If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.
Pagal wagal ho gaye ho kya bina soche samjhe kuch bhi samjh rahe ho pahle samjh to lo likhne ke piche kya matlab hai fir kuch bolna aur Bhai sahab Maine kounsa gali galoch ki hai jo bola hai pahle usko thik se padho samjho fir reply karna chahiye
Dekh bhai aisa na hai ke sab I'd me ulta sidha hi comments karte rahe wo apni adat nahi hai jo bolna hota hai ek hi bar bol dete hai nigetive failane ki apni adat nahi na kisi ki burai karne ke baat ye hai ki kahani achi hai aur achi hai to log comment karenge hi aur jab kahani achi hai to ye...
Dekh bhai dhami humko Dena nahi aur yaha sabko apne vichar rakhne ki chhut hai ab tumhe isse problem hai to ye tumhari problem hai na ki dusro ki aur ungli maine nahi tumne Kiya hai mai to tumse matlab bhi na rakhu
Ego hota to kuch likhte hi na Bhai sahab padhte aur nikal lete aur rahi baat lekhko ki to sayed bhul rahe ho ki kahaniyo ki kami kabhi thi hi nahi wo to gov ne bahut si site ko band kara diya hai warna kahaniya to bahut thi
Bhai sahab wo kya hai na I'd meri ek hi bus nahi hai kyu ki phone change hote rahte hai to I'd yaad nahi rahti hai isi liye lag raha hoga aur rahi baat reply ki to chahe wo "mai meri family aur mera gonv "ho ya " manhoos se mahan tak "ho chahe "kanch ki haweli ho" ho 8 semester ho aur pata nahi...
Dekh bhai aaj kal ka kuch samjh nahi aa raha jisko dekho like karo Falana dhekana ye karo wo karo purane sare lekhak chutiye the kya jo kahani likhne me magan rahte the padhne Wale padhte the aur comment bhi karte the 10 page ke baad update do magar do to sahi bar bar ye bolne kya kya matlab hai...