Awesome update anand bhai,
behad hi shandaar, lajawab aur amazing update hai bhai,
Sheetal ne poore sahar mein raj ko dhoondh liya hai lekin raj use nhi mila,
Firefox ko bhi usne warning de diya hai ki vo aage se use sharab ke nashe mein nazar nhi aana chahiye,
idhar malti bhi raj ko apna pati maanane ko taiyar ho gayi hai,
udhar amilpur mein chodu gang ne to MLA ke saare gundo ko bomb se uda diya hai,
aur idhar sadhna ek anjaane safar ke liye nikal gayi hai,
dekhte hain ab aage kya hota hai,
Waiting for next update