Disclaimer :- yeh kahani kalpanik hai jiska haqeeqat se koi lena dena nahi. Waise America mein english language hoti hai lekin yeh forum hindi ki hai isiliye hindi mein likh raha hokn taki sabko samajh mein aaye.
Yeh kahani hai Africa ke Somalia desh ki. Somalia jaha gaeeebi bahut jyada hai aur to aur terrorism bhi jyada hai. Narak se bhi bekar jagah hai yeh. Jaha kai log maare jaate hai. Usi Somalia mein ek aadmi rehta tha jiska naam Assad Hussein tha. Umar qareeb 62 saal ki. Dikhane mein kuch khas nahi. Somalia mein ho rahe terror ki wajah se pareshan hokar America mein migrate ho gaya. Ek company agency ki madad lekar woh naukri bhi paa gaya. Waha ek 5 star hotel mein room service ka kaam mila. Kuch paise kamata aur shaanti ki zindagi jeeta.
Assad waise majakiya insaan hai lekin dimag se bilkul paidal. Kai dafa ulta kaam karke manager ki daant khata lekin apne zindagi mein mast ho gaya. Waha America ki bhaag daud wali zindagi mein apna kaam karta deen mei aur raat bhar T.V dekhta aur maje karta. Assad ki problem yeh hai ki woh bahut jyada khata peeta jisse woh thoda mota bhi tha. Jab chahe kabhi bhi bhookh lag jaati lekin naye logo se baat karne ka shaukh bhi rakhta lekin is bhaag daud ki zindagi mein kise kaha itni fursat ki woh baay kare.
New York ke Amazing hotel jiska naam Adams and Sons hai usdar woh room service ka kaam karta.
Ek deen ki baat hai, Assad hotel ko lobby mein apna duty kar raha tha. Us waqt woh safai kar raha tha. Assad apne kaam mein busy tha aur kaam mein kho gaya tha. Peeche se uska manager Steve aaya aur use awa di "Hey Assad listen....." Steve ne dekha ki Assad kaam mein mast tha aur dhyaan nahi de raha tha.
Steve ne jor se Assad pe chillaya jisse Assad darr gaya aur galti se safai ka saman haath se phek diya aur seedha Steve pe jaa gira. Steve ke kapde geele ho gaye. Ghusse se Steve chillaya "gadhe ke bachche yeh tune kya kiya ? Merr kapde bigad diya ? Abe tum African log itna excited kyon rehte ho ? Kar diya mera nuksan stupid."
Assad ko Steve ki halat pe hasi to aayi lekin agar hasega to phir daat pad jaayegi isiliye kuch bola nahi.
"Sun bewakoof aadmi yeh sab kaam chod aur ek naya kaam sun. Aaj room number 347 mein ek aurat aanewali hai uska naam Amy Williams hai. Staff ka koi aadmi free nahi hai isiliye tujhe yeh kaam saup raha hoon. Tujhe poore deen unke saath rehna hai. Woh jo kahe tujhe woh kaam karna hoga. Bhai mere jara dhyan se kaam karna warna tu to hai hi bewakoof jara si galti ki to mein tujhe itna maroonga ki ........"
Assad haste hue bola "rehne do sir. Aap sirf bolte ho hoga aapse nahi. Pichle 6 mahine se marnr ki dhamki de rahe ho lekin maar nahi paa rahe."
Steve Asaad ka colar pakadte hue kaha "abey mere baap majak mat kar. Sach bol raha hoon. Tu mere baap ki umar ka hai gadhe. Isiliye lihaz kiya. Pata hai yeh Amy Williams kaun hai ? Bahut bade ghat ki hai ? Bole to millionaire please humari ijjat ka khayal rakhna please."
"Aap mere sir hai ki main aapka ? Please apke muh se sunkar acha laga." Assad haste hue kaha.
"Abey gadhe baat karne mein time waste mat kar unke aane ka waqt ho raha hai. Bhaag."
"Yes sir."
Aakhir woh wat aa hi gaya jab Amy Williams ki entry ho gayi. Amy ek bahut badi amir businesss woman hai. New York mein business ke kaam se kuch deeno ke liye is hotel mwin rahegi. Ab delhna yeh hai ki Assad kaam thik se karega ya phir koi bewakoofi kar dega. Waise Assad dil ka acha aadmi hai bas jald baaji mein galti kar deta hai.