• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance Choti si khilauna

sandwich

New Member
1
0
1
Choti si khilauna

Ye kahani hai choti si ladaki ladaki ka, mera matlab umar se nahi hai, Balki Fatimah Ansari se hai, jo is kahani ki heroin hai, Fatimah bihar ki rahane wali ladaki hai, jiska umar 20 saal ho gayi hai, Fatimah ke tez tarrar student hain, dikhane me bhi dilkas hain, lekin unke sath ek kafi badi kami thi, aur wo thi unki height, Fatimah sirf 4feet 11inch ki thi, aur unka sarir bilkul patla dubla lakdi jaisa tha,

Fatimah padhane ko banglore aayi hui thi, jahan wo hostel me rehati thi, fatimah second year me pahunch gayi thi aur wo bhi awwal darze me, lekin fatimah kuch aur cheez se pareshaan thi aaj kal, jo unke padhai se koi lena dena nahi tha, aur iski suruwat ek mahine pehale hui jab uski ek saheli kamala, jo kafi moti aur kali thi, use ek collage ke ladake ne propose kiya, aur kamala ne accept kar liya, aur dekhate dekhate kamala jiska sab mazak udate the ki wo kisi ko pasand nahi aayegi, ka ek boyfriend tha, fatimah is ghatana ke baad se udas ho gayi, aur kafi irritated rahane lagi, kyunki pure hostel me sirf wo hi thi, jo pura single thi,

jab uski saheliyan us se puchati ki akhir wo single kyun hai to wo jawab de deti ki use reject kar rakha hai, lekin asliyat ye bilkul nahi thi, do saal me fatimah ko kisi ne propose nahi kiya tha, asal me kisi ladake ne us se acche se baat bhi nahi ki thi, aur ab jab kamala ka boyfriend ban gaya tha fatimah ko chubhan mehsus ho rahi thi,



Fatimah Ansari

ab wo kar bhi kya sakti hai, uska lakadi jaisa sarir jisme koi akar nahi tha, kisi ladake ko nahi lubha pati thi, koi is wajah se fatimah thodi sad aur depressed rahane lagi,

fatimah ke is mood ko uski room mate ne bhamp liya aur, fatimah ki roommate ek ameer baap ki bigadi aulaad thi, lekin wo fatimah se acche se pesh aati thi,

fatimah room me baith netflix dekh rahi thi ki uski roomie ek vodka ka botal le kamare me aayi,

-kya fatimah itni sad kyun rehati ho aajka, chalo dekho mere boyfriend ne kya bheja hai, chalo party karate hain,

fatimah use dekh thoda muskati hai,

-mera mood nahi hai, tum pilo, mera dil nahi kar raha,

-oh shut up, dekho to chicken chilli bhi, aja fatimah main shots banati hun, tu chilli nikal,

fatimah jo hamesha jhuk jaati thi, abhi bhi jhuk chicken chilli nikalane lagati hai, aur fatimah ko wo vodka ke shots lagwa deti hai,

-fatimah aaj kal dekh rahi hun, itna sad kyun hai,

-are kuch nahi hai, khaaaap

fatimah ek light drinker thi, aur use hinchaki aane lagi thi,

-are tu mujhse jhut bolegi, bata na kya baat hui hai,

-nahi yaar mujhe kuch nahi hua hai, main sach bol rahi hun,

-accha baba, jab tujhe kehana ho suru ho jana, main bistar pe jaa rahi hun,

fatimah ke samane uski roomie bistar pe lete hue whatsapp pe apne boyfriend se baatein kar rahi thi, aur ye dekh wo sad ho jaati hai, aur khud sone chali jaati hai,

/////

agle din fatimah uthati hai, lekin aaj wo kafi optimistic thi, usne ye socha ki kyun ka kisi self help kitab ka madad li jaaye, aur fatimah apne mobile pe apne situation mo dalati hai, aur kuch websites aa jaate hain, jise fatimah padhane lagati hai, fatimah ko ye ideas acche lagate hain, lekin aisa kar pana jaisa website me likha tha muskil tha, aur fatimah phir haar man leti hai, aur class bunk maar deti hai, aur so jaati hai lekin achanak se fatimah ka nind khulata hai, aaj assingment ka due date tha, aur fatimah ek acchi student thi, jaldi jaldi kapade pehan wo nikal jaati hai, auto pakad kar collage ki aur nikal jaati hai, aur bade muskil se sahi waqt pe collage pahunch jaati hai,

collage me assingment jab jama karane ki uski baadi aati hai, aur wo bag check karati hai, aur uska halat kharab ho jata hai, uska assingment gayab tha, wo usne hostel me hi chod diya tha, fatimah jiske sath aisa pehale kabhi nahi hus tha, prodessor ke samane buri tarah se darr jaati hai, aur hankalane lagati hai, jise dekh class ke bacche uska mazak bana dete hain,

teacher ko ye accha nahi lagata hai, aur wo fatimah ko office me milane ko bol khud baki assingments le chale jaate hain, fatimah is se kafi mayush aur roanshi ho jaati hai, lekin is class me jaise wo invisible thi, koi uspe dhyaan nahi de raha tha, aur fatimah jise pehale se depression aa raha tha wo aur mayus ho jaati hai, aur class chod cantine chali jaati hai, fatimah wahan baith kone me rone lagati hai,

fatimah wahi pe kafi der aanshu tapkati hai, aur use achanak se kisi ko baithane ki awaz aati hai, apne bagal me, fatimah ko lekin fark nahi pad raha tha, aur wo ignore kar rumal se anshu pochane lagati hai,

-tumahra nam fatimah hai na, ro kyun rahi ho,

achanak se fatimah ko apne kandhe pe hanth mehsus hoti hai, aur uska sir utha jata hai,

-v v v vikas, w w w wo kuch nahi,

-are kuch kaise nahi, chehra dekho ekdam laal ho gaya hai, kisi ne kuch bola to mujhe batao, us prosfessor ne kuch bola ka, maa chod denge uski,

-n n nahi aisa kuch nahi hai,

fatimah apna chehra rumal se pochane lagati hai, aur vikas uske bagal me baitha apne hath me liya cold coffee pii raha tha, aur us se baatien kar raha tha,

-fatimah ro nahi, mujhe batao agar main koi help kar paun,

-n n no vikas, aa aa acha main ghar jaa rahi hun, mera tabiyat sahi nahi hai,

-are main pahuncha deta hun main,

-t tum,

-are bike hain mere pe, ha ha ha, bolo le chalun...

fatimah sir haan me hila deti hai, aur vikas fatimah ko parking space ke taraf le jaata hai, aur khud bike parking se nikalane laga, aur chalate hue fatimah ke paas le aaya,

-are dekh kya rahi ho, second hand hai, lekin chalata mast hai, baitho piche,

fatimah bike pe piche baith jaati hai, aur bade haule se seat pakad leti hai,

-baith gayi,

-haa baith gayi hun,

-to kamar pakado na, gir gayi to mamala bigad jayega,

fatimah ye sun hanth kamar me daal deti hai, aur vikas bike chala deta hai, aur ghumate phirate use hostel pchuncha deta hai, pure raste vikas kuch kuch bol raha tha, lekin fatimah chup chap sunate rahi, vikas fatimah ko utar khud wapas collage ko nikal jaata hai, wahin fatimah ka dil jo bullet train bana hua tha, daudate hue kamare me aati hai, aur apne aap ko bistar me patak deti hai,
 

Aakash.

ᴇᴍʙʀᴀᴄᴇ ᴛʜᴇ ꜰᴇᴀʀ
Staff member
Moderator
33,475
150,169
304
Hello everyone.

We are Happy to present to you The annual story contest of XForum


"The Ultimate Story Contest" (USC).

Jaisa ki aap sabko maloom hai abhi pichhle hafte hi humne USC ki announcement ki hai or abhi kuch time pehle Rules and Queries thread bhi open kiya hai or Chit Chat thread toh pehle se hi Hind section mein khula hai.

Well iske baare mein thoda aapko bata dun ye ek short story contest hai jisme aap kisi bhi prefix ki short story post kar sakte ho, jo minimum 700 words and maximum 7000 words (Story ke words count karne ke liye is tool ka use kare — Characters Tool) . Isliye main aapko invitation deta hun ki aap is contest mein apne khayaalon ko shabdon kaa roop dekar isme apni stories daalein jisko poora XForum dekhega, Ye ek bahot accha kadam hoga aapke or aapki stories ke liye kyunki USC ki stories ko poore XForum ke readers read karte hain.. Aap XForum ke sarvashreshth lekhakon mein se ek hain. aur aapki kahani bhi bahut acchi chal rahi hai. Isliye hum aapse USC ke liye ek chhoti kahani likhne ka anurodh karte hain. hum jaante hain ki aapke paas samay ki kami hai lekin iske bawajood hum ye bhi jaante hain ki aapke liye kuch bhi asambhav nahi hai.

Aur jo readers likhna nahi chahte woh bhi is contest mein participate kar sakte hain "Best Readers Award" ke liye. Aapko bas karna ye hoga ki contest mein posted stories ko read karke unke upar apne views dene honge.

Winning Writer's ko well deserved Awards milenge, uske alawa aapko apna thread apne section mein sticky karne ka mouka bhi milega taaki aapka thread top par rahe uss dauraan. Isliye aapsab ke liye ye ek behtareen mouka hai XForum ke sabhi readers ke upar apni chhaap chhodne ka or apni reach badhaane kaa.. Ye aap sabhi ke liye ek bahut hi sunehra avsar hai apni kalpanao ko shabdon ka raasta dikha ke yahan pesh karne ka. Isliye aage badhe aur apni kalpanao ko shabdon mein likhkar duniya ko dikha de.

Entry thread 7th February ko open hoga matlab aap 7 February se story daalna shuru kar sakte hain or woh thread 25th February tak open rahega is dauraan aap apni story post kar sakte hain. Isliye aap abhi se apni Kahaani likhna shuru kardein toh aapke liye better rahega.

Aur haan! Kahani ko sirf ek hi post mein post kiya jaana chahiye. Kyunki ye ek short story contest hai jiska matlab hai ki hum kewal chhoti kahaniyon ki ummeed kar rahe hain. Isliye apni kahani ko kayi post / bhaagon mein post karne ki anumati nahi hai. Agar koi bhi issue ho toh aap kisi bhi staff member ko Message kar sakte hain.



Story se related koi doubt hai to iske liye is thread ka use kare — Chit Chat Thread

Kisi bhi story par apna review post karne ke liye is thread ka use kare — Review Thread

Rules check karne ke liye is thread ko dekho — Rules & Queries Thread

Apni story post karne ke liye is thread ka use kare — Entry Thread

Prizes
Position Benifits
Winner 1500 Rupees + Award + 30 days sticky Thread (Stories)
1st Runner-Up 500 Rupees + Award + 2500 Likes + 15 day Sticky thread (Stories)
2nd Runner-UP 5000 Likes + 7 Days Sticky Thread (Stories) + 2 Months Prime Membership
Best Supporting Reader Award + 1000 Likes+ 2 Months Prime Membership
Members reporting CnP Stories with Valid Proof 200 Likes for each report



Regards :- XForum Staff
 

Aakash.

ᴇᴍʙʀᴀᴄᴇ ᴛʜᴇ ꜰᴇᴀʀ
Staff member
Moderator
33,475
150,169
304
Hello everyone.

We are Happy to present to you The annual story contest of XForum


"The Ultimate Story Contest" (USC).


"Chance to win cash prize up to Rs 8000"
Jaisa ki aap sabko maloom hai abhi pichhle hafte hi humne USC ki announcement ki hai or abhi kuch time pehle Rules and Queries thread bhi open kiya hai or Chit Chat thread toh pehle se hi Hindi section mein khula hai.

Well iske baare mein thoda aapko bata dun ye ek short story contest hai jisme aap kisi bhi prefix ki short story post kar sakte ho, jo minimum 700 words and maximum 7000 words ke bich honi chahiye (Story ke words count karne ke liye is tool ka use kare — Characters Tool) . Isliye main aapko invitation deta hun ki aap is contest mein apne khayaalon ko shabdon kaa roop dekar isme apni stories daalein jisko poora XForum dekhega, Ye ek bahot accha kadam hoga aapke or aapki stories ke liye kyunki USC ki stories ko poore XForum ke readers read karte hain.. Aap XForum ke sarvashreshth lekhakon mein se ek hain. aur aapki kahani bhi bahut acchi chal rahi hai. Isliye hum aapse USC ke liye ek chhoti kahani likhne ka anurodh karte hain. hum jaante hain ki aapke paas samay ki kami hai lekin iske bawajood hum ye bhi jaante hain ki aapke liye kuch bhi asambhav nahi hai.

Aur jo readers likhna nahi chahte woh bhi is contest mein participate kar sakte hain "Best Readers Award" ke liye. Aapko bas karna ye hoga ki contest mein posted stories ko read karke unke upar apne views dene honge.

Winning Writer's ko well deserved Cash Awards milenge, uske alawa aapko apna thread apne section mein sticky karne ka mouka bhi milega taaki aapka thread top par rahe uss dauraan. Isliye aapsab ke liye ye ek behtareen mouka hai XForum ke sabhi readers ke upar apni chhaap chhodne ka or apni reach badhaane kaa.. Ye aap sabhi ke liye ek bahut hi sunehra avsar hai apni kalpanao ko shabdon ka raasta dikha ke yahan pesh karne ka. Isliye aage badhe aur apni kalpanao ko shabdon mein likhkar duniya ko dikha de.

Entry thread 15th February ko open ho chuka matlab aap apni story daalna shuru kar sakte hain or woh thread 5th March 2024 tak open rahega is dauraan aap apni story post kar sakte hain. Isliye aap abhi se apni Kahaani likhna shuru kardein toh aapke liye better rahega.

Aur haan! Kahani ko sirf ek hi post mein post kiya jaana chahiye. Kyunki ye ek short story contest hai jiska matlab hai ki hum kewal chhoti kahaniyon ki ummeed kar rahe hain. Isliye apni kahani ko kayi post / bhaagon mein post karne ki anumati nahi hai. Agar koi bhi issue ho toh aap kisi bhi staff member ko Message kar sakte hain.



Story se related koi doubt hai to iske liye is thread ka use kare — Chit Chat Thread

Kisi bhi story par apna review post karne ke liye is thread ka use kare — Review Thread

Rules check karne ke liye is thread ko dekho — Rules & Queries Thread

Apni story post karne ke liye is thread ka use kare — Entry Thread

Prizes
Position Benifits
Winner 4000 Rupees + Award + 5000 Likes + 30 days sticky Thread (Stories)
1st Runner-Up 1500 Rupees + Award + 3500 Likes + 15 day Sticky thread (Stories)
2nd Runner-UP 1000 Rupees + 2000 Likes + 7 Days Sticky Thread (Stories)
3rd Runner-UP 750 Rupees + 1000 Likes
Best Supporting Reader 750 Rupees + Award + 1000 Likes
Members reporting CnP Stories with Valid Proof 200 Likes for each report



Regards :- XForum Staff
 
Top