Update -1
Ye story ek gamv ke ladke ki h jiska janm samaj ke bhalai ke lite hua h.
To ab story par aate h-baat pahle ki h yah din aam dinom ki tarah hi tha par tabhi Seema ko dard hone lagta h aur uska pati use lekar hospital jata h.
Hospital m Seema ek Bache ko Janam deti h.jo dikhne m ek sadharan sa bacha tha.
Us Bache ko Ghar laya jata h and uska namkaran Kiya jata h .
Uska naam Sera rakha jata h
After 2 years
Seema ki ek bachi hoti h jiska name Rajni rakha jata h ,jise sabhi Ghar bale pyar se gudiya kahte h
Ese hi Sanjay nikalne lagta h.
Hamara hero ka aaj 8 bi class result same Bala tha to bah taiyar hokar mandir jata h aur pratna karke apne school jata result lene
Waiting for next