If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.
Prologue
Tu Aaja
Tu Aaja
Mujhko Meri Sazaa Toh Suna Jaa
Woh Aahein Haan Woh Aansu…
Mere Hisse Ke Mujhko Rula Jaa
Sapne Tere Saare Jinme Main Rehti Thi
Tukde Ban Ke Mere
Zakhm Seene Me Kar Gaye Ho
Maine Mere Jaana Kyun Nahi Jaana
Ishq Tera, Dard Tera
Maine Mere Jaana Kyun Nahi Jaana
Ishq Tera...
Kehte hain ki har insaan apni mistakes se hi sikhta hai, aur kabhi kabhi regret karne ke lie kabhi kabhi itna late ho jata hai ki hum us insaan ke pyaar ko kho dete hain jisne hamare lie apna sab kuchh kurbaan kar dia hota hai aur itni der ho chuki hoti hai ki us inaan ko wapas pana next to...