If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.
Mere imtehaan tu jo le raha hai
Ab na riyaayatein kar
Maine ishq sikha, maine pyaar sikha
Tu chaahe nafratein kar
Maine dil diya hai, maine dard liya hai
Tu sauda hi maan le par
Mere imtehaan tu jo le raha hai
Ab na riyaayatein kar
Aawaara, aawaara
Aawaara, angaara
Raaton mein dooba
Ambar ka banjaara
Jaane toota kyun
Main sheesha, na taara