• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance AGENT-02 THE KERALA TRAILS (Completed)

AGENT 2 ki female lead koun honi chahiye???

  • Total voters
    71
  • Poll closed .

Jitu kumar

Active Member
1,946
6,496
143
Awesome update bhai,
behad hi shandaar, lajawab aur amazing update hai bhai,
Bandish sir ne case ko NIA aur anushka ke paas hi rahane diya hai,
Suraj ne anushka ko apne arms training ke baare me jhooth bolne ki koshish ki hai,
lekin anushka ko uski baat par yakin nhi hua hai,
Anju ne to suraj ko khali phokat ka tension de diya hai,
vahi libya me to bhayankar dhamaka hua hai,
poore jail ko hi tahas nahas karke rakh diya hai,
dekhte hai ab Aage kya hota hai,
Waiting for next update
 
Swaraj

Well-Known Member
6,811
25,424
219

Review ke liye thanks bro.jaisa aapne padha ki suraj ke bhai ki entry hone wali hai
Aur kaidi riha ho gaya hai
Kya plan hai??
Kaidi kyun aisa kar raha hai aur Suleiman koun hai aage ke updates me pata chalega
 
Swaraj

Well-Known Member
6,811
25,424
219
Awesome story bhai,
aapki story bahot hi shandaar ja rahi hai,
ab agle update ka intajar rahega
Thanks a lot bro.lagta hai aap mere stories ke naye reader ho.agar aisa hai to please is story ka pehla part "agent" zaroor padhe
Agar pash li hai to excitement to abhi shuru hi hui hai
Aage bohut kuch abhi bro
 
aman rathore

Enigma ke pankhe
4,857
20,205
158
Thanks a lot bro.lagta hai aap mere stories ke naye reader ho.agar aisa hai to please is story ka pehla part "agent" zaroor padhe
Agar pash li hai to excitement to abhi shuru hi hui hai
Aage bohut kuch abhi bro
bhai maine agent padhi hai,
aur mai aapki story ka silent reader hu,
ye mera pahla comment hai,
ye part first part se bhi adhik achchha hai
 
Swaraj

Well-Known Member
6,811
25,424
219
bhai maine agent padhi hai,
aur mai aapki story ka silent reader hu,
ye mera pahla comment hai,
ye part first part se bhi adhik achchha hai
Thanks a lot bro.aap jaise readers ke encouragement se hi stories aage badh paati hai.aise hi support karte rahiye aur padhte rahiye
 
Top