• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Baadshah ~ The Tales of Debauchery

Kya Veer apni life behtar kar paega ya sab kuch kho baithega?

  • Veer Baadshah banega

    Votes: 1,364 83.2%
  • Sab kuch kho baithega

    Votes: 27 1.6%
  • Kuch paega toh kuch khoega

    Votes: 213 13.0%
  • Kuch nahi bann paega

    Votes: 35 2.1%

  • Total voters
    1,639

Werewolf

ℌ𝔲𝔫𝔱𝔢𝔯
Supreme
14,856
103,260
259

Werewolf

ℌ𝔲𝔫𝔱𝔢𝔯
Supreme
14,856
103,260
259
Kafi informative details thee is update aur arc ka build up bhi ho raha hain. Veer apna favour return ke liye China Reinshaw ke pass aa gaya hai aur uski beti Erica se badi khatpat wali mulaqat hui like jaisay do khoob Prem karne walo ki pehli mulaqat ego gussa and confusion se hoti hain. Idhar China already ek political satire me hai ek murder ki wajah se jiska ilzam ek system owner and Veer ke connection ya yu kahe patner Garofano phasi Hui hai aur ab woh ek farar mujrim ban chuki hain.
Yes. Poora environment setup ho chuka hai. Jaise jaise aage badhenge hum, sab kuch aur samajh me aata jayega.
Matlab is murder ki wajah se kahi na kahi veer ka involvement hoga hi coz woh veer ke liye aayi thee to ab veer ko uska bhi kaam karna hoga.
Ye dekhna hoga. Basically, wo Mumbai jab aayi thi toh bas Veer ko aagah karaane aayi thi. Abhi woh China me kyu hai, iski jankaari dekhni hogi hume.
Aur sab se badi cheez order of legion jo adha Renahu aur adha tribe owner JAW LONG ke pass hai aur maze ki baat ki woh bhi system owner hai. To phir 18 me say 5 to yahi hai ab shayad is Arc se system ka kuch na kuch rehasya bhi khulega jaisay Crimson arc me khula thaa.
System ka toh nahi pata but Pari ka zaroor ek bahut bada Raaz khulega iss arc me. :hint:
Maza aayega means ab agle update se arc aage badna shuru hoga aur Garofano bhi Renshu ke aane wali hai matlab ab kuch nayi khichdi pakegi aur uska maza hum reader log lagayege. Thanks for update awaiting for another one.
Shukriya bhai. ✨
Yes, ek se adhik system owners ek jagah par maujood honge. Aur, agar unke views aapas me clash hue toh fir ju toh jaante hi ho ki kha hona hai. Keep supporting as usual. ✨
veer chahe to inkaar kar sakta hai..but..nahi wo aisa nahi karega...aakhir use jo jindgi mili hai wo renshu ki den hai..uska karz chukaane ka samay a gaya hai....ye mera andaza hai..baaki lekhak mahodaya jaane main kya jaanu..mujhe to sabhi readers ki tarah aage pata chalega ki veer inkaar karta hai ya ikraar ..
Bilkul! :D Agle update me hi Veer ka nirnay pata lagega.
any wy....update ka ek ek shabd bareeki se likha gaya hai...sabse amazing renshu ki beti ka badbola pan laga wo veer ko kaise irritate kar rahi hai..apne aapko akalmand aur dusron ko bewaqoof samajh rahi hai...magar wo ye nahi jaanti jo apne aapko samajhdaar aur dusron ko bewaqoof samajhta hai...asal me wo sabse bada bewaqoof hota hai..duniya me ek se ek ajalmand log hain shayad iska andaza use bahot jald veer ke roop me hone wala hai....superb mind blowing update
Nahi aisa bhi nahi hai. Erica apne pita ko kaha bewakoof samajh rahi hai? In fact uske liye uske Dad sabse upar hai. Woh yaha Veer ko zaroor neeche samajh rahi hai apne. Lekin, apne dad ko hamesha khud se bhi upar rakhti hai. Uske liye uske dad sabse strong hai. Aur, usne zaroor kuch Aisa dekha hoga jo woh ye claim kar rahi hai. Baaki bahut bahut dhanyavad. And keep supporting. ✨
 

Werewolf

ℌ𝔲𝔫𝔱𝔢𝔯
Supreme
14,856
103,260
259
beautiful update bhai with last suspense..
Thanks
Fantastic update bhai ab aage dekhna ho ga aage kya hoga
Thanks
Behad hi shaandaar or dilchasp update
Shukriya
Bhai ye baap beti dono ke pass hi system h kya esa ho sakta h ya iske piche koi or Karan h
Kyu nahi ho sakta Bhai!? :think: Aisa kahi rule hai kya ki ek hi parivar me do logo ko system nahi mil sakta? Isliye to Veer ne mann me ye baat baithayi hai ki Renshu aur Erica shayad sabse taqatvar hai abhi. Kyuki wo do log hai aur dono ka aapas me taal mel bhi baitha hoga.
Abki baar ka dusman to crimson se bhi jyada khatarna hone wala h Qki uske pass system to h hi lekin sath m Jadu tone ki kala bhi h abki baar veer ko kadi takkat Milne Bali h
Well...! Abhi toh aisa mene kahi nahi darshaya hai ki Jaw Long ke paas jaadu tone ki skill hai. :cmouth: agar normal traditional wala ki baat kar rahe ho toh haan woh toh hai.
Final dusman Mr.X se fight to abki baar ki na hogi sayad
Abhi kaha Mr x bhai :redface: wo bahut aage ki cheez hai. Abhi ready na ho ju uske liye. :naa:
 
  • Like
Reactions: maakaLover

ASH@7

New Member
82
86
18
Kamaal ka update bhai. Keep writing
 
  • Like
Reactions: Werewolf

Werewolf

ℌ𝔲𝔫𝔱𝔢𝔯
Supreme
14,856
103,260
259
Shandar, mast update

Kya hi sahi plot set Kiya hai New arc ka.
Shukriya bhai :thank_you:
China jaisi country, Alliance, War, Murder all that.

Do group hai, Order aur Legion. Dono hi system holder aur jabardast takatwar.
Shayad ab Erica aur Renshu ke beech pehle hui baatein samajh aa rahi hongi!? Kuch update pehle jo mene show ki thi. Wo Renshu aur Erica hi the.
Veer ke liye musibate badhne hi vali hai. Pichli baar akela crimson se lada tha to is baar ek rebel group se ladna hai jinka leader ek system holder hai (Jaw Long)
Yes but Veer akela bhi nahi hoga. Yaha pe Renshu and Erica bhi hai. But yes... As you said, tribal people bhi honge aur unka Raja bhi. So it will be tough. No doubt.
Dekhne vali baat ye bhi hai ki pichli baar to sab kuch France me hua tha, lekin is baar China me ho rha hai. And we all know that how china is. Agar kisi kaand me veer pakda gya to France ki tarah galti accept nahi karenge China vale.
Well, this is unlikely to happen. Kyuki, govt ke officials bhi Renshu ke saamne aadar se pesh aate hai. Toh aise me Renshu ke rehte Veer kisi kaand me fass jaaye ye badi baat hogi. But then again, anything can happen. :D
Mujhe to crimson arc se jyada problem yahan Nazar aati hai veer ke liye. Khair vo to aage pta chalega.
Kyuki yaha ek nahi kayi matters saath me chal rahe hai. :D
Khair filhal to abhi situation ko thik se samjhna hi veer ke liye ek challenge hai.
Exactly! Aur ye challenge agle do updates me aur acche se samajh aa jayega ki kitne bade sankat me hai veer. :hint:
Ab tak mujhe yahi laga tha ki system ka milna sirf ek coincidence hai. Jis situation me Veer ko system Mila ya jis situation me crimson ko system Mila vo ek ittefaq hi lagta hai. Lekin yahan Renshu aur Erica, dono baap beti ke paas system hai. Ab system aise bazar me to milte nahi ki koi bhi hasil kar le, aise me ek hi parivar me 2 logo ko paas system ka hona kisi bhi tarah se ittefaq nahi lagta, shayad system ke milne me bhi koi Raaz hai. Koi coincidence nahi.
Ye to abhi ujagar nahi hone waala. Kyuki system se jude saare rehesya finale arc me hi khulenge.
Ab tak China me humne 3 system owner dekh liye hai (Renshu, Erica, Jaw Long), Garofano Korea se hai, Ava aur Crimson America se the. Mr. X aur prisoner ka kuch pta nahi. Ab tak India se akela Veer hi hai, dekhte hai aage Milne vale system owner me se koi India ka bhi hoga yaa nahi. Renshu ne aur bhi system owners ko help ke liye bulaya hai.
India se toh Veer hi hai. :dazed:
I guess or I hope ki final villain Mr X bhi koi India se hi niklega.
:whistle:
Awesome update

Pls try to give update soon.

Ek din Aisa bhi tha jab 2 update weekly aate the.
Wo din wo waale the Bhai jab mein job pe nahi tha. :laugh: Jab mein interview ki taiyaari kar raha tha. Tab samay mil jaata tha. Par ab apne sheher se dur yaha naukri karta hu. Subah se shaam samay wahi Dena hota hai. Aur uske baad likhne ki himmat nahi bachti hai. Baaki abhi pehle se toh sudhar gaya hai schedule. Beech me kaafi gap hua tha.

Next update jald hi aa jayega. Year end se pehle mene 2 updates deliver karne ka kaha tha. Ek de chuka hu. Dusra jald aa jayega. Mere ghar me filhaal Mumbai se hi mere ek cousin Bhai aaye hue hai. Iss nav varsh unhe ujjain wagarah ghumaane ka plan hai. But update 170 zaroor aa jayega. Thoda samay lagega. Sabr rakhne ka. Keep supporting. ✨
 
Last edited:
  • Like
Reactions: Shanu

Werewolf

ℌ𝔲𝔫𝔱𝔢𝔯
Supreme
14,856
103,260
259
Nhi bhai wolfi bhai ne pahle hi mana kr Diya h veer ke alava or koi bhi India se system oner nhi h
:approve:
Bahut hi shaandar update diya hai Werewolf bhai.....
Nice and awesome update....
Thanks
Fantastic mind-blowing super update
Thanks
Nice update
Chinatown arc build up bahut he acha or khatarnak treeke se pura ho Gaya hai
Ab dekhna hai Veer kya karta hai
Abhi tho mujhe lag raha hai Veer Renshu ka sath dega iss ladai mein dekhte hai kya hota hai
Next update me Veer ka decision dikhaya jayega. Kuch aur baatein pata chalengi Order aur Legion ke baare me hume.
Thanks for update apki wording k hisaab se 31 December se pehle 1 update or aayega 🤔🤔
Hmm! Update 170 new year se pehle aa jayega. So, don't worry. :good:
Thanks and keep supporting. ✨
Nice behtarin mast awesome update bro
Shukriya
nice update ..erica naam hai renshu ki beti ka aur erica me ghamand bhi chur chur ke bhara hua hai ..
Ab system hai toh itna toh ghamand rahega hi. :D Aam insaan thodi hai woh.
apne baap ko lord renshu hi kehna hai aur aap kehke hi ye veer ko samajha rahi thi .
ab pata chala ki kyu bulaya hai veer ko renshu ne kyunki usko madad chahiye veer se .
Yes. Erica ke mann me uske Dad sab kuch hai.
ek system holder mukhiya hai LONG tribe ka .
The order aisa hi kuch likha hua tha us envelope par jab veer ne wo khola tha to ab pata chala ki wo ek group hai jiska leader renshu hai ..
Yes. Ab samajh aa gaya na ju ko? :D Order Renshu sambhaalta hai aur Jaw Long ke paas Legion hai. Basically, Renshu ke paas apne aadmi hai aur Jaw Long ke paas uske tribe ke log.
erica ki bachkani harkat ekdam behuda thi chai me namak daalne wali .system genesis ne samajhya par apne ghamand me uski baat maani hi nahi erica ne ..
Ghamand nahi hai. Ye chulbula pann hai. Namak daalna koi ghamand nahi ho gaya. :D Lekin, jis tarah wo Veer ko apne se kamtar samajh rahi hai, uska jawaab bhi use apne aap mil jayega. :hint: So don't worry.
garofano jail se bhag gayi aur ab wo renshu ke paas hi aanewali hai ,shayad usko ummeed hai ki renshu uski madad karega ..
Dekhte hai. :whistle:
Thanks a lot and keep supporting. ✨
Uss tribe ka leader system owner hai.. so ab uske paas bhi toh kuch skills etc. honge toh usne dekha hoga pehli deal zyada fayedemand nhi aur aadhe par kabza kar liya. Uske paas koi skill hoga elements se related ( situation ke hisab se skills mil jate hai system ki taraf se)
Agar skill hoga bhi toh sirf uske hi paas hoga na. Woh akela hi poori mine se elements nikaal ke sab kuch thodi kar lega? :hinthint: Aise me toh efficiency kitni Kam ho jayegi.
 
  • Like
Reactions: Shanu and parkas

Werewolf

ℌ𝔲𝔫𝔱𝔢𝔯
Supreme
14,856
103,260
259
One more question is

Jaisa ki hame pta hai ki mine me radioactive element hai. Like Uranium, Plutonium or Thorium.

Ab jaisa ki Renshu ne kaha ki Long tribe kai mamlo me baki tribe se aage hai, jaise ki element se metal banane me.


Ab iron ore, gold yaa kisi aur metal me to ye baat samjh me aati hai ki tribe ko pta hai kaise element extract honge aur unse metal banegi, kyoki iski jankari tribe ke paas hona koi hairani ki baat nahi. Lekin radioactive element ke mamle me ye mushkil hai. To long tribe uss radioactive mine ka kis tarah use kar rahi hai.

Kyoki kisi normal element aur ek radioactive element me jameen aasman ka antar hai.
Update me hi toh iska ek answer Diya hua hai. Renshu ke pita ne jab agreement karwaya tha toh usme kuch points likhe hue the. Renshu ne Veer ko woh points padh ke bhi bataye hai. Agar dusre point par dhyaan do toh usme saaf saaf likha hai ki jo 1/10th region Long Tribe ko diya jaane waala hai, woh actually me non radioactive portion hai. Iska matlab kya hua? :D

Long Tribe ke paas hamesha se hi non radioactive portion tha. Lekin, picture abhi bigdi hai. :D Jaisa ki Renshu ne kaha ki ab Long Tribe ne kareeban aadhi mine ko hadap liya hai.

Ab ye achanak se change kab aana shuru hua, unhone aise kyu kiya, achanak se kya hua, ye toh aage ke updates me hi pata chalega. :D
 
Last edited:

Werewolf

ℌ𝔲𝔫𝔱𝔢𝔯
Supreme
14,856
103,260
259
एक्चुअल चीन के वास्तविक हालात का कोई आइडिया नही लगा सकता क्योंकि वहां सबकुछ गवर्नमेंट द्वारा प्रायोजित होता है और वहां गवर्नमेंट के नाम पर कम्युनिस्ट का शासन है । गवर्नमेंट अपने इच्छानुसार खबरें प्रसारित करती है । माओ ने चीन के अंदर सबसे पहले वहां के समाज को हित मे रखकर आंदोलन चलाया और बहुत कुछ परिवर्तन भी हुआ । आज का चीन ली जिनपिंग का चीन है जो माओ के बाद सबसे अधिक शक्तिशाली और डिक्टेटरशिप नेता बने ।
जानता हूं भाया। सब कुछ पढ़ने के बाद ही देश का चयन करता हूं अपनी कहानी में। :D चीन के प्रधानमंत्री का अतीत भी पढ़ा हुआ हैं मैने थोड़ा बहुत और यूट्यूब पर भी काफी कुछ रिसर्च किया हुआ हैं।
वहां शहर की जितनी भी जमीन है वह सभी गवर्नमेंट के अंडर मे आती है । गांव के जीवन जरूर कुछ अलग तरह से वितरित की गई है लेकिन कुल मिलाकर वो भी गवर्नमेंट का ही पार्ट है ।
ऐसा अक्सर हर शक्तिशाली देश में हैं। इसमें नई बात कुछ भी नहीं हैं। :sigh: देश शक्तिशाली हैं तो देश की समस्त भूमि पर सरकार का ही हक रहता हैं परंतु, हर देश में कुछ जगह ऐसी होती हैं जहा सरकार भी घुस पैंठ करने से थोड़ा कतराती हैं।
चीन के ट्राइबल हों या और कोई भी जनजाति , गवर्नमेंट के आगे किसी की नही चलती । और जमीन तो बहुत दूर की बात है।
मुझे आज भी याद है 1989 का बीजिंग के तियानमेन चौक का नरसंहार । यह नरसंहार किसी गैर के खिलाफ नही बल्कि अपने स्टूडेंट्स , अपने लोगों के साथ इन्होनें किया था । ऐसी दरिंदगी मैने अपने जीवन काल मे कभी नही देखी ।
मुझे सख्त नफरत है चीन और वहां की कम्युनिस्ट गवर्नमेंट से ।
अरे भाया ये कहा चले गए आप? :laugh: क्या आप भूल गए क्या कि ये एक फैंटेसी कहानी हैं? वैसे मुझे खुशी हैं कि आप कहानी की वास्तविकता से इतने प्रभावित हैं कि आप इसे वास्तविक दुनिया से भी कनेक्ट करने लगे। :laugh: मेरे लिए तो ये उपहार ही हैं।

पर, ये एक फैंटेसी हैं। मैंने कहानी को वास्तविकता से इतना जोड़ के रखा हैं कि मैं रीडर्स को लगने नहीं देता कि इसमें असल दुनिया से परे भी कुछ घटित हो रहा हैं। शायद आप भूल गए कि वीर जब Egypt गया था तो वहा पर उसने अपनी मां भावना से वहा पर मिले गए उस खंजर के बारे में अपना ज्ञान दिया था सिस्टम की सहायता से। तब वह एक pharoah का ज़िक्र आया था। अब वो pharoah असल में हैं ही नहीं। वो तो बस मेरे दिमाग की उपज थी।

अगर मैं हिस्ट्री में फेर बदल कर दूंगा तो वो फिर प्रोब्लम क्रिएट कर सकता हैं। इस कहानी में चीन जो दिखाया गया हैं वो मेरा चीन हैं। ना की वास्तविक चीन। राइटर होने के नाते मुझे पूरा फ़्रीडम हैं कि मैं किस देश को किस तरह से प्रस्तुत करु। ऐसा भी ना हो कि उसका काया पलट ही कर दू। वास्तविकता के नज़दीक रखू , मगर पूर्ण रूप से वास्तविक बनाने की ज़रूरत नहीं।

अब ऐसे तो मैं हाल ही में जिन देशों में युद्ध चल रहा हैं उनको अपने प्लॉट में लाने वाला था। वो प्लॉट इतना खतरनाक बन गया था की पूछिए मत। :D किंतु फिर मेरी बात एक दिन अदिरिशी भाया से हुई। और, उन्होंने ऐसा करने के लिए मना कर दिया।

क्योंकि वो पोस्ट फिर पॉलिटिकल पोस्ट में तब्दील जायेगी। वास्तविक के ऊपर तो फिर इतने घातक प्लॉट बन सकते हैं और मैं एक से एक चीज़ें पेश कर सकता हूं। परंतु, वो फिर पॉलिटिकल पोस्ट का हिस्सा हो जाएंगी। करेंट में जो कुछ भी विश्व में चल रहा हैं, अगर वो राजनीति से जुड़ा हुआ हैं, तो उसे आप कहानी का हिस्सा नहीं बना सकते। :declare:

यही कारण हैं, कि फिर मुझे उस आइडिया को हटाना पड़ा। अभी तो आपने बस 1/4th हिस्से को ही जाना हैं। कम से कम आधे हिस्से को तो जानिए कि बात चल क्या रही हैं।

चाहे वो चीन हो चाहे जोधा हो, चाहे USA हो। :D मेरी कहानी में आम इंसान बस नहीं हैं। सिस्टम होल्डर्स के आगे सरकार कुछ नहीं। :D और, ये बात आप जल्द ही जान लेंगे। कहानी जैसे जैसे आगे बढ़ रही हैं खतरे भी वैसे वैसे ही बढ़ेंगे। अभी तो हमने बस वीर के लिए और उसके परिवार के लिए खतरो को जाना हैं। राष्ट्र के लिए थोड़ी देखे हैं। बाकी, आप समझदार हैं। :D इतने में समझ गए होंगे कि क्या क्या कहानी आपको आगे दिखाएगी।
खैर यह सब तो मेरी राय है पर अपडेट की बात करें तो इस अपडेट का सबसे महत्वपूर्ण और कठिन पार्ट ट्राइबल और कम्युनिस्ट गवर्नमेंट के बीच का एग्रीमेंट लगा । जमीन के अंदर जो भी एलिमेंट होते है , जो भी मिनरल होते है उनपर गवर्नमेंट का अधिकार होता है । अगर कोई डेमोक्रेटिक कंट्री की बात होती तो फिर भी हम समझ सकते थे कि गवर्नमेंट ने एक तरह से ट्राइबल के हित , उनके रिति रिवाज , उनके कल्चर , उनके परम्परा का ख्याल रखा । लेकिन चीन के कम्युनिस्ट पार्टी से इस तरह की नर्मदिली का आप अपेक्षा नही कर सकते ।
चीन चाहे कम्युनिस्ट हो चाहे अदरक हो चाहे लहसुन हो... मैंने अभी आपको एक बात कही ऊपर :D
सिस्टम होल्डर्स के आगे सरकार कुछ नहीं। कारण आप कुछ अपडेट जब और पढ़ेंगे तो जान जायेंगे।
और जहां बात रेडियोएक्टिव का है तब तो बिल्कुल ही नही । दुनिया की कोई भी गवर्नमेंट इसे किसी आम या साधारण इंसान और ट्राइबल के हाथों सौंप नही सकती ।
एक बार फिर पढ़ना होगा वो एग्रीमेंट आपको। एग्रीमेंट के अनुसार रेडियोएक्टिव हिस्सा कभी दिया ही नहीं गया था Long Tribe को। :smile2:

वो तो अभी उन्होंने हड़पा हैं। अब ये हड़पना कब शुरू हुआ, कैसे हुआ, और सरकार क्या कर रही थी? फौज क्या कर रही थी? इनके जवाब अभी कहा मिले हैं आपको? इसलिए तो कहा... अभी आपने केवल 1/4th हिस्सा ही जाना हैं। अगले कुछ अपडेट और जानकारी वाले होंगे।
लेकिन अगर बात स्टोरी की हो तो फिर कुछ भी हो सकता है ।
वही तो कह रहा था मैं। :redface:
रेंशू सर और जाव लोंग के बीच का समझौता भी ठीक से स्पष्ट नही हुआ । अगर लोंग समुदाय के लोग गवर्नमेंट के साथ किए हुए समझौते को भंग करते है तो फिर गवर्नमेंट क्या कर रही है ? चीन की गवर्नमेंट और सेना के सामने इन ट्राइबल की क्या बिसात !
:smile2:
क्या जाव लोंग साहब अपने सिस्टम होल्डर्स होने का दुरुपयोग इस गवर्नमेंट के खिलाफ कर रहे है ? और अगर कर रहा है , और अगर रेंशू और उसकी बेटी दोनो सिस्टम होल्डर्स होने के बावजूद भी उसका मुक़ाबला नही कर पा रहे है तो इसका साफ अर्थ है कि वो मौजूद सभी सिस्टम होल्डर्स से कहीं अधिक अधिक शक्तिशाली है ।
सिस्टम होल्डर्स को हल्के में नहीं ले सकते आप। खास कर तब जब वो अपनी territory में बैठा हो। :hint:
जिस तरह रेंशू सर की बेटी इरिका को वीर के विहेवियर पर एतराज हुआ वही एतराज मै भी कर रहा हूं । रेंशू सर वीर से उम्र मे बहुत अधिक बड़े है । उन्होने वीर की जान भी बचाई है । शायद सिस्टम के मामले मे भी वो वीर से आगे हो । ऐसे मे वीर का उन्हे तू - तुम कहकर सम्बोधित करना बिल्कुल ही उचित नही है ।
कहा आप शिष्टाचार लेके बैठ गए? :laugh: अरे ये आम इंसान नहीं रहे अब। इन सब चीज़ों से ऊपर उठ चुके हैं। Renshu को इस बात से कोई फर्क नहीं पड़ता कि वीर उसे आप कह के बुलाए या तुम कह के। वीर खुद एक शक्तिशाली सिस्टम होल्डर हैं तो renshu उसे फ्रीडम ऑफ स्पीच दिए हुए हैं। :laugh:
वैसे इरिका जैसी खुबसूरत मल्लिका अगर चाय मे शक्कर क्या , नमक भी क्या , मिर्च भी डालकर पिला दे तो वह भी काफी स्वादिष्ट बन जाता है । वीर फिलहाल नमक का आनंद चखे , बाद का स्वाद शक्कर से भी मिठा होगा । :D
ये देखो। :banghead: इतनी उमर हो गई फिर भी लौंडियों का पीछा नहीं छोड़ रहे। :heh:
इधर कोरियाई हसीना जेल से फरार हो गई और बहुत जल्द वीर से रूबरू होगी । देखते है , लोंग के खिलाफ किन किन सिस्टमधारी की जमात जुटाई जाती है ।

बहुत ही खूबसूरत अपडेट वेयरवोल्फ भाई।
आउटस्टैंडिंग एंड अमेजिंग अपडेट।
बहुत बहुत धन्यवाद भाया। ऐसे ही साथ बने रहने का। ✨
Keep supporting.
 

S M H R

Active Member
810
1,789
138
Hmm! Update 170 new year se pehle aa jayega. So, don't worry. :good:
Ok wait kar lenge
Waise 1 naya twist bhi hai iss arc mein 4 system holder 1 sath 1 jagah pe hone Wale hai usme bhi alag maza aane wala hai
 
  • Like
Reactions: Werewolf

Huzaif

Member
140
240
43
Ok wait kar lenge
Waise 1 naya twist bhi hai iss arc mein 4 system holder 1 sath 1 jagah pe hone Wale hai usme bhi alag maza aane wala hai
Bhai 4 nahi 5
1:- veer
2:-garofano
3:- renshu
4:-RENSHU KI BETI AOR
5:- JANGAL WALA
 
  • Like
Reactions: Werewolf
Top