- 14,883
- 103,299
- 259
Last edited:
Phir bhi kuch readers apke spoilers catch nhi kr pate haiAisa kaha likha hai?
Sweetie knows nothing.
Sweetie ek aam insaan hai toh system ki jankaari uss se kaise saajha ki jaa sakti hai. Pay attention here that crimson ne jitne bhi baar system ka raaz bataya hai woh baaki system owners se hi bataya hai. Not to any normal person. Ye lo...
Ek aur spoiler patak diya na mene.![]()
Are Bhai maaf karna adrenaline rush ho jata hai padh karReasons padh ke orgasms.
Man! Fir toh finale arc me kya hoga ju ka?
Orgasm hi orgasm
Assumption hai bhai. Sab lga rhe hai maine bhi try Kiya thodaSweetie nahi hai man goli chalaane waali.![]()
My bad.Uska wo card hai. Vinona's mark. Skill thodi hai.Aur carda ya toh legendary hi nikalte hai seedha ya fir trash cards.
Okay Bhai clear ho gyaWell! Darasal aisa hai ki,
Sonia Kaera ki dost hai. Toh Aatish Sonia ke zariye Kaera tak pohuchna chaah raha tha. Kyuki Slogan ko Kaera chahiye thi.
Ab Suhana badi behan hone ke naate jaanti thi koi peeche hai. Slogan aur Aatish ke baare me bhi jaanti thi. Criminals hai. Connection strong jo hai uska. So she got involved.
Fir rahi baat vegas me kaise? Well! Divya!Divya ke liye wo aayi, veer had to return the favour back to suhana so they all got involved in HOK. aur HOK me pehle hi planning ho gayi thi so ab veer yaha hai. Suhana is clean though. Not fishy. She took a bullet for Veer man
Respect her!
![]()
kaha hai bhai nawa update ??..Nawa update posted hai. Aur aage ka nawa update Friday night ko.
Thanks a lot man. Keep supporting!![]()
Friday night aa gayi kya? Likha bhi hua hai waha par padhna nahi hai.kaha hai bhai nawa update ??..
Nawa update 144 ki baat hui thi yaha. Padh liya hai toh ab update 145 ka wait karne kakaha hai bhai nawa update ??..
Planning ghatiya thi ya khatarnak thi!?Aapne toh pahle hi bata diya tha ki Ava shaamil. Lekin planning bahut hi ghatiya thi iss crimson ki ya kah lo veer bahut kamzor hai abhi.
Usse thodi hi pata tha ki Crimson yahi baitha hai Paris me. Aur ye ki Las Vegas se uske khilaaf planning ho rahi hai. Akela banda kya kya karega ab woh. Par haan, ab woh sachet ho gaya hai. Uski personality me change aayega.veer kuch v karne lgata hai bina soche samjhe. Hope veer aage dhyaan rakhega.
Woh 100% Ho jaata agar Crimson Veer se thodi derr sur ladta rehta. Par bullet ne saara khel rok diya. Isliye 99% hi reh gaya.Just kidding i know aage veer ka planning hoga kuch. 99% par aake ruk jana, its not a coincidence kuch toh lafda lagela hai bhai,
Dekhte hai hum!aur woh goli joh chali thi crimson par iska dusra pakka sabut hai ki veer planing karke aya hai. Dusra possiblity hai ek naya system bich me kudega aur veer ki Jaan bachayega yeh Naa ke barbar possiblity hai isse veer ka character thoda loose dikhega so possibility is less.
Goli maarne ka raaz agle update me khulega.Aap bol sakte ho ki crimson ke uppar joh hai system ya jisne Ava ko crimson ke saath collaborate karne ko kaha hoga usne goli maara hoga crimson ko toh kam hi possiblity lag raha hai. Toh veer ka new planning dekhte hai aage.
Dekhte hai hum. Kya hota hai.Lekin abhi ek possibility baki ha ki joh system crimson ke uppar hai usse veer ki jarurat ho kisi mission ke liye. Aur usne bas yeh khel khela ho Veera ko maut ke munh me pahuchane ka aur last me Jaan bacha ke sympathy haasil karne ka.
Nawa update Friday night ko. Dhanyavaad! Keep supporting!Bahut hi possibility dikh rahi hai bhai dimag ka maa bahan ho ke raha hai jaldi se naya update do bhai......
Thanks a lot bhai.very nice update werewolf bhai, is update se yeh toh pata chal gaya ki HOK kisliye create hua tha, uska maqsad kya tha! and crimson &ava se bus veer ko phasane ka kaam liya ja raha tha, us unknown caller ke jariye! But UNKNOWN CALLER?? that's mean woh veer se past main juda hua hai yah uske system se right? Aur wo goli crimson peh chalane wala unknown caller hai jo crimson ko warn karna chate hai don't cross tha line to kill veer! But wo veer ko bachaane ku chahata hai that's will clear on future updates! Bohut hi badiya update tha werewolf bhai 2 baar padne ke baad samaj main aaya![]()
ThanksAwesome update
ओ भाई
यह क्या लिख डाला है
पुरा दिमाग़ का अंचर पंचर के परखच्चे उड़ा दिया है तुमने
Aisa dikhaya hi gaya hai ki pehle sirf Veer ke paas system hai, fir Crimson. Par dheere dheere badi duniya saamne aa rahi hai.मुझे लगा था सिर्फ दो जनों के पास सिस्टम है
भाई यह क्या अब लगता है बहुतों के पास सिस्टम है और तो और सिर्फ क्रीमशन ही जान पा रहा है किसके पास सिस्टम है
खैर किस्मत कहो या कुछ और क्रीमशन को तगड़ा झटका लगा है एक पर्सेंट पुरे निन्यानबे पर्सेंट पर भारी पड़ गया
आभा और सुहाना के साथ आमना सामना तो होगा ही दिव्या भी पुरी कोशिश करेगी वीर की बेगुनाही सामने लाने की
पर तब तक शायद वीर वापस आ जाए अपने अपग्रेड वर्जन के साथ
खैर यह तो मालुम हो ही गया क्रीमशन मेन विलेन नहीं है कोई और है और निसंदेह क्रीमशन को उंगलियों पर नचाने वाला सिस्टम के मामले में वीर से कई कदम आगे ही होगा l
Next update me pata lagega hume ye. Bohut bohut dhanyavaad bhaaya. Keep supporting!पर यह देखना दिलचस्प रहेगा जब वीर वापस आयेगा तब आभा उसका सामना कैसे करेगी
वीर को आभा की असलियत कैसे पता चलेगी
Poori kahani nirdhaarit hai idhar mitrBhai kya hi update tha ye maza hi aa gaya sb crimson,ava,caller pr hi atke the aapne ek naye system ki entry bhi karwa di kya likh rhe ho yr aap aaj tk xform mein esi story nhi padhi h bas ek question tha mera ye sb aapne story k starting se soch kr rakha hua tha ya jese jese story badhi aapne likha h ye dono hi bhut badi baat h![]()