Nice update !But bhai Abhay itna bewakoof thodi hai ki pata nahi kar paye ki asliyat kya hai!Jab sab ne kaha ki Sandhya ki kya halat hui uske jane ke baat , phir bhi bewakoof ki tarah apni maa ki hi insult kar raha hai , wo bhi apne dostho ke samne!Jo bhi hai , uske or uske maa ke...