- 14,826
- 103,243
- 259
Last edited:
And
I
Want
Ki
Story
Ke updates
Zaldi
Aaye.
Awsmm brooo.... Sab sahi tha ek dam jagah par. Nidhi ke saath romance badhao yaar abb aage. Suru se bechari ko atka ke rakhe ho
Superb update dear Werewolf , but please show some movements of love, where Kaera or Sonia or Ava express their love ❤❤❤ to Veer
Superb update dear Werewolf, but please show some movements of love, where Kaera or Sonia or Ava express their love to Veer
Excellent update bhai..![]()
Wonderful update![]()
Instead of i want you…i want next update earliest![]()
Iss update m maja khub aaya nice update
Zabardast update
Nice update...
Jabardast update bhai
Awesome update Bhai
Finally Update Mil Gaya
Bohut Late Mai Mila Hai Isbaar Update...
Shaandar![]()
nice1![]()
Nice
Bhai mast update tha.... Launda hamara kya ladki patane m mahir h![]()
So nice, bahut hi shandar raha, update thoda jaldi diya karo, mai to chahta hu ki week me do updates ho. But it should be depended on you.
![]()
So superb update....
Veer se related har ladkiyan veer ke liye ek tadap rakh rahi hain veer ko paane ka....
Har kisi mein jalan ki gandha aa rahi hai....
Woh nidhi wala part bohot achha tha ...
Thanks for the update....
Nice story
Nice update bro weting for next update jaldi dana bro hosekto bro
Nice update bro weting for next update jaldi dana bro hosekto bro
Acha tha Lekin mujhe laga ki thoda Kiera ke bara Mai bhi further kuch aaye but it was all about family reunion greatkoi Naa aage pata chalegaa...!
Superb update werewolf
bhai ....
wait for next
update....
Badhiya update bhaya
Toh Ava apni company chhod ke chali gayi ab dekhte hai kya hota hai uska aur company ka bhi
Zoey bhi famous ho gyi, Veer toh use yaad hoga hee sabse zyada uski madad usne hee kri thi paise toh diye hee the jaan bhi nightwalker mansion mei usne hee bachayi thi. Ab mujhe kuch lag rha hai ki advertisement kon krega
Bhavna ke zyada sawal na puchhna uski maturity dikhata hai kitni suljhi hui hai vo use pata hai Veer sab kuch nahi btayega toh puchhna bhi vyarth hai sirf zaruri sawal hee puchhe usne
One mistake ho gyi bhaya iss update mei Veer ne Tej ko pehle hee bta diya tha ki gaadi kisne di hai aur Suhana aur Sonia ke baare mei bhi btaya tha.
Veer media mei aaya hai toh fame points toh ab kaafi badh gaye honge (government bhi toh sawal jawab kregi shayad France ke baare mei)
Nidhi ko tease krna bhi badhiya tha bechari baar baar laal muh lekar bhaag jati hai
Aur ye Pari ki koi nayi personality lagti hai jo bilkul shant hai kahi kuch aur toh nahi ho rha nahi toh system hi, hello toh krta hee hai
Update 129 jab pehli baar ghar aaye the jab Rajasthan se Las Vegas ke baare mei bhi bta diya tha
Nice update
Nice n fantastic
Nice update
Superb update bro...
Waiting for next
Very nice update mja aa gya kya update tha such a intresting business arc suru ho chuka hai isme Veer apna pura business failaega
Aur bhai story me lagbhag kitne update bache hai
Kaafi light or stater type update tha....
over all kin of a arc starting update...
jo k thaa bhi......
To Ava k missing hone ki khabar media m viral ho hi gyiii jo k normal bhi hai agr aap koi celebrity ho or aap apne career k peak time pr achaanak se ghayab ho jao, woh bhi tab jab apke kisi brand (like Ava's record) ne bohot acha business kiya ho to ghayab hone ka koi reason nhi nazar aata ...
to media to sawaal uthaye gaa hi ..
or aakhir kaar Zoye bhi famous hone lag gyii hai usne apna career start kr diya hai jo k kaafi ache se jaa rha hai...
or Veer k liye ye kaafi relaxing tha, bcz jis maksad k liye usne apne paise or wishes Zoye ko diye the woh poora ho rha tha...
lekin ek sawaal utha hai k aakhir Ava gyii kahan (waise ye swaal to pehle se hi hai bss ab dubaara highlight huwa hai )..???
no one knows.... Or jaane ga bhi jaise konsa woh kisi ko bata kr gyii thiii...
yahan Veer k liye ho questionnaire sabne ready kiya tha, Veer hi jaane kaise bacha hai woh us sab se...
Pr ab Ragini uski kaise band bajaye giii... Jis hisaab se woh dekh rhi thi specially after knowing that k Veer ne Suhana ko hug kiyaa tha...
Veer k exam's to start ho gye hain... Ab results dekhne waala hoga......
or Veer bhi apne form m wapas aa rha hai Nidhi ko tang krne waali form m...
intezaar rhe gaa agle shandaar update ka![]()
Bahut badiya update bhai
Superb update
Nice update bro
Nice and cool comeback after the intensity of Paris. But Pari is unusually silent, something big is going in background.
Nice update
Gajab update
Amazing as always bhai. Keep going![]()
Superb fantabulous update Werewolf bhai...
Jabardast
Excellent update...
It will be excellent if you start to add some male dominance romance with females because hero is already in home full of women which will soon become his hareem...
Best regards
awesome come back
Another excellent update. Without missing a single step, we have seamlessly slipped into business arc.
Pehle Veer ka family se milna. Bhavna ne mehsus kar liya tha ki Veer kis mushkilon se nikla hai, usne kisi se bhi us'se kuch kehne ke liye mana kar diya tha. Ghar pahunch kar, dinner ke baad hi baat shuru huyi. Uske puche gaye prashn saaf bata rahe the ki weh Veer ke future ke baare me kitni chintit hai. Very practical and down to earth. Bas uska ek darr tha, kahin Veer koi galat raah par to nahi nikal gaya aur uski family per to koi khatra nahi hai.
Sab family members ka interaction sundar dhang se dikhaya tha, phir weh chahe Arohi ki aankhien ho, ya phir Sonali ke thirakte paer, ya phir Abha ka sharmana. Aur sabne to khule aam apni feelings vyakt ker di. Sabse khushi ki baat hai is baar Nidhi ma'am bhi sharma gayi, Veer chaanta khane se bach gaya. She has now accepted Veer, chahe uper se wo yeh nahi dikhaye. Bas Manorath ke saath ek do vaakya reh gaye.
Business arc ka intoduction khub nirala hua, chahe weh phir Suhana jaisi business woman, ya phir Zoey jaisi fashion model, ya phir Louis jaisa designer (weh bhi aage chal ker famous ho jayega).
Akhir Kaera ke emotions jagne me kya kami reh gayi jo system abhi tak koi notification nahi de raha hai. Aur Ava ka bhi pata nahi chal raha, DGSI bas khali haath hilaye ja rahi hai.
Ek aur khas baat notice ki, ye nayi wali Pari ki personality. Usne ek tarah se Veer ko exam me cheat kerne me help dene se mana kar diya. Isase bhi khub jamegi.
Superb![]()
Superb full pack part
Superb update
Werewolf![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
मित्र बहुत ही शानदार मजा आ गया ....
फाइनलली लौट के बुद्धिजीवी वीर घर को आ गए..
जिंदगी पुनः अपने ढर्रे पर लौट रहीं हैं... कितना सकून लाग रहियों छह...
नए आर्क मे प्रवेश करने के लिए पूर्ण तैयारी हो चुकी है...
बहुत बहुत कुछ देखने के लिए हम सभी पाठकगण भी बेसब्र है...
![]()
![]()
अगले अंक के इंतजार में...
Bahut hi badhiya update diya hai Werewolf bhai....
Nice and beautiful update....
super update
Please bro finish veer exams fast
It was a nice update kafi time baad ek peace full update and zoye is also on the right track
Waiting for next update bro
Bahut hi shandar aur romanchak update bhai![]()
Awesome update
Awesome update![]()
Bahut badia nice update
Update 152
Ek super se upar wala update Itachi uchiha bhaiwaise zara nidhi mam ki papi dekna ko mil jaye toh mja hi aa jaye aur yhi wo arc hai naah jismain sabhi ke sth love story aage jaygii...bhai ek ko chun kar dil naah tod dena hamara
(kidding) wait for next one..... Werewolf
Superbbb Updateee
Zabardast update
fantastic update bhai.......
Awesome update bhai ab to apne hero ki ghar wapsi ho gayi hai lekin itni aasaani se ghar walon ne jane diya ye nahin laga tha jaisa hamari pyari kavya ne kaha wo sab sawal rah gaye phir bhi sabhi sisters santusht na hui hai pakka sab veer se apne tarike se pata lagane ki koshish karengi khaskar suhana ke bare main
Maybe ab jald hi business main veer ko thoda tarakki dikhai de aane wale samay main aur phir jab veer ka samna kiera se hoga tab dekhne layak hoga kyoki ye to pakka hai veer ki what lagegi hi
Aur ab jab update aane start ho gayen to mujhe veer & kavya ka naughty moments ka intazaar rahega
Sundar mast fantastic super update
fantastic update bro
Fantastic update bhai ji lage raho
Nice behtarin mast awesome update bro
Super awesome update luvd it to gud
Nice update bro
Waiting for the next update
Nice
Fantastic update
Zabardast update hai yaar superb
Aur last line kya tha yaar propose karne ka koi Naya tarika hai kya?
Ding At last veer return home safe nice work with family convo butVeer : Aap sab jaante hai ki mein waha Miss Ava ki madad kar raha tha.
Bhavna : Miss Ava?
Veer : Ahem! Mera matlab- Miss Natalia.bhavana ko ye catch karna chahiye tha maybe for your future suspense
By the way congratulationsfor starting new Arc with such a short break
Ava kahan gai
Kaera ne contact nae kiya tu kiya bussiness khud se start kry ga veer
Waiting for next
Haan ye ho sakta tha k Natalia ko Ava pukaarne pr koi controversy hoti or koi question hota Veer se but nhi huwa.... Maybe kisi ko future m yaad aye or woh suddenly hi Veer se uske baare pooch le.
Ding Ha ho sakta hai shayad tej ye baat pakd le
Will it tomorrow come new update?
Yuppp... Bilkul Arohi ne catch kiya hai....
ab bhala Veer ki koi baat ho or specially Veer khud Kuch bata rha ho yo Arohi kyun nhi catch kare giii...
Waiting for next update
Waiting
Bussiness arc ki shuruat matlab ho gai hai .... Or jin sawalon ka jawab ghar wale janna chahte the woh almost umko mill gaye hain ... But abhi bhi kuch sawal hain jo kinhi ko nahi mile like tej ke sawal ... Or arohi neh to koi sawal pucha hi nahi ... Patta nahin kyun but dil bolta hai ki iss story ki main lead arohi ko hona chahiye ... Abb bussines arc ki main lead to kiara hi hogi ... But other female ka bhi bussines mai role important hain ... I want a clash between sonia and kiara ... A full to cat fight for veer ... Arohi kissi se ladegi nahi veer ke liye ... Or kavya kissi or ko kuch samjhegi nahi veer ke aage ... Nidhi is a tough task but usko clear patta hai ki veer kya chahta hai ... Or uske andar bhi feeling hai ... Sonali kissi ko dikhati nahi but she care for veer ... In the end abb dekhna yeh hai ... Ki ava khud veer ke pass aati hai ya veer uske pass jaata hai ... Bcz we all know that she is alive ... System aisehi to marne nahi dega usko ... And she will be an asset for veer in future ... Bhai abb ekk meeting to banti hai kiara or veer ki ...
Aaj update ayega ???
Amazing
Fantastic fabulous mazedaar update sir.
Awesome update Sirji
New update kab Tak mil sakta hai Monday ko update aya tha aj Friday hai Sunday ya Monday Tak wait Krna hoga bhai
Waiting
Is any Schedule Available for updates??![]()
Ding werewolf bhai next mission kya hain kuch tho idea de dijiye
Badhiya mast update Ava ke bare ma kuch khas pata na chala update me bhai
Next update kaab taak ayega Bhai
Superb very nice update
DingSaturday night full tight
ham khayali plow kush bhee banay kahanee to righter he ney likhnee hey![]()
![]()
Waiting
To Ava ka chptar khatm ho gya ya dubara Ava dekhne ko mil sakti h
Waiting for the next update
To Veer Ki Ghar wapasi Ho Gai....
Ghar pahunchne per jitne sawalon ki ummid ki ja rahi thi Veer ke gharwalon ke dwara itne Sawal Veer ko face Nahin karne pade Kahin na kahin per kavya neyah Sawal uthaya tha Ki Veer ko Itni choten kaisi lagi lekin Veer Ki Mata Ji Ne is Baat Ko ignore kar diya aur ek kaha ki unko Jis Sawal Ka Jawab chahie tha vah Mil Gaya....
Nidhi mam ki yah alag Kahani chal rahi hai ... Unka Pata Nahin chal Pa raha hai ki vah Veer ki taraf aakarshit ho rahi hai ya vah Veer Se Pyar Karne Lag Gai Hai.....
Shandar update Raha bhai
Bhai Target to almost ho hin gya hai Bhai kuch hin baki hai hum log itna wait kar rahe hai ho skta hai kuch regular readers busy honge aisa bhi ho ho skta hai guest I'd se honge much log Target pura ho jaega Bhai ap update de do
Bhai aisa hai... Kuch log aise bhi hai jo like karte hain to new page khul jata hai(i don't know aisa kahe ho raha hai) to wo dubara kosis nahi karte hai
... I think some guys are just lazy like me![]()
Sahi bola bhai....har click m new page khulta hai....or pichla page to adult site ban jata hai...
Ding werewolf bhai I am also want to know about new personality of pariwaiting with my
to read what kind of impression pari show to veer.
Ding I already faced password recovery problem recently and werewolf bhai ka break bhi bohot jaldi khatam hua maybe it also one reason readers like nahi de rahe unhe lagtaa hoga Abhi break hai
Mobile pe read kar rahe ho tho two three time back karna paad raha hain
Use brave browser usme nhi hota hai bhai
Kya baat bhai behtreen update tha ye nidhi aur veer k bich ka romancebhut shi tha sari diwaniyon k bich apna hero h bhai Ava ka kya hua uska suspense konse arc m tutega
Ekdam dhansoo or jordaar update yaara....
Mazaaaa aa gaya bhai waah....
Kya update aaj aayega?![]()
Problem usme bhi aata hai click wala... Bus usme adult website nahi khula hai![]()
Waiting for the next update
Waiting......
Nice update bhaii bhit Awla Maza Aya gya par Kar ab new update Ka intazar ha
Ding werewolf bhai pariki new personality ko aap kaise present karte hain.kya aaj hum padh payenge.ya aap
good night ho gaye
Ding werewolf bhai is in sleeping mode good night see you Monday
Aaj noon me aaye ga update bhi
Besabari se intezaar rahega Werewolf bhai...
Good afternoon everyone
Waiting
Intezaar karne mai maza hai tabhi to updates mazedaar hote hai.......![]()
Mast waley 151 updates ho gaye hai aur story har episode and chapter ke end me aur bhi mazedar hoti jaa rahi hai shayad ab business arc me relations and business ka Sangam milega aur sath sath kuch aur system dhari logo ka introduction hoga. Dekhtay kahani kaha turn hoti hain. Waqai badi mazedar aur badi acchi chal rahi hai story.
Intezar rahega 152 + updates ka.
Waiting
Noon say Afternoon ho gya par update nahi aaya
Bhai jab aap apny kahy ko pura nahi kar sakty to bola bhi na karain k is time update aayega ya us time
Dear writer,
Please make sure to drop update before match...To make actually a Sunday super
![]()
Waiting for the update![]()
Sunday ko office![]()
Bahai chalo jaag jao evening ho chuki hai
Wonderful update bro..... Ghar toh aa gye or sawalo se bhi bachav ho gya ...lekin sabke sawal khade ke khade hein chahe maa maan gyi.... Lekin bakiyo ke sawal or demands bhi pori krni hogi![]()
Noon khatam ho gayi bhai,
Waiting
Hello bro ur story is one of best story on this platform everyone is eagerly waiting for updates so bro if u give certain time then give update otherwise don't tell particular time nobody will wait na
Ding werewolf bhai likes target has been completed
waiting for update bro
Waiting for update yr
Waiting for update yr
waiting!
Absolutely right![]()
Warewolf bhai aaj aayega kya update![]()
Bhai ye kuch jyada ho rha h pichle kuch dino se story ke update to jaise eid ka chand ho gya h naye arc ke liye bhi bahut dino ka gap ho gya tha aur ab update bhi 3 days pe nahi chal raha 3 din kya 4 din pe bhi aa rha h bro agar koi problem h to ek proper break le lo uske baad fir story continue krna agar time ki kami h to monthly wala system krdo but aise goli nahi diya karo yaar pls
Mast story hai
Bhai Sunday tha Banda ghumne firne nikal gya hoga free hokar update aajyga
Free fund me etni achi story mil rhi hai to thoda wait to kar hi sakta hai
Are tum sab Bhai se kyu bol rhe ho apne hisab se samaj lo ki weekly update aata hai or story ko enjoy karo
उपडते
Ha bhai aapke noon ka to pata nahi... Lakin hamara to noon, evening, night, morning, ho gaya![]()
Waiting for update
Waiting for update
Update 152 has been posted.Ding mujhe pata tha update shayad aaj aayega
Don't very bhi hota hai kabi kabiNote :
Ye update kuch reasons ke chalte late ho gaya. Darasal, mere ghar par meri ek dur ki cousin rehti hai. Woh thoda gaav side se hai. She's not my first cousin. She's like second or third cousin. Matlab saral shabdo me dur ka rishta hai.
Woh yaha govt. exams ki preparation kar rahi hai. Aur yahi se exams deti hai. Kal uske do paper the. Ek morning me aur ek evening me.
Dikkat ye ho gayi ki usne mujhse 3 din pehle hi centre ke baare me bata diya tha. Par mein hi bhul gaya. Dono hi exams ka same centre tha aur mere ghar se lagbhag 26-27 km dur tha. Mene usko keh ke rakha tha ki Sunday hai toh mein hi le jaunga aur leke aaunga.
Ab shayad sankoch me woh mujhe raat me yaad nahi dilaayi. Jo bhi reason raha ho. Subah jab gharwalo ne uthaaya tab mujhe dhyaan aaya ki haan, use leke jaana tha mujhe.
Lagbhag 30 km tak aap jao. Aur fir 2-4 ghante ke liye ghar laut ke aao toh ye bewakoofi hi thi. Isliye uske saath mein fir wahi stay kiya. Kyuki evening ke paper ka centre wahi tha. Toh lautna stupidity thi. Bas, usi chakkar me poora din nikal gaya. Socha tha bacha kucha update likh ke morning me de dunga. Par mere dimaag se hi nikal gaya tha ki ye sab kaam bhi the.
Dhyaan 20 jagah rehta hai. Yaad nahi rehti kabhi cheezein. Lautate waqt kaafi aandhi chali hai yaha pe. Paani bhi gira hai jam ke. Uss chakkar me poora dhul dhakkad me haalat kharaab ho gayi thi. Kyuki Car mere dad leke gaye the. Sirf, Bike hi option tha.
Aur wapas aake fir mera Mann nahi kiya ki apni aankhein mobile screen par lagau. Dhool se aankhon ki band baj chuki thi. Bas yahi sab kuch hua hai kal. Aur aaj subah se fir wahi job...!
That's the reason why update got late. So, thoda meri condition bhi samajhne ka guys.