Niranjan - sayad yeh kirdaar na hota to toh kahani kuch aur hoti sayad dukhdayak bhi...
Ajay - kahani mein akhir tak ajay wohi ka wohi rah gaya. makkar, claalbaaz, ziddi, ghamandi, khooni aur jane kya kya..... sabhi ke mind change huye even partima aur shiva ke bhi.... par ye janab na badle....ishe to yeh tak malum na huwa ki jishse yeh lad raha ya jinpar atyachar kar raha hai woh uske apne hai... ushi ka khoon hai... khair biraj ne, sorry shiva isko iske manjil tak pahuncha diya.
Biraj - dil ka saaf, man ka saccha..apno ke liye,,, dosto ke liye kuch kar gujarne wala, chal kapat se door par apne tau ke wajah,, ya yeh kahu tau ne ushe itna majbur kar diya gaya ki ushe apno se hi ladna pada apne hak liye... nyay ke liye...
gauri - bechari.... apno ke atyachar jurm se pirit abla.
nidhi - my favorite character.. Chulbuli, natkhat massom .... haan nahi toh
......
par hay re kismat, bechari ne apne bhai se ishq kar baithi.
ritu - iPhone wali dabangg girl. sugar girl..
Iski aur iske bhai ke apach me huyi baate suno.... itni mithi.... itni mithi sugar problem na ho jaye. yeh bhi biraj se pyar karti hai ( premika wali)
Pawan - dosto ka dost.... pyara, nek dil wala.....
Abhay - yeh janab teacher hai par last me joh kaam kiya... Kala akshar bainsh barabar... chalo end me ish ne bhi galti sudhar li... Waise admi achha hai bas akkal kam hain.
Karuna =she's my favorite.... iske bade me kuch na bolungi..
Dibya sagun = sayad part 2 me damdar characters bane...
Choudhary nd party =na kaam, na dhandha... muft ke roti todne ne wale,, kaamchor maha alsee....bina wajah bak bak bak karte rahne wale losers
Aditya - yeh bhi dosto ka dost nek dil wala.. par bechare ne life me bahot kuch khoya
Jagdish ji - sayad hi aise log aaj jamane me honge... Apno ko bhi koi aisa na apnaya kare.... par inhone paraye ko hi apna bana liya.. Bade dilwale.
Shiva = end me joh kaam isne kiya sach me... good... Chalo ishe maaf kar deti hoon..
Pratima = isne dil jit li hai ... meri favorite ban chuki hai yeh ab..
Hariya, Sankar = mahatpurn characters rahe story me... par Hariya ne joh kand kiya
Neelam Sonam =achhi hai, bholi hai...bechari.... dono ke dono biraj se pyar kar baithi.
Keshab =mousha ji na hoke bhi mousha ji ka darm nibhaya... great person...
Rane =ye bhi kahani me twist Lane me help ki...
Finally Naina bua = the great naina bua
Jitni tarif ki jaye kam hain.... Sabse achhi sabse nirali hain.....
Great writer Shubham ji = bas itna kahungi... inke writing skill ki kayal ho gayi hoon main..