Bahut badhiya action pack katai jeher update
King ki entry ko bahut badhiya thi or king to Arjun thakur nikla ek tarah se abhay ka bada bhai wah kya suspence revel hua ha jo na kisi ne socha tha agli kahani ka hero aa gaya lagta ha kher sandhya ne to pahchan liya ab dekhte han ki abhay ka kya reaction hota ha ispe
Idhar ranjit sinha mara gaya ek burai ka to ant hua ab us haweli wali orat ka pata padna baki ha ki akhir kon ha wo or wo ranjit ki sathi thi to jhatka to lagega use ranjit ki mout ka
Ab to jo villain boss tha wo devendra thakur ki family se hi lagta ha ab wahi thakur ki family bachi ha or sunaina thakur ka pata bhi shyad udhar hi lag jaye