- 162
- 287
- 44
Hello dosto main raja babu naam ye nahi hai par biwi ne daal diya tha jo mujhe aksar ye he kehti thi .
Baar story line ki Karu to ye ek hakikat hai jab mere bete ka 20 wa birthday tha to meri biwi ke usse kafi kuch kaha ki kya chahiye par wo mana karta raha ki kuch nahi chahiye.
Par haan udas rehne laga tha kyu to na mujhe jawab deta na meri biwi ko .
Aur jab ek din uski maa usse zid karne lagi ki kya baat hai bata nahi to main tere se kabhi baat nahi karungi to usne meri biwi ko ek letter de diya aur sath main ye bhi bol diya ki maine dusre sehar main hostel main baat kar li hai main kal waha ke liye nikal jaunga .
Ye sun kar main aur meri biwi dono he pagal se ho gye kyu ki wo hamara iklouta beta tha .
Uske alawa hamara koi bhi nahi tha agar wo chala jayega to hum kiske sahare jite .
Par usne kuch nahi suna aur apna Room andar se lock kar liya .
To main aur meri biwi apne room main aa gye to maine apni biwi se letter padhne ko kaha aur jab usne to letter padha to hamare pairo tale se zamin khisak gai kyu ki usme uske jane ka reason likha tha .
Jise padh kar na mujhe yakin ho raha tha aur na meri biwi ko .
Par kar kya sakte the usne apna mann bana liya tha aur maine aur meri biwi ne bhi yehi socha ki uska jana accha hai nahi to sub ki zindagi kharab ho jayegi.
Par uske letter main likhe reason ko na main pacha pa raha tha aur na meri biwi kyu ki hame abhi bhi yakin nahi ho raha tha ki hamara beta aisa bhi soch sakta hai .
Is liye uske chale jana he sahi thi aur meri biwi bhi yehi chahati thi aur main bhi .