hai…chitt (mann) ussi anand ki punaravritti ki maang bar bar karta hai… yahi insan ki sabse badi kamjori hai…chitt ke hatho majbur ho kar main bhi apni sadhana (sheetal) ko bar bar barambar bhogna chahta tha.
Shayad yahi vajah thi ki Sheetal didi ke jhadne ke baad bhi meri ungliya uss ufanti nadi me barambar utarti rahi aur usme tairte huye dubki lagati rahi.
Aise hi karte karte main bhi apne lower me hi skhalit ho gaya aur nidhal ho kar sheetal didi ke upar hi dher ho gaya… agli subah jab neend khuli to…..
Ab aage……
Subah jab meri neend khuli to maine dekha ki sab soye huye the abhi…maine mobile me time dekha to subah ke 5 baje huye the….sheetal didi mere paas nahi thi….mere dil me sadhana ki yaad phir se taro taza ho uthi..
Raj (mann me)—mujhe sadhana ko dhoondna hoga..vo jarur jaipur me hi rahti hogi….lekin vo jaipur me kaha rahti hai, mujhe to ye bhi nahi pata…? Ho sakta hai ki vo morning walk karne ke liye jaye…? Yahi sahi mouka hai, sab soye huye hain aur sheetal didi bhi iss samay mere paas nahi hain, shayad bathroom gayi hongi…agar unhone dekh liya to mujhe ghar se bahar nikalne hi nahi dengi…chupchap khisak leta hu…ho sakta hai ki aaj mujhe meri zindagi mil jaye..
Mann me ye soch kar aur mouka theek dekh kar main room se dabe paon bahar nikla…Bahar nikalte hi minakshi didi mil gayi jo shayad abhi abhi bathroom se nikli thi…mujhe itni subah bahar jate dekh kar vo thoda chounk kar jaldi se mere paas aa gayi….
Minakshi—rajjj…itni subah subah kaha ja rahe ho….?
Raj (mann me)—(lambi saans le kar)…ohhh…thank god…ye minakshi didi hain…main to darr hi gaya tha ki kahi sheetal didi ne to mujhe bahar jate nahi dekh liya…?
Raj—vo kuch nahi didi….bas morning walk karne ja raha tha….morning walk sehat ke liye fayde mand hota hai na..aur vaise bhi police walo ko morning walk karna jaruri hota hai…
Minakshi—theek hai…phir main bhi chalti hu tumhare sath…
Raj—nahi..nahi…aap kya karogi mere sath ja kar…bahar bahut thandi hai…aap rahne do..
Minakshi—tumne hi to kaha ki subah ghumna fayde mand hota hai…aaj main bhi chalungi tumhare sath..
Raj (tension)—nahi didi..aap rahne do…warna ho sakta hai ki mouke ka fayda utha kar main raste me hi aap ko nangi dekhne ki demand kar baithu..
Minakshi—to kya hua…maine to kal hi tumse promise kar diya tha…aao abhi dekh lo..sab so rahe hain to mouka bhi hai.. main nangi hone ko taiyar hu..
Ye kah kar minakshi didi mera hath pakad kar mujhe bathroom me khich le gayi aur darwaja band kar ke apne kapde utarne lagi to maine jaldi se unka hath pakad liya…vo hairan ho kar mujhe dekhne lagi..
Raj—didi, ye kya kar rahi ho…?
Minakshi (hairan)—tumne hi to kaha tha ki tum mujhe nangi dekhna chahte ho…tumhari ussi khwahish ko poori kar rahi hu…
Raj—nahi didi…aisa mat karo…kuch bhi ho, aap meri badi bahan ho…dusra aap kisi aur ko chahti ho…ye aap apni khushi se nahi balki majburi me isliye kar rahi ho taaki main aap ki problem ko solve karne me madad karu…main itna gira hua nahi hu ki kisi ki majburi ka fayda uthau…aur aap to phir bhi meri didi ho…stop this.
Koi aur waqt hota to shayad main ye sunahri mouka kabhi hath se nahi jane deta…kintu iss samay mere dilo dimag par sadhana ka nasha poori tarah se havi tha…minakshi didi ka iss tarah kapde utarna , na jane kyo mujhe achcha nahi laga, isliye maine unhe aisa karne se rok diya.
Minakshi—tumne hi to shart rakhi thi meri madad karne ke badle me…to kya ab tum meri help nahi karoge…?
Raj—karunga, jarur karunga…aap tension mat lo....jisse aap pyar karti ho, usko bhi sab samjha dena...aur haan, vaise vo karta kya hai... ? uska number mujhe de do..main bhi usse mil lunga..
Minakshi—vo..****college me padhta hai…theek hai main tumhe uska number send kar deti hu..
Raj—theek hai….main gadi se ja raha hu….ghumne ke baad lage hath usse bhi mil lunga…lekin use abhi mere baare me kuch mat batana..
Minakshi—ok
Raj—aur haan, kisi ko mere city jane ke baare me mat batana…sheetal didi ko to bilkul bhi nahi..
Minakshi—main janti hu..ki tum sheetal se bahut darte ho….theek hai nahi bataungi…
Raj—ab atom bomb se koun nahi darega..vahi hai vo…vaise hain kaha vo iss samay…?
Minakshi—mami ke paas so rahi hain..
Raj (shocked)—kyaaa…sheetal didi..maa ke sath so rahi hain…? Khair chalo achcha hai…ok bye…
Main jaldi se gadi me baith kar bahar nikal gaya…gadi chalate huye halanki mujhe pith me dard ho raha tha…magar ye dard sadhana ke jinda hone ki khushi ke aage bahut feeka tha…vo to achcha hua ki thandi ka mousam hone ki vajah se maine jacket, uske andar swetter, uske andar shirt, uske andar inner aur phir uske andar baniyan..itne saare kapde pahan rakhe the, jiske karan goli ka kuch hissa hi meri body me ghusa tha..warna mera to raam naam satya hai ho hi jana tha kal.
Jaipur pahuchne ke baad main gadi chalate huye uski galiyo ki khakh chhanne laga…charo taraf kohra chhaya hua tha jiske karan kuch bhi nazar nahi aa raha tha…aur agar aa bhi raha tha to kafi dhundhla jo dikhayi dena ya na dena, ek barabar hi tha.
Main aise hi jaipur ki sadko par poora din bina kuch khaye piye paglo ki tarah bhatakta raha…kabhi iss area me to kabhi uss area me….jaha gadi nahi ja sakti thi vaha paidal hi ghumne lag jata….
Jaise hi ek gali se nirash ho kar dusri gali me ghusta to anayas hi mere dil ki dhadkan tez ho jati, iss ummid me ki shayad iss gali me mujhe meri sadhana jarur mil jayegi..
Bas issi asha aur nirasha ke bhanwar me dubte utaraate huye main din bhar shaam ka andhera hone tak sadhana ki ek jhalak pane ki ummid liye bechaini se dar dar ghumta raha….yaha tak ki koi mujhe disturb na kare isliye apna phone bhi switched off kar liya tha.
Poora din bhatakne ke baad bhi sadhana ka kuch ata pata nahi chala…tab nirash ho kar vapis loutne laga…tabhi raste me meri nazar ek park par gayi jaha kafi chahal pahal thi…ye dekh kar mere mann me phir se ek ummid jaag uthi.
Raj (mann me)—ho sakta hai ki sadhana…shaam ko park me ghumne gayi ho…? Mujhe park me ja kar dekhna chahiye..
Bas phir kya tha, maine gadi ko vapis city ki taraf mod diya aur jaipur aur uske aas paas jitne bhi park the, vaha ja ja kar sadhna ki talash karne laga….magar har jagah mujhe mayushi hi hath lagi.
Akhir thak haar kar main ek jagah chupchap baith gaya…raat ke 10 baj rahe the…baithe baithe hi main sadhana ke sath bitaye khush numa lamho ki yaado me kho gaya…uski yaado me khoye huye hi meri ankhe anshuo se bhig chuki thi…. tabhi kisi ne mere kandhe par hath rakha to mera dhyan bhang hua..
Maine ankhe khol kar dekha to ye firefox tha…vo mujhe itne samay yaha dekh kar chakit tha…lekin mere mann me koi bhaav paida nahi hua kyon ki mere dimag par sadhna kabza jamaye huye thi.
Firefox—kya baat hai bhai…? Aap ki ankhe bhigi kyo hain….? Aur bhai, aap itni raat me yaha akele…?
Raj (nam ankhe)—kuch nahi dost…bas kisi ki talash kar raha tha..
"Tamaam Logo Ko Apni Apni Manzil Mil Chuki,Firefox—wah..wah…kya andaz hai..gajab…
Kambakht Hamara Dil Hai, Ki Ab Bhi Safar Me Hai."
Raj—Hamara Andaz Koi Na Lagaye, To Hi Theek Hoga..
Kyon Ki Andaz To Barisho Ka Lagaya Jata Hai, Toofan Ka Nahi..
Firefox—lagta hai ki bhai ko mohabbat ho gayi hai kisi se…?
Raj—Mohabbat Kab Ho Jaye, Kise Pata…
Haadse Puch Kar Nahi Hua Karte…
Firefox—koun hai vo khush nasib jisne hamare yaar ka dil chori kiya hai…?
Raj—vo sab chhodo…aur ye batao ki tum yaha kaise…?
Firefox—bas bhai aaj didi ke yaha se lout raha tha aur pine ka mann kar raha tha to aa gaya…yaha se jate huye aap ki gadi dikhi to khojte huye yaha bhi pahuch gaya…
Raj—hmmm…ye baat hai…
Firefox—lekin aapne meri baat ka jawab nahi diya…aap yaha kya kar rahe ho…?
Raj—kuch nahi yaar….bataya to abhi ki talash kar raha tha..
Firefox—bhai aapne to bahut mall chhane hain..yaha bhi jarur koi jugad ki talash me hi aaye hoge..hihihi
Raj—Sun Pagal,
Ye Dil Badi Bebas Cheez Hai,
Dekhta, Sab Ko Hai,
Par Dhoondta Sirf Usko Hai...
Firefox—to phir chalo..sath me ek ek jaam ho jaye aaj…
Mera mann to nahi tha lekin firefox ke bar bar kahne par main bhi uske sath chala gaya…..ek ghante tak vahi teachers ka full bottle pine ke baad hum vapis lout chale…firefox apni bike se nikal gaya.
Khali pet daru pine se raste me mujhe ulti aane lagi aur sir ghumne lag gaya..to maine road ke ek side khadi khadi kar ke pahle khud ko halka kiya..phir pani ki bottle se sir ko dhoya aur chal diya…sir ab bhi ghum raha tha..ankho ke samne saaf saaf dikhayi nahi de raha tha..phir bhi gadi chalaye ja raha tha beech beech me pani se muh dho dho kar…
Magar phir bhi daru ka nasha mere upar havi hota chala ja raha tha…ab to halat aise ho chuke the ki mujhe samne har cheez double nazar aa rahi thi…tabhi samne se koi car aati dikhi jiski mujhe char light dikhayi de rahi thi jo ki ek barabar me jal rahi thi….
Tabhi achanak na jane kaha se ek ullu udte huye aa kar mere bilkul samne gadi ke bonut par baith gaya…maine accident bachane ke liye gadi ko jaldi se kinare ki taraf turn kiya to vah kisi dusri hi road par chadh gayi.
Nashe ki halat me mujhe iss baat ka hosh hi nahi tha ki main kisi aur hi sadak par aa chuka hu…bas main gadi ko daudaye ja raha tha..na to speed par dhyan tha aur na hi disha par…meri ankhe lagatar bojhil hoti ja rahi thi.
Main adhkhuli ankho se kab tak drive karta raha..vo ullu uske baad kaha gaya…? Iss sab ka mujhe koi dhyan nahi tha.. akhir kisi registan jaisi kisi jagah par pahuch kar meri gadi apne aap hi ruk gayi..gadi rukte hi main neend ki agosh me samata chala gaya.
Udhar raat me mere sote hi sheetal didi jaldi se mere niche se nikal kar apne kapde theek kiye aur bathroom chali gayi.. vaha pahuch kar rone lagi dhire dhire…shayad ab unki uttejana shant hone ke baad vo hosh me aa chuki thi aur unhe bhitar hi bhitar glaani mahsoos ho rahi thi.
Sheetal (rote huye mann me)—ye kya ho gaya tha mujhe…? Main ye soch bhi kaise sakti hu…mere sath itni giri huyi harkat raj ne ki kaise…?…main raj ko aage badhne se rok kyo nahi payi…? Uske karib jate hi main bahakne kyo lagti hu…? Pahle hamare beech jo bhi chhed chhad huyi, uski baat alag thi…tab main ye nahi janti thi ki raj mera chota bhai hai…kintu ab to main ye raaz janti hu…mujhe raj ko rokna chahiye tha….ye paap hai…mujhe apni bhavnao par kabu kar ke aur bhi strict hona padega…ab se jitna ho sake main raj se door se hi baat karungi aur aaj se uske paas letungi bhi nahi….aaj to meri izzat lutte lutte bach gayi…achcha hua ki raj ko neend aa gayi warna na jane aaj kya anarth ho jata….raj mere sath aisi ghatiya harkat karne ki soch bhi kaise sakta hai…? Subah hone do, phir batari usko…utarti hu uski hawash ka bhoot..
Mann me ye sab sochte huye vo bathroom se fresh ho kar vapis aane ke baad sidhe maa ke bagal me ja kar let gayi… subah neend khulne ke baad jab main unko kahi nahi dikha to vah mere baare me puchne lagi.
Sheetal—maa..tumhara vo ladla kaha hai…?
Malti—beti..vo subah subah gaon ghumne nikal gaya hai kahi…..aa jayega thodi der me..
Sheetal (mann me)—lagta hai ki iss gaon me bhi aate hi muh marna chalu kar diya usne…jarur kahi apna muh kala karne gaya hoga….apne jaisa hi yaha bhi dost dhoond liya usne uss firefox ko, aate hi….jarur dono ek sath honge..kisi na kisi ladki ke piche…
Kanchan—lekin bhabhi, raj ki gadi bhi nahi hai….gaon me gadi se ghumne ka kya matlab hai vo bhi itni subah…?
Ye sunte hi sheetal ka para aur high ho gaya…vo daud kar bahar gayi to sach me use gadi kahi khadi nahi dikhi to palat kar phir andar aa gayi.
Sheetal (naraz hote huye)—dekh liya maa apne laad pyar ka natiza...! main kitna kahti ki iss saand ko jyada pyar karne ki bajaye subah shaam char char chappal lagaya karo, tabhi ye sudhrega..lekin meri baat to aap manti nahi…usne kaha ki main morning walk karne ja raha hu aur tumne jane diya use, vo bhi gadi le kar…? Vo kahi morning walk par nahi gaya… jarur jaipur gaya hoga…
Malti—mere upar kyo bhadak rahi hai…? Mujhse puch kar thodi hi gaya hai vo…
Sheetal—to phir maa, tumhe kaise malum ki vo morning walk par gaya hai…?
Malti—vo minakshi ko bata kar gaya hai…vo subah 5 baje hi nikal gaya jab sab log so rahe the…
Sheetal (shocked)—kyaaaa…? (mann me)..kahi aisa to nahi ki raat me raj ne jo kuch mere sath kiya, vo sab jaan bujh kar kiya ho aur neend me hone ka bahana karta taha ho…? Jarur yahi baat hai..isliye vo mere uthne se pahle hi chupchap ghar se khisak gaya….aane do aaj…chappal maar maar ke tarike se ilaz karti hu…chhee, kaisa bhai hai, lanat hai aise bhai par..
Mann me ye khyal aate hi sheetal ka gussa aas maan chhune laga…vo gusse me ja kar chupchap let gayi aur mere aane ka intazar karne lagi….dekhte hi dekhte dophar ho gayi to baki sab chinta karne lage lekin sheetal ka gussa thanda hone ki jagah badhta hi ja raha tha…
Malti—sheetal, phone laga ke pata to kar ki kaha hai ..kab tak ayega…? Dophar ho chuki hai..
Sheetal (gussate huye)—mujhe nahi lagana koi phone…aaye ya na aaye…tumne hi usko bigada hai tumhi jano…
Malti—ragini beta…tu hi phone laga ke pata kar thodi..
Maa ke kahne par ragini ne phone lagaya lekin number band ja raha tha…thodi thodi der ke antaral me maa kabhi ragini se to kabhi minakshi se phone lagwati rahi kintu har bar result vahi milta.
Sheetal (gusse se mann me)—kamine ne jaan bujh kar phone band kar rakha hai jisse mujhse baat na karni pade…lekin kab tak mujhse bachta phirega…? Lout ke to ayega ghar hi na…phir maza chakhati hu tujhe….
Dhire dhire dophar bhi dhal gayi aur shaam ka padarpan hone laga tab sheetal ko bhi thodi tension hone lagi…baki sab to pareshan the hi…jaise jaise shaam gujarti ja rahi thi vaise vaise sheetal ki tension bhi ussi anupat me badh rahi thi..akhir shaam ke baad raat ka andhera apna samrajya phailane laga to usne pareshan ho kar phone lagana shuru kiya.. par phone chalu hota tab to lagta…
Sheetal (tension me sochte huye)—kahi phir se kisi se jhagda to nahi kar liya isne….?
Phir usko black star ki dhamki wali baat yaad aayi to uska dil buri tarah badi tezi se dhak …dhak…dhak..dhak karne laga.. ghabrahat aur ek anjane darr se uski ankho se anshuo ki aviral dhara bah chali…
Sheetal (mann me)—nahi..ye nahi ho sakta…..ye bhagwan, mujhe raj ki bahan bana kar iss duniya me kyo bheja..? aur agar bheja bhi tha to ye raaz mere hi samne kyo ujagar kiya ki main uski bahan hu…? Kam se kam iss tarah tadapna to nahi padta…
"Duniya Mein Itni Rashme Kyon Hain..Sheetal ke dil me bechaini thi ki badhti hi ja rahi thi….ghar ke andar ab uska mann hi nahi lag raha tha…jab kuch nahi sujha to usne jaldi apne anshu poche jisse ki koi unhe dekh na paye aur phir ek kursi utha kar bahar aangan me baith gayi.
Pyar Agar Zindagi Hai To Isme Kasme Kyon Hain..
Mujhe Batata Kyon Nahi Ye Raaz Koyi..
Dil Agar Apna Hai To Kisi Aur Ke Bas Mein Kyon Hai."
Kursi par baithe huye hi usne upar akash ki taraf nazre ghumayi…akash par badlo ke chote chote tukde tair rahe the… aur kuch unchayi par cheel jaisa ek pakshi ud raha tha…jo ki raat ki kratrim roshni me clear dikhayi nahi de raha tha…cheel ko dekhte hi usne apni nazre fauran niche kar li…lekin dil ki halat ab pahle se bhi adhik kharab ho chali thi…sath me uski ek ankh bhi phadakne lag gayi thi…jisne sheetal ki ghabrahat ko charam tak pahucha diya tha.
Sheetal (mann me)—na jane mera dil kyo ghabra raha hai... ? meri ankh bhi fadak rahi hai..aur ab to maine akash me udti huyi cheel bhi dekh li...bhagwan, mere raj ki hifajat karna....na jane aaj kya hone wala hai.... ?
Vahi dusri taraf....
Jaisalmer pahuchne ke baad sadhana aur baki log ek hotel me room book kar ke ruk gaye...sadhana ka mann behad ashant tha...room me pahuchte hi samaan rakh kar vo bathroom me ghus gayi.
Vaha se taro taza ho kar bahar nikli aur phir dressing table ke samne khadi ho kar apne baal sanwarne lagi...uske baal ghane kale, behad chamkile aur reshmi the...lambe itne ki kamar tak aate the...baalo par brush ferte ferte uski nazar apne chehre par thahar gayi.
Kafi dino ke baad usne apne chehre par nazar dali thi...jab se uske sath inn rahasyamay ghatnao ka silsila shuru hua tha, tab se usko apni sudh budh hi kaha rah gayi thi.
Sadhana itni sundar thi ki koi usko agar ek nazar dekh le to bar bar use dekhne ki khwahish karne lag jaye...safed gulabi rang, khubsurat akarshak ankhe, ghani aur lambi palke, gulab ki pankhudiyo se khubsurat hoth, chaand sa chehra, lambi hasin gardan, maansal gora badan, nazuk hath, komal pair, chaal aisi ki jise dekh kar waqt apni raftaar bhool jaye, awaz aisi ki jo sun le to sunte hi mantra mugdh ho kar rah jaye....kul mila kar rang roop, youvan aur soundarya ka bharpoor saagar thi sadhana.
Ye sach tha ki sadhana koi shahzadi to nahi thi lekin phir bhi uska roop youvan pari lok ki pariyo ko bhi maat dene wala tha....Iss waqt vah khud ko itni pyari lag rahi thi ki vo apne aap me hi kho gayi....jab brush hath se chhut kar niche gira tab usko hosh aaya...phir usne jaldi jaldi apne baal sanware aur phir room se nikal kar sab ke sath nasta karne chali gayi.
Nasta karne ke baad vo apne room aa kar chahal kadmi karne lagi...tahalte tahalte achanak use apni uss kale kamre wali diary ka khyal aaya. To usne apne bag se usko nikal kar bistar me baith gayi aur phir uska ek ek page palat palat kar dekhne lagi..iss ummid me ki shayad kisi page par kuch likha mil jaye.
Lekin kisi bhi page par kuch bhi likha hua dikhayi nahi diya to nirash ho kar usne diary ko vapis bag me rakh diya...aur bed par let gayi..karne ko abhi kuch tha nahi aur sochne ko bahut kuch tha...sochte sochte uski ankho me neend utarne lagi.
Abhi vah theek se so bhi nahi payi thi ki ghabra kar uth baithi...uski samajh me nahi aa raha tha ki usne abhi abhi koi khwab dekha hai ya phir ye sab usne jagte huye dekha hai... ?
Usne dekha ki vah kisi khandahar me patthar par leti huyi hai...chaand poore youvan par hai aur har taraf chamgadare ud rahi hain..ek do chamgadar uski taraf bhi lapki thi...ki tabhi uski neend khul gayi.
Neend khulte hi uski halat badi hi ajib si ho rahi thi...dil kisi anjane bhay se ghabra raha tha…uski samajh me kuch nahi aa raha tha, ki ye sab kya aur kyo ho raha hai uske sath... ?
Lekin ye ghabrahat kuch ajib kism ki thi..ek bechaini si thi mann me…jaise ki kuch anhoni hone wali ho ya phir ho chuki ho….magar uski suchna abhi tak pahuchi na ho.
(3627 Words)
Wait karunga sirSAAND
UPDATE- 174
Usne dekha ki vah kisi khandahar me patthar par leti huyi hai...chaand poore youvan par hai aur har taraf chamgadare ud rahi hain..ek do chamgadar uski taraf bhi lapki thi...ki tabhi uski neend khul gayi.
Neend khulte hi uski halat badi hi ajib si ho rahi thi...dil kisi anjane bhay se ghabra raha tha…uski samajh me kuch nahi aa raha tha, ki ye sab kya aur kyo ho raha hai uske sath... ?
Lekin ye ghabrahat kuch ajib kism ki thi..ek bechaini si thi mann me…jaise ki kuch anhoni hone wali ho ya phir ho chuki ho….magar uski suchna abhi tak pahuchi na ho.
Ab aage.......
Sadhana bechain pareshan apni inhi vicharo ke bhanwar me uljhi huyi thi ki tabhi ganga mousi ne room me pravesh kiya.. usne jaise hi sadhna ko udas dekha to unhe samajhne me der nahi lagi ki vo kuch pareshan hai...vo dhire kadmo se chalte huye sadhna ke bagal me aa kar baith gayi aur uske sir ko sahlane lagi...apne sir me kisi ka pyar bhara hath lagte hi sadhna ka dhyan toot gaya aur vo ankhe ghuma kar mousi ko dekhne lagi.
Ganga—kya baat hai beti... ? lagta hai ki tum abhi tak uss maal wali ghatna ke baare me hi soch soch kar pareshan ho... ? jo bhi hua use ek bura sapna samajh kar bhul jao beti...
Sadhana (udas)—pata nahi mousi, mera dil aaj bahut ghabra raha hai...ek ajib si bechaini ho rahi hai mann me...aisa lagta hai jaise ki mere kisi apne ke sath kuch bura, bahut bura hone wala ho..aur kya pata ki ab tak ho bhi chuka ho... ?
Itna bolte bolte hi sadhana ki ankho me nami utar aayi...ye dekh kar ganga mousi ne uska sir pakad kar apni god me rakh liya aur pyar se sahlane lagi.
Ganga—pareshan mat ho beti, sab theek ho jayega...ye sab tere mann ka vaham hai...
Sadhana (rundhe gale se)—main kitni bhagya heen hu mousi..! mere mata pita ne mujhe aise hi marne ke liye chhod diya.. ek aulad ko taqdir ne uske maa baap se juda kar diya…….main dar dar bhatakti rahi…jindagi bhar jinhe apne maa baap samajhti rahi, jo ki kabhi mere mummy papa the hi nahi… asli maa baap koun hain mere, main janti hi nahi…mera koi apna hai bhi ya nahi, ye bhi nahi janti…agar hain to unhone kabhi mujhe dhoondne ki koshish kyo nahi ki…? Vo kabhi mujhe yaad karte bhi hain ya nahi….?
Ganga—aisa nahi sochte beti…kya dayachand ne kabhi tujhe apne bachcho se kam chaha hai, jo aisa soch kar unke tyag aur prem ka apman kar rahi ho…? Vo sab bhul ja beti…aise kab tak dukhi rah kar apni saanse todti rahegi..
Sadhana—kya karu mousi..? kaise bhul jau sab kuch..? meri jindagi ek rahasya ban kar rah gayi hai…sawal to bahut hain mere paas magar jawab ek ka bhi nahi hai…
“Saanso Ka Toot Jana To Bahut Choti Si Baat Hai, Mousi,Ganga mousi use samjhate huye uske sir me pyar se hath pherti rahi…aur sadhna sisakte huye akhir dhire dhire ganga mousi ki god me hi kisi abodh bachchi ki tarah so gayi.
Jab Apne Yaad Karna Chhod De, Mout To Use Kahte Hain.”
Sadhna lagbhag aadha ghanta tak aise hi soti rahi….aadhe ghante baad achanak hi uski ankh khul gayi...pahle to uski samajh me hi nahi aaya ki vah kaha hai…? Ganga mousi ki god me apna sir dekh kar pahle usko khyal aaya ki shayad vo bimar hai lekin jab ankhe achche se khuli to yaad aaya ki vo sisakte sisakte mousi ki god me hi so gayi thi.
Sadhna ko yakayak sharmindagi ka ehsaas hua ki na jane vo kab se aise hi so rahi hai…aur mousi uski vajah se yu hi baithi rahi hain..mousi ke ghutno me vaise hi taklif rahti hai..ye soch kar sadhna hadbada kar uthne lagi to ganga ne usko uthne nahi diya.
Ganga—leti raho beti..mujhe achcha lagta hai tera iss tarah meri god me letna..
Sadhna uthte uthte dubara unki god me let gayi…aur ganga mousi mamta bhare pyar ka hath uske baalo me pherti rahi.. vo mousi se baate karte huye kafi der tak aise hi unki god me sir rakhe leti rahi jab tak ki uski baki saheliya vaha nahi aa gayi…unke aate hi vo uth kar baith gayi….unme se varsha, sadhna ki sabse khaas saheli thi…aur vo sadhna ki hum umra bhi thi.
Varsha—sadhna, tum to lagta hai sone ke liye aayi ho…ghumne nahi chalna hai kya…?
Sadhana—aaj mood nahi hai yaar..
Varsha—dekho na aunty, ye aise hi natak karti rahti hai, jab dekho..
Ganga—taiyar ho jao beti…ghumne se mann ko sukun milta hai..
Sadhana—theek hai mousi..
Sadhana uth kar ready hone lagi aur baki sab dusre room me aa gaye...taiyar hone ke baad sadhna bhi darwaja lock kar ke sab ke paas pahuch gayi.
Ganga—aaj kaha jana hai ghumne... ?
Varsha—aaj chidiya ghar chalenge...shaam ko vahi se dinner karte huye ayenge...raste me ice-cream khayenge..aur phir vapis yahi aa jayenge....
Ganga—theek hai chalo..
Sadhana—kyo na hum aaj raat registan me bitaye....maine suna hai ki vaha bahut log outings par jate hain...
Varsha—idea to badhiya hai..ok, done..
Ganga—nahi, bilkul nahi…raat me vaha bahut thand padegi….agar jana hi hai to kal din me vaha chalenge..
Sadhana—pls mousi…raat me ret se akash dekhne ka maza hi kuch aur hota hai…aur vaise bhi vaha bahut se tourists aate hain raat me aur rukte bhi hain…
Varsha—sadhana sahi kah rahi hai aunty...
Ganga (mann me)—to ab meri samajh me aaya ki sadhana ne jaisalmer hi kyo chuna picnic ke liye…kyon ki jaisalmer se laga hua thaar ka marusthal hai…na jane mera mann ghabra kyo raha hai, ye sun kar…?
Ganga—theek hai, lekin savdhan rahna..sab log..
Sadhana—theek hai mousi..
Kahne ko to usne kah diya tha ki vo alert rahegi lekin iss shabd se hi use chidh ho gayi thi…uska mann karta tha ki sari satarkata, sari ehiyat chhod kar vah maidan me aa jaye.
Sach bhi to tha, sadhana ki jindagi hi bade anishchitata ke rang me beet rahi thi…jo vah karna chahti thi, vo kar nahi pa rahi thi aur jo nahi karna chahti thi, vo karne ko vivash thi…vah qaid me nahi thi lekin use adrishya deewar har waqt apne ird gird khadi mahsoos hoti thi…usne akhir kuch soch kar hi registan me jane ka vichar bana liya tha.
Sab chalne lage to sadhna ko achanak hi yaad aaya ki vo diary to room me hi bhul aayi hai...to usne do minute rukne ko bol kar vapis apne room ki taraf mud gayi.
Jaise hi vo apne room ke paas pahuchi to apne room ka darwaja khula pa kar vo chounk gayi…use achche se yaad tha ki usne jate samay darwaja lock kiya tha...use lagne laga jaise ki koi to gaya hai uske room me..phir usne socha ki ho sakta hi ki vo khud hi darwaja khula chhod gayi ho...room ki light bhi jal rahi thi..
Kamre me ghuste hi use aisa laga jaise ki abhi abhi usne samne rakhi kursi par uss langde admi ko usme baithe huye dekha hai...uske mann me ekdam se sihran daud gayi..
Lekin vaha to kuch nahi tha...kursi khali padi thi…vah pareshan ho gayi…ye kya tha…? Kya ye mahaj uska bhram tha ya phir nazar ka fareb... ?
Lekin nazar ka fareb aur vaham to uss surat me hota hai jab admi pahle se sochta aaya ho ki jab vo room me pahuchega to vaha kisi ko payega…aise me uski soch ya kalpana sajeev aur sakaar nazar aa sakti hai,lekin sadhana ki kalpanao me aisa kuch to tha nahi…phir…?
Sadhana to darwaja khula milne par bhi uljhan ka shikar ho gayi thi…aur phir usne khule darwaje se jo kuch dekha to vah sab usko ekdam vastavik jaisa laga tha.
Kursi khali dekh kar sadhana lapak kar uske paas pahuchi aur usne kursi ki gaddi par apne dono hath rakh diye…gaddi garam ho rahi thi, jaise uss par se koi abhi uth kar gaya ho…vah ussi kursi par baith gayi aur charo taraf nazar ghuma kar dekhne lagi…kintu kuch bhi dikhayi nahi diya.
Kuch der tak aise hi dekhne ke baad ise usne apne mann ka vaham samajh kar diary apne purse me rakh kar darwaja lock kiya aur sab ke paas aa gayi…agle hi pal sabhi ghumne nikal gaye.
Din bhar ghumne ke baad shaam ko sab ne ek dhabe par dinner kiya aur phir vapis hotel lout aaye …hotel me kuch samay bitane ke baad sab ne apna saman le kar check out kar ke registan ki sair karne ke liye nikal gaye.
Ab ret wali jagah par gadi to ja nahi sakti thi, isliye sab ne kuch logo se baat karne ke baad kuch oont (camel) par apna luggage rakh kar unki sawari karte huye aage chal pade.
Door door tak phaila hua registan….jaha tak nazar jati thi, siwaye ret ke kuch nazar nahi aata tha…oont ke pair gaddedar hone ke karan ret me gadte nahi the jiski vajah se vo ret par asani se chal sakta tha, shayad yahi karan hai ki oont ko sab registan ka jahaaj kahte hain.
Aise me neele aas maan me chamakte timtimate taare registan se dekhne par bada hi manmohak nazara pesh karte the.. prakriti ka aisa adbhut drishya uske soundarya me char chaand laga deta tha.
Door door tak phaila ret ka sailab, aas maan ko chhute ret ke oonche oonche teele, chil chilati garmi, dhool bhari aandhi, aur oonto ka karwan…aise registan me din ke samay behad garmi jabki raat me bahut thand hone lagti hai.
Aise hi oont par sawari karte huye aur sheetal hawao ka anand lete sab registan me kafi door nikal aaye…har oont ke sath me ek guide bhi tha…ek jagah pahuch kar usne camping ki salah di to sab vahi ruk gaye.
Update Abhi Adhura Hai...Raat Me Complete Kar Ke Dubara Post Karunga...
SAAND
UPDATE- 170
Main uss taraf kadam badhaye hi the ki tabhi mera phone ring karne laga…maine dekha to ye sheetal didi ka hi call tha.. isliye utha liya.
“Hello..rajj…kaha ho…kab tak ghar aaoge….mujhe tumse kaam hai..jaldi aao.” Dusri taraf se phone par sheetal didi ne kaha.
Ye sunte hi mujhe jabardast jhatka laga…mere hatho se phone chhut kar niche gir gaya….dil achanak hi be-ikhtiyar ho kar badi tezi se dhadakne laga aur ankho se apne aap hi anshu bahne lage…badi mushkil se muh se bas ek hi shabd nikla….
Raj (bhigi palke)—Sadhanaaaa…
“Jane Wafa Ho Ke Be-Karaar….Barso Kiya Maine Intazar…..”
Ab aage……..
Meri ankho se jhar jhar kar ke anshu bahne lage….mere aas paas kya ho raha hai ya koi mujhe dekh raha hai..iss sab ki koi sudh budh nahi rah gayi…main bas ek tak sadhna ko dekhte huye dhire dhire uski taraf kadam badhane laga…
Sadhana ne iss samay blue rang ka salwar kurta pahna hua tha jisse uska poora sharir dhaka tha kintu seene par usne lal odhani daal rakhi thi aur kuch kuch peele rang ki lambi bindi mathe par laga rakhi thi…vo tilak roopi bindi aise lagti thi jaise ki mahadev ke samaan vo uska teesra netra ho.
Uske charan kamlo par gaadhe lal lal rang ke mehndi ke jo phool patte ki design bani thi..jisse jab vo chalti thi to aisa lagta tha jaise ki vah dharatal par phool patte bichhati huyi unn par chal rahi ho...uske hoth bahut sundar aur amrit ras se bhare huye the.
Jab vo hasti hai to aisa lagta hai jaise ki phool jhad rahe ho...haste huye uske daant aise heere ki tarah chamakte hain jaise kwar bhado ke mahine me akash me bijli chamakti hai.
Meri sadhana ki dono aapas me judi huyi jaanghe itni chikni aur sundar hain jinhe dekh kar aisa lagta hai jaise ki kele ke do ped ho aur jinko ulta kar ke laga diya gaya ho...uske dono chutad golayi liye huye himalaya parvat ke samaan bade bade hain.
Sadhana ki chuchiya aisi lagti hain jaise ki uske hriday ki thaali me sone (gold) ki badi badi amrit se bhare do katore rakh diye gaye ho. ...uske gaal itne khubsurat hain ki jinko dekh kar aisa lagta hai jaise ki ek hi narangi ke do tukde kar diye gaye ho...sadhana ke gaal me ek til hai...jo bhi iss til ko dekh le vo til til kar ke hi jal jaye.
Noopur maniyo me se nikle huye peele rang se ranjit uska sharir aisa lagta tha jaise agni dev ne uski kaanti ka paksha paat kar bramha ki agya ka lop karte huye usko pavitra karne ke liye uske sharir ka alingan kiya ho.
Mere hriday ki dhadkan sadhana ke chehre ko dekh dekh kar anayas hi badhti chali ja rahi thi…main usko awaz laga kar uska naam jor jor se pukarna chahta tha kintu jeebh mera sath nahi de rahi thi.
Mujhe aise dekh kar minakshi lagatar mujhe awaz lagaye ja rahi thi magar mujhe ab hosh hi kaha tha….minakshi ke shabd mere kano tak pahuch hi nahi pa rahe the.
Raj (bahte anshu)—meri sadhana jinda hai…..meri sadhana jinda hai….mujhe chhod ke tum kaha chali gayi thi sadhana….
“Tujhe Kya Pata, Sadhana..Minakshi mere iss pagalpan ko dekh kar hairan thi ki akhir mujhe achanak ho kya gaya hai…jo main uski baat itna jor se chillane ke baad bhi nahi sun raha hu…vo counter par kapde dekhna chhod kar meri taraf aane lagi jabki main dheere dhire chalte huye sadhna ke karib pahuchta ja raha tha.
Tere Intazar Me Hamne,
Har Lamha Kaise Gujara Hai,
Ek Baar Nahi, Do Baar Nahi,
Har Roj Din Me Hazaro Baar,
Teri Tasveer Ko Nihara Hai.”
Chalte huye main kisi se takra kar gir gaya kyon ki meri ankho ko to sadhana ke siwa kuch dikhayi hi nahi de raha tha.. koun mere samne se gujar raha hai ya koun beech me khada hai, kuch pata nahi tha.
Girne ke baad main phir uth khada hua aur sadhana ki taraf aage badhne laga…idhar main sadhana ki taraf badh raha tha . udhar ussi time mall me kuch hathiyar band naqabposh log ghus aaye aur aate hi hawa me firing chalu kar di jo ki ginti me kul char the.
Gunda 1—sab log ek line me hath upar kar ke khade ho jao….agar kisi ne bhi hilne dulne ki jara bhi hoshiyari dikhane ki koshish ki to vo apni jaan se jayega…
Sab achanak huye iss hadse se sadme me aa gaye…unhone bahar nikalne ka gate bhi band kar diya tha aur unka ek admi vaha bhi bandook liye khada hua tha…jab kuch logo ne iska virodh kiya to unhone use maar maar ke adhamara kar diya.. ye dekh sab turant line me khade ho gaye..magar mera to inn sab ki taraf koi dhyan hi nahi tha..main to bas ektak sadhana ke chaand jaise khubsurat mukhde ko dekhte huye dhire dhire uski taraf badhta chala ja raha tha.
Unme se ek admi andar ja kar mall ke manager ko pakad laya aur usko bhi ….sab ke chehro par darr aur khauf ki parchhayi saaf jhalak rahi thi.
Gunda 1—ye manager chupchap jitna bhi rupaya hai yaha..sab yaha ek bag me le kar aa ja warna…aaj ke baad na to ye mall rahega aur na hi tu..samjha..ek admi iske sath jao..agar thodi bhi aana kani kare to sidhe goli maar dena..
Gunda 2—(manager ki kanpati me banduk laga ke)…chal be bhosdi ke…
Manager (darte huye)—tum log jo bhi ho…bahut galat kar rahe ho…
Gunda 2 (chillate huye)—chatttaaakkkk…..madarchod..tujhe updesh dene ke liye nahi balki paisa dene ke liye kaha hai..jitna kaha hai..utna sun nahi to…khopdi uda dunga teri..
Gunda 1—(apne admi se)..ye.. tu inn sab ki talashi le aur jiske paas jo bhi maal mile vo iss bag me bharta ja…
Sanyog se main bhi line me khada ho gaya tha...lekin unki dhamki ke karan nahi balki isliye ki sadhana bhi uss line me khadi ho gayi thi to usko dekhte huye main bhi line me lag gaya...unn sab ki baate to maine suni hi nahi thi ki unhone kya kaha tha.
Unka ek admi sab ki talashi lete huye jo jo rupaya paisa ya jewar jinke paas milta sab bag me dalta ja raha tha...sath me ladkiyo aur aurato ke sath badatmizi bhi karta ja raha tha...jab vo sadhana ke paas pahucha to ruk kar use dekhne laga...phir jaise hi uske kurte me hath dalne ko hua to sadhana ne use rok diya.
Minakshi (shocked, mann me)—sheetal...yaha.... ?
Sadhana—ye kya badatmizi hai... ?
Gunda 3—ye badatmizi nahi hai….ladkiya apna maal to yahi chhupa kar rakhti hain…vahi talashi le raha hu…chupchap khadi rah…
Sadhana—mujhe hath lagane ki koi jarurat nahi hai…mere paas jo bhi hai iss purse me hai…purse lo aur dafa ho jao..
Gunda 3—kaise nahi hai…tu to sir se pair tak khud hi ek maal hai…
Gunda 1—kya hua be…ek jagah ruk kyo gaya….?
Gunda 3—bhai, ye rapchik maal …apna maal dene me nakhre dikha rahi hai…
Gunda 1—bahut rapchik hai kya….?
Gunda 3—haan, bhai..aisa mast maal aaj tak aapne dekha nahi hoga….
Gunda 1—to pakad la Sali ko…main bhi to dekhu..kitna rapchik hai….
Sadhana—aaaaaaa….chhod mujhe kamine…..
Ganga—meri beti ko chhod do….tumhe paisa hi chahiye na…to ye lo…sab le jao…use chhod do…
Sadhana—aaaaaaaaaa….mousi….
Usne sadhana ke dono hath pakad ke piche mod diya aur use jabardasti le jane laga…Ye dekhte hi mera dhyan bhang hua aur mera dimag ghum gaya….meri ankho me achanak hi khoon utar aaya….main turant uchhal kar uske paas pahuch gaya…
Raj (gusse me)—chaatttttttaaaaaakkkkkkkkkk…..
Gunda 3—aaaaaaaaaaaaaaaaaaa…..kisneeeee…..maraaaaaaaa……?
Uski kanpati me itni jor se thappad pada ki vo cheekhte huye dhadam se niche gir gaya….ye sab itna jaldi hua ki kisi ko kuch sochne samajhne ka mouka hi nahi mila…aur jab samajh aaya ki kya hua hai to vah meri taraf tezi se lapka…
Raj (gusse me)—jaha ho….vahi khade raho…..(ungli dikhate huye)..Koi Gaandu Gaand Nahi Hilayega…
Gunda 1 (gusse me)—sale teri to….bahut hero ban raha hai…
Jaise hi vo mere paas aaya to maine paas me rakhi kursi utha kar uske bandook wale hath par de mari jisse uski bandook chhut kar door ja giri aur phir maine uska ek hath ek jhatke se khich kar niche patak diya aur kutte ki tarah dhone laga.
Raj (gusse me chillate huye)—madarchod…..kya kaha tune…teri maa ko chodu…madarchod…tadaaakkkkk….tadakkkkkk
Sadhana aur baki sab achanak huyi iss ghatna se hairan rah gaye….sadhana ki nazar jab mere chehre par padi to uske pairo tale jamin khisak gayi…use ek pal ko yakin hi nahi hua mujhe dekh kar…lekin main to ab apne aape ke bahar ja chuka tha….minakshi khud mera ye roop dekh kar sadme me thi..
Sadhana (shocked, mann me)—ye…ye..ye to vahi ladka hai…jo mere sapno me aata hai aur jiska sketch pujari dada ne bhi banaya tha……omg…ye kya rahasya hai…iska mujhse kya rishta hai…? Mujhe aisa kyo lag raha hai jaise ki main ise janti hu….?
Maine uss gunde ki gardan pakad kar vaha lage kaanch par de mara jisse vo kaanch toot gaya magar main nahi ruka aur usko unn bikhre huye kaanch ke tukdo par uska muh daba ke ghasitne laga.
Raj (gusse me)—madarchod….tu meri sadhana ko marega….tadaakkkkkk…..teri maa ko chodu….tu itna bada gunda ho gaya…..tadaaaakkkkkkkk
Gunda 1 (dard se cheekhte huye)—aaaaa……..aaaaaaaaaaa……..aaaaaaaaaaaa…….aaaaaaaaaaaa
Vo dard se cheekhta raha aur main usko kaanch par ghasitta gaya….uski cheekh sun kar uske baki sathi bhi daud kar vaha pahuch gaye aur mujhe dono taraf se pakad liye….to usko chhod unn dono ki gardan pakad kar patak diya aur phir vahi kursi utha kar unn dono ke muh par bar bar jor jor se maarne laga.
Gunda 2—aaaaaaaaaaaa……bachaooooooo……aaaaaaaaaaaaaaaa
Gunda 4—aaaaaaaaaaaaaa……marrrr gayaaaaa……aaaaaaaaaaaaaaaa
Unn dono ke muh se khoon ki nadi bah chali jabki pahle wale ki halat to unse bhi kharab thi…Ye dekh sab dahshat me aa gaye aur vaha bhagdar mach gayi…sab bahar ko bhagne lage….
Tab tak vo teesra gunda sambhal chuka tha..usne jaldi se bandook dhoondi aur mere upar fire kar diya…goli meri pith par lagi…goli lagne se mera dhyan uski taraf gaya to maine vahi kursi ghuma kar uske sir par maar di…aur daud kar uski gardan daboch liya.
Raj (gusse me)—madarchod…tune meri sadhana ko hath kaise lagaya…….
Gunda 3—aaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa…….aaaaaaaaaaaaaaaaaa
Maine uska hath pakda aur uski chhati me pair rakh kar uska hath uske sharir se ukhad diya…..vo dard se cheekhte huye behosh ho gaya…..meri baate sun kar sadhana shocked thi…uski kuch samajh me hi nahi aa raha tha…iss mouke ka fayda utha kar manager ne mall owner ko call kar ke sab bata diya aur owner ne police ko…idhar minakshi ne bhi ghabra kar ghar me kanchan bua ko phone kar diya.
Kanchan bua ne turant sab ko ye baat bata di….ye sunte hi sheetal bahut ghabra gayi aur turant hi firefox ke sath mall ke liye nikal gayi…
Ganga (kampte huye)—sadhana beti…chal jaldi yaha se……
Sadhna—nahi..mousi...ye vahi ladka hai...jiski mujhe talash thi.....aur jiske liye main yaha aayi hu.....aur shayad vo bhi mujhe janta hai...aapne suna nahi ki usne kya kaha tha mere liye...
Ganga—abhi chal yaha se...dekh nahi rahi ki yaha kitna khatra hai... ? hum usse baad me mil lenge...chal jaldi..
Sadhana mana karti rahi lekin ganga mousi uska hath pakad kar mall se bahar khich le gayi ...ihar mera gussa abhi thanda nahi hua tha....maine uss toote huye kaanch ka ek bada sa tukda uthaya aur phir ghachch....ghachch.....ghachch...ghachch... uss tukde ko pahle wale gunde ki ankho me ghacha ghach ghopne laga....vo kuch der dard se cheekh aur phir shant ho gaya.
Apne leader aur dusre sathiyo ki ye halat dekh kar baki bache dono gundo ki gaand phat gayi..kisi tarah uth kar vo bahar bhagne lage...ye dekh kar maine daud kar ek ki pith me vo tukda ghused diya aur dusre ko gardan se pakad kar gira diya. Aur vo tukda uss gunde ki pith se nikal kar iss wale ki chhati me ghapa ghap ghopne laga..kuch hi der me vo bhi marr gaya lekin main tab bhi laga raha.
Minakshi (roti huyi)—rajjj...ruk jaooo...vo marr chuka hai.......chalo yaha se ab.....pls..rajjjj...ruk jaooo
Tab tak vaha police bhi pahuch gayi....aur vaha ka manzar dekh kar unke bhi dil dahal uthe....unhone jaldi se aa kar mujhe pakad liya..
Ins—pakad le chalo iss bahanchod ko...bahut charbi chadhi hai...poori gunda giri nikalta hu aaj iski...
Main to vaise hi gusse me tha...ye sunte hi turant palat ke uski kanpati me ek thappad jad diya...inspector ladkhadate huye dhadam se niche gira jisse uske kaan se bhi khoon bahne lag gaya.
Raj (gusse me)—madarchoddd...phad dalunga....
“Ruk jaooo…rajjjjj….tujhe meri kasam.” Sheetal ne vaha aate huye kaha…
Raj—sadhanaaaaa
Sheetal didi ko dekhte hi main unko sadhana samajh kar lipat gaya aur unhe paglo ki tarah chumne laga....aur phir kuch hi der me unke kandho par hi bejaan ho kar ludhak gaya.
Sheetal (cheekh kar)—raajjjjjjjjjjjj...
Sorry Friends, Update likh to kal hi liya tha lekin main usse satisfied nahi tha...isliye teen bar likha aur teeno bar delete kar diya...aaj phir likha hai...pata nahi achcha hai ya nahi..phir bhi post kar raha hu.
