Dosto, main ek nayi kahani likhney ja ra hun. Yeh kahani kalpnik hai aur iska real jindagi se kuch lena dena nahi hai.
kahani ke kirdar
main: 20 saal ka jawan ladka
maa: 38 saal ki umar
pita: 40 saal
city mein humara chota sa kaam tha. jisse pita ji dekhte the. maa aur main city se kuch dur ek ghar mein rahte the. sab normal tha. lekin ek din sab badal gaya.
humare tai ne hume gaon mein turant aane ko kaha. hum logo ko kuch pata nahi tha. pita ji jab ghar aae tho hum log turant hi apne gaon ke liye nikal pade.
jub hum log tai ji ke yahan pahunche toh dekha ki wahan par logo baithe hain. bhar se dekhne mein aisa laga ki kisi ki mirtu ho gayi hai.
yeh sab dekh ke mummy ke toh ansu nikal aae aur wo rone lagi. aur hum log jjaldi jaldi ghar ke andar pahuch gaye. wahan par kuch log mere tau ko kursi se bandh rakha tha. aur do log jinke pass banduk thi wo unke piche khade the. aur meri tai ek buddhe aadmi ke pairo mein padi ro rahi thi.
tai: "raham kijiye malik, aage se aise nahi hoga" aur wo unke pair ko pakad kar chatpatne lagi.
hume yeh dekh bada bura laga. aur meri pita ne tej awaj mein bole
pita ji: yeh sab kiya ho raha hai. bhabhi ji uthiye. ye kya bol rahi hai aap.
aur tabhi wo aadami bola: tu kaun hai, kya lagta hai tu iska
pita ji: bhai hun main iska.
aadmi: pata hai tujhe isne kya kiya hai
pita ji; nahi
aadmi: ye humari zamin pe kabja kar raha tha. ab tu bata zamin pe kabja karna toh galat hai na.
pita ji: bhiya kya yah sach hai?
tau ne sir hila ke haan kahan
pita ji; itni badi zamin hai aapke pass meri aur humari aapko kya wo sab kam lagne lagi. bataye ?
itne mein whan khada ek aadmi bola: "kaunsi zamin sab bech diya isne, jue aur nashe mein"
pita ji: yeh sab kiya bol rahe ho tum log bhaiya toh nashe nahi karte.
ye suntey hi wahan khade sab log hansney lage. aur ek virdh jan bole: bhola mat bano tumhe toh sab pata hoga.
aadmi: zamin ke sath sath isney ek badi rakum bhi utha rakhi hai sabhi gaon ke logo se.
maa: chod dijiye inhe hum inka sara karja chuka denge.
pita ji; haan bataiye kitne paise chahiye aapko.
aadmi bola: 10 crore kal sham tak nagad agar yahan nahi hue toh humse bura koi na hoga.
pita ji: yeh toh bahut badi rakam hai saab.
aadmi: aur haan rakam dene ke baad ye log aur tum sab yahan se chale jaoge.
pita ji ne kafi kuch socha aur bole thik hai. hum log chale jaenge. aapko aapke paise mil jaenge.