Wonderful update!
Main tumpe roj roj marta hoon, gajab dialogue tha bhai, Vidhumna ke sath pahla charan Vyon jeet gaya, let's see aage Vidhumma aage kya karne wali hai, Trikali last stage mein Vyom ka kis tarah se sath deti hai, waise body ko bada karne wali power shayad Vyom ke paas bhi na????