• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy Aryamani:- A Pure Alfa Between Two World's

nain11ster

Prime
23,612
80,684
259
Last edited:

nain11ster

Prime
23,612
80,684
259
Fir se chhal ho gaya arya k sath....
Amaya ki koi khabar??

Aapane Apne kahaniyon mein Kai Tarah Ke khalnayakon ko dikhaya hai Un khalnayakon ka bhi Ek mainn leader Hota Hai..

AryaMani ki is Kahani mein Kai Tarah Ke Khalnayak Aaye Aur Gaye lekin Abhi Tak Kisi Ek main Khalnayak ka Parichay Nahin hua??

Abhi tak men Khalnayak ke roop mein Puri NayeJo samuday hi dekhi gayi hai...

Kya abhi bhi koi parde k piche chupa hai???

Yahan chhipa hua kuch bhi nahi hai CFL bhai... Ek main lead villain ke sath kahani kendrit ho jati hai isliye poore 5 grahon ko dushman bana dala... Nikalte raho dushmani aur padhte rahiye aap action par action baki to journey ke bich me kuch aaye kuch agye aur kuch ne hath mila liya... Jo ki super villain community form karnege .. aage sab aayega... Baki parde ke pichhe koi nahi
 

nain11ster

Prime
23,612
80,684
259
Bhai jitna update ah raha hai aj 1 ya 2
Aaj logon ne padhne ke baad comment bahut hi kam kiye hain... Jo jahan main 2200 se 2800 words me update deta tha... Aaj wahi main 1500 se 1600 ka word update me likha hun
 
  • Like
Reactions: Tiger 786 and ASR

Atif123

Member
139
219
43
Aaj logon ne padhne ke baad comment bahut hi kam kiye hain... Jo jahan main 2200 se 2800 words me update deta tha... Aaj wahi main 1500 se 1600 ka word update me likha hun
Q bhai asha na karo yaar
 
  • Like
Reactions: Tiger 786 and ASR

nain11ster

Prime
23,612
80,684
259
Yeh kya tha bhai har baar aryamani aise pastha jayega toh maha yudh kab jeet payega.

Kuch bhi ho par Vijaydrath ko maafi nahi milni chahiye bas guzarish hai aapse. Aise swaarthi logon ko sazaa hi mile toh hi achha rahega baaki apki ichha.
Hahaha... Hum dhire dhire mahayuddh ke ore hi badh rahe hain.... Uske baad to kahani khatm hi ho jani hai to bich ke kuch update to enjoy kijiye... Baki sabki saza pahle se tay hai... Jo har kisi ke karmon ke hisab se milega...
 

nain11ster

Prime
23,612
80,684
259
चलो घर तो बसेगा छोरे का

वैसे दो हो ही जाएगी।


आख़िर प्यार और जंग में सब सछि है
Hahaha... Pyar aur jung me sab sahi wali kahawat par mujhe jolly LLB 2 ka aakhri dialogue yaad aa gaya... Khair ghar bhi bas gaya aur parivar bhi phal phool jayega sushilnkt bhai
 
Top