- 14,856
- 103,262
- 259
Last edited:
Thanks!Sabse pehle, thanks for mega update, puri kadi HOK or Veer ko phasane ke shadyantra ke baare me ek hi update me puri ho gayi. Ab agla update Veer ke bachne ke uper hoga.
What writing skills, one feels transported to the situation.
We will see more about it in the later updates.Lagta hai phone system wala apne ko sabka 'Baadshah' samajhta hai, aur Crimson use nahi janta.
Ye ek aur system wala. Pagal sa, aur ye kinko apne patients bata raha hai. Kya ye doctor hai ya kuch aur.
Natasha? You mean Natalia.Lagta hai Crimson Veer, Pagal aur Natasha ko teen gin raha hai, lekin uska system use Phone wale per concentrate kerne ke liye keh raha hai.
To Crimson pehle Veer aur uske baad Phone wale ko maarna chahta hai.
Yup! Dushmani nahi thi lekin aisa bhi nahi tha ki koi khunnas na ho. Veer ne HOK ko tabaah kiya jo Crimson unknown caller ke khilaaf force taiyaar kar raha tha. Toh keh sakte ho ki Crimson Veer se chidha hua tha.Iska matlab Crimson ki Veer se koi dushmani nahi thi, bas weh ek system wale ko maar ker jyada points aur uski powers lena chahta hai.
Agle update me jaan jaoge ki Ava ka system work kaise karta hai. All systems are similar. (With only a few differences). Death Flag ki jankaari bhi mil jayegi agle update me.Ye samajh nahi aaya. Pehle Crimson Ava ke stats nahi dekh pa raha tha lekin Ava ne kya stats badle jo Crimson ab padhne laga. Lekin weh Ava ki skill ke baare me nahi jaan paya.
She wants to know the killer behind her father's death. Yes!To Ava bhi keval apni Ma ko bachane ke liye hi nahi, balki is karan se bhi Veer ko phasane ke shadyantra me phans gayi.
It's not just about pointsNow it is very clear, Veer ke points lene ke liye Crimson uske peeche pada hai.
Everything is here inHahaha... akhir yeh kaun hai, jo Crimson ke peeche pada hai.
Pata nahi ye update pehle se hi plan kiya tha ya baad me, lekin pichle HOK aur Veer ko phasane ke updates se bahut safai se gel ker gaya. Maza aa gaya.
Ava ko points mile? Kaha mile? Kya koi notification dikhaya gaya hai Ava ko points milne ka?Ab mega update ke baad keh bhi nahi sakte agle update jaldi dene ke liye, per Veer kis tarah se bachta hai, kya Neel Mani use bachati hai, ya fir Ava ka mission pura hone ke points ya skill, dekhna hai. Aur Kaera ka bhi suspense bacha hua hai, uske bhi emotions jagne ke baad points milne hain. Sabse badi baad, Veer ke bachne se kya Ava ya Crimson ko koi notification milega. Mere khyal se nahi, kyon ki un dono ko system ne Veer ko maarne ka task nahi diya tha. Bas ek baat dimag se uper nikal gayi, Ava ko points kyon mile, weh to phone wale ya Crmson ke kehne per Veer ko Ushant Island layi thi. Death Flag aur Veer uska target kaise ban gaya. Kya phone wale ke paas itni skill hai ki weh kisi aur ko points de paye.
Hmm! Dekhte hai hum. Jaanenge jald hi.jis hisaab se veer ko mara gya hai mujhe abhi yeh lgg raha hai baki sab logo crimson and ava or jis jis ke paas system hai veer abhi ek ghayal sher ki tra ek pair pishe kara hua hai mujhe yeh lgta hai k saare systems se power full system abb veer k paas hi hoga jisse veer ka baal bhi baka na ho baki writer to mujh se bhot agge jaante aap apni tipni jrur krre
ThanksSuper thrilling update![]()
Agla update inn sawaalo ke uttar de dega.Crimson and Ava ye sab to mohre h asli khel to wo call wala aadmi khel Raha h mano ya na mano mastermind to wahi h.
Aur ek baat wo veer ko khud hi marne nahi dega veer Marne wala rahega to bhi wo bachayega.....
Ab to usi se mulakat hogi Chinatown me crimson ke baad usi ka intezar h...
Last time jo mission mila tha Ava ko bachane ka mission complete ho gya h and uska fayda bhi milega veer ko aur jaha tak mera khayal h veer mission complete ke points se jo fayda hoga usi ki wajah se bachega bhi.....
Yaha abhi neelmani ka koi use na ho shayad is arc me mughe to lagta h neelmani ka raaz khulane me abhi bahut time h..... Kam se Kam iss arc me to nahi.....
Wahi toh suspense hai bhaiKulmila kar ye sb plan pehle se fix tha
.
CRIMSON main Khiladi ni hai is khel ka dekha jaay to AVA ki trh wo bi ek MOHRA hai
.
SHANTRANJ ka khel khelne wala koi or he hai
.
sari baate ek trf sbse main question ye hai MAIN KHILADI KN HAI JO YE KHEL KHELRHA HAI
.
KY CHAHTA HAI WO AAKHIR VEER SE
Dhanyavaad! Keep supporting!KY DUSHMANI HAI USKI VEER SE
.
UPDATE KABILE TARIF HAI
.
IS UPDATE KE LYE ITNA BOLOGA BS
.
CLAP HAI VERY BIG HAND![]()
Next update me iska raaz bhi khul jayega.wo skill ,cards aise kuch words jaldi yaad nahi aate ..ab ava ke liye nature likha hai par wo kuch aur hai (jisse ava apne stats chupati hai ).aur veer usko scan karne par kuch bhi pata nahi laga paya .
Kishore? Uske paas itna IQ hai?Mujhe pata nahi story jis trah ghum raha hai waise me lagta hai sab khel khel kaira ka bap hi khel raha hai baki writer ji jane
ThanksNice mast update bro
Thanks! Keep supporting!Werewolf Awesome update...hum imagine bhi nahi kar sakate Aisa hua hai pith piche..... waiting for update....raha nahi jata![]()
Jaanenge hum jald hi ki Ava ka system kya de raha tha usse.Superr update bro to akhirkar past ke incidents bhi clear ho hu gaye lagbhg lgbhag lekin abhi bhi ava ka pura raaz baaki h maana ki crimson ne use force kiya lekin asal m ava ne caller ki baat maani thi na ki crimson ki.
Aur fir hospital m wo 18000 points wala notification mtlb ava ko bhi koi mission mila tha aur veer ke sath jo bhi hua possibly wo hi ava chaahti thi uska mission complete krne ke liye.
Dekhte hai man! Thanks a lot!Interesting maja aaega aage jaanne m jb aur bhi teist aaege aur agr veer bch gaya h to ho skta h ki wo caller game khel raha ho ya veer ne koi scroll khol liya ho end time pr jisse ava ko uske mission m death fleg complete ka notification aaya.
Waiting for next update bro maja aaega
Spoiler hai ye.Bhai India m sirf ek hi system h or baaki ke sab system veidsho me h to kya veer ke alava system India m kisi or ke pass bhi h kya
Arreyy baap re... Itni badi planning... Mujhe to laga tha bas 2 3 reasons honge...
yaha to itne pehle se itni badi planning chal rhi thi![]()
Samajh aana zaroori hai.Mera mind process maarne lga tha
isliye slowly padha ye update. Thank you upar note dene k liye...
Nawa update padhne ka uske liyePar abhi main review ni dungi
Mujhe veer ko dekhna h pehle... Uski news bataiye kuch... Nd wo last me ava k card waali art...Wow!!! Just wow!! Such a fine art... I know aapne bnai h wo. Samajh aata h ki kyu time lete h updates...
Thanks! Keep supporting!waiting for the new new update.
keep writing sir.
Chalo dekh lenge aage.bhai es update me apne Crimson ke bareme jo khulasa kiya he uske mutabik mera anuman sahi nikala Ki crimson ke piche be kohi he or vahi sab khel kel raha he bhai ek bat or Ki steam ka khel jo khel raha he ho hi Maine villain he esa muze lagta he par he mera anuman he dekte he sahi heya galat..
Thanks!So first of all sorry for late review bro, actually kuch kaam me busy hone ke kaaran time nhi mila review dene ka,
So ab baat karte he last update ki to buhat hi zabardast update tha,
Sab spoilers hai.To ab 5 log hogye system wale maybe kiya pata aur bhi nikal aaye aage jake anyways wo baad me pata chal hi jaye ga hume,
To har cheez clear hogai HOK ke creation ki sb ke peche crimson hi tha but ye unknown caller kon he ye buhat suspense bana raha he aur veer ko kese janta he aur janta bhi he to dushmani kiya he us ki veer se,
Yup! Crimson ne ye nahi socha tha.Ab baat karte he ava ki to us ka system kafi interesting he wo apna profile change kar sakti he aur jo us ke pas legendary card he wo bhi kafi amazing tha,
Wese 1 baat kehni pare gi bro aap ne jis tarha sare dots connect kiye he wo kamal he bhai aisa mind set kam hi dekhne ko milta he,
Crimson ka ava ko approach karna ava ka veer ko trap me lana sb amazing tha but is se ziyada amazing veer ka crimson ka plan fail karna tha apni qurbani de ke,
Usne kuch aur kaha tha. Read it again.Ab next update me veer ke bare me pata chale ga kafi excitement he veer ke bare me janne ki aur ye dekhne ki ke veer kese bacha aur aage veer kiya kare ga kese wo crimson ko hara ke apni begunahi prove kare ga aur ava ke sth kiya kare ga use maaf kar dega ya ava ko guilt me chor ke chala jaye ga ya use saza dega suhana ki bhi entry hogai he is arc me aur mujhe personally suhana aur veer ka relation dekhne me maza aata he aur curiosity bhi he janne ki ke aage in ka relation kaha jaye ga,
Aur sb se important cheez to bhool hi raha tha,
Wo prisoner kon he jis ke pass system he aur us ne crimson ko dekh ke aisa kyu kaha mere patients me se 1?
Thanks a lot man! Keep supporting!Kafi sawal he man me but aage to sb clear ho hi jaye ge me aap se poch ke suspense kharb nhi Karu ga,
Baqi har bar ki trha update aur aap ki skills superb thi bro keep it up,
Lot's of love and respect![]()
Shukriya. Keep supporting!To, poori kahani pahle se hi nirdharit thi....
Badhiya update....