O Bhai Nishant ki kya Jodi dhundhi Hai... Orja
Urja Jo Shayad coma Mein ja chuki thi Jab Nishchal aur Sherin Ko Goli Lagi Thi use Samay apni Shakti ka Had Se Jyada use karne ke Karan.. Jiska Ilaaj Chhote Guru Apasyu ne kiya Apne sath aasram la kar .
Jo Yagya abhi sampann Hua Hai usmein Arya Ki upsthiti Kya ekmatra Sanyog hai ya FIR Kuchh aur?
Arya ka apni Beti Amaya se itne Salon bad Milana Ek marmik Drishya hai Jisko sirf mahsus Kiya Ja sakta hai... AMaya ne apne Pita ko pahchana kaise??? MAY BE KOI PHOTO !!
Ek Sawal kya Arya ki gati mein aur Nishchal ki gati mein kisi bhi Prakar ka comparison hai???
Haan ye wahi situation tha.... Jab Orja us kahani se achanak hi gayab hui thi.... Tab wo is kheme me aa gayi thi. Ameya ne apne pita ko pahchana kaise to simple tha Ameya nahi bhi pahchani hogi to bhi arya use pahchan gaya.... Gayab ho gaya apni beti ko lekar... So ab to poori jaan pahchan ho jayegi....
The Great Nischal ki gati gayab hone wali hai.... Jabki Aryamani kafi tej daudta hai... So dono ke gati me koi comparision nahi... Undoubtedly Nischal kisi se bhi kahin jyada tej hai.... Vigo apni gati ke liye hi jane jate the... Vigo classified ho ya nischal ki tarah un classified sabhi Vigo ki raftaar ek jaisi hoti hai.... Tabhi to unhe pakadne ke liye dusre grah washi gati–parivartak yantr banaye huye the....
Kaisa ye ishq hai ajab sa risk hai... Ke pahle part me ye gati parivartak ka istamal hua hai ..