- 14,858
- 103,263
- 259
Last edited:
jinna tum sonchte ho unna sab sonchte to story ki line lag jati bhai tamaam achchi achchi story reader pareshan hui jate kinna padhen waise bulao veer ko bhaiItna kuch na sochta mein.
That's the whole reason why DGSI were after Veer. Crimson pre-warned DGSI that something similar like HOK will happen in the city. He gave the clue that "ask investigation department from LA, if you don't believe me."The first report that was sent to DGSI by Las Vegas didn't have any mention of Veer. To kya kaaran tha ki DGSI Veer ke pichhe padd gayi?
Crimson didn't send any photographs. He just had to say Ava (natalia) has been kidnapped. That's it.Crimson never mentioned Veer or gave his photograph to DGSI. Plus, why were the agents following Ava?
Arre mera matlab tha ye pages vages ke baare me nahi sochta mein. Dhyaan nahi deta unn par. Mein toh bas revos aur likes dekhta hu. Readers ka response milta hai apun khush hota hai aur apne kaam me lag jaata hai.jinna tum sonchte ho unna sab sonchte to story ki line lag jati bhai tamaam achchi achchi story reader pareshan hui jate kinna padhen waise bulao veer ko bhai![]()
Sahi samjhe ho. Par kayi layers aur dabi hai abhi neeche. Arc khatam hote hote crimson arc ke saare doubts ckear ho jayenge.I think unhe doudt tha ki humla ava par hoga isiliye use follow kar rahe the aur jab dekha ki veer ke pass rahte ava veer ke sath kisi karan vash ghabara rahi hai toh unhe uspr doubt hua aur jab valley me fake police ne veer par goliya chalayi toh unka shaq yakin me badal gaya aur phir waha huye bomb blast ne unhe kuch aur sochne ka mauka nahi diya
Its only my theory
Waise mera ek sawal hai agar ava itni badi star hai uske pass system hai aur andha paisa bhi hoga toh woh apni mom ke liye kuch bodyguards kyu nahi rakh leti for safety reasons
Veer ki haalat ko vistaar se agle update me dikhaya jayega. Basically kya hua tha kaise wo aaya waapas sab bataaya jayega. Dhanyavaad! Keep supporting!Hmmmm...kafi badi planning Hui re baba...sch me is update ne dimag ki sare purje khol diye... crimson ne kafi kosis kri mission ke jriye veer ko khatm krne ki....jis tarah se usne veer ko fansa wakai me uski system powerful h...wolfi bhai ne ek baar kaha tha ki asli villain abhi aaya kahan ... yahan to mujhe crimson se bhi upar ki chiz hone ki aabhash ho reya se...ab veer ki halat ko bhi dekhne ki aaturta charam per hai.... waiting for the next one.
ThanksExcellent update bhai
Thanks a lot.Superb, crimson ne jo pehle khel racha tha us par se parda hat gaya he, aur ab agle update me VEER ke samachar milenge.
So nice, mind blowing update
Waiting for next one, fadu update.
Present me hi toh chal rahe hai man. Past ho gaya.Bhai next update present me story hogi ki past mein?
ThanksSuper duper update
ThanksChha Gaye bhai jabardast update bro
Dikhaya sirf 4 ke hi paas hai. Paacha toh log assumption maan rahe hai. Ye ki Caller wala banda bhi system waala hai.Ye sahi hai... System sirf Veer paas hi nahi hai aur bhi kayi log hai, ab tak 5 logo ke paas dikhaya hai - Veer, Crimson, Ava, mad jail guy and the caller.
Raaz pata lagte jaayenge. Just watch. Last ye 6 updates me bohut saari info milne waali hai. Dhyaan se padhiyo.Aisa lagta Crimson ka level kaafi upar hai. There must be a master of system creator and he/she has a bigger plan to make them fight (till death) among themselve to evolve the best system. Just a wild guess.
Andhruni baat aur gehri hai. Jald hi samjhoge aage ke updates medhamakedar update ..to veer se koi dushmani nahi thi crimson ki par koi ek aisa insan hai jo crimson se bhi powerful hai ,aur shayad uske paas bhi system hai ,warna wo aisi dhamkiya nahi deta crimson ko .
us anjan shaks ko ava ke baare me bhi sab pata hai .aur wo veer ko apna dushman samajhta hai aur apne hi haatho se maarna chahta tha par crimson ko uski dhamki pasand nahi aayi aur usne apna hi alag plan bana liya .
Puch toh aise rahe ju man jaise mein bata dunga.ab wo jail se bhaga aadmi kaun hai jiske paas bhi system hai..
Personal dushmani ke chalte hi aadmi Veer ke peeche nahi padta man. Crimson ko dekh lo.crimson ke saath kaam karna majburi thi ava ki par us anjan shaks ki baat maanna samajh nahi aaya. aur us shaks ko sirf veer ko hi kyu maarna hai ,kya koi personal dushmani ,
kyunki agar system rakhne ka matter hota to ava ,crimson aur kuch aur logo ke paas bhi hai to unko bhi maarne ki sochta par usne aisa nahi kiya .
Cards quest hunt se milte hai. Missions se bhi mil sakte hai but bohut hi rarely aisa hota hai. Of course. System me kitne cards honge? Uncountable maan lo. Toh aise me bhala Pari kaise identify kare ki Crimson kaun sa card use kar raha hai. Kyuki ek hi cheez ke liye alag alag cards ya skills ho sakti hai.to aisa lagta hai ki har system me alag alag cards honge ,aur system se reward ke roop me milte honge ,
shayad veer ko bhi pata nahi chal paya jab wo crimson se ladh raha tha ki uske paas kaunsa card hai aur ava ke paas apna nature ye kuch change karne ka card hai jisse veer ko lag raha tha ki uski favourability badh rahi hai..par ava usko skill se chakma de rahi thi
Bas dekhte jao bhai.house of killers kaise bana aur usse crimson ameer bana sab pata chal gaya aur kaise crimson ne khudko bachane ke liye veer ko target bana diya dgsi ka .
par bechare ki kismat kharab ki usko veer ko maarne ka target mil hi nahi paya aur ek haath bhi gawana pada par kya system uska haath dobara laa sakti hai ??.
Naah! Crimson can defeat Ava. Par wo uss samay best condition me nahi tha.ava ke paas to ek best card hai jiska tod to crimson ke paas bhi nahi .
to aisa lagta hai ki har system me alag alag cards honge ,aur system se reward ke roop me milte honge ,
shayad veer ko bhi pata nahi chal paya jab wo crimson se ladh raha tha ki uske paas kaunsa card hai aur ava ke paas apna nature ye kuch change karne ka card hai jisse veer ko lag raha tha ki uski favourability badh rahi hai..par ava usko skill se chakma de rahi thi
Nawa update posted hai. Aur aage ka nawa update Friday night ko.maja aa gaya update padhke bas ab present me kya ho raha hai ye dekhna hai ..
Ufff ufff ufffff...
Zabar update de diye ho Bhai tum toh
Kehne ko bohot kuch chl raha hai dimag me but sabse pehle
Crimson crimson crimson.... Man you deserve respect. Precisely ek ek minute level par planning kri hai tumne
Ehh? Oh! I see! A hypothesis by you.Ye lines apne andar bohot si theories and conspiracy liye hue hai.
Ek mastermind crimson jo kisi k liye kaam krta tha (who knows legal or illegal) usne us unknown aadmi ka sath chhod diya kyunki vo pakda gya tha apne hi boss k dwara .
You can put it that way.Ho na ho crimson ek deemak ki tarah hi uss unknown ko khokla kr uski power use krke apni hi ek alag duniya basana chah raha ho us unknown k jaise.
Yup! He formed HOK.Jisme vo kafi hadd takk kamyab bhi raha hai jaise update me dikhaya gya kaise usne apna Empire establish Kiya.
I'm just reading.Mudde ki baat ye hai ki uss unknown ne crimson ko apni team se aise Shanti se jane bhi diya jaisa crimson chahta tha.
Zaroor ya to unke rishte ache rahe honge ya crimson uska favourite ho.
Even seems like that unknown have system and that too most powerful of them all atleast since now.
Mein khud visualise karta hu. Uske baad hi shabdo me rakhta hu.Ohhh mannn iss scene ke kya hi kehne
Ekdum ankho k samne visualise kewa diya pura to.
Maze aa gye padh ke
I told you, it's one of the most anticipated arcs. (From my side.)Crimson jo apni team ke liye sathi lene aaya tha detention camp me jaha par uska aur yha tak ki hum readers ka bhi ek surprise wait kar raha tha.
Doctor,ek sarfira doctor.
Ye kehna SHAYAD galat na ho ki ye vhi sarfira doctor hai jiske patients whi sab system dharak hai jo puri story me bawal machaye hai.
Uff crimson arc gadar macha diya.
Dekhenge hum. Kitni theories sahi jaati hai isme se.Chinatown ko ek villan dekr jo ki veer ko apna sikar bta rha hai
Or sath hi SAYAD sarfire vaigyanik doctor ke rup me ek saviour bhi jiski madad veer ko leni hi padegi kisi na kisi villan ko khatam krne me.
Aisa kaha likha hai?Doctor sahab kuch ya bohot kuch system ki hakikat se vakif hai
Coming to the next,
Crimson partner/worker sweetie
Ye sweetie itni bhi sweet nahi hai jaisa dekhne se lag rha hai
Crimson par koi nazar rakhe hue hai ye hum jaan chuke hai
But crimson ki asli pehchan to jim nightwalker pitcher bhi nahi jante the jo vo unknown se share kre.
Uski almost sachai to bas sweetie ko hi pta hai.
He was wounded man! Try to look on every aspect.Is part se clear hogya ki pichle update me ava ke ek hi vaar me crimson dhul kyu chatne lga
Isse ye clear ho gya ki veer ko crimson ne vegas encounter me kyu nhi maara
Reasons padh ke orgasms.Ohhhh bhai bhai bhai ab samjha kya catch tha inn dono ka iss mamle se.
And sabse mast to cherry on the top,icing on the cake to ye reason lga ki veer ko fasaya kyu gya dgsi k dwara or uska plan ka execution.
Masallah subhanallah Walla hi wallah...
Ohhh yrr ek ek reason padh kr aisa feel mil raha hai jaise orgasm se milta ho.
Insane writting skills mann.
No it's not good.
It is excellent![]()
Sweetie nahi hai man goli chalaane waali.Agar jaha crimson ko goli lgi or uske basement me zyada fasla na ho to iske zyada chances hai ki goli chalane vali sweetie ho skti hai.
Uska wo card hai. Vinona's mark. Skill thodi hai.Ava ka vo Card.
Jis tarah ki skill hai vo uss hisab se lagta hai ki vo diamond ya platinum tier ki skill hai.
Ye toh Ava ka system dekh ke hi pata lag payega hume.Isse hum ye bhi predict kar sakte hai ki ava ka system bhi veer se kuch kam nahi hai.
Or jis tarah se uski system ki usse interaction dikhayi gyi hai isse lagta hai ki she is soft cored person.
Acha hume ye bhi pta chl gya ki veer ne ava ko check Kiya to use pta kyu nhi chla tha.
Aww man! Such a wonderful way to put it into words. Thanks a lot man. I appreciate it. Means a lot.Wow man itne bade bade doubts ko itni choti choti bato ke madhyam se itni asani se explain kar Diya.
Sabdh kam pad jayege to praise this wonderful creation.
Mera perception se apke jo purane update the hok wale vo ek perfect knitted cloth ki jaise the jo khi se fata nhi ho.
Ekdum smooth...
But jo abhi ke updates hai connection wale vo bilkul uss kadhayi ki tarah hai jo hatho se unn barik se spore me se fir buna jata hai ki cloth or sundar ho jaye or cloth bhi perfect rhe.
Microscopic levels par apka work dikha hai iss update ke madhyam se.
Harr agle update me reader best update kehte hai.It is a MASTERPIECE.
and till now the best update of the whole crimson arc
Sahi mayno me updates pehle se behtar hote ja rhe hai
Hats off
Well written...
Ju ne latest update padha ki nahi?Do baate abhi back of the mind chl rhi hai
1, agr veer bachega,jo ki hoga hi, or use system ka kuch raaz janna ho to vo ava se consult kr skta hai. Ki uske pass kaise aaya system
Well! Darasal aisa hai ki,2, abhi tk humne jitne bhi veer ke villan se encounter dekhe hai vo directly ya indirectly involve kiye hue hai Suhana ko chahe vo atish ho, slogan ho,pitcher ho,nightwalker ho, jim ho,yha tk ki crimson hi ho pehle vegas or ab yha bhi...
Itna closeness hazam nhi hui bro.
Ha manta hu khi na khi vo veer ko like krti hai but aisa behaviour?? Fishy Neo!!!
Obviously! Aur likhna ka maza bhi mujhe raat me hi aata hai. Post bhi raat ko hi karta hu. (Generally).Personal experience: apke updates padhne ka asli maza raat ko hi aata hai...
Other than all up from my side till next
Thanks a lot man for this massive revo.Best wishes for next update
Keep writing ....